Sir apne jaise step btae main kra mujhe smjh aaya pr jaise ap site kit s kr rhai h vaise n jaise aapane kaha tha Na kis site se kar Lo yah FIR Google AdSense se donon baat se me hai to message se Google AdSense ke thodi kar raha tha mere Gmail p mess aaya publisher id h ab uske baad mujhe apka y sir copy vala option smjg nhj aara kaise hoga guru ji please 🙏 reply krie aage ma procedure m pura krsku kaha p jakr krna h y copy site m Google ads m aa nhi ra Sir .....😢 Please 🙏🥺 reply help me sir
सतीश भाई नमस्कार, मेरा वर्ड प्रेस में वेबसाइट है। एडसेंस अप्रूव्ड है। लेकिन कुछ दिनों से हमे एक प्रोब्लम हो रही है भाई। सारे प्लगिन अपने आप डीएक्टिवट हो जा रहा है हर रोज। फिर से एक्टिवेट करता हूं । फिर सुबह देखता हू की सारे डीएक्टिवेट है। कोई उपाय हो तो बताएं।
Auto ads ka code dal diye h, ab snippet code aur meta tag code kaha dale || ads.txt snippet ko to plugin install krke dal diye h Account attached ho gya auto ads ON ho gya lekin problem ye hai ki Ads.txt status Not Found show ho raha hai 😭😭😭😭😭 Satish bhai kuch karo iska jaldi ab nahi ruka jaa rha h
Ap na 2 code use Kia amp Ka Head Ur body me Es code k alwa Ur b AK code Jo sub add krty Han head tag k between vo ap na q nh dea Kia vo code b paste krna ha ya nh Agr amp k dono code add krna k bhd
Mujhe pata kese chalega ki mera adsense account monetize hua hai ya nii aur dusri chiz mera ads.txt not found dikha rha hai jb ki mene url/ads.txt likhne me publisher if show ho rha hai
@@SatishKVideosExtraसतीश भइया, ऐडसेंस अप्रूवल के बाद बैंक में पेमेंट लेने के लिए पैन कार्ड भी लगता है, या पैन कार्ड का इसमें कोई रोल है, भइया कृपया इसका उत्तर जरूर दिजिए,
Satish bhai adesense ek hi bana sakte hain to phir adsense account bech kar log paise kaise kama rhe hai Maine video dekha tha shayad aapka tha ya pavan sir ka jisme ek guest keh rha h tha approve kara ke bech deta hu Please bataye reply kre Confusing hai
1.Sir agar website banate hai toh kinte dino me AdSense apply karna hota ha 2. AdSense ka requirements kya ha jese ( Traffic hona chahiye ja nhi) 3. Domain ek hi site per work karta ha ja fir or sites pe bhi laga sakte ha
Amp aur site ka code ek sath head m laga sakte hain aapne jo video daali h usme aapne jab amp ka code daala head k neeche site wala code nahi show ho raha tha aur mujhe google se 20000 credit ads ki mail aa rakhi h pls help
Sir apne jaise step btae main kra mujhe smjh aaya pr jaise ap site kit s kr rhai h vaise n jaise aapane kaha tha Na kis site se kar Lo yah FIR Google AdSense se donon baat se me hai to message se Google AdSense ke thodi kar raha tha mere Gmail p mess aaya publisher id h ab uske baad mujhe apka y sir copy vala option smjg nhj aara kaise hoga guru ji please 🙏 reply krie aage ma procedure m pura krsku kaha p jakr krna h y copy site m Google ads m aa nhi ra Sir .....😢 Please 🙏🥺 reply help me sir
Hostinger me login kariye Website se manage website button par click kariye karke File Manager se Public HTML yaha par ads.txt naam se ek file create karke code adsense se copy karke paste kar dijiye
Satish bhai Discover se se suru ke 8-10 din (blog start karne ke 2nd week pe) traffic aya tha fir abb nhi arha h 2 mahine se, toh kya ye abb kabhi nhi ayega discover se traffic ya fir iska kya masla hai please bataayenge
Hello sir, maine sabhe steps follow kia, roz ka 300+ visitors bhe hai, sabhe pages bhe hai 5 months old website hai fhir bhe approve nahi ho raha i don't know the exact reason for reject can you please suggest me bahot help hoga 😢
Me site kit se karne ki kosis kr raha hun, lekin jab T&C ko accept karke jab start using AdSense pe click kar raha hu to age proceed nahi ho raha hai & koi error bhi show nahi ho raha hai. Any one can help me plz ?
If we have multiple site ,then in google site kit we need to put same email id for which we have already got adsense for one website or we can put different email id, please advise
Satish bhai, thanks for all this video's. Ek sawal hain, Adsense is saying that your website should be minimum 3 months old to apply for Google Adsense approval. Can you also tell us with one example if any of your friends adsense account got approved in one month. If so, what basis it got approved. Thanks
RUclips channel ke liye aur blog ke liye alag adsense account hota he.. Ya fir ek hi adsense account me multiple business add kr sakte he?? Pls iske bare me thoda details me describe kijiye.
Well explain sir, but yeh bataye AdSense ka code pehle se website pe daalne hai ya AdSense live hone k baad code daalne padta hai?? Kab dalna hota hai... Please reply I m waiting
1 mobile number se kitne adsense acocunt ban sakte he?, yadi kisi ghar me kewal 1 mobile ho to kya ghar se har member ke adsense me 1 mobile number se apply kar sakte he?
hi satish bhai. thank you for always giving insights like these. but i have a news blog, usme toh content repeat hi hoga. usko unique kaise banaye? and thumbnails view kaise lagaye generatepress theme pe? thank u
Hello satish sir, Mene 2 saal se apka chennal subscribr kiya hua h..mujhe bhot motivation milta h..aapki videos se..aur mene 2 website bhi create ki h...but mujhe ab tak sahi result nahi mil paa raha h please help kijiye...kaha par kami he website me...samjh nahi aa raha...impressions to aa jaate h but clicks nahi aate......... Plzz plzzzz plzzz.... Help kijiye...mere liye in websites par traffic laana aur adsense se approve karana ek bada dream he.... Isme me 2 saal se lagi hui hu.... Kuchh personal problems k chalte focus nahi kar paayi thi beech me... But ye mera ek bada dream h blogging me successful hona.... Jese ki aap hamesha motivate karte h apne sabhi videos me...blogging ke liye... Me kaafi motivate bhi hoti hu un videos se aur apni sabhi problems ko door karna chahti hu... Blogging karke.... So please help me.... I request u by heart🙏🙂
iss video me jo blog dikh raha hai aapne use kis theme ka use karke banaya hai ? us wale video me foxiz bta rhe jo ki aukaat se bahar h iska bta dijiye please /
Hello Everyone Mere pas RUclips ke Raste approved hua Adsense hai Agr main wohi adsense Apne Blog ke sath attach krn to pir Mujhe apna blog monitize krne ke Leye Kitna contant likhna pade ga Ye pir start ke basic pages pe he approve hojae ga Jis ke pas jawab hai to please de
Blog ke liye Approval process alag hai aur sabhi guideline follow karne honge aisa koi fix nahi hai ki 10 ya 20 content hone chahiye, but itna hona chahiye ki Site par organic keywords ranking hone lage, Impression aur clicks aane lage
@@SatishKVideosExtra hmmmmm thank you so much Es 1 Sawal Ke leye main ne bht search kiya But ap ne Kuch he time main Meri prasehani dor kr di Love from Pakistan 🇵🇰
Hello sir. Kya jis account se blogg banaya hai usi se Google Adsense account bhi banaye Ya alag se dusara Google Adsense account banana padega Magar alag se Google Adsense account banaty hai to blog vale account par kaise add ayega😢
@SatishKVideosExtra Hi Satish ji, do you provide website analysis/auditing services? I have a blogging website and need serious auditing to figure out what's wrong with the content or overall website settings and what needs to be changed to get the necessary traffic in-flow.
@@SatishKVideosExtra sir maine generate press theme use Kiya tha apne Jo premium wala Diya tha uske saath but sir usme elementor se edit karne ke baad design aacha nehi AA Raha tha aab newswave use kar Raha hu .... But ye theme thoda slow hai .... Koi solution sir ?
Update: Iss Taazetime News Blog Par Google Adsense Approval Aa Chuka Hai... !
What is amp site??
sir humhera nhi ho rha plz bata degye
Sir apne jaise step btae main kra mujhe smjh aaya pr jaise ap site kit s kr rhai h vaise n jaise aapane kaha tha Na kis site se kar Lo yah FIR Google AdSense se donon baat se me hai to message se Google AdSense ke thodi kar raha tha mere Gmail p mess aaya publisher id h ab uske baad mujhe apka y sir copy vala option smjg nhj aara kaise hoga guru ji please 🙏 reply krie aage ma procedure m pura krsku kaha p jakr krna h y copy site m Google ads m aa nhi ra Sir .....😢 Please 🙏🥺 reply help me sir
Sr. Kya jiss account se blogg banaya hai usi se Google Adsense account bhi banaye
It's 30 with my comment
12:28 Sirf ye ek line sunke body me maaano current dod gaya😂😂😭😭😎 Mehnat bolti hai!
taazatimes news blog bahot jaldi ranking hone ka karan hai youtube backlink..
Good one!!
Can we use 1 Adsense account for our all channels & blogs or every blog/need to have separate one?
Thank you sir, Mera 24 hr main Adsense approval ho gaya❤
Machate Raho
@@SatishKVideosExtrabhaiya mera bhi blogger approval kar do
Hello bhai mera Google Adsense pin nhi aa rha or mene 2 bar kr diya h bhai please 🙏 help me
Kitna time aaya phir pin
Bro aya kya???
Ek hi to dil hai Satish bhai, kitni dafa jeetenge.
सतीश भाई नमस्कार, मेरा वर्ड प्रेस में वेबसाइट है। एडसेंस अप्रूव्ड है। लेकिन कुछ दिनों से हमे एक प्रोब्लम हो रही है भाई। सारे प्लगिन अपने आप डीएक्टिवट हो जा रहा है हर रोज। फिर से एक्टिवेट करता हूं । फिर सुबह देखता हू की सारे डीएक्टिवेट है। कोई उपाय हो तो बताएं।
Auto ads ka code dal diye h, ab snippet code aur meta tag code kaha dale || ads.txt snippet ko to plugin install krke dal diye h
Account attached ho gya auto ads ON ho gya lekin problem ye hai ki Ads.txt status Not Found show ho raha hai 😭😭😭😭😭 Satish bhai kuch karo iska jaldi ab nahi ruka jaa rha h
Another Masterpiece ❤❤❤
Bhai agar sire aml nahi hai toh kya second wala amp code paste nahi karna skip karna hai . 11:36 main time frame
Thank you so much Satish bhai for the Valuable Information thanks again...
Always welcome
@@SatishKVideosExtra sir Google Adsense vs Adsense exchange konsa acha hai sir
Sir RUclips pe jo AdSense account link hai usi ko blog me bhi link kar sakte hain kya please Reply
Simple and essy ❤ 👍👍
Thanks Satish ji....you are a very humble and helpful man 😊
Me: chalo aaj Adsense apply karte hain
He: satishk ka video chalana
Ap na 2 code use Kia amp Ka
Head Ur body me
Es code k alwa Ur b AK code Jo sub add krty Han head tag k between vo ap na q nh dea
Kia vo code b paste krna ha ya nh
Agr amp k dono code add krna k bhd
Mujhe pata kese chalega ki mera adsense account monetize hua hai ya nii aur dusri chiz mera ads.txt not found dikha rha hai jb ki mene url/ads.txt likhne me publisher if show ho rha hai
Sir मेरा चैनल मोनेटाइज हो गया है ऐडसेंस अकाउंट बनाते समय योर साइड में यूट्यूब चैनल का लिंक डालते ही हो नहीं पा रहा है क्या। करें please sir help
Sir mera
We can't preview this area of your page because it's in an IFRAME
Abhi to profile par bhi right tick nahi aaya 15 din hogaye website par bhi aaprovel nahi aaya.
Hi Satish Bhai, I got the Adsense Approval... Thank You
Great
Did you start earning
@@SatishKVideosExtraसतीश भइया, ऐडसेंस अप्रूवल के बाद बैंक में पेमेंट लेने के लिए पैन कार्ड भी लगता है, या पैन कार्ड का इसमें कोई रोल है, भइया कृपया इसका उत्तर जरूर दिजिए,
Sir, if the contents which will not be indexed are deleted from the website, will it have a bad impact on the website? please tall me sir.
Satish bhai adesense ek hi bana sakte hain to phir adsense account bech kar log paise kaise kama rhe hai
Maine video dekha tha shayad aapka tha ya pavan sir ka jisme ek guest keh rha h tha approve kara ke bech deta hu
Please bataye reply kre
Confusing hai
Sir ji search Console ke liye video banaiye n couldn't fatch problem ke liye
Contnet post kariye
@@SatishKVideosExtra content post kar chuka hu sir fir v wahi dikha raha h
1.Sir agar website banate hai toh kinte dino me AdSense apply karna hota ha
2. AdSense ka requirements kya ha jese ( Traffic hona chahiye ja nhi)
3. Domain ek hi site per work karta ha ja fir or sites pe bhi laga sakte ha
Amp aur site ka code ek sath head m laga sakte hain aapne jo video daali h usme aapne jab amp ka code daala head k neeche site wala code nahi show ho raha tha aur mujhe google se 20000 credit ads ki mail aa rakhi h pls help
हमारे header.php में तो body का option ही नही मिल रहा है सर, क्या करे समझ में नही आ रहा gide me plase
Iske liye Plugin install kar lijye Header and Footer naam ka
Sir apne jaise step btae main kra mujhe smjh aaya pr jaise ap site kit s kr rhai h vaise n jaise aapane kaha tha Na kis site se kar Lo yah FIR Google AdSense se donon baat se me hai to message se Google AdSense ke thodi kar raha tha mere Gmail p mess aaya publisher id h ab uske baad mujhe apka y sir copy vala option smjg nhj aara kaise hoga guru ji please 🙏 reply krie aage ma procedure m pura krsku kaha p jakr krna h y copy site m Google ads m aa nhi ra Sir .....😢 Please 🙏🥺 reply help me sir
help.satishkvideos@gmail.com par email kariye
@@SatishKVideosExtra Sir main iss Gmail p bhi mess kra h apko
Mera adsense me ads.txt not found dikha raha hai how to solve it
Hostinger me login kariye Website se manage website button par click kariye karke File Manager se Public HTML yaha par ads.txt naam se ek file create karke code adsense se copy karke paste kar dijiye
Sir aap na gajab ho aap apane channel pe jo riality hai Wahi dikhate ho you are great sir ji
Satish bhai Discover se se suru ke 8-10 din (blog start karne ke 2nd week pe) traffic aya tha fir abb nhi arha h 2 mahine se, toh kya ye abb kabhi nhi ayega discover se traffic ya fir iska kya masla hai please bataayenge
hlo
Hello sir, maine sabhe steps follow kia, roz ka 300+ visitors bhe hai, sabhe pages bhe hai 5 months old website hai fhir bhe approve nahi ho raha i don't know the exact reason for reject can you please suggest me bahot help hoga 😢
Google adsense se jo mail aa rha hai ..usme reason mentioned hoga
@@SatishKVideosExtra our specialists have found that it does not meet our program criteria aya hai
Sir maine sabhi tarika apply Kiya but mujhe 2y se adsense approval nahi mil raha hai. Kya katu
Sir please mere ab bhi kuch doubt hai .mera Google Adsense account bn hi nhi tha due war ka reason dikha rha hai
@SatishKVideosExtra - Which theme you have used for this website?
Foxiz
Aapke jaisa koi nahi smjha sakta ❣️
Me site kit se karne ki kosis kr raha hun, lekin jab T&C ko accept karke jab start using AdSense pe click kar raha hu to age proceed nahi ho raha hai & koi error bhi show nahi ho raha hai. Any one can help me plz ?
Hlo sir
Sir agr koi bhi content likhna ho thoda data apne paas se likh liya thoda google se copy right kiya hain adsense mill jaye ga ya nhi?????
Feature images kounsa size ka banana he??
Bloggg ke liye Google ad sense sites mein problem hai domain free nahi le sakte hai
sir code place kar diya par phir bhi could not verify aa raha hai, sir google adsence crawler se accessible kaise karaen site ko?? please help🙏
Amp wala code adesense approval ke liye apply karen tabhi fill karna h kya ya approval mil jaaye tab karna hai
Please 🙏 reply sir
Publisher id mil gyi hai, kya mera adsense approved hua ya nhi?
Please answer????
Mujhe bhi blogs banane hai, kaise banau thodi help kar dijiye..
Name option me kon bala nam fill karenge apna nam ki website nam
Mari website ma ads limit lagi hui ha new website ha 2 post discover ma gaya ha kya discover ma post regular rakhu ya fir nai
Organic traffic nai ha
If we have multiple site ,then in google site kit we need to put same email id for which we have already got adsense for one website or we can put different email id, please advise
aagar adsense dusri email pe hai or website si sitekit dusari email pe hai to kaise add karenge website ko adsense me
adityaal1.blogspot.com/2023/08/aditya-l1-india-now-aims-for-sun.html?m=1
maine try kiya hai ispe msg kariye new blogger
Muje aata Hain
AMP code paste karne ke baad dikhai nahi de raha hai 🤔🤔🤔🤔🤔🤔
Hello Mr Satish
Good evening
Mera site index ho gyaa hai but post index ni ho rha hai ..can you please help me out ?
Really informative video.😊
Glad you liked it
Pan card ka address alg h aor ab rent par ho koi to kya address dale bhtaye bhaiya pls
Satish bhai, thanks for all this video's. Ek sawal hain, Adsense is saying that your website should be minimum 3 months old to apply for Google Adsense approval. Can you also tell us with one example if any of your friends adsense account got approved in one month. If so, what basis it got approved. Thanks
Sir adsense lagane ke bad adsense show nahi kar raha h. Sabkuch sating kiya h fir v show nahi ho raha h. Please guide.
Hlo bro..mere me theme file editor ka option nhi aa rha h to kya kare..plz reply
kon sa theme hai
Bhai google adsense ke liye paise lagte hai kya, aur kitne lagte hai...plz reply
Nahi lagte free me milta he
Weldone sir bahot achche se bataya apne
AMP code paste kiya hua code dikhai nahi de raha hai
Sir mene apply Kiya tha but koi response nahi aa rha hai around 7 se 8 din ho gye hai
Ads.txt not found bata Raha bhaiya AdSense apply kar diya apki video dekh kar but not found ads.txt ko kaise fix karu
By traffic you mean impressions or clicks to enter your blog? I mean if we need traffic so
Amp jaruri hai kya koi koi bolte amp ab band kr diya google ne?
Sir kya mujhe har bar hostinger buy krna hoga for every new domain?
bhai ak hosting leke uspe multiple domain run kar sakte hen.
satish bhai.. mene same process karke.. appy kiya. head ke waha to ho gaya.. but body ke waha pe php ka kuch error aa raha hai
RUclips channel ke liye aur blog ke liye alag adsense account hota he..
Ya fir ek hi adsense account me multiple business add kr sakte he??
Pls iske bare me thoda details me describe kijiye.
Thanks
Sir ohh last option Nehi ho Raha o kaise kare
satish bhaii blog me images google se download krke add kiya to chlega kya
Satish Bhai isme theme konsa use kiya hai appne?
Or paid hai ya fir
phle free tha ab paid hai
@@SatishKVideosExtra theme konsa use kiya hai bhai ♥️
कौन सा Theme hai Satish bhaiya
NewsPro
Well explain sir, but yeh bataye AdSense ka code pehle se website pe daalne hai ya AdSense live hone k baad code daalne padta hai?? Kab dalna hota hai... Please reply I m waiting
ek code daalna hota hai
1 mobile number se kitne adsense acocunt ban sakte he?, yadi kisi ghar me kewal 1 mobile ho to kya ghar se har member ke adsense me 1 mobile number se apply kar sakte he?
एक एडसेन्स अकाउंट में मल्टीप्ल साइट कनेक्ट कर सकते हैं
Sir maine apki tarah site finance pr banyi hai our rank bhi huai hai traffic aa raha hai lekin low value ka error mil rahah hak
fresh and unique content pr focus kariye
@@SatishKVideosExtra toh us cotent delete kru kya
hi satish bhai. thank you for always giving insights like these. but i have a news blog, usme toh content repeat hi hoga. usko unique kaise banaye? and thumbnails view kaise lagaye generatepress theme pe?
thank u
Hello satish sir,
Mene 2 saal se apka chennal subscribr kiya hua h..mujhe bhot motivation milta h..aapki videos se..aur mene 2 website bhi create ki h...but mujhe ab tak sahi result nahi mil paa raha h please help kijiye...kaha par kami he website me...samjh nahi aa raha...impressions to aa jaate h but clicks nahi aate......... Plzz plzzzz plzzz.... Help kijiye...mere liye in websites par traffic laana aur adsense se approve karana ek bada dream he.... Isme me 2 saal se lagi hui hu.... Kuchh personal problems k chalte focus nahi kar paayi thi beech me... But ye mera ek bada dream h blogging me successful hona.... Jese ki aap hamesha motivate karte h apne sabhi videos me...blogging ke liye... Me kaafi motivate bhi hoti hu un videos se aur apni sabhi problems ko door karna chahti hu... Blogging karke.... So please help me.... I request u by heart🙏🙂
Satish bhai ye AMP wala kya process hai. Ye sabhi website pr krna pdta hai kya ?
AMP krne se blog ka speed fast ho jata hai..Google ke najar me acha mana jata hai
@@SatishKVideosExtra kya aap iss pr ek video bana skte ho. Full video with complete set up
iss video me jo blog dikh raha hai aapne use kis theme ka use karke banaya hai
?
us wale video me foxiz bta rhe jo ki aukaat se bahar h
iska bta dijiye please /
Satish bhaiya aap konsa theme de rhe ho gift mai thora bata dijiye please ❤
Hello Everyone
Mere pas RUclips ke Raste approved hua Adsense hai
Agr main wohi adsense Apne Blog ke sath attach krn to pir
Mujhe apna blog monitize krne ke Leye Kitna contant likhna pade ga
Ye pir start ke basic pages pe he approve hojae ga
Jis ke pas jawab hai to please de
Blog ke liye Approval process alag hai aur sabhi guideline follow karne honge aisa koi fix nahi hai ki 10 ya 20 content hone chahiye, but itna hona chahiye ki Site par organic keywords ranking hone lage, Impression aur clicks aane lage
@@SatishKVideosExtra hmmmmm thank you so much
Es 1 Sawal Ke leye main ne bht search kiya
But ap ne Kuch he time main Meri prasehani dor kr di
Love from Pakistan 🇵🇰
Hii sir
Ky blogger pai news blog banaya to AdSense approval milta hai.....???
Konsa acchaa hai Google Adsense vs Adsense exchange
Hello sir. Kya jis account se blogg banaya hai usi se Google Adsense account bhi banaye Ya alag se dusara Google Adsense account banana padega
Magar alag se Google Adsense account banaty hai to blog vale account par kaise add ayega😢
Sir " tell us about you" me kuchh nahi bharna hai
Hello sir hinglish language per Google adsen ka approval Milega Ki Nahi
Adsense Code || Ads.txt snippet || Meta Tag
Ka option aarha h please jaldi se video bana ke daliye
Addline me kya likhe
Site unavailable or downtime issues aa rha hai.. please help
@SatishKVideosExtra Hi Satish ji, do you provide website analysis/auditing services?
I have a blogging website and need serious auditing to figure out what's wrong with the content or overall website settings and what needs to be changed to get the necessary traffic in-flow.
Sir.
How do I know my website is AMPsite or not...?
Sir theme konsa hai .... Please bataye
Pehle Free theme thi..Abhi Foxiz
@@SatishKVideosExtra sir maine generate press theme use Kiya tha apne Jo premium wala Diya tha uske saath but sir usme elementor se edit karne ke baad design aacha nehi AA Raha tha aab newswave use kar Raha hu .... But ye theme thoda slow hai .... Koi solution sir ?
hello sir ... auto blogging news website ke liye kaam karega for adsense approval and earning? Please guide sir!
No
@SatishKVideosExtra Thanks soooo much for replying sir ... God bless you with more success and good health ❤️
Hi sir , Meri website pe AMP Code header pe beth nahi raha hai . Paste karte he blank dikh raha he 😢 Please help sir
help.satishkvideos@gmail.com ispe mail karo ap
bhai vo sitekit hi download nhi hori😔
help.satishkvideos@gmail.com par email kariye
That's what quality content looks like
adityaal1.blogspot.com/2023/08/aditya-l1-india-now-aims-for-sun.html?m=1
bhai try karle
Sir, Bank details mei PayPal ka details dena hei ya Indian apna jo bank hei uske bank details dena hai Google adsens ke liye
Apne Bank account ka detail dena hai
Thanks Sir
Ad sence account deactivate what I do for reactivation
Adesense request accept nahi hui to kitne din baad request kr skte hai sir
Satish sir Mai jb bhi adsense k liye apply kr rha hu toh ye aa rha h
User's account has been disapproved.
Thanks a Lot Satish ji for your SUPER GUIDANCE 🌺🙏
Always welcome
@@SatishKVideosExtra sir ager some artical index hon aur some artical index na hon to kia tab bhi adsens ka approval mil jata he?? kindly reply
@@SatishKVideosExtra kindly me sir
Bhai gdpr cpra nahi ho raha hai
Sir ji blog mai ....asd.. kaise lagate hai us per video banaiye