@@pratoshkumar9349 aapko dono chanelo par brabr voltage karne honge,4.7 aapke voltage h ,wo theek h, kuch circuito main 4.7 bhi hote h,aapka circuit kis company ka h
Micro ki Pino par voltage chack karo. Agar voltage hain, trangister chack karo, jo micro ic ke sath lage hain.uske bad wo transistor chack karo jo MOSFET hitsink ke pass lage hain. 18volt ke zinardaiod change karo jo drive wale print se ground par lage h,
बढ़िया वीडियो भाई जी
अच्छा वीडियो है
Very good e
Iss invertor mein output low voltage ka solution video banaaye...
Very useful
Very nice
बहुत अच्छा वीडियो,
भाई जी 1806 मॉस्फेट न मिले तो कोनसा लगाए।
Z44
P80NF55
3205
Koi bhi lga do
Best result ke liye p80nf55
Aur 3203 use karo
Nic video
Nice video...
Good
hello Sar Mere Microtek EB 860 mein 300 output back up me Ata hai. Baki Sab Think Chalt hai
Description mein telegram link Diya hai, telegram per card ki picture dalo
👏👏👏
🙏🙏🙏
Sukam ka inverter battery changing jaldi cut ho jaata h.jis ki wajaha se backup kam hai.low buttery jaldi ho jaati h.smadhan btaye
Battery kitni purani h.....
Aur inverter ke card ki picture dalo
EB 600 microtek me drive volt 4.3v ho rahe Hain transformer se connect karne par 290v out put aa rahi hai kya karna chahiye batayen sir dhanyawad
Bahi lod par ya bina load diye
Iskitme kampni se kaonse masfet padke aatehe
P55nf06
Z44
Aur bhi kayi no ke aate hai
Sarji Jada ache mosfet is invadtar keliy kaonse rahitehe
P80nf55
Irf3205
Jo bhi aapko aasani se mil Jaye , best result rahega
Sir isme mosfet ka number btaa dijiye
Z44
P55
Best result ke liye
Purane use kro
Aur 3205 ya p80
Use kro purane hi result bhi best aur saste bhi
Sir drive voltage ok but amp 20 le rha hal or low battery krta hai
Bhaiya discription Mein Telegram ID Di Hui Hai Telegram per message karo
Sir mera drive 11 volt bam rha hai yesa ho skta hai ya nhi ??
Konsa inverter hai
discription me teligram link hai, teligram par inverter card ki photo send karo
@@Repairing-ka-Funda okk sir
Wait
Sir drive voltage jyada aa rahe hai ek side per to kya kare please tell me .....
Jis side voltage Jyada Aaye Hain Usi side ke trangister change Karen
Sir minimum kitna volt aana chahiye drive sabhi inverter me
Circuit ke hisab se hoti h.
3v--- se 4v ke bich
@@Repairing-ka-Funda sir mere inverter me ek side 4.7 volt aa rha hai or ek side 4 .0volt hai kya kre koi dikkat hoga kya sir please bataeye
@@pratoshkumar9349 aapko dono chanelo par brabr voltage karne honge,4.7 aapke voltage h ,wo theek h, kuch circuito main 4.7 bhi hote h,aapka circuit kis company ka h
@@Repairing-ka-Funda microtek
Ok. Purane wala circuit hoga, esme 4.7 hote h, jis side vot kam h,us side 15v ka zenar, transister change karo.......
600 va ke inverter me kitna mosfet lga sakte he
Kitne watt, aur ampear ka MOSFET lga rahe ho ye uske upar nirbhar karta h
@@Repairing-ka-Funda irf 3710
Sakib . Description mein telegram link Diya hai. Telegram per aao
Hello sir mosdry volt 9v aa rha hai kya kre batana
Kis company ka hai kaun sa model hai
@@Repairing-ka-Funda Microtek ka
@@ranbirsingh6424 description mein telegram link hai aap telegram per circuit ki picture dalo
Transistor sahi hone ke bawjood drive nhi aaa rahi hai kya ho sakta hai
Micro ki Pino par voltage chack karo. Agar voltage hain, trangister chack karo, jo micro ic ke sath lage hain.uske bad wo transistor chack karo jo MOSFET hitsink ke pass lage hain. 18volt ke zinardaiod change karo jo drive wale print se ground par lage h,
Microtek inverter 900va me
description mein telegram ka link Diya hai telegram per circuit ki picture dalo
Photo what's ap per hai
Maicrotek invadtar 600eb kitne vat ka hotahe
Microtek 600eb 500 Watt
Ek taraf Kam aarahi he
Ek taraf drive volt Kam aa rahi hai
Brabar karo
@@Repairing-ka-Funda barabar kese karu
Kitne volt h,
@@Repairing-ka-Funda 1.39v
Drive voltage wali line se ek zenar ground h, wo change kar do aur transister bhi chack kar lo
Rajistens ki bailu
Kis rajistens ki vailu
Jo masfet ko diraib boltej pahuchatihe
22 ohm
47 ohm
100 ohm
Jo bhi aapke pass hai lgaye
Total MOSFET par ek hi vailu ki lgani hai