Karachi Lahore or doosry Big cities se Logo ko gwadar me abad Kia jay. Es tara gwadar taizi se taraqi kry go or barry shehroun se abadi ka boj b kam ho ga
I am not against China Pakistan friend but I wonder k kia China k kisi airport par URDU mai likha hua hai. Agr nahee to Pakistan mai kio. English to as an international language samjh atee hai. Whats point in written in Chinese. Friendship apni jaga par magr har chez ko aik limit mai hona chahiay. Warna baad jo halaat hotay hain woh bht kharab hotay hain.
aray bhai ye airport chinese specific hay yahan chinese companies business karen ge tu kya ghalat hay har baat ko ego ka masala na banao mulk ko taraqi karne do please
@@abbottabadtravel8391 Bhai jaan ego ka masla nahee hai. Ghulamana soch hai aap ki. Warna yahi china mai kia apple kaam nahee kar raha American company hai na. Kia waha instruction english mai hain. Bhai har mulk ki zubaan aur pehchan apni hoti hai. Agr aisa hi hai to China to pooray Pakistan mai business kar raha hai. Baqi airports par kio nahee. Kher yeh baat aap ko samjh nahee aiy gee. Jis din aap log ghulamana soch say bahar nikal kar azaad soch say socho ge to samjh aiy ga aap ko
@@essamshafqat7410 Brother funds kahi k bhi hon Airport border count hota hai. aur country to aap ki hai na. to Funds agr koi de to kia law apply nahi hotay un par. Even handle bhi karain yaar to Pakistan ki sar zameen hai na. Un ko humari zubaan seekhna chahiay. Kabhi suna hai k China mai koi project aisa jo Pakistan nai lagaya ho waha Urdu zuban mai bhi sath mai likha ho. Nahi bhai majority aur jis mulk ki sar zameen ho wahi ki language law chaltay hain. Lekin yeh Pakistan hai bro yaha to bs jo paisa de to yaha log apni maa bhi bech detay hain.
بجلی اور پانی نهی هی ایرپورت اور پارک اور استادیوم کویی خاصیت نهی یار گوادر کی اندر ایک رات تهرو تمهین پتا چل جاییگا کتنا کام کیاهی فوج نی یار گوادر کی غریب عوام کو بی ویدیو کرو ایران سی
ماشاءاللہ
Good informative video
Beautiful
Amazing 👏
Sweet man❤❤
Masha Allah ❤
very good information
Karachi Lahore or doosry Big cities se Logo ko gwadar me abad Kia jay. Es tara gwadar taizi se taraqi kry go or barry shehroun se abadi ka boj b kam ho ga
jesy port me zabardast saman nekal rahahe aesa edar jahaz be aran barengy
Thanks 👍👍😅
Masahallah 💖 zabrdisat will don very nice good SabahnAllah ❤ love from Iraq 💕🇮🇶🇮🇶🇵🇰🇵🇰💕🌹👍💐🏏🏏🏏🏏❤
الحمدللہ پاکستان ترقی کرے گا تو بلوچستان ترقی کرے گا
❤❤❤
nyc
2025 complete inshallah
Kab complete hoga?
sir ye fottage kis date ki hai
Kuch din pehle ke
Debt trap of China in Pakistan is crazy 😂😂
When will flights operation start?????
August 2024
After 14 August 2024
Today 14 August
Balochistan zindabad Pakistan bad ye Baloch nation ka future wrna 80 sal m tw ink logon 1 building bhi nh banaya
Still it will take min 1 year.
no brother maximum 6 to 7 months
Yess 2 months back everyone was saying it would take more than 2 yrs but now😂😂😂
Yothiooo😂😂
I am not against China Pakistan friend but I wonder k kia China k kisi airport par URDU mai likha hua hai. Agr nahee to Pakistan mai kio. English to as an international language samjh atee hai. Whats point in written in Chinese.
Friendship apni jaga par magr har chez ko aik limit mai hona chahiay. Warna baad jo halaat hotay hain woh bht kharab hotay hain.
aray bhai ye airport chinese specific hay yahan chinese companies business karen ge tu kya ghalat hay har baat ko ego ka masala na banao mulk ko taraqi karne do please
Bhai jaan fund Chinese hain aur handle bhe shahid wohe krain gay ?
@@abbottabadtravel8391 Bhai jaan ego ka masla nahee hai. Ghulamana soch hai aap ki. Warna yahi china mai kia apple kaam nahee kar raha American company hai na. Kia waha instruction english mai hain.
Bhai har mulk ki zubaan aur pehchan apni hoti hai. Agr aisa hi hai to China to pooray Pakistan mai business kar raha hai. Baqi airports par kio nahee. Kher yeh baat aap ko samjh nahee aiy gee. Jis din aap log ghulamana soch say bahar nikal kar azaad soch say socho ge to samjh aiy ga aap ko
@@essamshafqat7410 Brother funds kahi k bhi hon Airport border count hota hai. aur country to aap ki hai na. to Funds agr koi de to kia law apply nahi hotay un par. Even handle bhi karain yaar to Pakistan ki sar zameen hai na. Un ko humari zubaan seekhna chahiay. Kabhi suna hai k China mai koi project aisa jo Pakistan nai lagaya ho waha Urdu zuban mai bhi sath mai likha ho.
Nahi bhai majority aur jis mulk ki sar zameen ho wahi ki language law chaltay hain.
Lekin yeh Pakistan hai bro yaha to bs jo paisa de to yaha log apni maa bhi bech detay hain.
Where is pakistan own Airport ,All name boards written in Chinese and English 😂😂😂😂😂😂😂😂😂
Koi bt nai qatar ki india se dosti hai wo hindhi mai announcement krte hai
بجلی اور پانی نهی هی ایرپورت اور پارک اور استادیوم کویی خاصیت نهی یار گوادر کی اندر ایک رات تهرو تمهین پتا چل جاییگا کتنا کام کیاهی فوج نی یار گوادر کی غریب عوام کو بی ویدیو کرو ایران سی
Its in chines and engl8sh every board