Sir aap meri help kariye please. Mere pass Microtek DG 650va Ka invetar aur livguard 110Ah short tall tublar battery laga hai. Hum high par ya STD mode kis par set kare
Hello sir ji. Mere paas ek truepower z series inverter aayi hai charging ki fault thi. Triac, 3.3k ki rasistanc aur moc3052 v kharab thi but moc3052 nahi tha to moc3021 laga diya to charging ok ho gayi but inverter section me fault aa gayi. Fault h battery se wire connect karte hai to bina inverter ki switch on kiye on hoti h off karne par off nahi hoti kuch second switch ko press karne par 1 second ke liye off hone ko hoti h aur 1 hi second ki liye output aata h aur fir se wahi fault ho jati h
Sar mere microtek875 e2 square wave model hai mains ke bad charging indicator lake rahata hai Charging blinking nahin karta naya battery jodne ke bad bhi vaise hi dikhta hai empier Nahi aata please salt out problem
Sir mujhe se plus ka wire minus me aur minus ka wire Plus mai lag gaya battery mai eske baad maine right wire laga diya fir inverter mai koi bhi light nahi jal rahi hai Microtek 860EB hai
Bhiya maicroteck ka ups he Eb 850modal ka isme charging LED stil rehti he or koi charging nahi aa rahi he Haa prr jese hi mains dete he to kuchh second ke liye charging ati he or fir chali jati he
Sir isme full bettry charge dikha deta he 1 secend ke andar jese hi ham ise means me lagate he to 1 second ke liye charging ati he fir full bettry batane lagta he
Rahul bhai Eb 900 ke inverter la problem hya bhai Charge aur chagne over section jal gaya hay bhai Aapkaa no mil sakta hya kya Reply karo bhai Thanks for information bhai
सर मिक्रोटेक् eb 900 इन्वर्टर और मिक्रोटेक् की ही बैटरी है 2 घंटे बेकअप लेने के बाद बेट्री चार्जिंग 4 घंटे तक दिखता रहता है, जबकि पहले जल्दी से चार्जिंग ब्लिंक करना बंद हो जाता था, इसमें क्या प्रॉब्लम हुई होगी ?
प्रॉब्लम ये है कि परसो 5 मिनट में ही बैटरी लो हो गया और जब लाइट आया तो 5 मिनट में ही फिर फूल चार्ज शो कर दिया। यही प्रॉब्लम चल रहा है तीन दिन से। Microteck h
Rahul bhai aapne humare liye bhut hi badhiya video banaye hai thanks..
Thnx sir
Nice sir aap vedio Bahoth achchi lagi aur invetor service kaise karna aap sikha Rahul sir thank you very much
Welcome bro
वीडियो बहुत अच्छा लगा। बहुत सरल भाषा मे समझाया गया है।
Bhai superb aapki dukan kaha hai bahut ache se aap samhjte hai aapki technic bahut.acha hai
Thnx bhai g
Bhai agar invetor ke led battery ke sath attached na ke ho or invator ka plug lagane pe main suply wala light show hota hai ke nai
Sir aap meri help kariye please. Mere pass Microtek DG 650va Ka invetar aur livguard 110Ah short tall tublar battery laga hai. Hum high par ya STD mode kis par set kare
STD
vdo bahat aschaa laga, boss ! Ak baat bataye pls- CN100 transistor NPN/PNP hai ? iska base, emitter, collector pin ko dikha dijiye pls !
Pnp h
Aap bahut achha samajhate hai.
Thnx
Bhai yr mickrotek 1550e2 inverter hai vo ampear leke vapas chod deta hai kya problem ho sakti hai sab soda krrke dekh liya bta je koi trika ho to
Apka voice & teaching accha hai
Thnx bhai
Hello sir ji. Mere paas ek truepower z series inverter aayi hai charging ki fault thi. Triac, 3.3k ki rasistanc aur moc3052 v kharab thi but moc3052 nahi tha to moc3021 laga diya to charging ok ho gayi but inverter section me fault aa gayi. Fault h battery se wire connect karte hai to bina inverter ki switch on kiye on hoti h off karne par off nahi hoti kuch second switch ko press karne par 1 second ke liye off hone ko hoti h aur 1 hi second ki liye output aata h aur fir se wahi fault ho jati h
Bhai yrr me PCV abhi kr raha hu usme DT pe suply nahi aa rahi jabki mene cn100 change kr liya cn100 ko kha se ati hai supply replye plzzz thank you
Rahul bhai please reply
Is cheej ki shi krne ka aap log kitna rs charge krte ho??
Bhaiya ji, ap online class lenge kya. Hame v apse shikh ne ka mn karta hai
Sir ji reparing to batta di video good hai per inverter ke parts kha per mile gi ye koe nahi bata raha hai thanks 🙏
Good tiçhing 👍👍👍👍👍👍👍👍👍
Very nice bro 👍
Why ct100 and voltage divider transformer burnt out?
Sir coil transformer mobile charger wala laga shakte hai
Nhi vo alag hota hai
Sar mere microtek875 e2 square wave model hai mains ke bad charging indicator lake rahata hai
Charging blinking nahin karta naya battery jodne ke bad bhi vaise hi dikhta hai empier Nahi aata please salt out problem
Sir ampr miter kese connection ke Kiya hai please bataye yaa eka video banao series se na parallel me
Bhai is poore process me lgne wali cheejo ki cost kitni aati h?
Bhai apka video bahuth achche hae good
Thnx bhai
Thnku paji 👍👍👍👍
आप जो चार्जिंग को वोल्ट चेक करके दिखायें हें चार्जिंग सही होने के बाद फिर वोल्ट चेक करके बताएं l
Tcnl 100 ki bajay tc100 Ls laga sakte h
Sir mujhe se plus ka wire minus me aur minus ka wire Plus mai lag gaya battery mai eske baad maine right wire laga diya fir inverter mai koi bhi light nahi jal rahi hai
Microtek 860EB hai
40 ap ke lal fyuj lge hoge kali wair ke sath change kro ap Inveter chal jayga apka
SIR POWER PANL BORD VIDEO UPLOAD KARO ( SERVICE BORD)
great knowledge bahot achha
Nice video
Bhiya maicroteck ka ups he Eb 850modal ka isme charging LED stil rehti he or koi charging nahi aa rahi he
Haa prr jese hi mains dete he to kuchh second ke liye charging ati he or fir chali jati he
Plz. Help me sir
Video me btaya gya hai ap vese hi check kare component ko
Sir isme full bettry charge dikha deta he 1 secend ke andar jese hi ham ise means me lagate he to 1 second ke liye charging ati he fir full bettry batane lagta he
Or isme vo tisra vala pree set bhi nahi laga he sir ji
Thanks bro jankari dene ke liye
Luminous eco watt 900va charging 40amp karrahahi kam kayse Karin sir bataye please lm358 badal kar dekha hi
yah inverter car spare part aap kahan se late ho aur kahan se ekadam reasonable bhav mein milta hai
Very nice video
Chhota transformer kis name se milega bajar m
Iska trance farmar kaha milega dono trasfarmar
Aapka dukan Kahan per hai?
Nice
Bahut accha
Nice video sir
Upco mobile No chei
Sir aap kaha se ho hum inverter banana shikna chayethe hai
Haryana Kurukshetra
Bhai aap is problem ko solve krne ka kitna charge lete ho
Please reply bhai
Rahul bhai Eb 900 ke inverter la problem hya bhai
Charge aur chagne over section jal gaya hay bhai
Aapkaa no mil sakta hya kya
Reply karo bhai
Thanks for information bhai
Inhone pin no... 26 per nhi pin no 3 pr volte check kr liye... Low Battery ki pin pr.... 3-4 volte aate hai
Bhai aap kaha se hai
सर मिक्रोटेक् eb 900 इन्वर्टर और मिक्रोटेक् की ही बैटरी है 2 घंटे बेकअप लेने के बाद बेट्री चार्जिंग 4 घंटे तक दिखता रहता है, जबकि पहले जल्दी से चार्जिंग ब्लिंक करना बंद हो जाता था, इसमें क्या प्रॉब्लम हुई होगी ?
Bettery check kro ap garm to nhi ho rhi agar garm ho rhi hai to bettery khrab hogi
Yes
Right
प्रॉब्लम ये है कि परसो 5 मिनट में ही बैटरी लो हो गया और जब लाइट आया तो 5 मिनट में ही फिर फूल चार्ज शो कर दिया।
यही प्रॉब्लम चल रहा है तीन दिन से।
Microteck h
सर इस प्रॉब्लम का क्या वजह हो सकता है
टफ बुल का बैटरी है 220 ah
Very nice
Mera inverter mai same problem hai,par kuch jala hua nahi hai keya kare
Bhaiya aap kaha pr rhte hai ,, ?
Kurukshetra haryana
@@RahulElectronicspoint aapke pass aana hai bhaiya ,,, inverter ka kam sikhane 🙏🙏🙏🙏🙏
Mai UP ke deoria district se hu
Bhaiya aap sab kuchh bana lete hai kya ?
Good👍
नाइस
Dc volt kisse dete g battery se
Kya fault hobsakti h
पहले इन्वर्टर 6 वाट बिलजी cansume करता था लेकिन अब 50 वाट ले रहा है, और बैटरी 4 घण्टे तक चार्जिंग दिखती रहती है
Microtak 900EB
Chargering Volt DC 7v Aa Raha Hai
Out put AC230 Sahi Aa Raha Hai
Koi Bhi LED on nahi ho रही
Kya problem Hai bro
Led chak kro
Sir ye tarnsfarm na mile Phir kya kare
612scr baar baar jal jata hai or str switching transformer ke input main 15v aa raha hai
Nic
Bhai 547 hatane par drive aati hai lagane par chali jati hai kyon.
Inverter card 121 naya price kya hai
Bhai ji mere me चार्जिंग so kar raha h kelin nahi hota h kya problem ho ha
C100 transistor change kr do
@@junaidshekh2809 bhai ji AAP reply 5manth। Bad aaya h aap kisi ka help nahi karte h kya
Transformers Kaha milega?
Kitna price hai? Sar!
Same Q????????
Sar aapka number chahie
Mera number 74157 565 34
Thanks sir ji
Bhai mere microtec e850b inverter mn charging light nhi blink kar rhi h
Sir microtek ups charging nahi Ho Raha Charging Light Blink nahi Ho Rahi jab charging pe Lagate Hai
Video me dekha hai apne repairing karte huye vese ap bhi check kro
ट्रांजिस्टर का नंबर तो आपने बताया नहीं
Bhai kha se ho aap
Haryana kurukshetra se
Mai halka sikha hu ..Lekin pura sikhna hai bhai
What is the Price of Ha3089ic
Best
Aap Ka ghar Kaha hai ji Bataeye ji
Kurukshetra
Rahul bhai mera inveter kabhi charge hota hai aur kabhi nhi hota hai
To ab aap mujhe sujetion de kya kru
Hamara inverter bhi Aisa Hi kar raha hai
माइक्रोटेक850 चार्जिंग झटका मार रही है और एमसीबी गिर रही है मीटर की सुई
Inverted charge ho raha hai lekin power Katne par battery low BATA De Raha hai
transfer Mein Dal Diya transistor bhi Dal Diya Fir Bhi magnet banaa raha hai Kya kar
Hcr ya track check kro ap
Over charging problems model microtek inverter 800
Invter chal nhi raha bhai light nhi jal rahi
Driver trform milega Kaha se
Multimeter ka black wire kaha touch kiya he isne koi bata sakta he kya
Bettery ki _ wali tar par
@@RahulElectronicspoint battery ke negative par ?
@@RahulElectronicspoint koi continuity nhi bata raha h multimeter me .. multimeter ka pointer hFE par rakhna h na ?
24*7 inverter output voltej addjest kese kare
Same problem in 1000EB
Same processor hi
26 no pin per volt nhi aaye to kya kare
Ic Cheng
Sir ji apka number chahiye
आपका mob nu दो sir
Very nice video
Nice video
Very nice video