Jyotish ji aapka bahot bahot dhanyawad, Sach mein bahot bhramtiya hogai thi jhadu ko leke, Shaniwar ko kharidi, feke Bhi Shaniwar ko patanhi kaise kaise confused video Hai yahan,.
Panditji 6 th November 2020 ko Friday hai, tithi sasthi hai aur oosi din sarvarth siddhi yog hai Kya hum jhadoo kharid le ?? Kitney kharide ? Aur kaunse time per kharide ??
Sir jee 23 may ko mere dada jee ka swargwaas ho gya hai isliye mujhe aapse puchna hai ki ghar k purane cheezo k saath kya purane jhadu ko fekna achha hoga... Agar hoga to kya aap bata sakte hai kab feke...
Jay maat Di Mera. Nam Sarita Gupta hi. Mere beti Ka nam. Manvi Gupta. Hi us Ka Bhavishya. Kiesa. Ho. Ga us ki sadi. Kab. Tak ho gi. Us. Ka. Janm. 17 agsata 1994 taem. 11-30 men's Kanpur Nagar. Us Ka Bhavishya kaisa hai. Please batey. Thank
Thanks Tiwarji very good information.pranam guruji.
🙏🙏
Very informative and very well explained... thank you sabhi confusion door karne ke liye...
Bahot Sundar discussion Sir
आपने बड़ी सहजता और सरलता से समाधान बताया।
निश्चय ही इसके पीछे आपका सारस्वत परिश्रम हैं।
बहुत बहुत साधुवाद।
Nice vdo Gurujii Pranamm 👏🙏🙇
Bahut achhi jankari k liye dhanyavad sir🙏🙏
Bahut sundar tarika bataya bahut bahut dhanyawad pandit ji
Hare Krishna
Thank you
Itni clear jankari k liye bhut bhut shukriya
bht he acche say bataya aapne ....purus rithi mens bisam sankhya hai na
Namaskar guru ji 🙏 ..bhot ji achi jankari di h apne👍
Bahut bahut dhanyawad itni acchi jaankari achi tarah batane ke ley😃😄👏
Har har mahadev guruji
Bahut dhanyabad apko. Ye video bahat sara sandeha ko mitaya.
Aachi jankari
बहुत बहुत धन्यवाद.
Bahut bahut dhanyvad aapko pandit ji
Sir ji bahot use full information thanks 🙏
Namaste . Naye Ghar ke pravesh ke liye mein nayi jhadu kab lene chahiye.
Very Good about Jharu {brooms coconut)
No I'm
Nice 🙏🙏🙏🙏
🙏🙏 Har Har Har Mahadev Ji Guru Ji🙏🙏
Very nice information, thank you
Amavasya ke dusare din agar Saturday hai toh nikal sakte hai...
Please reply
Apka bahot bahot aabhar guruji itni acchi jaankari dene ki liye
Bahut Badia explain kiya
🌷 जय लक्ष्मी नारायण 🌼 ॐ नमः नारायण 🌼
Nicely explain guruji !! Thank you! !
Hii
Very nice line
बहुत अच्छा
कैसे एक तिथि को डबल बता रहे हो ना भी खरीदा और अभी खरीदें
pranam pandit ji hamko aapse yeh puchna hai ki diwali wale din mein kis din mandir ki safai kere or neye bagwan ki photo laga ker puja kere
Sir abki baar dhanteras manglwar ki hai to kya is din jhadu kharid sakte hai
Guruji bahot good information 🙏
Very nice thank you so much
Oll
very knowledgeable programme.
Verrrrryyyyyyy well explained🙏
very good Pandit Ji
How many we shd buy.
Sir Ji, Bahut hi uttam Jaankari di hai aapne. Thanks
Sir kab jaadu ko shukla paksh or krishna paksh me kaaride and kis paksh me ghar se bahar pheke plz tell
Good information
नवरात्रि में झाड़ू खरीद सकते है गुरु जी बताएं 🙏🏻🌺🔱
Zadu Kharidne ki tithi...vaar...yog bataye....Dhanyavaad ji....samay konsa uttam rahega subah ya shaam...yeh b bata de plz
Jai shree Krishna
Dhanteras aur akashay tritiya ko jharoo kray karni chahiy y nahi
જય જયશ્રી રાધે રાધે ક્રિષ્ના
Guruji maine sedhi par lagane ki alag jhadu rakhi h or vo m sedhi ke neeche hi rakhi hu. Kya un jhaduoo ko bhi chhipa kar rakhna chahiye. Pl bataye.
Kya Friday ko la kar usi din laga sakte hai naya jhadu. Please tell.
Konse paksh mai karede shukla ya krishna
Apko bahut bahut dhanyabad
Jyotish ji aapka bahot bahot dhanyawad, Sach mein bahot bhramtiya hogai thi jhadu ko leke, Shaniwar ko kharidi, feke Bhi Shaniwar ko patanhi kaise kaise confused video Hai yahan,.
Pandit Ji video sahi hai par background music km rkha kijiye
Jay ho
Dhanteras pr bhi jhadu kharidte he to teras,13as padta he yani visham tithi to kya kre
Somvar Ko kharide to achha he?
Excellent briefed
Regards
Namaskar Ji... Agar Ashtami guruwar ko pade to kya LA, sakte hai.... Kripya karke batayiye
Ahanumanohalsa
Ji ⚘⚘
Good information
Nice sir par is bar dhan terash mangalwar ko h triyodshi tithi h m diwali par jhadu lati hu to kya kare plz reply
Very nice video guru ji
Bahut achchha guru Ji
Sir humne galti se jhadu navmi ko nikal diya per us din virvaar tha per kuari dasmi ko h koi dikkat to nai hogi
Jyotish ji jhadu Mein Krishna paksha shukal paksha ka Kiya mtlb h isse Bhi clear kariye plz.. 🙏
Very scientific and knowledgeable.
Sarwath sidhi yog kise kahte hai aur ye kab hota hai ?
bahut byariya
Very nice
Thanks
THANKYOU
You explained V.NIECELY
Diwali ko fek sakte hai kya
very nice guru g👌👌👌
Poonam Badgujar.
X factor for sex
Poonam Badgujar
Iong litchi9
Jhadu ghar ke bahar krishna pakhs mein nikale ya shukla pakhs mein
Panditji
6 th November 2020 ko
Friday hai, tithi sasthi hai aur oosi din sarvarth siddhi yog hai
Kya hum jhadoo kharid le ??
Kitney kharide ? Aur kaunse time per kharide ??
Itni sapasht jankari dene keliye thanx🙏🙏
Thanks for video
Excellent
Sir jee 23 may ko mere dada jee ka swargwaas ho gya hai isliye mujhe aapse puchna hai ki ghar k purane cheezo k saath kya purane jhadu ko fekna achha hoga... Agar hoga to kya aap bata sakte hai kab feke...
Kya sir sayam ko jhadu khrid skte h🙏🙏🙏🙏
Dhnteras KO jhadu khari le kya
Guru ji hmne suna h ki dhanteras ko jhadu lene chaheye jo ki kal h kya kre le ya nai
Guruji video clear awaz honi chaye om ki dhwani theek he lekin dheere honi chaye
Lal trayo d Adi hisukra v Arshia tokyakarana cahiya
झाड़ू यदि पास के मंदिर में जाकर रखी जाए तो क्या वहां स्वयं सफाई मंदिर में की जा सकती है क्या कोई नुक्सान होगा कृपया बताएं । जय बजंगबली
Ap log itne ache video banate ho lekin sath music dalke kuch thik se suunai nahin deta please 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 aap log background music rakhna bandh kare
Jay mata di
bohot mast pakaye aap
hello sir. bt what to do when no female date occur on monday and friday if we go through sarvarthsidh yog
बहुत विस्तार से बताते है
Purnima ke din khared sakte h
Kya rat ke samay jhadu kharaida ja sakta h
Namaskar bilkul sahi lga 🙏
Rat ko kharid sakte he
Sir Agar Dhanteras ke din jhadu nahi liya tu kya Deepawali ke din Le sakte hain
OMG....after watching so many vdos different ppl give different tips whom to follow whom to believe...
Nice.Happy.Diwali
Thank you so much
Pp
nice guru ji
Sanjay Kumari
Guru ji hamen apni kundli dikhani hai
Jay maat Di Mera. Nam Sarita Gupta hi. Mere beti Ka nam. Manvi Gupta. Hi us Ka Bhavishya. Kiesa. Ho. Ga us ki sadi. Kab. Tak ho gi. Us. Ka. Janm. 17 agsata 1994 taem. 11-30 men's Kanpur Nagar. Us Ka Bhavishya kaisa hai. Please batey. Thank
Hello aaj raviwar or amawasya bhi hai kya aaj purana jharu fenk sakte hai pls .reply immediatly.
Manglwar ko khrid skte hai
Sir dhan teras ko jhadu kharedna kyo jaruri hota hai fir