Ma'am maine apne rose plant me aapne jo seaweed, vermi compost, tea leaves aur dap fertilizer batata tha maine 1 March ko Diya tha...ab isme kaun sa fertilizer Dena hain? Plz reply
My aap ki subscriber hu aapke videos daily dekhti m hai mere pass 10 gulab ke paudhe hy aapane fertilizers k bare mein bolate Hain vahi paudhe per istemal Karti hu mam
Gd evning ma'am... Thanks for ur information.... Ma'am maine prso rose plant lgaya tha nursery se Laker .... Pr wo murjha gya h .... Plz suggest me... Mujhe kya krna chahiye... Even 2 rose plants layi thi ek toh syd lgg gya or ek murjha gya 😢
Ma'am,pani kam dalen, mitti halki moist rakhen,kuch din us plant ko shade me rakhen,jab Lage thik hai to dhoop me sift kar den, Starting me lagatar bahut jyada pani dene se ya root damage hone se aisa hota hai, isliye root ball kabhi bhi bahut jyada na toden,
Same care as other hibiscus, if your plant is in pot, avoid afternoon sunlight,In this time growth and flowering are slow because of extreme temperature, avoid over fertilizer,after June plant growth and and flower will increase.
Hello.... Apki videos bht achi h mai apki btai tips follow krti hu kafi help joti h ... Mgr bht care krne k bad bhi mere Rose ki new branch kali hokr sukhne lgti h esliye flowering bhi achi nhi ho pa rhi h . Mujhe smjh nhi aa rha h ki mujhse kya glti ho thi h .. 😔😔 Please suggest kre... Maine bht ummid se apko bat btai h please koi help kijiye.... Wrna mere plants sukh jayenge..😢
Ma'am, fungus ki wajah se aisa hota he,jab bhi aisa ho to pani ka spray band kar den, plant ko dhoop me rakhe,jab bhi pruning karte hain,tip par baking soda jarur lagaye,bich bich me baking soda 1/4 teaspoon one liter pani me gholkar spray karen, neem oil ka spray bhi kar sakte hain, Samasya phir bhi bani rahe to koi fungicide jaise Bavistin market se lekar regular spray karen, fungicide online bhi mil jayega.
ये फर्टिलाईजर डालने के बाद पानी कब डालना है? ओर पौधे मे उपर से पानी से नहलाना है या नही? क्यो कि यहाँ दोपहर कि धुप ज्यादा है ओर पौधे जमिन पर है,छाया मे रख भी नही शक्ति, रिप्लाई प्लिज🙏💗
Ma'am, agar dhoop jyada he to roj pani ka spray ek bar subah ke time karen, plant ki jagah shift kar sakte hain,aisi jagah par rakhen jahan subah ki 12 baje se pehle ki dhoop mil Jaye
Ma'am, Mai kabhi regular spray nahi Karti,jab lagta he,koi insects ya fungus lag raha he tabhi kisi insecticide ka spray karti hun chahe neem oil ho ya kuch or, lagatar do teen bar spray karne se samasya thik ho jate hai
जानकारी बहुत अच्छी लगी
Nice information friend ❤❤❤
New friend bahot hi achi jankari 😊❤❤❤
Very nice information
Nice liquid fertilizer for rose plant
Thanks dear. Rose plant is giving growth but small soi am following as per your video thanks alot❤ you 12:23
Mam, Mery rose plant m growth nhi ho rhi, abhi September bhi khtm ho rha h, dhup m rkha hei, fertilizer bhi de rhi hu, ab mujhy kya krna hoga
Good information 😊
Good information
Nice information mam🎉
Ma'am maine apne rose plant me aapne jo seaweed, vermi compost, tea leaves aur dap fertilizer batata tha maine 1 March ko Diya tha...ab isme kaun sa fertilizer Dena hain? Plz reply
Use potash alum (fitkari) for acidic soil..
Nice
My aap ki subscriber hu aapke videos daily dekhti m hai mere pass 10 gulab ke paudhe hy aapane fertilizers k bare mein bolate Hain vahi paudhe per istemal Karti hu mam
Thank you.
Gd evning ma'am... Thanks for ur information.... Ma'am maine prso rose plant lgaya tha nursery se Laker .... Pr wo murjha gya h .... Plz suggest me... Mujhe kya krna chahiye... Even 2 rose plants layi thi ek toh syd lgg gya or ek murjha gya 😢
Ma'am,pani kam dalen, mitti halki moist rakhen,kuch din us plant ko shade me rakhen,jab Lage thik hai to dhoop me sift kar den,
Starting me lagatar bahut jyada pani dene se ya root damage hone se aisa hota hai, isliye root ball kabhi bhi bahut jyada na toden,
@@greenhouse1 Thanqqqqq... So much ma'am 😘 jaise hi plant grow krta h... Zaroor inform krti hu .... Qnki mai kafi upset ho chuku hu mere bhut saare plants ( rubber plant , Jade plant , pink aglonima, poinsettia, areca palm , kashmiri Rose, Tulsi 😭 .... ) sukh gye ....
kuch aur naam rahe gye honge sayad bhul gai hongi yaad kar le 😂😂😂@@soniyasiwach6118
Tell about double hibiscus also
Same care as other hibiscus, if your plant is in pot, avoid afternoon sunlight,In this time growth and flowering are slow because of extreme temperature, avoid over fertilizer,after June plant growth and and flower will increase.
@@greenhouse1 thank you. So nice of you
Kya ye fertilizer hum kisi bh paudhe mein deesakte hain??
De sakte hain
Mam mere gulab ka ped kuchh din pehle pruning kiyatha aur usmese koi leaf aur kaliyan Nehi arahahe iska kya reason hai batao mam
Growth kase kerw
373 like very nice sharing ❤❤❤❤❤❤😂
Jo aap n fertiliser bnaya h vo koi se bhi plant m dal sakte h kya ,or ise dry k bjaye bhigo kr kr sakte h kya
Dal sakte hain,isse plant par jyada achha result milega.
@@greenhouse1 ok reply jldi dene k liye shukriya
Seaweed granules 12" ke plant meinkitnta dalna hai.
One teaspoon
Mam mere English rose ki buds gir jati h kya kre dhoop m bhi rakha hua h....feb k last m lgaya tha mam ......
Hello.... Apki videos bht achi h mai apki btai tips follow krti hu kafi help joti h ... Mgr bht care krne k bad bhi mere Rose ki new branch kali hokr sukhne lgti h esliye flowering bhi achi nhi ho pa rhi h . Mujhe smjh nhi aa rha h ki mujhse kya glti ho thi h .. 😔😔
Please suggest kre... Maine bht ummid se apko bat btai h please koi help kijiye.... Wrna mere plants sukh jayenge..😢
Ma'am, fungus ki wajah se aisa hota he,jab bhi aisa ho to pani ka spray band kar den, plant ko dhoop me rakhe,jab bhi pruning karte hain,tip par baking soda jarur lagaye,bich bich me baking soda 1/4 teaspoon one liter pani me gholkar spray karen, neem oil ka spray bhi kar sakte hain,
Samasya phir bhi bani rahe to koi fungicide jaise Bavistin market se lekar regular spray karen, fungicide online bhi mil jayega.
Thank u... Kya es time pe cow dung ka liquid firtilizer de skte h...
Mam kya home mad fertilizer sabhi podhe me dal sakte hai
Sabhi me dal sakte hain
garmi me ise desakate hain kya madam
De sakte hain
Very informative video i like it hi friend new subscriber friend 😊❤
ये फर्टिलाईजर डालने के बाद पानी कब डालना है? ओर पौधे मे उपर से पानी से नहलाना है या नही? क्यो कि यहाँ दोपहर कि धुप ज्यादा है ओर पौधे जमिन पर है,छाया मे रख भी नही शक्ति, रिप्लाई प्लिज🙏💗
Same condition
Roj pani dalen,roj pani ka spray karen agar dhoop jyada he to.
¹
Dhoop me rkhne se leaves sukhne or jalne lagti h...kya kare...??
Mam abhi ki tej dhup me leaves sukhne lagi h...kuch tips dijiye
Ma'am, agar dhoop jyada he to roj pani ka spray ek bar subah ke time karen, plant ki jagah shift kar sakte hain,aisi jagah par rakhen jahan subah ki 12 baje se pehle ki dhoop mil Jaye
Agar pure din ka dhoop mai rhkde mtlb suba saam aur dophar ki tho koi prbm v hogi ??
Koi problem nahi hogi,bus pani ka dhyan rakhen,
😂90l@@greenhouse1
Red makri ki wajah se pura paudha kharab ho gya hai
Use bhagane aur phir se पौधा को ठीक कैसे करे
प्लीज कोई उपाय बताए
Mam mere gulab ke poore plant ki 7 pattiyan h but kaliya bnne lagi hai lekin mam bhut jyada he chote h aur pattiyan peele ho rhi h kya kru
Mam main gulab laga sakata hu kya summer season mein
Abhi laga sakte hain
Mam onion banana fortilaizer then ki bade dap they sakti hun kya
Kuch din ka gap rakhe.
Mera rose plant black ho rha zinda hai.. pattia b nhi rhi.dhup me rakhti. Pls help🙏🏻
Mam jab Mane rose plant me flower ko cut Kiya to nai growth me kuch leaf to 5 leaf hai par kuch leaf 7 ki hai to kya flowers Aagye
Ayega agar branch Grafting node ke upar he
Neem oil ka spray kitne din me karet ho aap
Ma'am, Mai kabhi regular spray nahi Karti,jab lagta he,koi insects ya fungus lag raha he tabhi kisi insecticide ka spray karti hun chahe neem oil ho ya kuch or, lagatar do teen bar spray karne se samasya thik ho jate hai
Mere yha dhoop p hai or m fatilizer b de rhi hu per growth nhi h
Mere rose plant m kaliya to aati h lekin todi bdi hote hi kali pad jati h phool nhi khilta
Meri gulab ki pattiyan chhoti chhoti he aur growth hi nahin ho rahi hai
Mere poudhe me pttiya sikudi hui aa rhi h
Insecticide ka spray karen.
Thanks ❤
Mere gulab ki sari pattiya gir gai hai aur jal gai hai
12 baje ke bad dhoop me n rakhen dhoop se pattiyan jalne lagti hein
👍
Madam, Rose buds are not opening, plant is healthy
Dhoop me rakhe