Nice video bhai ji.. in my opinion Sardioyon me FM ka reception mujhe jyada behtar lagta hai aur ye maine aaj se 20 saal pahle bhi yahi feel kiya tha ..
नमस्कार मिश्रा जी बहुत बढ़िया वीडियो आनंद आ गया और ऐसा वास्तव में होता है कि हमारे पास फिलिप्स का वीडियो था उसमें भी हमने कभी सारे एफएम चैनल आज से भी 15 20 साल पहले सुने थे
@@sweetmelodiesinstrumentals6396 नमस्कार सर..... बिल्कुल सही फरमा रहे हैं आप। आज से 15 - 20 साल पहले गांव में सर्दी के दिनों में जब इलेक्ट्रिकल डिस्टरबेंस नहीं हुआ करते थे ,ऐसी परिस्थितियां बनती रहती थीं। आपका विशेष आभार सर। मुझे आपसे बात करनी है, लेकिन मैं अभी घर से दूर हूं। इसके लिए क्षमा चाहता हूं। घर पहुंचकर आपसे बात करने की इच्छा है। 🙏
What a performance of 9 element yagi antenna in comparatively favourable condition. The antenna is very much directional, so many other stations will be found in another direction. It would be too much interesting to see the performance of 3 element yagi antenna in same condition. So many thanks to Karunakar ji for presenting such videos.
Good evning Mishra ji.... Ye baat bilkul sahi hai ki garmiyo ki tulna me sardiyo me reception jyada achha ho jata hai. Iske pichhe ek wajah to pallution hai jo garmiyo me jyada rhata hai aur dusri wjah sayad dhoop hogi Mai pichle 7,8 mahino se yahi chiz note kar rha hu. Mausam agar saaf ho to ek wire antina ki feed milne per mere pagaria aur philiips champion 15 - 17 station pakar leta hai .
@@PankajGupta-pf7vz Namaskar Pankaj ji..... Aapne bilkul sahi kaha .....sardiyo ke samay mein ye sab kaaran reception ko prabhavit karte hain. Uspar jaldi ek video laya jayega. Comment ke liye aapka shukriya.
@@shafaatansari2894 ji bilkul.... Kyunki yagi antenna banane ki process lambi hiti hai. Isme kai din lag jate hain. Isliye poori process ko dikhana kathin kaam hota hai. Lekin ek surprise antenna aane wala hai. Aap sabhi ko bahut achha lagega.
@@रेडियोवाले बिल्कुल सही कहा अपने समीर जी। डॉन मौसमों की अपनी अपनी परिस्थितियां और लाभ हैं। यागी एंटेना के लिए जो सहायता मुझसे बन पड़ेगी मैं अवश्य करूंगा। आप प्रयास करें। शुभकामनाएं।
@@chiranjeevutube Bhai ji ....agar raste mei rukawatein ( buildings , plateau) jyada na hon aur transmitting antenna achhi height par lagaya gaya ho to 25 se 50 km tak easily sune ja sakte hain. It depends......Bhai ji
@@experimentonlysayan2089 Kya koi aur radio ya antenna achhe signal pakad raha. Agar sabke sath yahi samasya hai to signal hi achhe nahin aa rahe honge. Agar nabin to aap connections, cable aur connectors check kar lijiye. Ummed hai ki aapki samasya door ho jayegi. Dikkat ho to aap comments mei poonch sakte hain.
Mere radio main signal clear chalne ke baad automatic signal week ho jata hai kya problem hoga koi bata sakta hai kya mera radio APARNA ka hai 6 band wala plz koi suggestion do🙏
@@rahulrongate7031 Aapka radio analog hai aur usme manual tunning hai to iske kuch kaaran ho sakte hai... 1. Cheap radio ....jisse iski tunning ki mechanism bahut cheap material se bana hota hai aur wah tunner ko kuch samay baad dheere dheere misplace kar deta hai. 2. Yah analog tunning radio ke sath aam baat hai. Aapko thode samay ke antaraal se isko fine tune karna hota hai. 3. Dsp radio me kamjor signal se bhi aisee problem aati hai. 4. Aap radio ko dhoop ya garm jagah rakhenge to bhi samasta ho sakti hai. 5. Cheap radios ka gang bhi kabhi kabhi kamjor ho jata hai jisse yah samasya ho sakti hai. 6. Signal me utaar chadhaav bhi iska kaaran ho sakta hai.
@@SandeepKumar-mq5qr Sir ...kewal MW band ke passive loop antenna mei hi gang ka prayog hota hai. Isse vishesh frequency ko tune karke radio ke tunner ke sath milaya jata hai. Isse radio ka gain badhane me madad milti hai.
Nice video bhai ji.. in my opinion Sardioyon me FM ka reception mujhe jyada behtar lagta hai aur ye maine aaj se 20 saal pahle bhi yahi feel kiya tha ..
@@Akhilvlogpoint Bilkul Akhilesh ji.... Abhi mere paas samay ka abhav hai , samay milte hai aisi bahut saari vishayon par video lane ka prayas rahega.
नमस्कार मिश्रा जी बहुत बढ़िया वीडियो आनंद आ गया और ऐसा वास्तव में होता है कि हमारे पास फिलिप्स का वीडियो था उसमें भी हमने कभी सारे एफएम चैनल आज से भी 15 20 साल पहले सुने थे
@@sweetmelodiesinstrumentals6396 नमस्कार सर..... बिल्कुल सही फरमा रहे हैं आप। आज से 15 - 20 साल पहले गांव में सर्दी के दिनों में जब इलेक्ट्रिकल डिस्टरबेंस नहीं हुआ करते थे ,ऐसी परिस्थितियां बनती रहती थीं।
आपका विशेष आभार सर।
मुझे आपसे बात करनी है, लेकिन मैं अभी घर से दूर हूं। इसके लिए क्षमा चाहता हूं। घर पहुंचकर आपसे बात करने की इच्छा है। 🙏
सर आपका नंबर मेरे पास नहीं आ पाया है।
कृपया इसे मेरी ईमेल karunakarmishra7890@gmail.com par bhejne ki kripa karein.
Bhai ji bhot achchi video
@@vikramkushwaha6261 Shukriya Bhai ji....Apke yahan fm reception ki kya sthiti hai?
What a performance of 9 element yagi antenna in comparatively favourable condition. The antenna is very much directional, so many other stations will be found in another direction. It would be too much interesting to see the performance of 3 element yagi antenna in same condition. So many thanks to Karunakar ji for presenting such videos.
Thank you so much sir...
Good evning Mishra ji....
Ye baat bilkul sahi hai ki garmiyo ki tulna me sardiyo me reception jyada achha ho jata hai. Iske pichhe ek wajah to pallution hai jo garmiyo me jyada rhata hai aur dusri wjah sayad dhoop hogi Mai pichle 7,8 mahino se yahi chiz note kar rha hu.
Mausam agar saaf ho to ek wire antina ki feed milne per mere pagaria aur philiips champion 15 - 17 station pakar leta hai .
@@PankajGupta-pf7vz Namaskar Pankaj ji..... Aapne bilkul sahi kaha .....sardiyo ke samay mein ye sab kaaran reception ko prabhavit karte hain. Uspar jaldi ek video laya jayega.
Comment ke liye aapka shukriya.
आज़ मैंने भी इस बात को महसूस किया। आपका धन्यवाद 🙏
@@nandsagartiwari2423बिल्कुल भैया जी, इन दिनों मौसम की विशेष दशा कई दिनों से बनी हुई है।
टिप्पणी के लिया धन्यवाद भैया जी🙏
@@KARUNAKARMISHRA7890 thanks bhaiya ji ❤️
👍👌 thanks for comparison
@@Gururajkh Thank you so much bhai ji...
Bhai aap entina kaise banaye hai uska bhi video banao.
@@shafaatansari2894 ji bilkul....
Kyunki yagi antenna banane ki process lambi hiti hai. Isme kai din lag jate hain. Isliye poori process ko dikhana kathin kaam hota hai.
Lekin ek surprise antenna aane wala hai. Aap sabhi ko bahut achha lagega.
मुझे भी बनाना है ऐसा एंटिना
@@IsakPathan-xm4gb Ji...bilkul banaiye. Har radio lover ke paas aisa antenna ho a chahiye.
Aapki joi samasya ho to aap comments mei poonch sakte hai.
ठण्ड के मौसम में दूर दूर के fm सिग्नल आने लगता हैँ ये सच हैँ 👍👍 भाई मुझे 1 अच्छा यागी एंटीना बनाना चाहता हूँ थोड़ा गैंडेन्स चाहिए
@@रेडियोवाले बिल्कुल सही कहा अपने समीर जी। डॉन मौसमों की अपनी अपनी परिस्थितियां और लाभ हैं।
यागी एंटेना के लिए जो सहायता मुझसे बन पड़ेगी मैं अवश्य करूंगा। आप प्रयास करें।
शुभकामनाएं।
A 😘💕👍👍
@@yalieangami6233 Thank you so much for your support...
50 watt ke station kitni duri tak sune ja skte hai krupya btaye
@@chiranjeevutube Bhai ji ....agar raste mei rukawatein ( buildings , plateau) jyada na hon aur transmitting antenna achhi height par lagaya gaya ho to 25 se 50 km tak easily sune ja sakte hain.
It depends......Bhai ji
@@KARUNAKARMISHRA7890 aapki jo bhasa ki madhurta hai।।।
Aisa lagta hai aapke aaradhya Hanuman ji maharaj hai🤗
@@chiranjeevutube bhaiya ji.... Prashansa ke liye aapka aabhar...🙏🙏🙏
Bhai ji mara jo moxon antenna hai oh pahala atcha channel pakar Ta Tha Lakin ab Nahi pakar raha hai kya karu. Mare Radio hai Philips DL167/Bahadur.
@@experimentonlysayan2089 Kya koi aur radio ya antenna achhe signal pakad raha. Agar sabke sath yahi samasya hai to signal hi achhe nahin aa rahe honge. Agar nabin to aap connections, cable aur connectors check kar lijiye. Ummed hai ki aapki samasya door ho jayegi.
Dikkat ho to aap comments mei poonch sakte hain.
Ji nahi radio ko chad pa lejakar atcha pakar Raha hai.
Yah jo Philips bahadur radio hai oh kasa radio hai ?
@@experimentonlysayan2089 thik radio hai bhai ji...bus rechargable battery nahin hai.
Mere radio main signal clear chalne ke baad automatic signal week ho jata hai kya problem hoga koi bata sakta hai kya mera radio APARNA ka hai 6 band wala plz koi suggestion do🙏
@@rahulrongate7031 Aapka radio analog hai aur usme manual tunning hai to iske kuch kaaran ho sakte hai...
1. Cheap radio ....jisse iski tunning ki mechanism bahut cheap material se bana hota hai aur wah tunner ko kuch samay baad dheere dheere misplace kar deta hai.
2. Yah analog tunning radio ke sath aam baat hai. Aapko thode samay ke antaraal se isko fine tune karna hota hai.
3. Dsp radio me kamjor signal se bhi aisee problem aati hai.
4. Aap radio ko dhoop ya garm jagah rakhenge to bhi samasta ho sakti hai.
5. Cheap radios ka gang bhi kabhi kabhi kamjor ho jata hai jisse yah samasya ho sakti hai.
6. Signal me utaar chadhaav bhi iska kaaran ho sakta hai.
Sir, antenna me gang lagane se kya labh hota hai aur iska connection kaise kare?
Please reply kare
@@SandeepKumar-mq5qr Sir ...kewal MW band ke passive loop antenna mei hi gang ka prayog hota hai. Isse vishesh frequency ko tune karke radio ke tunner ke sath milaya jata hai. Isse radio ka gain badhane me madad milti hai.
Pl said your location
@@haradhanpalit2255 Bhai ji... Mai Uttar Pradesh East se hoon। Aur aaap?
@@KARUNAKARMISHRA7890 Bangladesh (Chittagong)
@@haradhanpalit2255 Swagat Bhai ji...