@@seemay7170 kisi bhi gov. hospital me chale jana Jha par disability certificate bante hai sabhi me nhi bante kuch selected hote hai Google pe search Kar Lena Jo apke near by ho usme Chale jana
Hospital se call ya date milti hai by sms ya apne AAP direct jana hota hai hospital please btaiye or jo hospital Hume select Kiya hai usi me Jana hota hai ya wo bhi information hospital ki taraf se sms dawara milti hai
Mam is video me apke pass 2 document h First udid card And second certificate To mam jo apne website me fill kti thi detail us se kon sa document bnta h udid card bnta h ya certificate Mam mujhe ye samjh nhi aya ki certificate phale banta h ya udid card
मेरा राजस्थान disability विकलांग सर्टीफिकट है,,,तो उसमे dob को कैसे सुधार करवाए,,,,,,,,,,CMHO office कई बार सुधार करवाने गया लेकिन वहा बोलते है udid card banke aayega tabhi सुधार होगा,,,,तब ही पेज open hoga
Mam thak Meri ladki 3 sal ki hai kuch moment nahii karti hai or nek hold bhi nahii kar pati baith te bhi nahii Us ka banega kaya Or pura process me kitna time lagta hai
Haan ji but Dr ki testing ke baad jab disability ka pta chalega ki kitni disability hai tabhi bnega. Bus test me hi time lagta hai uske baad to with in 10 days ban jata hai
UDID CARD KITNE DIN ME BAN JATA HAI... Kyunki mera disability certificate state government ka ban gya hai...lekin UDID KE LIYE ONLINE APPLY KIYA HUA HAI...JISKA HOSPITAL WALE KAHTE HAM NAHI BANATE NA HI PROCESS KARTE HAI....JABKI APPLICATION STATUS ME CMO SE SAMPARK KARNE KE LIYE KEH RAHA...AUR WAHAN KOI RESPONSE NHI DE RAHA...KYA KARNA CHAHIYE PLEASE SUGGEST ME
Mam kitne age se chalu hai ye card banane ka.meri beti ki lip kata hai surgery ho gaya hai lekin ooo abhi tak kuch nahi kar pati hai matlab kuch nahi baithna chalna bolna kuch samajhti vi nhi...o abhi 4 sal ki hai too abhi hoo jayega
Mam Online kese check karte hai or udid bana hai pension milne k liye kya karna padega kidhar jane k liye e use ho sakta hai na please reply me mam mujhe kuch pata nahi hai
Video dobara dekhiye mam ki kaise check karte hai maine bataya hai. Pension ke liye apko tehsil me jana pdega but usse pahle online data fill kiya jata hai wo document wale fill karte hai jo tehsil ke Bahar bhut sare hote hai. Online fill karne ke baad wo documents lekar tehsil Jana hoga wo apke documents ko verify krenge jab verify ho jata hai tab wo msg ke through bta denge unke baad pension ban jayegi
Kisi ka agar leg fracture ho usi operation ho chuki ho and unki rod lagi ho leg me uske liye ye agar apply karte hai to (disability type) kya select kare
Mam maina online apply kr diya hai udid card ke liya main uska baadh kya hospital wala call krenga checkup ke liya kya agya ka kya procedure hai pls tell me
Mam udid card other distt. Me bnwaye to uske liye aadhaar card wala address se hota hai ya phir jha reh rhe ho bha ke address se bante hai Ager hum other distt. Ke address se bnwa le to phir wo apne distt me chlega ya nhi
Ma'am mera pass Disabilities certificate permanent wala hae to mujhe Verification k liye jana padega ya nehi... Details dal dene se UDID card banjayega kiya
@@manisharohilla18 madam mera. Medical check up hua . Doctor ne bola ek mahene baad website se download karo. Mujhe yeh nahi maloom mera disability percentage kitna hai.
Online process krne ke baad , certificate aur udid card online hee BN jaata h ya kahin jaana bhee padega online apply krne ke baad....aur kitne days mein card BN jaata h
@@manisharohilla18woh registration number kitne time ke bhad milta hey ? And after getting it do we have to go visit the hospital within the week ya ek month ke bhad bhi ja sakte hey ?
Hello mam disability certificate dawnload kiye huwe 3 mahine ho lekin udid card abhi tak nahi bna kya iske liye alag se from bahrna hoga kya please reply mem
Mam mera beta 10 month ka h to me kaise bnau esse Kyoki doctor bol rahe h ki uski age kam se kam 3 year honi chahiye Mam koi solution h to btao Cerebral palsy
Hello mam ma ak disabled person ho mana app ki video dakhi or puri jankari app na acha sa bati ha mara ak question ha kya agar mara pass hospital sa handicapped disability certificate bana hua hai to kya ya udid card banana jruri ha ya nahi and muja railway ka pass, certificate banvana ha kasha bana ga app bata sakta ho .
@@manisharohilla18 mara ak question or ha kya Handicapped certificate ma date of birth change ho sakti hai kya and mara certificate ko bana 8 years ho gaya ha kya to be site sa download ho gaya ga .
Mam मेरी पीठ में कूबड़ बना हुआ है जिसके कारण में मुझे बहुत ही समस्या होती है तो क्या mam मेरा लोकोमोटर डिसेबिलिटी सर्टिफिकेट बन सकता है क्या मुझे जरूर बताएं मैं बहुत ही परेशान हूं
Khi par bhi ban jayega wha ka residence proof hona chahiye. Apke pass registration ka msg aane ke baad kabhi bhi Chale jaiyein wo apne aap bta denge ki apko Kab Kab aana hai test ke liye
Madam mee delhi me rehta hu mene online apply kar dia hai abh agge ka kya process rahega i mean doctor ke appointment online he milegi ya muge hospital jana hoga recipt leke
Bahut accha se explain kiye.. 13 min me sara explain kar diye h
very useful information thanks ....
Very useful information
Supper maim apne bilkul Satik sahi jankari di hai 🙏🙏🙏🙏🙏
Bhut acche se samjhaya
Very nice
Very nicely explained
Good job
Nice
🎉🎉🎉
mam in case of minor personal details kids ki ayegi ja fir parent ki ?
Salute mam 🙏🙏🙏🙏🌹
Mam online form submission k bad cuty hospital k ley message mail aata h ya nahi
Mam, मेरा एक thumb नही है क्या certificate बन सकता हैं।
Radhe Radhe ji 🙏
Mem fir is pension chalu ho jaaye aur kab huigi kaun sa aspataal ka naam dalna hai yahan per ja ho jaaye
Thanks 🙏
Mem,,mere dono kan ke पर्दे में छेद है,,, क्या mera UDID कार्ड बन सकता है
Mam mene application submit karke 8 dina huva hai abh next kya karna he batavona mam pls... Apka information bahuth accha hai
Apka pass registration no aaya hoga usko lekar hospital me jana hai jis hospital se apko banwana hai wha apko aage ka process bta denge
@@manisharohilla18 konsa hospital jana hai o kaise pata chalegi mam
@@seemay7170 kisi bhi gov. hospital me chale jana Jha par disability certificate bante hai sabhi me nhi bante kuch selected hote hai Google pe search Kar Lena Jo apke near by ho usme Chale jana
@@manisharohilla18 thank u mam
आप कहां से हैं क्या आपका पहले से बना हुआ है
Ma'am kitne percentage % ka bna hai disability certificate
40%
@@manisharohilla18 ma'am ak person jiski ak aankh puri tarah se kharab hai aur ak aankh thik hai toh kitne percent % ki disability certificate banega
Thank you 🙏🙏
Maam isme sari bimario ke naam nhi arahe .. jese ki mein ye down syndrome ke patient keliye bna rahi hu to wo nhi show hori pls guide me
Intellectual disability
Down Syndrome is considered as an Intellectual Disability. So choose that one. The option is available there. 🙏
अर्पिता जी,मेरी भतीजी को भी डाउन सिंड्रोम हैं। एप्लीकेशन फॉर्म में एप्लीकेंट कौन होगा? पिता या पुत्री?
Mam act 2018 wala yhi certificate h kya plz tl me
Mam ye current 2023 ki update hi share ki hai maine
Hospital se call ya date milti hai by sms ya apne AAP direct jana hota hai hospital please btaiye or jo hospital Hume select Kiya hai usi me Jana hota hai ya wo bhi information hospital ki taraf se sms dawara milti hai
Usi hospital me jana hota hai jo aapne select kiya hota hai. Wha jane ke baad Dr date dete hai Alag Alag test ki. Koi SMS ya call nhi aati
aur agar dauther ka apply kerna ho to applikant ki jagah kiska name ayga 6 yr ki dauther hai
Apki daughter ka name
Nicely presented info.. thank u
Photo and signature 4year k baby k upload krwne hote hai
Yes
Mam is video me apke pass 2 document h
First udid card
And second certificate
To mam jo apne website me fill kti thi detail us se kon sa document bnta h udid card bnta h ya certificate
Mam mujhe ye samjh nhi aya ki certificate phale banta h ya udid card
Sir certificate bna hai mera pahle but ab dono hi sath ban jate hai.
Konsa sa hospital mai jana hoga
Verification kaise hota hai?submit karne ke baad ka kya process hai please btaiye
Dr verify karte hai
@@manisharohilla18 konse doctor ke pas Jana hai ye kaise pata chalega?kya hume koi doctor allot kia jayega online?
Mam mera pass disable certificate ban gaya hai but mera udid card nahi bana tooh please help mam
Again see the video usme describe hai
@@manisharohilla18mam udid card kitne din me print hokar Ghar aa jata hai...muje correction karana hai... 😢
Hospital khudse jana parta hein ya msg ata hein
मेरा राजस्थान disability विकलांग सर्टीफिकट है,,,तो उसमे dob को कैसे सुधार करवाए,,,,,,,,,,CMHO office कई बार सुधार करवाने गया लेकिन वहा बोलते है udid card banke aayega tabhi सुधार होगा,,,,तब ही पेज open hoga
Raj m kha se ho aap
Pranam 🙏 I m 74 old lady became blind from 2005 n having sever Orthopo Orthopaedic
🙏🙏
Mam thak
Meri ladki 3 sal ki hai kuch moment nahii karti hai or nek hold bhi nahii kar pati baith te bhi nahii
Us ka banega kaya
Or pura process me kitna time lagta hai
Haan ji but Dr ki testing ke baad jab disability ka pta chalega ki kitni disability hai tabhi bnega. Bus test me hi time lagta hai uske baad to with in 10 days ban jata hai
How can I get it from PGI Chandigarh
Minimum age limit kya hai mam
UDID CARD KITNE DIN ME BAN JATA HAI...
Kyunki mera disability certificate state government ka ban gya hai...lekin UDID KE LIYE ONLINE APPLY KIYA HUA HAI...JISKA HOSPITAL WALE KAHTE HAM NAHI BANATE NA HI PROCESS KARTE HAI....JABKI APPLICATION STATUS ME CMO SE SAMPARK KARNE KE LIYE KEH RAHA...AUR WAHAN KOI RESPONSE NHI DE RAHA...KYA KARNA CHAHIYE PLEASE SUGGEST ME
Mam , online form fillup karne ke baad district Hospital me jana padega kya ma'am,Hum UP se belong karte h.
Haan ji sir
Mam kitne age se chalu hai ye card banane ka.meri beti ki lip kata hai surgery ho gaya hai lekin ooo abhi tak kuch nahi kar pati hai matlab kuch nahi baithna chalna bolna kuch samajhti vi nhi...o abhi 4 sal ki hai too abhi hoo jayega
Haan ji 1 year ke baad hi ban jata hai. Apki beti ka ban jayega aap online apply ķar lijiye
What about if we want to apply for our minor child. Photo and sign will be of kid?
Yes. Kids photo & thumb impression
Mam Online kese check karte hai or udid bana hai pension milne k liye kya karna padega kidhar jane k liye e use ho sakta hai na please reply me mam mujhe kuch pata nahi hai
Video dobara dekhiye mam ki kaise check karte hai maine bataya hai. Pension ke liye apko tehsil me jana pdega but usse pahle online data fill kiya jata hai wo document wale fill karte hai jo tehsil ke Bahar bhut sare hote hai. Online fill karne ke baad wo documents lekar tehsil Jana hoga wo apke documents ko verify krenge jab verify ho jata hai tab wo msg ke through bta denge unke baad pension ban jayegi
Tehsil kya hota h
Maam online bane receipt ko collector k pas b le jana hota ha ya direct hospital??
Madam site problems chal raha he kya abhi. registration nahi ho raha he
Site kbb thik hogi??
No idea
Kisi ka agar leg fracture ho usi operation ho chuki ho and unki rod lagi ho leg me uske liye ye agar apply karte hai to (disability type) kya select kare
Pahle Dr se check karwaye ki 40 % disability hai ya nhi fir apply kijiye & usme leg se related option honge
Meri ek sister hai 10-12 year ki pure sharir se vikalang hai soyi rahati hain aur bolti bhi nhi kya karen please bataye
Uska test kraye aap unka bhi ban jayega certificate
@@manisharohilla18 pahle UDID Card banwaye ki doctor se Test karwaye
@@manisharohilla18 leg se related koi option hi nh h maine check kiya h
मेम, मेरी भतीजी को डाउन सिंड्रोम हैं। वो 7 साल की हैं।एप्लीकेंट फॉर्म में एप्लीकेंट कौन होगा? पिता या पुत्री?
Beti
@manisharohilla18 Thanks Mem
Mam apko humko maths padhana padega❤🎉❤🎉❤🎉❤🎉❤🎉
Thanks
Mam please 🥺🥺 batao form online karane ke baad district hospital me kb jana hoga ya Koi mail aayegi please reply 😢😢
Aap 7-10 days me ek baar hospital me Jake pta kar lijiye
Mem hospital Jake kya bol na hai aur ye piravid hospital mein ho jata
Mam maina online apply kr diya hai udid card ke liya main uska baadh kya hospital wala call krenga checkup ke liya kya agya ka kya procedure hai pls tell me
Koi call nhi karta khud hi jana padta hai. 10 days baad Jakar pta kar Lena hospital me
Agar kisi ka Asli udid card agensy nahi bhejte hai to kya kare kayuki hrtc bale Asli udid card mangte hai
Agency nhi send kregi aap online download kijiye
Online banwa rakha hai but hRTC nahi maan rahi hai
Bachche ke UDID me photo or sign kiska upload kare 2 years ka bachcha hai
Bachche ka photo & thumb impression
@@manisharohilla18 ek anguthe ka Nisan ta sabhi finger ke Nisan upload karna hai
Only thumb (anguthe) ka nishan
@@manisharohilla18thanks didi
Mera ladka 2 saal ka hy Kiya uska udid bansakta. Hy kiya
बहुत बहुत धन्यवाद जी
Mam udid card other distt. Me bnwaye to uske liye aadhaar card wala address se hota hai ya phir jha reh rhe ho bha ke address se bante hai
Ager hum other distt. Ke address se bnwa le to phir wo apne distt me chlega ya nhi
Nhi ji other District ka nhi chalta
Maam apne bataya nahin ki hospital kaise choose karna hai test ke liye
Delhi aims
Bht mushkil h m six month se try kr rha hu
@@sonugarggarg6166 thanks
@@sonugarggarg6166 ok yhx
Madam mera one right pam bend with two ungliya bend hai mera certificate banega
Wo to Dr btayenge kitni % disability bnegi. 40% se jyada hogi to ban jayega
Mam mera pair fracture ho gaya tha jisme rod lagi he bilkul bhi vajan nhi utha pata. Certificate ban jayega
Wo to Dr. Btayenge. 40% disability hogi to ban jayega
what should be the applicant's name for a Minor
Only the name of the minor will come
Madam after applying disability certificate what do
After 7-10 days you should go to that hospital which is mention in form
Ma'am mera pass Disabilities certificate permanent wala hae to mujhe Verification k liye jana padega ya nehi... Details dal dene se UDID card banjayega kiya
Aap ek baar online web sight par jakr check Kar lijiye bcoz ab to dono sath hi bante hai aur downloadho jate hai. Apka kab ka bna hua hai
@@manisharohilla18 mera 18/02/2013 ka bana hua hai udid card ban jayega kya
Mam UDID card se kaya kaya faida milta hai please tell me
Bachche ka adharcard lagena kya dii plz reply
Haan ji mam
Maam mujhe chronic mental illness Ocd h maam kya mujhe disability certificate mil sakta h
Ma'am please reply kariye
Sir agar apki disability 40% tak hai to ban jayega certificate otherwise nhi
@@manisharohilla18 Thanks for replying ma'am
M b najibabad se hun
After registration test k lie koi message ya udid portal p koi update aayegi ki test k lie kb jana h ?
Test ka to jaakar hi pta karna padta hai
online अप्लाई कर दिए है 4 दिन पहले अब क्या करूं hospital kab jana hoga registration number kar aayaga
Mam पहले hospital me jaa kar disbliblity certificate banbane ke baad online udid card banba sakte hai
Certificate bnne k baad apne aap bann jayga aap ka udid Card
Haan ji download karna padta hai Aap video dekhiye usme sab bataya hai.
@@AamirKhan-cy7zs online अप्लाई कर दिए है 4 दिन पहले अब क्या करूं hospital kab jana hoga registration number kar aayaga
@@kumarhimanshu1114 bhai contact number de do
Mam mere paas purne wala certificate hai or jab main udid me upload karunga to mujhe new banwake ke lia civil hospital jana padenga ya nahi
Not confirm but shayad nhi bcoz after 18 years ka ho jane ke baad life time implement ho jata hai. Apki age kya hogi??
Hospital Jane ke baad konsa department me Jana chahiye AAP bta sakte ha
Bahen mughe paralice hua tha left side kya es bimari mai certificate ban sakra h
Aap hospital me pta kijiye
30 percent raha to nahi banate kya
No
@@manisharohilla18 madam mera. Medical check up hua . Doctor ne bola ek mahene baad website se download karo. Mujhe yeh nahi maloom mera disability percentage kitna hai.
Online process krne ke baad , certificate aur udid card online hee BN jaata h ya kahin jaana bhee padega online apply krne ke baad....aur kitne days mein card BN jaata h
Kuchh pta chala aapko ki online hone k baad kya hota hai jiska purana hai
Sir hospital me jana padta hai wha dr kuch test karwate hai jisse disability % pta chalti hai test hone ke with in 10 days ban jata hai
@@manisharohilla18woh registration number kitne time ke bhad milta hey ? And after getting it do we have to go visit the hospital within the week ya ek month ke bhad bhi ja sakte hey ?
Hospital ma kya kya document lagta hai
Hospital me koi document nhi lagta. Registration karte time lagta hai Jo Registration me lagta hai wo hi le jana hospital me alag se Kuch bhi nhi
@@manisharohilla18 adhar card
Or disability certificate
@@manisharohilla18 time kitna lagata hai hospital me please tell me
Wo to Dr pe depend karta hai ki Kab tak apke test karke disability btayenge.
Hello Ma'am, my child have down syndrome. While online applying I am facing difficulties to find the category. Please guide.
Mera beta bhi down syndrome hai mam.
Multiple ya other wala option hoga
Kaun sa disability select kie the aaplog?
No. 7 wala kya?
@@manisharohilla18 mam Mera beta 10 month ka h kya uska ban jayega mam
?????
@@Armanabbasi29 abhi nhi 1 year ke baad banta hai
Mam government hospital me hi jana hoga ka kisi private dispensary or hospital me bhi ja sakte hai?
Only Government Hospital
Apne district hospital me jana hoga ya kishi bhi district hospital me jaa sakte hai
Please reply mam i am very confused
District hospital bhaiya
Chapcr kot mach hot nahi
Mem apke bache kitne sal ke the tab bna tha
5 year ka tha us time
5 years kaise bacha hai uska kaise bnega
Mamm maine 9 july ko form apply kiye hai
Ab kaise kiya karna hoga pls mamm help me
Aap 10 days ke baad hospital me jana aur registration no Jo hoga apke pass wo dikha kar pta kijiyega
@@manisharohilla18 massage bhi aate hai kya mamm
Hello mam disability certificate dawnload kiye huwe 3 mahine ho lekin udid card abhi tak nahi bna kya iske liye alag se from bahrna hoga kya please reply mem
Jha se certificate download Kiya Hai uske niche hi udid card k options hota hai pls check
@@manisharohilla18 ok mem
Mam mera beta 10 month ka h to me kaise bnau esse
Kyoki doctor bol rahe h ki uski age kam se kam 3 year honi chahiye
Mam koi solution h to btao
Cerebral palsy
Koi nhi ji thoda wait Kar lijiye I think one year ke baad ban jata hai
Mera 2016 ke bad nhi bna he to kya ab ban sakta he
Haan ji bilkul
Thank you dear
Mujhe ek bat or puchna thi ki mera pahle ka certificate HH ka he or ab mujhe Cp ka bnwana he to kya bn jayega
Dr hi bta payenge ek baar Chale Jaye hospital me
Ok
Hello mam ma ak disabled person ho mana app ki video dakhi or puri jankari app na acha sa bati ha mara ak question ha kya agar mara pass hospital sa handicapped disability certificate bana hua hai to kya ya udid card banana jruri ha ya nahi and muja railway ka pass, certificate banvana ha kasha bana ga app bata sakta ho .
Certificate bna hua hai to udid card download ho jayega online mil jayega sight Par jakar dekhiye..
@@manisharohilla18 mara ak question or ha kya Handicapped certificate ma date of birth change ho sakti hai kya and mara certificate ko bana 8 years ho gaya ha kya to be site sa download ho gaya ga .
Kuch bhi change karne ke liye dobara bnega certificate.
Mam मेरी पीठ में कूबड़ बना हुआ है जिसके कारण में मुझे बहुत ही समस्या होती है तो क्या mam मेरा लोकोमोटर डिसेबिलिटी सर्टिफिकेट बन सकता है क्या मुझे जरूर बताएं मैं बहुत ही परेशान हूं
Sir ek baar Dr se jarur consult kijiye wo apko check karke confirm Kar dega
मेरा बेटा 28साल का मतिमंद है कहा पर टेस्ट करना है.
पुणे में क्या है
Sir hospital me test hoga. Apne near by hospital search kijiye Jha par certificate banta hai
Konse hospital jana hai??
Jo aapne form fill karne ke time hospital choose kiya tha usi me jana hai
Mam mere beta autism hai uska udid card banaya ek mhina hogaya disability cirtificate bhi banana padega kya
Online check kijiye mam. Dono sath hi ban jate hai ab
Hospital kitne din m Jana hota hai Apne he district m ya fir dusare district m bn Sakta h?
Khi par bhi ban jayega wha ka residence proof hona chahiye. Apke pass registration ka msg aane ke baad kabhi bhi Chale jaiyein wo apne aap bta denge ki apko Kab Kab aana hai test ke liye
Madam mee delhi me rehta hu mene online apply kar dia hai abh agge ka kya process rahega i mean doctor ke appointment online he milegi ya muge hospital jana hoga recipt leke
Sir jana pdega khud hi hospital me ek baar
Apne apne bete ka certificate delhi se he banwaya hai
Haan ji
Mera to 2019 November me bn gya tha mam
Ap kha se ho ji
Achchi baat hai ji. Delhi se hi hu
@@manisharohilla18 Delhi me aap kha se ho ji
Kya hme apka contact nbr mil skta h
@@manisharohilla18 plz reply kijiye
Mam apne konse hospitals se banwaya pls hospital name
Loknayak hospital me
Ye aap kaun si city k bare mein bata rahe ho... Humne private doctor se report banwayi hai.. To kya wo valid hogi..
Delhi City.
Private hospital ki valid nhi hoti
Mam mere pass Mera handicapped certificate hai lekin kya muje udid card ki jarurat padegi
Haan ji
2 Years k child ka ban sakta hai ya nahi bataye please
Haan ji
Govt hospital me jana padta h
6 month phala handicapped bana madam ji tamporary bana tha 2028 tak valid haa muje parment karwnana ha to kya abhi renew ho saktha haa
Abhi age minor ki hogi isiliye nhi bna hai permanent
Sar Mera UT card Nahin Aaya kam se kam 3 Sal Ho Gaye
Online download karna padta hai
How can I get my my disability certificate from PGI Chandigarh please😅
Test hone ke baad online hi mil jayega download Kar Lena aap
Center ka certificate kesy bnega pl reply
@@echchhapanwar8941 process video me bataya to hai ji
Bera test ka kuch charge bhi laga tha kya apka?
No sir
Mam verification kaise hota hai
Hospital me test hote hai