chale to gaye lekin ane me bahut hi problem hua pahad par bike utarati to chali gayi lekin chadhane me jo problem hui mai hi janta hu aur ane ke bad fz x 150 cc le liya ab sahi hai aur eska mere video prabhu nath temple kaise jaye by bike dekhe Parmit lagata hai lekin nahi hai to bhi kam chal jaega bhansar jaruri hai
Sir Apani car se agar naye driver hai jo plain par chalate waha rani mahal k kitane pas tak khud drive kar aasani se ja sakate hai? Kya waha kisi hotel me gadi park kar aage ja sakate hai?
tansen tak aap drive kar sakte hai asani se tansen se sirf niche utarana hai15-18 km aur retern me vahi 15-18 km upper chadhana hai aur plain me driveing par pakad hai to kar sakte hai achhi driveing bas jaldbaji na kare hotel aap ko tansen me milega
Rani Mahal ke bagal me hotel nahi milega tansen me milega tansen se raste me chalte local stay mil gaya to achha hai aur Rani Mahal rukane se achha hai tanse me ruke tansen me aur bhi place jaha aap dekh sakte hai
Wow palpa❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤😂ilove palpa❤❤❤❤❤❤
Sir video to bahut hi sundar bana hai
Aapka video dekhane ke Ranimahal jaane men koi dikkat nahi hoga
Nice ❤❤
Nyc bhai
Good information for going to palpa ranimahal
Bhut shandaar
Bahut hi sandar
Bahut hi badiya video h but bahut hi jeyada lamba h 😊
Thanks for watch
Nice video sir
Adventure se Bharpur wow
Excellent sir
Many many thanks
nice video
safe travels
Kali gandaki river originates in mustang muktinath temple .
area.
आप का दूसरा वीडियो हमे देखना है कब आएगा और आप गाड़ी कितने गियर में चल रही थी
GORAKHPUR TO SUPA DEURALI KA VIDEO NEPAL RIDING PAR AAP DEKHE ABHI JALD HI ...
Nice
Thanks
बहुत ही सही वीडियो आपने बनाया है सर लेकिन आप कह रहे हैं कि 125cc बाइक लेकिन सर आप 100 सीसी बाइक से जा रहे हैं सर परमिट भी लगता है बताइएगा जरूर
chale to gaye lekin ane me bahut hi problem hua pahad par bike utarati to chali gayi lekin chadhane me jo problem hui mai hi janta hu aur ane ke bad fz x 150 cc le liya ab sahi hai aur eska mere video prabhu nath temple kaise jaye by bike dekhe
Parmit lagata hai lekin nahi hai to bhi kam chal jaega bhansar jaruri hai
🎉🎉🎉🎉
शानदार
Sath me chalege?? Palpa bike se?
सोनौली से रानीमहल एक ही दिन मे घुम के आ सकते हैं क्या
Ha bilkul lekin samaya se jaye
Sonauli se subah 8:00 baje nikal jaye
Very nice video bhai, kya Nepal me phone pay, Google pay se payment lete hai ki nahi
Bas jati hai na waha tak
Sir
Apani car se agar naye driver hai jo plain par chalate waha rani mahal k kitane pas tak khud drive kar aasani se ja sakate hai?
Kya waha kisi hotel me gadi park kar aage ja sakate hai?
tansen tak aap drive kar sakte hai asani se tansen se sirf niche utarana hai15-18 km aur retern me vahi 15-18 km upper chadhana hai aur plain me driveing par pakad hai to kar sakte hai achhi driveing bas jaldbaji na kare
hotel aap ko tansen me milega
Sir Rani Mahal ke paas Hotel mil jayega night me rukne ke liye please bataye aur uska kitna rent rahega
Rani Mahal ke bagal me hotel nahi milega tansen me milega tansen se raste me chalte local stay mil gaya to achha hai aur Rani Mahal rukane se achha hai tanse me ruke tansen me aur bhi place jaha aap dekh sakte hai
@@scomputertravels thank you Sir
Sir hame bhi palpa rani mahal aur bhairav sthan ki Yatra karni
Hai kis mahine me jaye please guide me
riski rasto ka adventure aur jhharana ka anand lena hai to july, agust and september me jaye nahi to october me jaye
Arre aap ka splendor to 300 cc ka hai kaise gov ne allow kiya
jab mai return aaya aur bhansar parmit dekha to mai bhi hairan rah gaya kyuki waha par cc 125 likha tha
aap ko thanks
AAP Ki bike to 125 cc nhi h
ha lekin ab new bike aagayi hai 150cc
Sir nepali rupay me exchange karane ke liye cash lekar jana jaruri hai kya online payment lete hai exchange office me
Nepal me cash le kar jaye aur boder par hi change kara le, upi ya online pament nahin chalta hai, age badhane par change karane me kafi dikat ati hai
Nice video
Nice video