अगर हरियाणा के लिए फैमिली आईडी है तो डॉक्यूमेंट अपलोड करने होंगे और आधार कार्ड में हरियाणा का एड्रेस होना चाहिए मेरे भाई वैसे फैमिली आईडी 2 टाईप की होती है 1. Permanent PPP 2. Temporary Family ID Permanent PPP मतलब है आप हरियाणा में ही रहते है Temporary Family ID मतलब अभी आप किसी दूसरे स्टेट में रहते है, पर आप हरियाणा के रहने वाले है Permanent PPP : 8 Digits की होती है जब की Temporary Family ID : 9 Digits की होती है, जिस पर T अक्षर अंकित होता है
Sir Is this official certified certificate and can we use or submit this certificate in any legal procedure??? How and in how many days can we download our certificate.?
In haryana to apply any Govt Schemes we need this Family ID. so you can say that this is a legal document. but remember for every scheme or services we need some set of documents that required as per law or government. for example: to caste our vote we need voter id card. Aadhar card is also a legal document but we can't use Aadhar card to caste a vote.
@@PawanKashyap-t4e Bhai ab to pehle se aur easy ho gaya hai process Problem kya aa rahe hai wo batao M help karunga Per kal Aaj Diwali 🪔 hai Happy Diwali bhai
Pls reply krna bhai meri shadi Delhi me hui husband ke documents delhi ke h mere haryana ke to hum family id bana skte h kya pls btana...hum rehte bhi ggn me h
@@nilesh575 ager aap ne detail as per Aadhar Card he enter kare hai to kuch time baad enter kar ke try Karo ho jaayega, kuch technical error hoga. Waisa asa hota nhi hai.
no need to track request. once you upload self attested document you will get your temp ID and with 2 to 3 days your temp id auto convert in 8 digits permanent id.
Bhaiya ye process pakka shi hai na , kyuki har koi youtube pr CSC jaaane ki baat kr raha hai , dusra ye ki sign krne ke baad aur upload krne ke baad , pakka id bn jaegi. Usko use kr sakte hai kya
मैं उत्तर प्रदेश से हूँ हरियाणा स्कूल में मुझसे फैमिली आई डी मांगी गई है तो मैं अपनी फैमिली id उत्तर प्रदेश की site से बनवाउ या आप जो बता रहे हरियाणा बाली site se बनवा लूँ Please मार्ग दर्शन करें
3 baar correction aap apne aap ker sakte hai, Bas Google me likho Family ID, aur official website login karne ke baad - right side me dekhayega correction module (Yaha se correction hoga). Par ager aap 3 baar correction kar chuke hai to CSC center he jaana hoga aap ko.
@@Nandkishore7321 कर सकते हो, पर अगर सब को ही जोड़ना है फैमिली में तो अलग से Head of Family बनने की क्या जरूरत है ? Head of family को कोई अतिरिक्त फायदा थोड़े मिलता है, और रही बात Income की तो फैमिली 🆔 में पूरे परिवार की आय होती है। और एक बात Family ID में आप या कोई और Head of Family बन भी जाए तो राशन कार्ड में अपने आप आप की माता जी या आप की पत्नी Head of Family होगी। इस लिए सिर्फ फैमिली 🆔 में अलग से कोई फायदा नहीं है।
Sir mera adhar number ksii aur ki family id me add dikha rha hai toh vaha se kaise hategaa hatega ya nhii main up ka hun aur faridabad me bana hai family id jo hariyana me lgta hai
Sir humare pass aadhar pr address to bihar ka hai jb cyber cafe me jate hai to aadhar pr address dekh kr hi mna kr dete hai ki bihar ka hai to nahi banega but humlog rhte hai haryana to kyu nhi bnega or ha sir bahut logo ka bna hai jinka bihar ka addresss hai to humlog ka kyu nhi please help kijiye sir 1month se paresan hain
नमस्कार आप सर मत बोलिए, में भी आप के जैसे एक आम इंसान हुं और मुझे जितना पता है उस से मदद करने की कोशिश करता हूं। अब आते है आप के सवाल पर 1. साइबर कैफे या कोई भी शॉप वाला मना करेगा क्यू कि आप हरियाणा परिवार/फैमिली आईडी बनवाने की बोल रहे है वो भी बिहार के डॉक्यूमेंट्स पर 2. अगर फैमिली आईडी बनेंगे तो हमें अपने आप बनानी है किसी और के पास जाने की या पैसे देने की जरूरत नहीं है 3. वेबसाइट खोलो अपना आधार डाले अगर कोई समस्या आएगी तो आप की स्क्रीन पर एरर आएगा। पर सब से पहले आप को एक बहुत ही महत्वपूर्ण बात समझनी होगी: हरियाणा फैमिली आईडी हरियाणा सरकार की तरफ से चलाई जा रही सरकारी स्कीम का लाभ उठाने हेतु जरूरी है और आप हरियाणा के निवासी है तभी आप बनवा सकते है डॉक्युमेंट्स में दिखाना होगा आप हरियाणा से है
@@GyanBoon sir haryana ka to koi I'd wagera nhi hai mere pass but humlog gurugram me rahte hai 15 year se jada pahle se to bnega ya nhi bnega to sari process btayiye please
भाई 15 साल से यहां रहते है तो आधार कार्ड पर यहां का एड्रेस क्यों नहीं बदलवाया डॉक्यूमेंट अपडेट करवाने होंगे। उस के बाद वीडियो में दिए स्टेप्स फॉलो करो हो जाएगा वीडियो देख लो आप सब समझ आ जाएगा
I am newly married and still have no family id whereas My wife have family id with her family. Plz make a video how to apply my new family id and tfr my wife id in my id.i want to make a family id with me and my wife only
Same video me Add member option per click ker ke add kare. Aap ke Family id login karne ke baad - Add member per click ker ke details fill ker do, ye to easy hai.
Good Morning Sir 🙏 Aap ne question he incomplete likha tha pehle, koi nhi ab aap ke question per aate hai. Kuch Points m aap ko batata hu phr bhi koi question rhe jaaye to thoda samay dejiye m is per video bana du gaa, abhi m hospitalized hu is liye sirf reply me ans ker sakta hu. 1. Family ID/PPP Haryana ke families ke liye hai. Ager aap haryana me rhte hai to bhi aap ka PPP banega aur ager aap haryana se bahar rhte hai tab aap Temporary PPP apply ker sakte hai. 2. Add member samay aap ko fill krna hota hai, Relationship with Head of family aur saath me ye bhi fill krna hota hai aap Haryana me kab se rhe rahe ho. 3. Sir maan lijiye m Haryana k Jhajjar district se hu aur mere shaadi haryana me Bhiwani district ke ladki se shaadi ho gaye to m apne wife ke aadhar card ko update karvau gaa Taaki Aadhar ke according Voter ID update ho, ab mere wife vote daalne Bhiwani to jaayegi nhi. Is liye aap se request hai aap ladki ka Aadhar update karvaye. Sir ek possibility hai aap ager soch rhe hai Delhi ke aadhar per waha ke scheme ka fyda milega jase 1000rs per month to alag baat hai. 5. Aur haa Sir ager Head of Family ke wife ke naam ko add karne ke baat hai to Marriage certificate document me maangta hai. 4. Sab se phle Add member per jaa ker Aadhar verification fill ker ke dekhe? Error kya aa raha hai aap ko ? Aap error details btaye m aap ke help karne ke koshish jarur karunga.
Sir mereko bnwani h ye pr mere pass property id nhi hai ..or hamare pass jo property h vo ancestors ki h gaon m jiske koi papers nhi h kuch bhi ab m kya kru ?? Please reply or jis ghr m ham rhte h uski bhi nhi bn skti property id kyoki vo bht time phle lia...aisa papa ne btaya ab kya kru m any idea??? Anyone😢
@@Jaishr__eeram Family ID banana aur property id hona 2 alag baatein hai. 1. Family ID banate time kya sabhi Apne property I'd yaa Zamin ke correct information fill karte hai ? Jawab hai nhi. Ager asa hota to Gao me jin ke pass laakho ke zamin hai wo BPL card le ker nhi ghum rahe hote. 2. Is liye tnsn free ho ker Family ID bana lo.
Sir naya update aaya h family id m ..usme compulsory krdia property id daalna papa ki ab kya kru hamare pass koi hai hi nhi na ban skti kyoki wo dada pardada ki jameen h sari or unke kaagaz nhi hai@@GyanBoon
Bhaiya ye process pakka shi hai na , kyuki har koi youtube pr CSC jaaane ki baat kr raha hai , dusra ye ki sign krne ke baad aur upload krne ke baad , pakka id bn jaegi. Usko use kr sakte hai kya
Sir property id wale column me kya daalu. Rent pe hu. Id nhi h. Kuch na bharu to error ata h. Plz help sir
good
Thank you sir
Thank you for watching ✌️
भैया मेरे परिवार मे सभी सदश्य का एड्रेस बिहार का है बिना हरियाणा के एड्रेस से क्या बन जायेगा please 🙏 reply my comment💬.।।!!!
अगर हरियाणा के लिए फैमिली आईडी है तो डॉक्यूमेंट अपलोड करने होंगे और आधार कार्ड में हरियाणा का एड्रेस होना चाहिए मेरे भाई
वैसे फैमिली आईडी 2 टाईप की होती है
1. Permanent PPP
2. Temporary Family ID
Permanent PPP मतलब है आप हरियाणा में ही रहते है
Temporary Family ID मतलब अभी आप किसी दूसरे स्टेट में रहते है, पर आप हरियाणा के रहने वाले है
Permanent PPP : 8 Digits की होती है जब की
Temporary Family ID : 9 Digits की होती है, जिस पर T अक्षर अंकित होता है
@@GyanBoon Sir cyber cafe wale bolte hai Bihar ka nhi bnta hai hum haryana 15 year se jada phle se rhte hai kya kre please comment me btayiye 😢😢😢
Sir aap contact number denge apna please
Sir bina csc id ya ppp id ke bana sajte hai kya
Yeh Bina csc id yaa csc jaaye he banae hue hai, aap Ghar se bana sakte ho family id
Family I'd alag kasa kra
Sir Is this official certified certificate and can we use or submit this certificate in any legal procedure???
How and in how many days can we download our certificate.?
In haryana to apply any Govt Schemes we need this Family ID.
so you can say that this is a legal document. but remember for every scheme or services we need some set of documents that required as per law or government.
for example: to caste our vote we need voter id card. Aadhar card is also a legal document but we can't use Aadhar card to caste a vote.
@@GyanBoon thank you so much sir.. m I submit this id for ews and income certificate???
Bhai mere se ni bna raha or ye option hi ni a rahe ese lyu
@@PawanKashyap-t4e Bhai ab to pehle se aur easy ho gaya hai process
Problem kya aa rahe hai wo batao
M help karunga
Per kal
Aaj Diwali 🪔 hai
Happy Diwali bhai
Bhaiya agar mera papa head ho toh mujhe mom Or dad mein unke parents ke naam likhne hai
Bhai fees kitni kategi
@@Rkw.445 Family id related kuch bhi aap krte hai to free hota hai, per CSC Centre jaoge to ek choti se kaam k 100 se start hai.
Pls reply krna bhai meri shadi Delhi me hui husband ke documents delhi ke h mere haryana ke to hum family id bana skte h kya pls btana...hum rehte bhi ggn me h
ruclips.net/video/-K9ONVXZhRc/видео.html
I am getting error Demo Auth Failed, please enter valid father name Please
@@nilesh575 ager aap ne detail as per Aadhar Card he enter kare hai to kuch time baad enter kar ke try Karo ho jaayega, kuch technical error hoga. Waisa asa hota nhi hai.
In how many days will get the certificate and how to track the application.
no need to track request.
once you upload self attested document you will get your temp ID and with 2 to 3 days your temp id auto convert in 8 digits permanent id.
@@GyanBoon thanks
One more question is:- how to use pension record as a income certificate for ews certificate.
भाई मेरा otp गलत नंबर पर जा रहा है
@@haryanvi5986 Aadhar Card m Mobile number update karva lo, OTP Aadhar card m updated number per he jaata hai
Bhaiya ye process pakka shi hai na , kyuki har koi youtube pr CSC jaaane ki baat kr raha hai , dusra ye ki sign krne ke baad aur upload krne ke baad , pakka id bn jaegi. Usko use kr sakte hai kya
Jo video aap ne dekha hai wo m ne apne id bante hue banya hai, document upload hone ke 1 se 2 din me id ban jaaye ge
Printout niklva lena bas
Details correct fill karna bas
@@GyanBoon Thank you so much bhaiya
मैं उत्तर प्रदेश से हूँ हरियाणा स्कूल में मुझसे फैमिली आई डी मांगी गई है
तो मैं अपनी फैमिली id उत्तर प्रदेश की site से बनवाउ या आप जो बता रहे हरियाणा बाली site se बनवा लूँ
Please मार्ग दर्शन करें
Agar humari family Id bani hui hai or usme correction karvana ho to kase kare
3 baar correction aap apne aap ker sakte hai, Bas Google me likho Family ID, aur official website login karne ke baad - right side me dekhayega correction module (Yaha se correction hoga). Par ager aap 3 baar correction kar chuke hai to CSC center he jaana hoga aap ko.
@@GyanBoon thanks
Agar koi unmarried/single ho kya woh family id banwa sakta hai khud ka naam family head mein use kar k?
@@Nandkishore7321 ऐसे बहुत से लोग है जो अकेले है और वो खुद ही head of family है।
तो जवाब है बिल्कुल बन सकती है
@@GyanBoon but mein apne parents ko family add kar sakta hu na agar mein khud ka naam family head ki jagh mein use kru?
@@Nandkishore7321 कर सकते हो, पर अगर सब को ही जोड़ना है फैमिली में तो अलग से Head of Family बनने की क्या जरूरत है ?
Head of family को कोई अतिरिक्त फायदा थोड़े मिलता है,
और रही बात Income की तो फैमिली 🆔 में पूरे परिवार की आय होती है।
और एक बात Family ID में आप या कोई और Head of Family बन भी जाए तो राशन कार्ड में अपने आप आप की माता जी या आप की पत्नी Head of Family होगी।
इस लिए सिर्फ फैमिली 🆔 में अलग से कोई फायदा नहीं है।
Sir mera adhar number ksii aur ki family id me add dikha rha hai toh vaha se kaise hategaa hatega ya nhii main up ka hun aur faridabad me bana hai family id jo hariyana me lgta hai
Jis Family ID me aap Add ho us ko login karna hoga, waha se remove karna hoga aur remove karte time valid reason select karna aap.
Ho jaayega
Bhai shab 200 kb ki pdf nhi ban pa rahi kase banaye
@@kuldeepmehandia3054 Google me likho smallpdf is website se pdf ka size kam kar sakte ho
Sir humare pass aadhar pr address to bihar ka hai jb cyber cafe me jate hai to aadhar pr address dekh kr hi mna kr dete hai ki bihar ka hai to nahi banega but humlog rhte hai haryana to kyu nhi bnega or ha sir bahut logo ka bna hai jinka bihar ka addresss hai to humlog ka kyu nhi please help kijiye sir 1month se paresan hain
नमस्कार
आप सर मत बोलिए, में भी आप के जैसे एक आम इंसान हुं और मुझे जितना पता है उस से मदद करने की कोशिश करता हूं।
अब आते है आप के सवाल पर
1. साइबर कैफे या कोई भी शॉप वाला मना करेगा क्यू कि आप हरियाणा परिवार/फैमिली आईडी बनवाने की बोल रहे है वो भी बिहार के डॉक्यूमेंट्स पर
2. अगर फैमिली आईडी बनेंगे तो हमें अपने आप बनानी है किसी और के पास जाने की या पैसे देने की जरूरत नहीं है
3. वेबसाइट खोलो अपना आधार डाले अगर कोई समस्या आएगी तो आप की स्क्रीन पर एरर आएगा।
पर सब से पहले आप को एक बहुत ही महत्वपूर्ण बात समझनी होगी: हरियाणा फैमिली आईडी हरियाणा सरकार की तरफ से चलाई जा रही सरकारी स्कीम का लाभ उठाने हेतु जरूरी है और आप हरियाणा के निवासी है तभी आप बनवा सकते है
डॉक्युमेंट्स में दिखाना होगा आप हरियाणा से है
@@GyanBoon sir haryana ka to koi I'd wagera nhi hai mere pass but humlog gurugram me rahte hai 15 year se jada pahle se to bnega ya nhi bnega to sari process btayiye please
भाई 15 साल से यहां रहते है तो आधार कार्ड पर यहां का एड्रेस क्यों नहीं बदलवाया
डॉक्यूमेंट अपडेट करवाने होंगे। उस के बाद वीडियो में दिए स्टेप्स फॉलो करो
हो जाएगा
वीडियो देख लो आप सब समझ आ जाएगा
@@GyanBoon bhaiya Bihar ke address pr nhi ho skta h please bhaiya clear kijiye doubt
@@GyanBoon an error occurred while processing your request
Show ho rha hai bhaiya kya kre
My application has stucked and now I cannot get any OTP. And by mistake I couldn't take print. I cannot log in my id.. can I re applied application.
you can raise a complaint about this, there is a help line number on same website. or you can log a complaint through grievance option.
@@GyanBoon Thank you
Sir if house wife has no annual income how will it fill as this option is essential.
Bihar ke aadhar card se kaise banaye family id
ruclips.net/video/-K9ONVXZhRc/видео.html
Hii bhaiya reply karo
Ph m t ye nhi khulta h
जी बिल्कुल फोन में खुलता है
बस फैमिली ID website open करने के बाद
उस को Desktop view में open करना आप
Sir meri new shadi hue hai toh kya meri new family id ban sakti hai jisme meri wife ho or m rahu
Ji haa bilkul
I am newly married and still have no family id whereas My wife have family id with her family. Plz make a video how to apply my new family id and tfr my wife id in my id.i want to make a family id with me and my wife only
Sir kya single member ka family id ban skta he haryana m.
ruclips.net/video/-K9ONVXZhRc/видео.html
Delhi ki ldki h shadi ke baad family id me kese jode please btaye
Same video me Add member option per click ker ke add kare. Aap ke Family id login karne ke baad - Add member per click ker ke details fill ker do, ye to easy hai.
@@GyanBoon are guru aadhar me adress delhi ka h
Good Morning Sir 🙏
Aap ne question he incomplete likha tha pehle, koi nhi ab aap ke question per aate hai.
Kuch Points m aap ko batata hu phr bhi koi question rhe jaaye to thoda samay dejiye m is per video bana du gaa, abhi m hospitalized hu is liye sirf reply me ans ker sakta hu.
1. Family ID/PPP Haryana ke families ke liye hai. Ager aap haryana me rhte hai to bhi aap ka PPP banega aur ager aap haryana se bahar rhte hai tab aap Temporary PPP apply ker sakte hai.
2. Add member samay aap ko fill krna hota hai, Relationship with Head of family aur saath me ye bhi fill krna hota hai aap Haryana me kab se rhe rahe ho.
3. Sir maan lijiye m Haryana k Jhajjar district se hu aur mere shaadi haryana me Bhiwani district ke ladki se shaadi ho gaye to m apne wife ke aadhar card ko update karvau gaa
Taaki Aadhar ke according Voter ID update ho, ab mere wife vote daalne Bhiwani to jaayegi nhi.
Is liye aap se request hai aap ladki ka Aadhar update karvaye.
Sir ek possibility hai aap ager soch rhe hai Delhi ke aadhar per waha ke scheme ka fyda milega jase 1000rs per month to alag baat hai.
5. Aur haa Sir ager Head of Family ke wife ke naam ko add karne ke baat hai to Marriage certificate document me maangta hai.
4. Sab se phle Add member per jaa ker Aadhar verification fill ker ke dekhe? Error kya aa raha hai aap ko ?
Aap error details btaye m aap ke help karne ke koshish jarur karunga.
जब मैं अपनी फैमिली आईडी के प्रिंट पर सिग्नेचर करके अपलोड करता हूं तो बार बार एरर दिखा देता है पीडीएफ साइज 200 कब से कम कर रखी है प्लीज हेल्प करें
सर
जब आप पेज की फोटो लेंगे वो JPEG format में होती है।
आप को उस को PDF में convert करना होगा।
और इस PDF Page का साइज 200KB से अधिक नहीं होना चाहिए।
और एक बात
गूगल में लिखना JPEG to PDF आप की समस्या का समाधान हो जाएगा ✌️
Sir mereko bnwani h ye pr mere pass property id nhi hai ..or hamare pass jo property h vo ancestors ki h gaon m jiske koi papers nhi h kuch bhi ab m kya kru ?? Please reply or jis ghr m ham rhte h uski bhi nhi bn skti property id kyoki vo bht time phle lia...aisa papa ne btaya ab kya kru m any idea??? Anyone😢
@@Jaishr__eeram Family ID banana aur property id hona 2 alag baatein hai.
1. Family ID banate time kya sabhi Apne property I'd yaa Zamin ke correct information fill karte hai ?
Jawab hai nhi.
Ager asa hota to Gao me jin ke pass laakho ke zamin hai wo BPL card le ker nhi ghum rahe hote.
2. Is liye tnsn free ho ker Family ID bana lo.
Sir naya update aaya h family id m ..usme compulsory krdia property id daalna papa ki ab kya kru hamare pass koi hai hi nhi na ban skti kyoki wo dada pardada ki jameen h sari or unke kaagaz nhi hai@@GyanBoon
Sir aap meri family id bnwa do plis .. chahe advance payment lelo bht urgent hai 😢
@@Jaishr__eeram abhi to Laptop band ker deya kal check ker ke batata hu kya karna hai
Ok sirr plissss help
Please bhaiya bta do
Bhaiya pls reply fast
Ye I'd kese milega official hi
khude se bana sakte hai Family ID
bhaiya aapka phone number mil skta hai, bhut zaroori hai
Bhaiya ye process pakka shi hai na , kyuki har koi youtube pr CSC jaaane ki baat kr raha hai , dusra ye ki sign krne ke baad aur upload krne ke baad , pakka id bn jaegi. Usko use kr sakte hai kya