Ep#02 Zamin ki Orbit (Madaar) ke Radd me Aala Hazrat ke Dalaail | Physics se zamin ki Orbit ka Radd

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 21 окт 2024

Комментарии • 94

  • @salahuddinmansoori4789
    @salahuddinmansoori4789 2 месяца назад +5

    Mashaallah subhanallah aajke modern generation ko aise hi ilm ki zaroorat hai.Allah pak aapke ilm me aur izafa de .

  • @BinteAamirAttaria
    @BinteAamirAttaria 3 месяца назад +7

    کس طرح اتنے علم کے دریا بہا دئیے
    علمائے حق کی عقل تو حیراں ہے آج بھی
    احمد رضا کا تازہ گلستاں ہے آج بھی🖤🤍

  • @Saqib-lw7pc
    @Saqib-lw7pc 25 дней назад

    Allah aapko salamat rakhe ❤❤❤
    Great work

  • @aslammemon2550
    @aslammemon2550 11 дней назад

    Bohot khoob
    3D tarikay s samjhaya

    Mazeed agay b aise he video upload kren

  • @nayabalam-ob1lb
    @nayabalam-ob1lb Месяц назад

    ماشاءاللہ

  • @aneeqayub1355
    @aneeqayub1355 11 дней назад

    masallah bohat khoob

  • @syedtahseen1190
    @syedtahseen1190 Месяц назад +2

    بہت خوب ماشاءاللہ ایسے ہی 3Dاینمیٹیڈ طریقہ سے امام احمد رضا خان صاحب کے موقف کو سمجھاتے رہیں،

  • @wahedshaikh3803
    @wahedshaikh3803 Месяц назад +1

    Mashallah Allahﷻ apne Habeebﷺ ke sadqe aapke ilm me izafa farmaye

  • @SalmanKhan-lo7uh
    @SalmanKhan-lo7uh Месяц назад +1

    Mashallah bhai Kamal ka kaam kr rhe ho aap. Allah aapko salamat rakhe.

  • @AbdulSattar-gk6mi
    @AbdulSattar-gk6mi 2 месяца назад +4

    اللہ تعالیٰ آپ کے علم میں اضافہ فرمائے

  • @GulamMhodKhan
    @GulamMhodKhan Месяц назад

    Hame intezar rahe ga aap ke agle apisod ka .🎉

  • @wasiraza9818
    @wasiraza9818 2 месяца назад +2

    Wah
    Pahli dfa imam ki tashree itni asan dakhi

  • @MohammedAqeeb-zw3wp
    @MohammedAqeeb-zw3wp 2 месяца назад +1

    Masha Allah ♥️ behtareen work bhai. May Allah grow this channel exponentially. May people accept the truth and dump the garbage we've been fed our whole lives. Much love brother🌹

  • @Info_With_Haseeb3
    @Info_With_Haseeb3 2 месяца назад +2

    Mashallah subhanallah bhai ❤❤❤❤❤❤❤ bahut achchha video hai mai bahut din se fauze mobeen padh raha hun lekin mujhe thik se samajh nahi aa rahi thi to aap ka Bahut bahut shukriya 💖💖💝💕💕 aur bhi video banaiye isi tarah ki

    • @JndSaiyed
      @JndSaiyed  2 месяца назад +2

      Ji bhai. JazakAllah.
      Ise aur logo tak pahuchaye.
      Is ke baad agar Allah ne chaha to book bhi explain karenge.

  • @AhmedRaza-ln4cm
    @AhmedRaza-ln4cm 2 месяца назад +1

    ❤jazak Allah

  • @zulfequarali1512
    @zulfequarali1512 Месяц назад +1

    Bahuth bhadiya Bhai. Aajkal school me science sirif magic show ban ke rah gaya hai

    • @JndSaiyed
      @JndSaiyed  Месяц назад

      Bilkul sahi tarjumani ki bhai aap ne.
      Lakdi ghumao aur chote bache sab kuch sach maan lete hai.

  • @Sonufacts-x3y
    @Sonufacts-x3y 2 месяца назад +1

    Allah aap ko salamat rakhe ❤

  • @MuhammadQasim-b1c
    @MuhammadQasim-b1c Месяц назад +1

    Very good thank you

  • @muhammadtasleemraza8127
    @muhammadtasleemraza8127 Месяц назад

    ❤❤❤❤❤❤❤

  • @topnewsinternational2844
    @topnewsinternational2844 2 месяца назад +1

    ماشاء اللہ، جزاک اللہ

  • @knighteNo
    @knighteNo 3 месяца назад +4

    Impressive animation and explained in simple terms. I read Some parts of fauze mubeen (English) but it's going out of my mind😅.
    Mashallah Keep it up. Waiting for more.
    May i ask what's your qualification.

    • @JndSaiyed
      @JndSaiyed  3 месяца назад +2

      JazakAllah brother for motivating, keep sharing to students/techers to help them think out side of the box.
      I've spent a few years studying fauz e mubeen. I hold two diplomas and have recently completed Dars e nizami (Aalim course).

  • @DilshadAhmad-rf3ux
    @DilshadAhmad-rf3ux 2 месяца назад +1

    Mashallah bahut khoob

  • @Fact.Finder_
    @Fact.Finder_ 4 месяца назад +1

    Really appreciate it. 100 dedication ❤

  • @smartwork8559
    @smartwork8559 2 месяца назад

    माशा अल्लाह ❤❤

  • @manzoorrazanaviwala9988
    @manzoorrazanaviwala9988 Месяц назад

    Bhai kya baat hai 🎉🎉

  • @sabirrazasabri75
    @sabirrazasabri75 2 месяца назад

    ماشاء اللہ ♥️

  • @muhammadbilal6865
    @muhammadbilal6865 2 месяца назад

    Masha Allah great work

  • @expertglow9588
    @expertglow9588 2 месяца назад +1

    Finally

  • @Amini9266
    @Amini9266 2 месяца назад

    Ma sha Allah bohat khoob

  • @amirrazvi7541
    @amirrazvi7541 2 месяца назад

    Bahot Aala

  • @nasirmahmood9186
    @nasirmahmood9186 2 месяца назад

    Bohat khoob sir Cary on sir

  • @Sufyanrazakhan-25
    @Sufyanrazakhan-25 Месяц назад

    Me hamesha sochta tha ke ala hazrat ilme falakyat ke mahir the par par me nahi janta tha kese par aaj yaqeen ho gaya ke wo wo sainsadan the❤

  • @zohaibmaqbool
    @zohaibmaqbool Месяц назад

    Zabardast

  • @nasirmahmood9186
    @nasirmahmood9186 2 месяца назад

    Nice and true

  • @EagleLSS
    @EagleLSS 10 дней назад

    Mr Junaid, forces aren't added or subtracted under geometry rules. Some geometrical concepts are helpful while calculating physical quantities like force

  • @Sonufacts-x3y
    @Sonufacts-x3y 2 месяца назад

    Please aur video 😊❤❤

  • @englishcommunication4287
    @englishcommunication4287 16 дней назад

    Respected Sir! Main Alahazrat ka buhat barra fan hon, please please please please please please please please sirf aik baat ka jawab de dain, abhi aap RUclips pe type earth rotation karain to video aa jati hai wahan earth rotation nazar aati hai,, iska kiya jawab hai,,,??? Please please please

  • @AH-bs8lx
    @AH-bs8lx Месяц назад +1

    Masha Allah koshish acchi hai bhai but Centrifugal force tangent par nahi lagta wo to opposite to Centripetal force lagta hai tangent to revolving body ka forward momentum hota hai
    Aap force ko resolve karne ki bajaye Velocity ko resolve kariye tab sahi hoga apka explanation

    • @JndSaiyed
      @JndSaiyed  Месяц назад +2

      Bilkul sahi kaha aap ne.
      Waise video mein kahi bhi use centrifugal force nahi bataya gaya jo tangent par hai. Centrifugal force ka outcome bataya hai.
      Is par yu rahega ke centrifugal force ke bajaye velocity/momentum badhne ghatne ki kya wajah hai? Aur daleel thik ho jayegi.
      Positive correction ke liye JazakAllah. 👍

    • @tufailahmad954
      @tufailahmad954 26 дней назад

      Bhai tum log circular motion Kahan se padhke aaye ho 🥲

  • @imblogmaster
    @imblogmaster 4 месяца назад +3

    bhai or bhi episode lao

    • @JndSaiyed
      @JndSaiyed  4 месяца назад

      Coming soon ان شاء اللہ bhai.

    • @imblogmaster
      @imblogmaster 4 месяца назад

      @@JndSaiyed bohat shukriya

  • @kaunainnizami7031
    @kaunainnizami7031 Месяц назад +1

    Iska jawab h ki suraj bhi apne center of gravity ka chakkar lagata h jo ki suraj ke thodi hi door h. Aur isse space jo ki ek chadar ki tarah h usme curver paida hota h jo suraj ke chakkar lagane ki wajh se bar bar change hota rehta h isi wajh se zameen ka orbit bhi change hota rehta h aur isi curve ke lagatar badalte rehne ki wajh se centrifugal force bhi lagta h zameen par. Misal ke taur par kisi badi chadar me ek badi wazan dar ball rakhe to curve paida hoga ab isi ball ko gumaye aur fir upar se choti ball dal den aur badi ball ko lagatar hath se pakad kar usi chadar par ghumaye to choti ball ko centrifugal force bhi milega aur wo ek ande jaisi circumference me ghumegi bhi

    • @JndSaiyed
      @JndSaiyed  Месяц назад +3

      Bhai aap ne jawab banane ki koshish ki lekin bana nahi.
      agar Sun ko barycentre ke around ghumta hua mane to us ke ghumne ki wajah se earth ki orbit agar elliptical bane bhi to wo "with reference to barycentre" hogi na ke "with reference to Sun". Yani sun aur earth ka distance to phir bhi same hi rahgea.
      Is ko Sun, Moon aur earth ki orbit ke example se samjho. Moon ghumta he earth ke around aur (science ke mutabbik) earth ghumti hai sun ke around. To moon ki orbit elliptical bane to wo "with reference to Sun" hogi na ke "with reference to earth" yani moon aur earth ka to distance change nahi hota. Moon ki orbit earth ke around circle hi rehti hai, elliptical nahi banti.
      agar ab bhi samajh naa aaye to paper pen le kar draw kar ke dekhna. Ye geomatry ka question hai.
      Dusra point ye ke agat sun ke khud ghumne ki wajah se planets ki orbit elliptical hoti hai to baki sare planets ki bhi aise hi hona chahiye. yane Saal ke jis waqt earth ki orbit ande jesi hone lage saal ke usi waqt jupiter, saturn, venus, neptune, pluto etc sab ki orbit bhi ande jaisy hone lage aur usi direction me ho jis direction mein earth ki orbit ande jaisy hoti hai.
      Lekin aisa bhi hota nahi. sab ke sab planets alag alag direction mein orbit banate hai.. Aur alag alag waqt banate hai.
      In short, bhai ye jawab jis kisi ne payda kiya hai wo khud janta hai ke ye sirf khayali pulao hai. Kya koi scientist ne bhi is ki taaeid ki hai? bas kuch bhi imagine kar ke naye naye idea late raho? Aise gaadi kahi ja kar rukegi nahi. Misaal mashhoor hai. Ek Juth ko manwaane ke liye 100 juth payda karne padte hai.

    • @iftikharuddin1599
      @iftikharuddin1599 Месяц назад

      چاندکی گردش بھی سرکل نہی ہے اج کل چاند زمین کے کریب آیا ہوا ہے اس لیے اس کی روشنی بھی ذیادہ ہے​@@JndSaiyed

    • @curiousness3.1459
      @curiousness3.1459 Месяц назад

      @@JndSaiyed beshaq hq

    • @curiousness3.1459
      @curiousness3.1459 Месяц назад

      bhai aap kahan se hain kya me aap se mil sakta hun kyunki alfouzul mubeen padhane ke liye physics bhi aani chahiye aulmao ko to bhut kam Aalim hain jo science subjects pr gehri pakad rakhte ho

    • @faizanpathan8645
      @faizanpathan8645 Месяц назад

      ​@@JndSaiyed moon bhi earth ke around elliptical hi ghoomta hai

  • @farhaantamboli4262
    @farhaantamboli4262 Месяц назад +1

    Assalam walikum hazrat
    Hamara kya aqida hai
    Ki earth rotate aur sun ka revolution dono bhi nhi karti?
    Ya rotate hoti hai lakin sun ka revolution nhi karti?

    • @JndSaiyed
      @JndSaiyed  Месяц назад +4

      وعلیکم السلام ورحمة الله وبركاته.
      Bhai earth na rotate karti hai na revolve.
      Balke Sun Earth ke around us ke path mein revolve karta hai

  • @TOP10-m3e6d
    @TOP10-m3e6d Месяц назад

    Kya earth or sun space mai travel nhi kr rhy sth kya wo bhi sakin hai ? Or is case mai baki planet ka kya bna

    • @JndSaiyed
      @JndSaiyed  Месяц назад

      Imam Ahmad Raza ke mutabik Sun aur Moon aur dusre saare planets yaane sitaare ghumte hai. Earth nahi ghumti.

  • @5mintalk
    @5mintalk 29 дней назад

    Very nice. I'm a physicist and working on thi topic since 3 years. Want to discussion some points with you. How can i contact you?

    • @JndSaiyed
      @JndSaiyed  29 дней назад

      Hi, nice to hear.
      Please send me an email. I'm very quick with that.

    • @EagleLSS
      @EagleLSS 10 дней назад

      Bro if you are a physicists in real and this video is made by an actual Razvi then arguing on this tooic is in vain. Bte I'm physicist as well

  • @burhanyousaf1995
    @burhanyousaf1995 27 дней назад

    Bhai mere 2 sawal hain phr
    Agr sooraj zameen ka gird ghumta ha to usko force kahan se milti hai? 🤔
    Dusra science ne to aik model dediya jese tese krky mgr aap aik animated model kiun nhi detay jis mai space kis tarah ha wo dikhaya jaye?
    Mai hilaaf nhi hun faqt ilm Kan liye puch rha hun
    Jazak Allah

    • @JndSaiyed
      @JndSaiyed  27 дней назад

      Aap ko sawal karneka haq hai. Sawal puchne ka matlab khilaf hona nahi.
      Bhai hamare nazdik (Imam Ahmad raza ke mutabiq) suraj aur chand ko banane wale ne un ko aik andaze par aasman me tairne par laga diya hai. Hamare nazdik itna reason kaafi hai.
      Science, jo ke khid creator ko nahi maanta to ye un ke liye problem hai ke wo is phenomena ko kaise samjhaye.
      Rahi baat model batane ki. To bhai is pe abhi kaam to jari hi hai. Playlist khatam kab hua hai. Allah ne chaha to wo bhi aa jayega.

    • @burhanyousaf1995
      @burhanyousaf1995 27 дней назад +1

      @@JndSaiyed ok waiting......🙂

  • @zakikani6569
    @zakikani6569 2 месяца назад

    Bro next video laoo

  • @rizwanqureshi6313
    @rizwanqureshi6313 Месяц назад

    Bhai please earth flate hai ya sphere iske uper ala hazrat ke dalil par video banaye mujhe ala hazrat ki flate earth vala proven janna behad jaruri hai bhai please mujhe bata de ya fir vo explanation bata de ke kahan milegi pls

    • @JndSaiyed
      @JndSaiyed  Месяц назад

      Aala Hazrat ka mauqif earth sphere ka hi hai.
      Aala hazrat ne khaas taur par kahi dalaail nahi diye ke zamin sphere hai. Kisi aur chiz ke discussion mein prove kiya hai ke zamin sphere (kurra) hai.
      Fauz e mubeen se obviously zahir hai ke aala hazrat zamin ko flat nahi maante. Kyu ke jagah jagah aap ne zamin ko kurra yani sphere likha. Is ke ilawa fauz e mubeen mein aap ne science ke bahut sare galat claim ka correction kiya hai agar che book ka main maqsad zamin ko saakin batana hai. To aala hazrat agar science ke earth sphere ko galat maante to us ka bhi radd zarur karte.
      Aala hazrat ke ek maahir student allama zafaruddin bihari ki ek kitab hai (سلم السماء) jis me unhone earth sphere hone ke proofs diye hai. Wo ilm e tawqeet yani namaz ke time nikalne me maahir the. Us ka mutal'aa kar sakte hai.

    • @rizwanqureshi6313
      @rizwanqureshi6313 Месяц назад

      @@JndSaiyed jazakallah bhai...bahot bahot sukhriya apne ye important information mujhe di varna me ye galtfehmi me tha kuch logo ki vajah se le ala hazrat ke earth ko flate bataya hai....koi khaas kitaab hai bhai ala hazrat ki jise me padhu jo astrology aur physics ki Provence me ho

    • @JndSaiyed
      @JndSaiyed  Месяц назад

      @@rizwanqureshi6313 Ji bhai sahi kaha. Aala Hazrat ke naam pe ache khase misconception logo mein hai.
      Aala hazrat ya kisi bhi islaami scholar ne zamin ko kabhi bhi flat nahi kaha. In fact, jab ye Newtonian log khud zamin ko flat kehte the tab bhi ham muslman AlhamduliAllah zamin ko sphere hi kehte the.
      Physics aur Astronomy mein Aala Hazrat ki 2 books aap padh sakte hai agar padh sake to
      Aik to ye hi Fauz e mubeen Dar radd e harkat e zameen
      Aur dusri book isi ki continuation mein likhi jo purane falsafio ke radd me hai
      Al kalimat ul Malhama, fi hikamt il Mohkama, li weehaa il falsafa til Mas'ama. Ye pura naam hai. Pdf google par mil jayegi.
      Lekin ye books se pehle kafi ancient books padhi ho to ye samajh me aayegi. Warna upar se jayegi.

  • @Zafarmods
    @Zafarmods Месяц назад

    To suraj zameen ke gird kaise ghum sakta hain jawab do

    • @JndSaiyed
      @JndSaiyed  Месяц назад

      Hamare taur pe Suraj aur chaand un ke banane wale ke hukm se ghumte hai jaisa ke us ki kitaab mein hai.
      Lekin ye daleel scientist nahi use kar sakte kyu ke wo to creator ke wujud me maante nahi

  • @Info_With_Haseeb3
    @Info_With_Haseeb3 2 месяца назад

    Assalamualaikum bhai❤ earth ke piche mars jupitar hai to earth ko ye dono garah aur aur sun khinc rahen hain😮

    • @JndSaiyed
      @JndSaiyed  2 месяца назад

      وعلیکم السلام ورحمة الله وبركاته.
      Ji. Science ke nazriye ke mutabik har planet ek dusre ko khichta he.

  • @abrarshaikh2254
    @abrarshaikh2254 Месяц назад

    0:20 is proof that u don't understand gravity.
    Any 11th class physics student point out that wrong pictorial representation of projectile motion!

    • @JndSaiyed
      @JndSaiyed  Месяц назад

      That time stamp is from EP#01. Go and check that video first.

  • @ParvezKhan-ep7zg
    @ParvezKhan-ep7zg 2 месяца назад

    Aala ❤ Hazrat Ne Jo Tehkeek Ki Hai Vo Bilkul Sahih Hai ✅✅✅
    Science Ko Khud Hi Doubt hai ....
    😂😂😂 ke Earth Sun ka Rotate Kese karr rahi hai

  • @paindugaming7916
    @paindugaming7916 18 дней назад

    😂😂😂 main 1000 saal peechy a gaya...

    • @JndSaiyed
      @JndSaiyed  18 дней назад

      Matlab meine Successfully time machine video mein bana li

  • @UsmanKhan-vj2fj
    @UsmanKhan-vj2fj 24 дня назад

    No end to this stupidity 😂

  • @AkhtariStudio
    @AkhtariStudio Месяц назад

    After watching full video I subscribed you, I request you to keep active your channel

  • @sameermustafai
    @sameermustafai 2 месяца назад

    do u know about English translation of fauz e mubeen?? named.... a fair success in reputing earth motion...
    u can take help from it.
    therefore u are also understanding fauz e mubeen very well

    • @JndSaiyed
      @JndSaiyed  2 месяца назад

      I know about that translation. It's a good translation if you want a literal translation. But meaning wise, it's not a comprehensive translation. I would rather go with urdu. I have no problem with that.

  • @sameermustafai
    @sameermustafai 2 месяца назад

    are u Jawad raza khan???

    • @JndSaiyed
      @JndSaiyed  2 месяца назад

      No I'm not Jawad Raza

    • @AbbasAhmed-m6p
      @AbbasAhmed-m6p 2 месяца назад

      ​@@JndSaiyedjanab aapse contact karna je hamari team bhi aapki tarah kaam kar rahi he

    • @JndSaiyed
      @JndSaiyed  2 месяца назад

      @@AbbasAhmed-m6p ماشاءاللہ
      Badi achi baat hai.
      Mere email par contact karein please.

  • @khanbhai-vr8ye
    @khanbhai-vr8ye 24 дня назад

    Barish garmi aur Sardi kaise aty hai

    • @JndSaiyed
      @JndSaiyed  23 дня назад

      Pls check comments in other videos too.
      I've answered this in detail.

  • @sabirrazasabri75
    @sabirrazasabri75 2 месяца назад

    ❤❤❤❤❤❤❤❤❤