Thank you so much mam mera number kisi ne 8 pe kar diya tha dhaga tut raha tha bar bar mai to paresan ho gai thi apka video dekha to shi kiya thank you so much mam really mai bahut paresan thi
Hlo mam meri machine usha prima stich ha bo mota kapda ana pr dhaga tod deti ha aur bo ab sirf cotton ka kapde pr chlti ha phle toh sb kapda stich krti thi t- shirt ka kapda bi ab usa kaisa teekh kru please reply me
Aap na needle check kr lo kahin mudi to nhi h , thread tension ko check kriye 3 aur 4 k bich me rkhiye, aur shuttle box ko check kriye usne gandi to nhi ho rkhi h dhage to nhi fse hn .... oiling kriye ... machine sahi chalegi
@@sitadeveprasad7670 ma'am kbhi kbhi shuttle me thread fs jane se bhi jam ho jati h machine to sbse pahle vo aap check kriye aur mechin me oiling bhi zaruri hoti h..to kbhi kbhi oiling aur needle ko bhi check kriye
I hv usha Janine dream stitch machine. It's new one. Problem is while stitching, suddenly the needle struks in the bobbin hook. It wouldn't come out. I hv to remove the needle from there by removing the bobbin hook only. Pl tell me the solution
Aap na shuttle Aur bobbin case saaf krke chalaiye Aur thread ki length ko 3.5 p rkhiye... Thoda machine me oiling b kriye... Aapki problem solve ho jayegi
Mam meri machine yhi h or machine chalate vaqt dhaga selector ke vha tight jha dhaga set karte h tight ho kar tut ja rhi h kya kru oiling bhi kar ke dekh li hu plz rply
meri machine kpda iktha kr rhi h dhaga bhi sidha chal rha h kya kre mam please reply dijiye machine ki length 4 rakhne par too bilkul hi kharab chalti h
Aap na shuttle Aur bobbin case saaf krke chalaiye Aur thread ki length ko 3.5 p rkhiye... Thoda machine me oiling b kriye... Aapki problem solve ho jayegi
Aap na needle KO check kro kahin niche se mudi to nai hai.. Aur han needle ka no. Bhi check kariye Aur shuttle k andr thread fase rhne p b aisi problem aa jati h... Ye sb problem solve krne p aapki silai sahi aayegi Aur dhaga b nai tutega.. Hope aapki problem solve ho jaye🙂
Needle fs jaye to ..jo shuttle box hota h use pahle nikaliye aur dheere dheere machine ko hath se hi move krke nikalne ki koshish kriye needle ka...ye sb kuch machine off krne k baad hi kriye
कट की जो आवाज आती है वह बस यह सुनिश्चित करने के लिए होती है कि आपका Bobbin केस फिक्स हो गया है, बस इतना ही होता है बाकी और कोई वजह नहीं है 😊 Thank You ma'am ☺️
Thank you so much mam mera number kisi ne 8 pe kar diya tha dhaga tut raha tha bar bar mai to paresan ho gai thi apka video dekha to shi kiya thank you so much mam really mai bahut paresan thi
Ohh ... thank you ☺️
Meri sui b dhaga tod rahi thi apki vdo s meri problem solve huyi aur ab m kam kr pa rhi hu thanks
Thank you 😊
Thankuuu for information
Most welcome 🤗
Very nice
Thank you
Niddal ki jo plen side hai vo piche karlo... Jaldbaji mai ham ne aage ki to bhi niddle dhaga tod sakti hai 👍
It worked for me thank you
Thank you ☺️
Madam 16 inch matlab score ham dukaan per 16 kahenge ya kuchh aur number se bhi purchase kar sakte hain is very ko
Kuch samjh nahi aaya kya kah rhe hn aap
Hlo mam meri machine usha prima stich ha bo mota kapda ana pr dhaga tod deti ha aur bo ab sirf cotton ka kapde pr chlti ha phle toh sb kapda stich krti thi t- shirt ka kapda bi ab usa kaisa teekh kru please reply me
Aap na needle check kr lo kahin mudi to nhi h , thread tension ko check kriye 3 aur 4 k bich me rkhiye, aur shuttle box ko check kriye usne gandi to nhi ho rkhi h dhage to nhi fse hn .... oiling kriye ... machine sahi chalegi
@@RikiFashionworld thanku so much mam for reply
@@RikiFashionworld oil shttle box ma hi krna ha only
Shukriya 👍❤️
Shukriya 🙂
Mam meri machine bar bar dhaga tod rhi h or dhage k gucche bna ri h kya kru plz rply
Needle check kriye,aur Bobbin case aur thread tension ko check kr ligye kbhi kbhi zydaa tight hone p ye problem aa jati hai...
Thank you 😊
Mam mujhe ye machine ka oiling aur Safai aur kis no. Ki sui lagaye btaye plz
Ma'am, video me sari chizen bta rkhi h maine, normally aap stitching krne k liye 16 no.ki needle ka use kariye..
Thread take up lever me dhaga atak jane ke karan hand wheel jam haikya karen? Pleasa batayen
@@sitadeveprasad7670 ma'am kbhi kbhi shuttle me thread fs jane se bhi jam ho jati h machine to sbse pahle vo aap check kriye aur mechin me oiling bhi zaruri hoti h..to kbhi kbhi oiling aur needle ko bhi check kriye
I hv usha Janine dream stitch machine. It's new one. Problem is while stitching, suddenly the needle struks in the bobbin hook. It wouldn't come out. I hv to remove the needle from there by removing the bobbin hook only. Pl tell me the solution
Plz btao me bahut preshan ho gi hu isse
Thank you so much
Thank you
Same is मशीन me current lagne jesi problem aa rahi hai kuch idea hai kya?? Or thik kese hoga??
Koi wire touch ho gya hoga.. isliye aap electrician ko dikhaiye
@@RikiFashionworld service man ko dikhaya tha uska nonsense sa jawab tha ki sardi me or barsat me seelan ki wajha se current aa jata hai. 🤣🤣🤣🤣🤣.
😀😀😀😀
Aap electrician k pas lekr jao koi wire touch ho rha hoga isliye current aa rha hoga machine me
@@RikiFashionworld you mean wire???
Please reply
Jab bhi thoda sa bhi mota kapda a Jata he to sui dhaga tod deti h
Bobbin case ko thoda loose rkhiye aur thread tension ko 3 aur 4 k mid me rkhiye
Thank you
Thank you ☺️
Mena staring sa 11 no sui use ki ha
16 no. Ki needle use kriye ma'am
@@RikiFashionworld mam t-shirt aur lowr ka kapda ka liya kon si needle lgti ha
Thanks dear
Welcome and thank you
Silai krte hoye kapda age ni bdta h mam
Aap na shuttle Aur bobbin case saaf krke chalaiye Aur thread ki length ko 3.5 p rkhiye... Thoda machine me oiling b kriye... Aapki problem solve ho jayegi
@@RikiFashionworld thank you😍
Medam meri machine dhage k gucche bna rhi h kya kru
Needle check kriye ,aur Bobbin case aur thread tension ko check kr ligye kbhi kbhi zydaa tight hone p ye problem aa jati h
Rabar ke kapde me dhaga kyu tutta he batadiji ya
Dhage ko aap loose rkhiye..mtlb bobbin case jidhr se dhaga pas hota h use screw driver se Loos kr ligye fir dhaga nai tutega
Meri machine upper ka ghaga todti h bar bar plz suggest kiya kru
Tention thread ko check kriye aur bobbin case ko bhi check kriye..kahin zyada tight ya lose to nai h
Thank you so much ❤️
Ur welcome nd thanks for the valuable comment 😊
Mam meri machine yhi h or machine chalate vaqt dhaga selector ke vha tight jha dhaga set karte h tight ho kar tut ja rhi h kya kru oiling bhi kar ke dekh li hu plz rply
Aap na tension thread ko 4 p rkhiye aur niche bobbin ko bhi thoda loose krke machine chalayngi to dhaga nai tutega
Thank you very much ab meri machine thik ho gai h thank you again
@@pubgmobileandlite5283 ur welcome
Is machine ki safai kese kre
Sbse important hota h shuttle box KO saf krna.. Aap normal fabric ya brush ki help se saaf kr skte hn machine KO. Thanks
16 इंच ?
16 no. Ki needle
Mam Meri bhi ye hi machine h thoda sa bhi mota kapda ane pr dhaga tut jata h
Shuttle ko saaf kriye, aur machine me oiling kriye
Mam meri machine ma bi same prblm ha
Hlo di kya apki machine teekh hui agar hui toh muje bi btana apna kya kiya
meri machine kpda iktha kr rhi h dhaga bhi sidha chal rha h kya kre mam please reply dijiye machine ki length 4 rakhne par too bilkul hi kharab chalti h
Aap na shuttle Aur bobbin case saaf krke chalaiye Aur thread ki length ko 3.5 p rkhiye... Thoda machine me oiling b kriye... Aapki problem solve ho jayegi
Usha Janome bakram me silayi lagatehi hi tuth kyun jatahe
Aap na needle KO check kro kahin niche se mudi to nai hai.. Aur han needle ka no. Bhi check kariye Aur shuttle k andr thread fase rhne p b aisi problem aa jati h... Ye sb problem solve krne p aapki silai sahi aayegi Aur dhaga b nai tutega.. Hope aapki problem solve ho jaye🙂
Bobin case me dhaga fassta hai what do i do
Agor needle fas jaye to kya karna chayie
Needle fs jaye to ..jo shuttle box hota h use pahle nikaliye aur dheere dheere machine ko hath se hi move krke nikalne ki koshish kriye needle ka...ye sb kuch machine off krne k baad hi kriye
Nice beta
Thanks
Mam pecco karte hue meri machine thrade thorti hai
Thread tension aur needle check kriye aur bobbin case ko bhi... hopefully aapko problem solve ho jayegi
Bobbin case lagate hue.. कट की आवाज़ मेरी मशीन में तो नहीं आती है... मेरी मशीन स्टीच मैजिक है
कट की जो आवाज आती है वह बस यह सुनिश्चित करने के लिए होती है कि आपका Bobbin केस फिक्स हो गया है, बस इतना ही होता है बाकी और कोई वजह नहीं है 😊
Thank You ma'am ☺️
@@RikiFashionworld.. Thank u... Kya bina khat ki aawaz se bhi zche se bobbin Case fix ho jata h.... Becoz. Dhaga bahut toot raha h
@@kailashjadawat6045 ohhh fir aap Bobbin case k pin ko check kriye aur thread tension ko bhi
Mam hmare yhi silai machine h ye dhaga nhi pakad rahi hai
Needle check kro ek bar aap ...
Thanks 🙏
Welcome :)
Mera machine me niche aur upr ki stich nhi aa rhi h,machine h usha janome allure h .please hme video dikha btaye.
Ma'am,aap Bobbin case aur tension thread ko thik kriye.. stitching sahi aayegi..
Thank u
Welcome
16 inch ki needle 😅😅
Han kyu
Wah
Shukriya..