Dosto is coment ko abh 1 sall badh update krr rha hu abhi feedh ke price jadha hogae haa so ye price abhi macth nhi kre ge so kuch galat likhne se pehle search krr le apni
Sach me bhai apke jese bhai jabh video pe coment karte ha na to mujhe vi motivation milta haa ki maa aur jankari do chenel pe lekin time nhi nikal pa rha hu chenel ke liye maa ek project pe kam kar rha hu aagar vo chal gya to theek nhi to ma dobara apne chenel pe update dena start krduga thanks mujhe motivate karne ke liye
No one will dislike your video - only a person with jealousy will ever do that . So far I can see 246 people who disliked this video will never be successful in their lives. God bless you .
thanks a lot bro , aap jis trh se reply kr rhe ho sbke us se mujhe bahut saare ans ka jabab toh ml gya . please aap vid bna na continue kre , or aap fr easily viewers ans follower gain kr paayenge . aap jese logo ki hme skht jaururt h . once again thanks a lot brother may god bless you . abhi time h toh shyed m apse eggs k liye contact kru hmare yinha egg 1single pices hi 10 rs ka kmil ra h markt m
Bhai aapne kaafi information share ki hai, thanks for it, current situation kya hai... kitne live birds hai, kitne time hua abhi layer ko aur egg ki kya cost pad rahi hai
Bhai dekho curent situation to bahut achi ha lekin future me laghta ha firse problems aee gi jha tak laghta ha baki bhai poultry business abh pridict krna bahut mushkil haa
@@ssssmmssss bhai dekho chae app 100 bird se start kro ya 1000 se ya 10,000 se profit sabh me hoga aur agar loss hona hoga to vo bhi same hoga ye batt ha jitna jada bird utna jada profit or loss baki profitable business bnana ho to mere hisabh se app 3000 bird ya 5000 bird se start kre agar apka budget bahut kamm ha kyu ki layer ka business me investment bahut jada hita ha shuruat me as compare to broiler baki bahi loan lekrr ye business ajh ke time khabhi matt start krna kyu ki is business ka future pta nhi kya hone wala ha kyu ki pechle time pe egg production bahut jada hogya tha cronavirus aea to logo ne jindha bird dafan krdie bahut bhadhe pehmane pe so ane wala time me firse production high ho jaegi aur egg price down ye mera maan na ha kyu ki jinho ne new shedh bnae ha vo bandh to krree ge nhi ao app apna soch samjh ke invest kijie ga
Water chrnel lgane ka faeda garmio me bahut jada ha garmio me flashing ki jroorat nhi padhti aur dusra faeda bychance niple system agar fail hoo jae to water chnel use kiya jaa skta haa
Training to bhai farmer agar dena chahe to hi posible ha nhi to app apne jila ke kvk centre chle jae krishi vigyan kendar vaha app khuch hadh tak training mill jaee gii proper training to nhi dege vo logh kyu ki apko bhi pta ha sarkari daftro ka hall so vaha se apko thoda bahut help ho jae ga
Bhai total kharcha mene already mention kiya ha video me a to z sabh information diya ha medicine,feedh cost,shedh cost every thingh in detail plz video poora dekh le agar video pura nhi dekha to🙏 agar phir bhi samjh na ae to reply kre apko answer duga🙏
Ye video ka continue kro iske aa gye profit ki loss explain kro.ek din me kitne egg nikalte h fir vo kitne me sell hote h dealer ko aur fir kitna profit h monthly.bht se log core ka profit batate h ap exact profit explain kro aur marketing kaise kre pehle dealer se baat krk rakhe start krne k pehle ki aise he chalu kr de need more information
Appne bahut ache point pakdhe ha haa bhai bano ga vo video bhi lekin apko wait krna padhega kyu ki layer ka bacth 2 sall ke kribh ka hota ha jubh mera ye bacth khatam hoga tubh profit hua ya loss sabh ke bare me jankari duga abhi birdh 17 month ka haa
Bhai mera ek poultry farm hai 4000capacity ka mein plan kar raha tha ki isse egg farm mein convert karun in poultry facing a lot of loss will this be beneficial??
Bhai app krne ko kr skte ho lekin agar apka us farm me viral ki problem rehti thi to bhull kr bhi ye galti matt kinie ga haa agar use convert krna ha to us farm ko ache tarike se disinfectant kr lijie ga ya usme agh lgha dijie ga taki koi bhi virus ka namo nishan na reh jaee
Bhai usko aNoc bolte haa uska faedha ye haa agar app farm bna rhe ho to koi bhich me tangh nhi adha sakta ki isme badbhu haa hum ye farm nhi bane deghe ye faedha haa noc kaa
sir app ne video me kha ki Concentrate me 878030 kharch ho ye aur app ne ye bhi btaya ki ye 90 se 162 din ka kharch hi lekin uske baad fir app ne 272 din ka bhi kharc 878030 itna hi btaya confurm bta dijiye ki ye kharch 90 se 162 din ka hi ya 90 se 272 din ka hi please confirm btaye
Bhai dekho total cost 1650000 ke kribh aea tha is me tabh tak ka cost add kiya ha jubh tak bird apna cost nikalna start nhi krta matlubh around 162 day ke ass pass aur kai barr yee aur bhi jadha ho jata ha agar bird ka production jaldh poora na ho hmara to normal' production ki krah poora ho gya tha
Profit dekhne ke liya bahut si chejhe dekhni padhti haa bhai appka farm konse area me haa feedh price kya padh rha haa avg profit ki batt ki jae to minimum 50,000rs 1000 bird avg 1 sall kaa deta haa agar sabh kuch sahi rhe
Vo murgi is lie bahar ghumti ha kyu ki usme koi problem aea tha to usko cage se baher nikal dia jata ha age uska kismat 100 me se 80% chance hota ha ki vo bach jati ha khas krr jubh heating stoke hota ha tubh
Ye layer bird ha isme bus us time tak pessa calculate kiya jata ha jitni deer tak bird apna cost nikalna shuru nhi krr deta. Aur agar hum 1000 bird ka hi feed cost 10 month ka calculate kre ge to 780000 ke kribh aee ga aur egg me ane tak ka cost takribun 250000 se 3lakh ke bich aee ga
3200 bird hen cage pe cost estimate 110se120rs per bird cost manke chalo to 120 * 3200 = 384000.all include feeder, niple, water chenel Ye to fixed cost ha isko kam jada apke upper depebd krta ha ki cage ki quality kesi lagani ha apko Aur baki batt rhi shedh ke cost ki to bhai uska estimaye lgana thoda mushkill haa ki app shedh majboot banwana chahte ho ya time pass mota mota maan ke chlo 4 se 5 lakh shedh cost total hua 8 se 10lakh me shedh aur cage mota mota estimate manlo ho skta ha isse kam bhi ho sakta ha lekin jada nhi
Solution ha larwa wali medicine use kroo ye apke farm me nhi har farm ki khani ha bus solutions bahut sare ha market me bahut si medicine ha app apne kisi najdiki doctor se contact kre vo apko ye provide krwa dega
Agar makhiyan ziada hein to charbi upr latka to is sy makhiyan sub us charbi par chipk jyengi or ziada charbi kha kr makhiyan mar jati hein .. or un makhiyon ko apki murgiyann khaa skti hein feed save hogi is sy apki ...
Abhi bhai thoda behter ha bhai loss lagta ha phir bhi hoga kyu ki murgi ka age bhi khatam hone wala ha but ajh ke time thodo sahi ha lekin purane loss mushkill ha cover hoo pae
Punjabh se hu maa aur rate daily uper niche hota rehta ha philhal ajh ka rate abhi aea nhi kal ka rate 425 ka 100 egg ye rate tha whole sale ke liye vese 150,160,170 jitne ka jo bech skta ha vo bech rha haa
Bhai mei Hyderabad se 200 kilometers dur ka gau se hu Mere paas 10 acars land hei pani k saath mei 10000 layers ka farm banana chahtha hu iska kuch loan milega zameen rak k aur 10000 layers ka shed banane keliye kithna karcha aayega isme kithna loan milsaktha hei bhai thoda bathadena 🙏🙏
Bhai hath matt jodie plzz bhai dekho shayad apko bura lge layer farming me abh pehle jesa profit nhi rha abh to loan pe jo farm dale ga vo badh me pachtae ga bhai. Dekho thoda krlo agar krna hi ha to humse poche abhi murgio ko dana khilane tak ke pessa nhi bacho bhai is dhandhe se jitna door reh sko utna apke lie acha ha baki agar app phir bhi krna chahte ha to bolie maa apki kya madad krr sakta huu
5000 bird infrastructure cost include cage, side wire all cover in 17 to 18 lakh and total cost like feedh cost include then total cost come 34to35lakhs and breedh is skylark which average production is 85
@@LAYERFARMING veerji. Jd ek vaar production start ho jandi tan countineous chldi aa?? Bird kitne month tk egg Dena rehnda ?? & At the present egg rate ki chlda??
@@sukhchainsinghbhullar5017 bird continue egg dindha veer jadho production start hoje ha eda ha jidha 5000 birdh di average production 85% de kribh rehndhi ha poore sall di te birdh 114 di to 120 din te egg dena start krdha te continue 16,17 month egg dindha usto badh jj management changha rhe te mosaam vadhia rahe taa
@@sukhchainsinghbhullar5017 veer dekh eh ta market cho jo price chal ria hou us hisabh nall hi vikda per kg is time pehli warr murgi da rate 70rs per kg aea nahi ta highest 40rs hundha si baki appo apni kismat
Bhai ye to app ke upper dependh krta ha aur appke area ke upper ki kya cost me apko raw material mill skta ha aur app building kis type ka bnana chahte ho
Bhai total age me bird ki avg ha 18 se 22 month ki age tak bird 75 se 80% tak egg deti ha abhi hmare bird ki age 15 month ha abhi bhi humara 8 se 9 lakh cover hona baki ha matlubh 4 month me cover hona mushkill lgh rha ha
Are yrr app logh samajhte kyu nhi maa farmer hu koi dealer nhi bhai app mera layer farm ha mene ye video is liye bnaea tha taki logho ko idea lagh ske ki layer farm me cost kitna ata ha so bhai agar apko chiks chahie to venky,ya skylark company se contact kre net per asany se mill jae gaa 🙏🙏
POULTRY FARMING mein ap se pooch rha hu k kia broiler per bhi 2.5 lac lgti hai 40 days mein agr 5500 choza ho ? ap ne bataya na k apk chicks per 40 days tk starter feed use hoi thi aur is per 2.5 lac kharcha aya 49 days ka .
POULTRY FARMING sab log bolty hain k broiler ki feed sara profit ly jati hai 10,000 choza 10 days k 100 bag kha jata hai . ek bag 3000 tk hai ya phr shahid 100/200 us se bhi uper.. tau kuch hazar k liye itni tension kyu paalay insaan
@@kennethbenjamin623 aur ek batt bhai broiler ka weight 40din me 2kg tak hoo jata ha aurlayer chiks ka wieght iska adha bhi nhi hota aur bhai sory mujhe broiler ke bare me itna knowledge nhi haa apko jhuthi tasali nhi duga baki farming koi bhi ho sabh ajh ki tarik me sirdardh bane hue haa
My suggestion loan na lekrr apna pessa ho to hi isme aoo nhi to matt ao baki bahi loan ke lie app kisi bhi bank me chle jae apni property ke papers le jao vohi apko bta dege ki poultry pe loan dena ha ya nhi
@@assamschoolmate profit wala calculation to tabh bataege na jubh profit hoga bhai filhall to loss khate me loss hi haa jroori mhi ki profit hi hoga isme loss bhi hone ke chance hote ha jese ki abh hora ha
@@assamschoolmate Bhai profit too high hai magar risk or mahnat bhi karni padti hai kyonki main khud ek farmer ho mane lock down ke samay 5 lacks ka nuksaan hua hai lakin ab time hai profit lene ka kyonki hamare yahan par,80 percent farm band ho gayi hai anda aj 4.50 RS ka ho gaya hai, isliye main chahta hu koi bhi Bhai video dekhkar yeah Kam Na kare
Sir aapse 2 sawal aor h plz reply🙏. (1)क्या इन मुर्गियों को खुले मे पाल कर अंडे ले सकते हैं (2) क्या जब हम चूजे खरीदते हैं तो उसमे नर और मादा दोनों मिलते हैं. Please reply sir 🙏
Company ke contact no internet pe asani se mill jati haa jese skylark aur venky ye 2 company main ha jo all india me supply deti haa app internet pe search kree apne area ka dealer ka number asani se mill jae gaa
Bhai traning apke near jila ke yani diatic me kvk centre jae krishi vigyan kendrr garmio ke sesion me training dete ha 50 rs training fees ha 9 din ka lekin bhai vo time pass hi haa jada umeedh matt rakhna unhse
Bhai apni apni choice ha apko kya pasandh ha 1 month me profit or loss ya 2 sall me profit or loss layer 2 sall ke liye aur broiler 30 se 35 day la game chose alp ko krna ha
Hindhi urdu same hi haa agar app ye likh skte ho to app ko samjh bhi asani se laghni chahie bhaijaan vese bta du mera india ke hisabh se cost aea tha 40lakh ke kribh 2 sall pehle abhi bhadh gya hoga app apni currency me convert kr lijie ga
Dosto is coment ko abh 1 sall badh update krr rha hu abhi feedh ke price jadha hogae haa so ye price abhi macth nhi kre ge so kuch galat likhne se pehle search krr le apni
Layer Farming मतलब लास्ट के चौबीस दिन में छः लाख का फ़ीड लगा था
@@ayan9574 bhai 114 din ke badh ki daily feedh ka cost 14000 se 14500 ke kribh araa tha isse app andaja lgaa loo
Sir ji 272 din baad 8 lakh ka return aaya bole aapne,,wo 8 lakh profit h ya 17 lakh mese 8 lakh vasool huye h?
Explain kijiye sir ji please
Your place and phone number please
y
This channel have lots of details. I don’t understand your language but i get what I need to know. Thanks a lot.
Ur wlcm if u don't subscribe my chenel then subscribe it if u like my video
Hii
Its clear that, the layer farm will be benefited by around 11lacs, only when owner sells birds after 21 months of use.
Yaa right if every thing well then 11 lak profit
Sir aap sachchi jankari dete
Now I'm your subscriber n big fan sir ji
Ur most welcome brother
Apke truth based videos bahut motivate karti hai
Sach me bhai apke jese bhai jabh video pe coment karte ha na to mujhe vi motivation milta haa ki maa aur jankari do chenel pe lekin time nhi nikal pa rha hu chenel ke liye maa ek project pe kam kar rha hu aagar vo chal gya to theek nhi to ma dobara apne chenel pe update dena start krduga thanks mujhe motivate karne ke liye
No one will dislike your video - only a person with jealousy will ever do that . So far I can see 246 people who disliked this video will never be successful in their lives. God bless you .
Thx brother for ur support
thanks a lot bro , aap jis trh se reply kr rhe ho sbke us se mujhe bahut saare ans ka jabab toh ml gya . please aap vid bna na continue kre , or aap fr easily viewers ans follower gain kr paayenge . aap jese logo ki hme skht jaururt h . once again thanks a lot brother may god bless you . abhi time h toh shyed m apse eggs k liye contact kru hmare yinha egg 1single pices hi 10 rs ka kmil ra h markt m
Ur wlcm app kha se haa
I am ur new subscribers from Nagaland Northeast India....
Thx bro to join my chenel
Bro.... Can u please tell me.. How many months can a Koiler chicks will become mature to lay eggs... Please
Bro i m near about 5 to 6 month i think i m not shure bro coz i cant do any other farming like croiler or broiler i do only layer farming
Bhai aapne kaafi information share ki hai, thanks for it, current situation kya hai... kitne live birds hai, kitne time hua abhi layer ko aur egg ki kya cost pad rahi hai
Bhai dekho curent situation to bahut achi ha lekin future me laghta ha firse problems aee gi jha tak laghta ha baki bhai poultry business abh pridict krna bahut mushkil haa
Thanks bhai...apke experience se ye business profitable hai ya nahi...aur agar profitable banana ho toh kitne birds rehne chaiye
@@ssssmmssss bhai dekho chae app 100 bird se start kro ya 1000 se ya 10,000 se profit sabh me hoga aur agar loss hona hoga to vo bhi same hoga ye batt ha jitna jada bird utna jada profit or loss baki profitable business bnana ho to mere hisabh se app 3000 bird ya 5000 bird se start kre agar apka budget bahut kamm ha kyu ki layer ka business me investment bahut jada hita ha shuruat me as compare to broiler baki bahi loan lekrr ye business ajh ke time khabhi matt start krna kyu ki is business ka future pta nhi kya hone wala ha kyu ki pechle time pe egg production bahut jada hogya tha cronavirus aea to logo ne jindha bird dafan krdie bahut bhadhe pehmane pe so ane wala time me firse production high ho jaegi aur egg price down ye mera maan na ha kyu ki jinho ne new shedh bnae ha vo bandh to krree ge nhi ao app apna soch samjh ke invest kijie ga
Pleaae ye botaye ki isme lav/profit kita hote he
App soch bhi nhi sakte utna loss bhi apki soch se pare ha aur profit bhi
Nice video 👍👍👍
Water channel लगाने से फायदा h kya
Water chrnel lgane ka faeda garmio me bahut jada ha garmio me flashing ki jroorat nhi padhti aur dusra faeda bychance niple system agar fail hoo jae to water chnel use kiya jaa skta haa
Feed rate ke bare me v thoda bataiye
Kya puchna ha bhai apko
2000 hajar .leyar from banane mekitana kharch aata ha are jamin kitana Lagta hai
Bhai kya hum readymade layer chick purchase kar sakte hai jo egg dene ke liye ready ho
Yes advance me booking krwana padhta ha aur advance me payment dena hota ha
Bhai madhaya Pradesh Mai kis jagha training le skte hai ..? Poultry farm Mai jkr
Training to bhai farmer agar dena chahe to hi posible ha nhi to app apne jila ke kvk centre chle jae krishi vigyan kendar vaha app khuch hadh tak training mill jaee gii proper training to nhi dege vo logh kyu ki apko bhi pta ha sarkari daftro ka hall so vaha se apko thoda bahut help ho jae ga
Bhai li kya apne training plz mujhe bhi btaye
Bro can I ask you something?
I gave u my contact number u cant contact me
Bhai. shel .pinjara.anaj.feed.marbl. medicine.total khrcha kya honga 5000ng par please reply Bhai
Bhai total kharcha mene already mention kiya ha video me a to z sabh information diya ha medicine,feedh cost,shedh cost every thingh in detail plz video poora dekh le agar video pura nhi dekha to🙏 agar phir bhi samjh na ae to reply kre apko answer duga🙏
@@LAYERFARMING 👌thanks Bhai👍👍
Poultry farming band kardeye ho kya sir???
Nhi bhai poultry farming chal rhi ha lekin mera chota bhai dekh rha ha usko maa koi aur kam kar rha huu video dalne ka time hi nhi milta yaar kya kre
@@LAYERFARMING abhi ka kya satuation hai sir... Please video daliye
Kya hum rent pe shed leke business kar sakte hai? Profit hoga ya nai? Pls reply do
Hanji bhai app le sakte haa bahut mill jate ha shed rent pe
@@LAYERFARMING profit hoga ya nahi bro☺️
Brother maie west bengal se hue ...maie farm karna chata hue...Abhi feed ka cost kitna parega...50 kg ka ...?
Pta nhi bhai apke area me kya cost hogha
Hmare yaha concentrate 35% ka 1700 ka 50 kg bagh ha
Oooo....
Bhai, egg production start hone se pehle tak aapka total cost kitna laga?
Bhai ek bird ko palne ka kharcha egg ane se pehle 250 se 300 rs kharch aa jata haa
इंसानों की भी फार्मिंग होगी
भविष्य में
Bhai kehna kya chahte ho app insano ki farming 🤔🤔
@@LAYERFARMING जैसे हम इनकी फार्मिंग करके कब्जा किया ही ऐ से ही रोबट हम पर कब्जा करेगे और इंसानों की फार्मिग करेगा
@@Garudgaming790 ohh hmm sahi kha ai havi ho jaegi ek din insano prr sahi kha appne vo to dikh hi rha haa haa
अंडे देने तक कितना ख़र्च आया था ११४ दिन में अंडे मिलना शुरू हो गए थे ना एक सौ चौदह दिन की फ़ीड कास्ट कितनी हुयी ?
Bhai Rs1081934 ke kribh agya tha cost proximately
Ye video ka continue kro iske aa gye profit ki loss explain kro.ek din me kitne egg nikalte h fir vo kitne me sell hote h dealer ko aur fir kitna profit h monthly.bht se log core ka profit batate h ap exact profit explain kro aur marketing kaise kre pehle dealer se baat krk rakhe start krne k pehle ki aise he chalu kr de need more information
Appne bahut ache point pakdhe ha haa bhai bano ga vo video bhi lekin apko wait krna padhega kyu ki layer ka bacth 2 sall ke kribh ka hota ha jubh mera ye bacth khatam hoga tubh profit hua ya loss sabh ke bare me jankari duga abhi birdh 17 month ka haa
Bro Kia baghair Murgay Ke khud hi Anda dena shuru Kr deti hain?
Yes bro only feedh formula needed
सर एक नया पोल्ट्री फार्म खोलने के लिए कितने सब्जेक्ट से करना चाहिए
Subject means kitna capacity
Bhai mera ek poultry farm hai 4000capacity ka mein plan kar raha tha ki isse egg farm mein convert karun in poultry facing a lot of loss will this be beneficial??
Bhai app krne ko kr skte ho lekin agar apka us farm me viral ki problem rehti thi to bhull kr bhi ye galti matt kinie ga haa agar use convert krna ha to us farm ko ache tarike se disinfectant kr lijie ga ya usme agh lgha dijie ga taki koi bhi virus ka namo nishan na reh jaee
Bhai ji
Pure ek shed me kitni murgiya aa jati he
Please bataiye 🙏❤️❤️👍
Total 5300 bird ka capacity haa
Bro where I get layer hens
From layer company
Kitna days tak ek hen production krta rehta hai
Depend on your management and feed quality and normal venky bird near about 65 week continuously egg deta rehta ha
बहुत ही अच्छा जानकारी दी गई है आप के द्वारा।
धन्यवेद 🙏
@@LAYERFARMING sir number dijiy apna
@@SaadKhan-ku1mg 7986590083 whatsapp only
Any training ois necessary
Bhai anda farm ke liye licence Lena padta h kya???
Bhai usko aNoc bolte haa uska faedha ye haa agar app farm bna rhe ho to koi bhich me tangh nhi adha sakta ki isme badbhu haa hum ye farm nhi bane deghe ye faedha haa noc kaa
Nice bro
Thx
sir app ne video me kha ki Concentrate me 878030 kharch ho ye aur app ne ye bhi btaya ki ye 90 se 162 din ka kharch hi lekin uske baad fir app ne 272 din ka bhi kharc 878030 itna hi btaya confurm bta dijiye ki ye kharch 90 se 162 din ka hi ya 90 se 272 din ka hi please confirm btaye
Bhai dekho total cost 1650000 ke kribh aea tha is me tabh tak ka cost add kiya ha jubh tak bird apna cost nikalna start nhi krta matlubh around 162 day ke ass pass aur kai barr yee aur bhi jadha ho jata ha agar bird ka production jaldh poora na ho hmara to normal' production ki krah poora ho gya tha
Thanks Bro
Kiss batt ka thx bhai🤔
Sir ab kaisa hai ye business,ye sahi time hoga kya start karne k liye???
Bhai sahi ha lekin age future me kya hoga uska koi ata pta nhi at present acha ha
Chicks lene se achhe Pullet le lo. Mortality ka risk nahi aur investment same. Dusra benefit, time bhi bach jata hai..
Ye apki galat fami ha bhai
Bhai to ek baat batao 2 lakh birds se production lene pe per day kitna profit bachega
Aur total profit kya hoga plss batao
Profit dekhne ke liya bahut si chejhe dekhni padhti haa bhai appka farm konse area me haa feedh price kya padh rha haa avg profit ki batt ki jae to minimum 50,000rs 1000 bird avg 1 sall kaa deta haa agar sabh kuch sahi rhe
Kitne area me bana hua hai??
100×48
5000 ke liye poultry form mein Kitna investment hota hai
Near about 30 to 35 lakh around land is not included
Bhai mujhe 1000 brids Ka kitana kharcha aayega
Please reply brother 🙏🙏🙏
Depend kre ga app cage system me palo ge ya deep liter me bird egg dene tak 250 se 300 ka cost per bird ha hi estimate krlijie ga
Layer
Thx bhai coment krne ke lie
Very good sir
Bro earning kitni hoti h bacha tyar hone ke baad
@@ashujaglan4122 bahia agar sabh kuch sahi rhe to bhai profit sahi hoo jata haaa
Sir mai har video me dekhata hun ki kuch murgi cage ke baher ghumti h par kyun plz reply🙏
Vo murgi is lie bahar ghumti ha kyu ki usme koi problem aea tha to usko cage se baher nikal dia jata ha age uska kismat 100 me se 80% chance hota ha ki vo bach jati ha khas krr jubh heating stoke hota ha tubh
@@LAYERFARMING acha sir. And thanks for reply🙏 ☺
Training kaha se mil sakti hai?
App apne jila ke kvk center jae krishi vigyan kendr vaha apko training de de ge ya kisi pass ke layer farm me visit krr
Face one and face two feed own bana nahi sakta hi kya
Khudh bna skte ha
Good info brother
Bhaisab 1000 chiks day 1 se anda dene tk kitna feed ka paisa lagega or baki 10 month me kitna paisa ka feed kata he plzzz ye batayega jorur thank you
Bhai sory apka coment 11 month pehle ka ha aur ajh app ko reply krr rha hu so uske liye sory
Ye layer bird ha isme bus us time tak pessa calculate kiya jata ha jitni deer tak bird apna cost nikalna shuru nhi krr deta. Aur agar hum 1000 bird ka hi feed cost 10 month ka calculate kre ge to 780000 ke kribh aee ga aur egg me ane tak ka cost takribun 250000 se 3lakh ke bich aee ga
Sir ye to purana video hai abhi ka... Profit ratio batao videos bana kar ... Y
Bhai mere pass video padha hua tha sabh tyare tha lekin waqt nhi mil paa rha
3200 hen ko layer poltry form banwane ke liya kitna kharcha hai sab.batay
3200 bird hen cage pe cost estimate 110se120rs per bird cost manke chalo to 120 * 3200 = 384000.all include feeder, niple, water chenel
Ye to fixed cost ha isko kam jada apke upper depebd krta ha ki cage ki quality kesi lagani ha apko
Aur baki batt rhi shedh ke cost ki to bhai uska estimaye lgana thoda mushkill haa ki app shedh majboot banwana chahte ho ya time pass mota mota maan ke chlo 4 se 5 lakh shedh cost total hua 8 se 10lakh me shedh aur cage mota mota estimate manlo ho skta ha isse kam bhi ho sakta ha lekin jada nhi
Bhai ye maaapko estimate bta rha hu paka ye cost aee gi ye maa nhi keh sktaa
Feed ke total kitne beg lge the bhai
Bhai mene count nhi kiya bus cost count kii thi jo video me bta di
Bhai 2020 bhot khrab h poultry farmer k liye agle sal hi profit ki umeed h yrr
Nahi bhai 2019 se hi bahut loss hora ha crona ne to jale parr namak chidhakne kaa kaam kia ha
Bai ji asi vi kam shuru karn lage a
Ok g jroor
Verr ji phone number mil sakda ji
@@jaswinderpal1511 7986590083 whatsapp only vese appg da area kedha
Or ketna kamaya in paisu se ye bhe bolo na 🤔🤔🤔
1 bhi pessa nhi kmaea
Good information
Egg ka production hone ke baad Egg kaha sell karna padta hai
Kya company egg leti hai
Egg sell karne ka procedure bataye please
Nadi main bisarjit karna parta hain
@@spc3526 Abe Tu hai koun
@@shivaayoberoi8708 lawda lassun bla bla bla insaaan 🥺
It means this farm is on no profit no loss.. great
Ur rght
Att present all farmer in loss coz in previous year feedh price increased 30 to 40% so on that time egg price is RS 2.30 SO ESTIMATE UR SELF
@@LAYERFARMING
Agar aap feed khud banaaye feed waali machine laakar toh feed ka cost kam rahega and profit bhi banega.
Aap aisa kyun nahi kar rahe? Kya isme koi difficulty hai?
Sir namskar, mere farm per makkhi ki jyada problem h koi solution batao sir
Solution ha larwa wali medicine use kroo ye apke farm me nhi har farm ki khani ha bus solutions bahut sare ha market me bahut si medicine ha app apne kisi najdiki doctor se contact kre vo apko ye provide krwa dega
Agar makhiyan ziada hein to charbi upr latka to is sy makhiyan sub us charbi par chipk jyengi or ziada charbi kha kr makhiyan mar jati hein .. or un makhiyon ko apki murgiyann khaa skti hein feed save hogi is sy apki ...
1000 poultry farm lagane ke liye kitna paise karch hoga anda dene thak
Alagh se video bnao ga agar time mila to
Bhai profit kitne ka hua hai??? Comments padh ke pata Chala apka loss ho raha tha, abhi status kya hai???? Please reply Krna ....
Abhi bhai thoda behter ha bhai loss lagta ha phir bhi hoga kyu ki murgi ka age bhi khatam hone wala ha but ajh ke time thodo sahi ha lekin purane loss mushkill ha cover hoo pae
@@LAYERFARMING Bhai Avi egg ka rate Kiya mil Raha hay apko???
@@RahulMandal-cb2hr ajh ka rate humko 3.72 mila ha ek egg ka
Aur is time pe pechle sall egg rate tha 2.40
Profit kitna mila is mae?
2.5 lakh mila thaa ye crona ke time wala bacth haa
Esme aap n yeh nahi bataya h k yeh cost aap ko kitne weak m aa e h aur aap ko incom kitni hu h
Bhai agar income aee gi to hi btae ge na
@@LAYERFARMING thanks sir
@@IrfanKhan-ob3ly ur wlcm bhai
Sir app kahase ho, egg rate keya hai?
Punjabh se hu maa aur rate daily uper niche hota rehta ha philhal ajh ka rate abhi aea nhi kal ka rate 425 ka 100 egg ye rate tha whole sale ke liye vese 150,160,170 jitne ka jo bech skta ha vo bech rha haa
Bhai mei Hyderabad se 200 kilometers dur ka gau se hu
Mere paas 10 acars land hei pani k saath mei 10000 layers ka farm banana chahtha hu iska kuch loan milega zameen rak k aur 10000 layers ka shed banane keliye kithna karcha aayega isme kithna loan milsaktha hei bhai thoda bathadena 🙏🙏
Bhai hath matt jodie plzz bhai dekho shayad apko bura lge layer farming me abh pehle jesa profit nhi rha abh to loan pe jo farm dale ga vo badh me pachtae ga bhai. Dekho thoda krlo agar krna hi ha to humse poche abhi murgio ko dana khilane tak ke pessa nhi bacho bhai is dhandhe se jitna door reh sko utna apke lie acha ha baki agar app phir bhi krna chahte ha to bolie maa apki kya madad krr sakta huu
POULTRY FARMING tnx bhai
सर ट्रेनिंग के लिए कहा जाना चाहिए क्या आप के यहां होता है
Birds taiyar hone k bad kitne din tak ande dete hai
100week tak achi Production chalta ha uske badh rate pe aur egg production pe depend krta ha ki bird ko kitna aur chlana ha
How much it cost for new farm of the 5000 hens and expenses and what breed
Bro i already mentioned information about 5000 birds infrastructure cost, hen cost every thingh in my video in detail
5000 bird infrastructure cost include cage, side wire all cover in 17 to 18 lakh and total cost like feedh cost include then total cost come 34to35lakhs and breedh is skylark which average production is 85
@@LAYERFARMING Bro what is average production is 85
@@vadlamudiashwith6906 80 to 85 average production
@@LAYERFARMING 80 to 85 average production, means what
Kuchh days ke bad production bnd Kyu ho gai& kitne days ke bad dubara start ho jati h?
Kiski production bandh hogai bhai
@@LAYERFARMING veerji. Jd ek vaar production start ho jandi tan countineous chldi aa?? Bird kitne month tk egg Dena rehnda ?? & At the present egg rate ki chlda??
@@sukhchainsinghbhullar5017 bird continue egg dindha veer jadho production start hoje ha eda ha jidha 5000 birdh di average production 85% de kribh rehndhi ha poore sall di te birdh 114 di to 120 din te egg dena start krdha te continue 16,17 month egg dindha usto badh jj management changha rhe te mosaam vadhia rahe taa
Thanks veerji lgpg 18 month te JD egg Dena bnd krdi murgi tan meat purpose vaste kis rate sale ho jandi?? Plz reply.
@@sukhchainsinghbhullar5017 veer dekh eh ta market cho jo price chal ria hou us hisabh nall hi vikda per kg is time pehli warr murgi da rate 70rs per kg aea nahi ta highest 40rs hundha si baki appo apni kismat
dana aap khud banate ho kiya
Nahi
Abse apko rate ki future kese lg raha he ?
Mujhe khudh nhi pta bhai kya hoga isse pehle khabhi esa time nhi aea tha
Bhai... Grower shed construction per bird kitna ayega?
Bhai abhi sach bolu mujhe idea nhi ha jubh daluga to sabh bta duga
Nice vdeo
Thx brother
Sir
Merko 4200 birds ka farm chalu karna hey
Total investment merki kitne aayege.
Bhai ye to app ke upper dependh krta ha aur appke area ke upper ki kya cost me apko raw material mill skta ha aur app building kis type ka bnana chahte ho
Per bird app 600rs maan ke chlo mota mota
Isme sabh khuch cover hoo jaega feedh cost andha dene tak ka
Yee ek bhai mota mota estimate ha ye nhi ki kharcha kam aega hoskta ha isse jadha ho jae ho skta ha ise kam ho jae
@@LAYERFARMING 600 per bird feed cost sirf kya...first anda dene tkk...ki all expenses i.e construction,cages and all.
ki only feed
272 days me 9 lack return mila, or kitne din tk egg degi murgi jo bacha hua hai wo return wapas milega?
Bhai total age me bird ki avg ha 18 se 22 month ki age tak bird 75 se 80% tak egg deti ha abhi hmare bird ki age 15 month ha abhi bhi humara 8 se 9 lakh cover hona baki ha matlubh 4 month me cover hona mushkill lgh rha ha
Umeedh krta hu apki isea lgh gya hoga
Aur ha sory apko bahut time badh reply de rha hu
to matlb loss ho raha hai isme, ek egg ke production cost kya hoti hai?
Filhall to koi loss nhi horha feedh ka cost cover nhi hoo para jo pehle 3 se 4month khilai thi
Good
Assam mai dega kia chick
Are yrr app logh samajhte kyu nhi maa farmer hu koi dealer nhi bhai app mera layer farm ha mene ye video is liye bnaea tha taki logho ko idea lagh ske ki layer farm me cost kitna ata ha so bhai agar apko chiks chahie to venky,ya skylark company se contact kre net per asany se mill jae gaa 🙏🙏
Sir 100 lena hai to mil jayega kya
Nhi mushkil ha
bhai broiler ka bhi 5500 chozay 40 days tk 2.5 lac feed lgti hai ?
Bhai to phir broiler farming acha ha layer ke comparison me lekin filhall loss to sabh ko hora ha
POULTRY FARMING mein ap se pooch rha hu k kia broiler per bhi 2.5 lac lgti hai 40 days mein agr 5500 choza ho ? ap ne bataya na k apk chicks per 40 days tk starter feed use hoi thi aur is per 2.5 lac kharcha aya 49 days ka .
POULTRY FARMING sab log bolty hain k broiler ki feed sara profit ly jati hai 10,000 choza 10 days k 100 bag kha jata hai . ek bag 3000 tk hai ya phr shahid 100/200 us se bhi uper.. tau kuch hazar k liye itni tension kyu paalay insaan
@@kennethbenjamin623 sory bhai mene apko khuch aur btadia mujhe lga apne btaea mujhe ki itna feedh lagh jata ha
@@kennethbenjamin623 aur ek batt bhai broiler ka weight 40din me 2kg tak hoo jata ha aurlayer chiks ka wieght iska adha bhi nhi hota aur bhai sory mujhe broiler ke bare me itna knowledge nhi haa apko jhuthi tasali nhi duga baki farming koi bhi ho sabh ajh ki tarik me sirdardh bane hue haa
Bhai iske liye lona kahaa se milega
My suggestion loan na lekrr apna pessa ho to hi isme aoo nhi to matt ao baki bahi loan ke lie app kisi bhi bank me chle jae apni property ke papers le jao vohi apko bta dege ki poultry pe loan dena ha ya nhi
bhai ye feed kaha se lete ho?
kya es rate pr feed uttrakhand me mil sakta h?
Bhai mill jaega lekin order 200 bag se kam nhi mile ga ya kisi farmer ko sath me lee lo
company ka mail id bata sakte ho?
How much is the profit sir??
Only loss no profit on this time
Profit Wala calculation bolo ...
Cost jaan k Kya karein
@@assamschoolmate profit wala calculation to tabh bataege na jubh profit hoga bhai filhall to loss khate me loss hi haa jroori mhi ki profit hi hoga isme loss bhi hone ke chance hote ha jese ki abh hora ha
July Tak to loss hoga but uske baad profit milega Bhai...fikar na Kar...
@@assamschoolmate Bhai profit too high hai magar risk or mahnat bhi karni padti hai kyonki main khud ek farmer ho mane lock down ke samay 5 lacks ka nuksaan hua hai lakin ab time hai profit lene ka kyonki hamare yahan par,80 percent farm band ho gayi hai anda aj 4.50 RS ka ho gaya hai, isliye main chahta hu koi bhi Bhai video dekhkar yeah Kam Na kare
Sir aapse 2 sawal aor h plz reply🙏. (1)क्या इन मुर्गियों को खुले मे पाल कर अंडे ले सकते हैं (2) क्या जब हम चूजे खरीदते हैं तो उसमे नर और मादा दोनों मिलते हैं. Please reply sir 🙏
1 yes
2 nhi company nar madha alagh krke deti haa baki 100 me se 98% chance hota ha ki madha hi ati haa
@@LAYERFARMING okk🤗👍
Eggs Production kiti ne Days chalata he ?
16 se 20 month dependh on bird care kesa hoo rha haa
Gaya Bihar
App kehna kya chahte ha bhai
Gch bhai 🥰
Thx bhai 👍👍
Bhai concentrated feed ka cost kitta aata prati din
Per kg feedh cost ajh ke time 14 se 16 ke bich ara ha total 660 kg daily feedh laghta ha
@@LAYERFARMING abhi bhi loss hora ky phir . ande ka rate maharastra me aacha chal ra philal
@@rtxcomet3681 abhi situation control me ha bhai
@@LAYERFARMING good work bro keep it up n keep making videos on set backs like season of profit n all 👍👍
@@rtxcomet3681 haa bhai jesi ha loot finish hoga usme itna profit aea us sabh ki jankary share kruga app tention na lee
Ek egg ki selling price kya hoti
Bhai matt pucha abh to bhai 2 rupay se 3 rupay ke bich bikk ra haa badhi mushkil se koi farm se anda uthane ko tyare hi nhi bhai
@@LAYERFARMING sir ek murgi 114 din se last kitne din tak egg deti hai
@@pushpendrasinghrajput4410 bhai total avg 18 se 20 month tak iska age hota ha jisme se app 4 se5 month nikal do bache 15 month near anda deti. Haa
@@LAYERFARMING sir egg dene bale din se last din (15 month ) tak murgi ke khane me approx kitna kharcha hoga
@@pushpendrasinghrajput4410 bhai khabhi total nhi kia ajh tak mene
Government ne ya to feed ke rates km krwane chahiye ya to Egg ke rate bdhane chahiye
Aisese desh ki Egg Production Industry khtm ho jaayegi
Bhai khuch smjh me nhi ara ki akhir ye ho kya rha haa bahut loss hora ha filhall ki ghadhi me to
Feed management karna parega....
Maize cultivation Karo agar free space hai to...
N wohi se feed cost kam hoga or better production v hoga...
please shed cost ka video link bheje
ruclips.net/video/ai-f0ID1e4A/видео.html
Ye लीजिए भाई👆👆👆
❤❤❤
Bhai ye murgi kitne din tak unda deti he
Dependh on management bhai 22 se 24 month bird ki age tak ye anda dee deti ha
Bhai abtak ka profit kitna hua
Zero 0
Feedh ka cost bhadhi mushkil se nikl rha ha profit to door ki batt haa
To fir 30 lack laga kar kuch bhi nahi profit naho to chutiya bana te ho
Sir ham chicks ke liye compny se kaise sampark kare pl reply🙏
🙏plz matt bolie hum reply dee dete ha bhai
Company ke contact no internet pe asani se mill jati haa jese skylark aur venky ye 2 company main ha jo all india me supply deti haa app internet pe search kree apne area ka dealer ka number asani se mill jae gaa
@@LAYERFARMING ok sir. Many thanks for reply sir 🙏🙏
@@LAYERFARMING yah aapka baddapan h🙏❤❤🤗🤗🤗
@@Satyamsingh0077 ye mera bhadhapan nhi bhai ye mera farjh ha sory bahut time badh reply de rha hu
10k bird available hai sir ap ki pss
@@Umiilone-jK bird available haa lekin sell nhi krna app farmer ha ya dealer
@LAYERFARMING farmer
@@Umiilone-jK ok bhai lekin bird sell nhi krte hum
Ser hame layer farming ka trening chahiye kha se le trening
Bhai traning apke near jila ke yani diatic me kvk centre jae krishi vigyan kendrr garmio ke sesion me training dete ha 50 rs training fees ha 9 din ka lekin bhai vo time pass hi haa jada umeedh matt rakhna unhse
Bhai layer farming thik rahegi ya broiler farm safe ?
Bhai apni apni choice ha apko kya pasandh ha 1 month me profit or loss ya 2 sall me profit or loss layer 2 sall ke liye aur broiler 30 se 35 day la game chose alp ko krna ha
Urdu mai bata kitni cost ai thi ?