मेरे पास ( 550×4=2200वाट) के पैनल है 200Ah की दो बैट्री है और NXG 2350 का Inverter है पूरा Luminous का सेट है लेकिन Inverter सही काम नहीं कर रहा है। कौन सा Inverter सही रहेगा। कृपया बताएं
Bhai Ji eapro 24 volt inverter hai 4 byfacial 550watt solar panel 2 2 ko series karke phir 4 ko Parallel kar diya per panel voc 50 hai to sabki voc kitni aayegi Bhai ji
Utl 3350 pe loom solar ke 665 ke 4 panel support karenge 2 series string 665 ki voc 45 hain aur amp 18 hain Or Loom solar ke 575 ke 4 panel 2 series string banake chalenge kya 575 ki voc 50.50 hain aur amp 13.38 hain
Kafee accha kam karte h bhaiya aap ❤
Thanks bhai
All the best bro
Thanks bhai
Ye inverter bohut popular hain
Hmm bhaiya
Acha hai inverter
Lagana chahta hu . Lekin dar v lagta hain kabhi solar ka kimat niqalte niqalte hi 6,7 saal lag jaye. Use hi kar na paye 🤣
Welding machine chalega kya singal fase
Chal jayegi
Bhayi ji kya gama 3350 me ham waarri ke 575 watt topcon ke 4 panel laga sakte hai kya
Hmm bilkul bhai ji laga sakte hai
Backup time with 500watt load
Backup time with 700watt load in night
200Ah battery setup ke liye
Back up time kya rahega yahi na
@rohit.05 yes
मेरे पास ( 550×4=2200वाट) के पैनल है
200Ah की दो बैट्री है और NXG 2350 का Inverter है पूरा Luminous का सेट है लेकिन Inverter सही काम नहीं कर रहा है। कौन सा Inverter सही रहेगा। कृपया बताएं
Eapro 3200va
Ek bar complain likha ke dikha le
Ya hame ap boc ki photo bhej do
Painal kese connectionon hai ye bhi btao bhai
Sir pahle 3350 ka colour dusra tha kya abhi jo colour hai new lunch howa hai kya
Ji bhaiya
3350 par 5 star ac day time me kya poorey din run kar jayegi
10 baje se 2 baje tak chal jayegi bhut aram se
Utl Gamma plus 3350 per 500 ke 3 panel ka connection kaise karenge parallel karenge ya series
Parllel
Bhai Ji eapro 24 volt inverter hai 4 byfacial 550watt solar panel 2 2 ko series karke phir 4 ko Parallel kar diya per panel voc 50 hai to sabki voc kitni aayegi Bhai ji
2 panel voc 100vatt.... parallel connection main 4 panel ki voc 100v max.
100 volt hi ayegi
❤❤❤❤
🙏
E rikhsa battery charger hoga 60 volte ka hai 5 battery wala kitna solar panel lgega
Hmm mil jayega
Sir 9.22 dcdb 2 in 1 out kai connection to sahi karo .....amp to increase nahi ho raha
Sahi hai
@@rohit.05 DC box aap nai making kiya hai kya.....
DCDB Box me agr 🔥 huaa to penal bi 🔥 hi jayega
Galat wiring
Fir kese ki jaye wayring esaki bhai
DCDB Box ko penal ke paas ni lgaye
🎉❤
🙏
200 ah ki 2 battery kitna backup degi 500watt par
6 7 ghante
3350 per 500 Watt ka 2 panal ka connection kase kare
Pairlar
1.5 hp submersible chal jayegi
Hmm bilkul
Starting m lod 3100 waat
Ranig m lod 1600 waat le rahy hai
Kaha se chalegi
बेटरी कितने amp की है और सब का
प्राइस क्या है सर...
200ah ki
भाई मुझे सिर्फ इन्वर्टर चाहिए 3350 क़ी क्या price है from sitapur
19000
Basti jila me 18000 me mil raha hai
😂😂😂
@@an-bo4xjto dai doo
3350 per 500 wat ke do panel ka connection kaise karenge parallel karenge series karenge
Series me kar dijiye
Is ghar ka slab say 100% pani tapkega........drill say cheda karkay salb pura kharab kardiya
Hmm sahi bol rahe ho
Kya cost h pura set up
125000
Utl 3350 pe loom solar ke 665 ke 4 panel support karenge 2 series string
665 ki voc 45 hain aur amp 18 hain
Or
Loom solar ke 575 ke 4 panel 2 series string banake chalenge kya
575 ki voc 50.50 hain aur amp 13.38 hain
Kiso ke pass 2kw watt.. Second me.. Invetar..
Hai mil jayega
5kw ka cost ky hoga
2,60,000
Aur topcon ke saat
Ab a paya hai bhai topcon