Waise to iske liye paisa alag se ata hai agr alag se nhi aaya hai aur Agar composite me aaye paise se karaya hai to apko composite school grant hi select krna hoga
Sir, hmara bill 5 feb ka h or hm expenditure aaj create kr rhe h to sanction date me kon c fill kre or actual transaction date me kon c date fill kre, plz reply
@@shwetasingh1692 ji bilkul apke paas jb bill hoga tbhi to pta hoga ki kitne amount ka expenditure banana hai..Aur kya bill date h.bill date sanction date me pdegi aur transaction date usi din ki rhegi jis din expenditure bna rhe hain
Vendor banane ke baad save krne par "if you think you should have access to this page or be able to perform the action. Please contact us sorry for any inconvenience caused" yeh aa ra hai kyaa kare madat kriye pleaseee 🙏🙏🙏🙏
Is par video bana hua hai. Aap is channel Ki playlist me jaiye waha par pfms videos series milegi usme isi problem se related video diya hai. Aap waha se dekh lijiyega.
Sir... Maine 4 din se pehele vendor registered kar liya tha aur aagle hi din bank ne approve kar liya... Lekin jab me Vendor ko mapping karne ke liye Vendor not mapped with me search kar raha hun... to no records found dikha raha hein... Maine sab tarike try kar liya hun.... Lekin wohi problem no records found dikha raha hein.... Please sir uska solution batayie...
Thanks sir😊
House hold survey ke liye kunsa component select kare
Thanks sir
Welcome
Sir mera add krne pe sirf select likh ke ata hai usme koe aur coloum nhi ata hai to fir kya kare
multiple hand wasshing ka paisa kis component me jayega
Kya hoga agar hm revenue ki jagah capital select kr le
Thanku sir,
2 bluetooth speaker purchase ke liye alag se 2000 aaye hai component mai kya select kare plz guide
Eco club ki rashi ke liye kon sa component select karna hai
Sanction date mei calendar opn hi ni hota, plz btaye aage kaise kre qki mendotary h
School k liye printer liya h.. Uske liye kaise expenditure banaye
Sir electricity ka kam karaya ha tu is ka liya lunch Sa code hoga
Waise to iske liye paisa alag se ata hai agr alag se nhi aaya hai aur
Agar composite me aaye paise se karaya hai to apko composite school grant hi select krna hoga
Expenditure mai personal vender ke naam ki jagah scl smc ka naam v account no aarha kaise thik hoga
Use edit kijiye
Sir ptm ke 500 personal se nikalenge ya commercial se aur usmein bil mein kya dikhana hai
Personal se.
SMC adhyaksh k account me
@@ARnewsNtech sir kya hum apne account mein bhi SMC ka paise le sakte hain
@@shwetasingh1692 ji bilkul le skte hain
Good, information
Agency data operator ka kya kaam hai kewal vedor approve Krna, to kis adhar par Karna
Operator ka kaam vendor jodna aur expenditure banana hai
@@ARnewsNtech yadi principle dwara manak ke viprit krya Kiya jata hai to us sthiti me agency data operator ki bhi jimmedari banti hai
@@allhumane ji
Sir school painting mein bhi COMPOSITE SCHOOL GRANT hi chose karenge kya ??
Ji haan
Sir kya personal ke bil bhi lagane honge
Payee details ke yes par click kiya to error aa gayee. Ab payee detail par jane ke liye kya karen
Plz ans
Expenditure par jaiye
Expenditure details saved successfully.
Yha se aage krne ki kosis kr rhi thi to achanak se server problem ho gyi ,limit bhi km ho gyi h aage kese kren
Expenditure pr jake manage prnjaiye waha wo expenditure mil jayega ...wasa se kijiye
Mobile se PPA download ho jayega sir
Nhi bhai,
PPA computer se hi download ho payega
Sir अतिरिक्त कक्ष ke liye component code kya hoga
Wait kijiyega...ispr video aa jayega aaj sham ya kal tak
Narration passbook me agar kuch nhi likhe to koi problem hogi kya
Koi problem nahi
Master role wala sb Jo hard copy hai wo kahan par upload karein bhaiya?
P.T.M k lie kya select krenge... Composite grant se to ye alag aaya h
Ispar video bana chuke hain aap dekh lijiyega
Add new option Nahin a raha hai to kya Karen or kya problem hoge...???
Data approver ID se banaiye tab aayega
प्रधानाध्यापक अपने पुत्र को पर्सनल vender बना सकता है
Bilkul bna skta h
Head maximum kitna paisa withdraw kr skte h....
5000
@@ARnewsNtech Eske bare me koi GO ho to btaye...m abhi tk apni jeb se 22000 kharch kr chuka hu...Ye kaise pure honge....
Sir, hmara bill 5 feb ka h or hm expenditure aaj create kr rhe h to sanction date me kon c fill kre or actual transaction date me kon c date fill kre, plz reply
Sanction date me apki bill date fill ki jayegi aur actual transaction date usi din ki rhegi jis din aap expenditure bna rhe hain.
Sir please batayen ..pehle date kiski honi chahiye bill ya expenditure ki..
Kya expenditure banane ke liye pehle bill hona chahiye hamare pass
@@shwetasingh1692 ji bilkul apke paas jb bill hoga tbhi to pta hoga ki kitne amount ka expenditure banana hai..Aur kya bill date h.bill date sanction date me pdegi aur transaction date usi din ki rhegi jis din expenditure bna rhe hain
Thanks.
Sir maina bill create kiye lakin print nhi ho Raha hai kya kerna hai balance ma Kam ho gaya hai
Join our telegram group
Sir mera secondary school hai.6th to 12th. Geography practical ke instruments purchase kiye hai. Wo composite me kaha click hona hai .plz guide.
Composite school grant me hi select hoga aur narration me purchasing of geometrical tools likh diya jayega
@@ARnewsNtech thanks ...
क्या 5000 HM Ki gross income m जुड़ जाएंगे tax देना पड़ेगा क्या 5000 पर
Nhi
Dena padega shayad plz confirme karke batayen
Credit bank detail is not saved properly likh kr aa rha hai kya kra jaye
Is par already video bana hai aap wo dekh lijiye...pfms video playlist me jakar
Vendor banane ke baad save krne par "if you think you should have access to this page or be able to perform the action. Please contact us sorry for any inconvenience caused" yeh aa ra hai kyaa kare madat kriye pleaseee 🙏🙏🙏🙏
Good sir ji
sir, payee detail pending aa rha h status me to ab usko kaise kre
Is par video bana hua hai.
Aap is channel Ki playlist me jaiye waha par pfms videos series milegi usme isi problem se related video diya hai. Aap waha se dekh lijiyega.
E payment par click krne ke bd ...IFSC code not exist for this account likha hua Ara hai ....plz give the solution
Jo vendor apne joda hai uski bank details correct kijiye...Ya change kijiye
@@ARnewsNtech ok krti hu
Boundry की wire फेंसिंग का कोड बताएं
Composite Grant wala code dalega
Toilet nirman ke liye kis component ko dale
School composite grant
Sir mere I'd me instrument type me koi option nahi aa raha h kya karna hoga plz help me
Ab aa jayega...hmne jaldi hi jo vdo bnaya hai ispe wo dekh lijiyega
@@ARnewsNtech sir hamare bhi nhi aa rha hai
instrument type ka option Nahin khul Pa raha hai usko Kaise select karna hai
Ispar aaj video sham me milegi use dekh lijiyega
Letter office Oder number kya hota hai
Please🙏 btaye
Aap letter office order number khud se bana skte hain..Jaise - SMC/PFMS/001/yaha par us din ki date likh dijiye
Expenditure click करने के बाद add new नहीं आ रहा है क्या करे
Data operator id se banaiye tab aaega
Sir... Maine 4 din se pehele vendor registered kar liya tha aur aagle hi din bank ne approve kar liya... Lekin jab me Vendor ko mapping karne ke liye Vendor not mapped with me search kar raha hun... to no records found dikha raha hein... Maine sab tarike try kar liya hun.... Lekin wohi problem no records found dikha raha hein.... Please sir uska solution batayie...
Telegram group join kijiye waha apko solution milega
स्कूल में मरम्मत का काम हुआ h to uske liye kya select krege sir ji 🙏🙏
Sabhi karyo me ek hi component select kiya jayega... Composite school grant
Ok 🙏
Bender alag alag banane padege sb k 🙏🙏🙏
@@babysuman5675 ji haan
Ok Thanku sir ji 🙏🙏
Sir plz
Instrument type में नही आ रहा है
कल से ही wait कर रहे है
कुछ नही आ रहा है
Ho gya
Thank you sir
Welcome
How to know component
Sabhi me composite school grant hi bhri jayegi
School me maramat ka kam hua
Kaise pement kare
Vendor jodke aur expenditure bnake
Vry informative vdo
Thanks
Instrument typ nhi show ho raha
Is par video bna chuke hain wo dekh lijiye
मजदूर की मजदूरी कैसे देनी है
Plz help kigiye sir
Login id and password kaise banye
Iska vdo already pada hua hai wo dekh lijiyega
Hlo mera nhi ho rha hai
Contact us on telegram group
Expenditure approved नही हो रहा है
Credit bank detail is not saved properly लिखा आ रहा है
Ok wait for next vdo related to this problem
Credit bank detail is not saved properly likh karaa raha hai.Expenditure approved nahi ho raha.Jald hi es samasya ka samadhan batayein
@@madhaviyadav2758 just abhi wala vdo dekh lijiye
Pehle apne aap ko kese vendor banayen
Apni saari details fill karke
Plz telegram channel link
Video ke description me diya hai @my_doubts
सर फ़ोन नंबर बता दो समस्या हल नही हो रही हैं
Telegram group par humse contact kar sakte Hain
Nice information sir