Create SIP Account Online- Nil life-time Charge for App & my Advice www.assetplus.in/mfd/STARMF In activation if facing any issue, you can contact me- Raju- 9929641265 wapp 8800106839 call
Dear Right Now share market is bull trend so now we all are profitable But I would you like to say don't focus your portfolio on daily basis forget your folio for 20 years it's big challenge for us.
@@lavkeshsinghtomar777 bro 20 years is too much, ek saal me 65k in bhai ne daala hai to mtlb monthly 5k daal rahe hai, bhai is SIP amount ko thoda badhao, atleast 15k tk lekr jaao tb baat banegi. Agr salary itni nahi hai to side business kro, kaise bhi krke income increase karo.. Or target rakho 12-13 saal me 1 Cr pr jaana, taaki thoda enjoy bhi kr paao us success ko
Please never mind. But always recommend "Direct Growth Plan" instead of "Regular Growth Plan". We don't want to give any commission to broker. Otherwise your video content is perfect!
@@prayagdive6508 In the regular plan, mutual fund agent will get the additional commission from your investment. So, you will have to pay the expense ratio and agent commission in regular plan. The agent commission is not there in direct plan. So always go with direct plan.
Jis Tarah 3 month me MBA krate hai using Tarah Raju bhai crore Pati Bana rhe hai.. croro Bana Hawa hai, life me baht sare kharch hai, Raju bhai to RUclips se jyadh kamate hai or equity market se km
Dear Raju Sir, Tahe Dil Se Shukriya ❤ Aapne Mera questions apni video me liya, apne Bhai bhi Kaha Dil Se Shukriya ❤ Aap jaise log bahot Kam hai is samaj me aapne bahot acha explain karke samjhaya bahot acha laga. Apki Video bahot time SE dekhta himmat juta Kar apne sawal karta Raha aapne aakhirkar Mera sawal liya aur bahot Acha samjhaya apki baat manna Mera farq hai ❤ Thanks once again ❤
नमस्कार सर जी आपके वीडियो देखकर sip star ki Ab tk mene 265000 invest kiya h 3sal me sip ke द्वारा टोटल 360000 हो गया h Profit 93000 dikha rha h Very very thank u sir ji
Reallity yeh hai ki job krke koi 25 se 40k bhi kama raha hai to is mehngayi ke dour me kuch saving na hoga raju bhai bs har video me ek hi bolte hai 10 saal pehle itna dale to itna bn jata yeh sb bs kehne ki baat hai jiske pass acha business hai wahi yeh sb kr sakta job wala 25 se 40k me ghr chalayega ya saving karega
Sehi bat he bhai Par phir bhi kuch jod jar ke bachake bhi investment karna chahiye Pichle ka return isiliye batate he kyu ki wo ek reference he Maine kayi o ko dekha he jo log Yehi bolte he paisa nehi he Par investment ke nam par LIC ya ye sab ke paisa thik i de raha he Jisme kabhi bhi wealth nehi ban sakta Isi liye bolta hu Jitna bhi bache 500/1000/2000 unse bhi MF me investment karo And tenure lamba rakho Accha wealth banega hi banega Ye nehi bol raha hu ke 1 cr ban jaiyega Par phir bhi jo banega Bank, post office,lic se jada accha banega
Sirji aap ke aaj ke video mein 13:54 pe sacheen bhai saab ne bataya tha unka total portfolio amount 5100 ... Aap ne total aur break down amounts sab jod liya.. koi nai .. ho jata hai jald baaji mein kabhi kabhi ..🙏😇
Average salary Wale 15000 se 20000 Wale hain job me to wo kaise krenge financial management.kitna insurance me ,kitna mutual fund me kitna gold aur kitna emergency fund me.
Namaskar Raju ji..Ak baat bataiye agar ringtone sunke sell kar diye to Market down hone ke bad to jada unit buy kar satkte hai.Please discuss and suggest in detail when to sell..🙏
Raju sir, 1 doubt pls answer. Jaisse main ek sip 20k ka khola sbi small cap me har mahine wala... So agr kahi se mujhe fund aa gaya to kya main kissi mahine 40k bhi daal sakta hu kya?
Sir ji my ne sbi small cap 6000 Quant small cap 5000 Nippon india small cap 5000 Tata small cap 5000 Sbi contra fund 5000 sip kiya hai sahi hai sir ji please batadijiye
Sir mere pass every year 1 lakhs tk ka lumsum amount hota hn toh ky mai iski SWP 1 year ki kra sekta hu every year ya ni ? Or intrest kitna hoga 1year ka or risk please btiye??
jab ham share purchase karte hain....wo share ham Demat ac main rakhte hain.....Mutual fund k liye with out demat safe hain ? Or Demat nhi hain to koi investor ki purchase unit actually kis ka pass rahete hain ?
Raju bhaiya pranam, hum ne mirae asset large and mip cap fund me sip kar rahe h jo sahi perform nahi kar rha hai to kya hum switch kar du? dhanyawad apka 😊
Sir pls answer…. Property bhechi hai recently toh lumpsum 2 crore daalna hai mutual fund me. Aur sir already Sip chal rahi hai meri last 7 saal se sbi kotak axis ke small cap fund me…. To isi me continue karu ki spread out karun. Please tell me.Aur paise ki zarurat agale 5 saal nahi hai . Means hold bhi kar sakta hun bina nikale. My age is 33
AMC ke website par mutual fund ka nav alag hai aur coin par usi MF ka nav alag hai. Dono me 15-20 ₹ ka fhark hai. Ex. Quant mid cap ka nav amc website par 247 hai aur coin me 274 hai. Quant flexi amc me 109 hai aur coin me 120. Quant small cap ka amc me 274 hai aur coin par 294 hai. Itana difference kyon hai. Ab AMC se MF kharidana theek rahega ya coin se khadeena theek hai.
Sir Alag alag amc ka direct plan cams se mil sakta he ? Jaise ki quant, hdfc, sbi, nippon ke small cap . Yaa bank se direct plan milenga. App se yaa bank se kaha ka jyada safe hoga s.ip. karna ?
चल धीरे धीरे करके हम आपके सभी वीडियो को देखते रहते हैं हमें 3 महीने हो गए हैं तब से हम आपके वीडियो को देख रहे हैं और काफी खोपड़ी का ब्लूटूथ ऑन होता चला जा रहा है बहुत बहुत धन्यवाद 😂
raju sir , me beawar rajasthan se hu.agar 3 small cap me sip ho.or future me paisa redeem karna ho to kon se mutual fund se redeem karna chaiye jisem growth jayda hua hai ya jisme growth kam hua hai
Sir Mera sbi small cap fund regular growth mai 470000 hua hai time 2018-2023 tak or uske baad invest band kar diye hai or band hoga hai ab kaise invest kare
Raju sir, agar retirement ke baad jab koi income na ho, tab mutual fund swp redeem karenge, tab LTCG tax lagega yan total annual income dekhke bach jayega?
Sir agr mai 30lakh SWP me lgata hu or mnthly 30k withdraw krta hu 20saal k leye or mujhe 20saal k baad kuch paisa mela to bhi thek or nhi bhi mela to bhi thek, ayse condition me 30lakh lga kr mnthly 30k withdrawal krna sahi rhega???? Please give me your Valuable reply 🙏😊
Hi sir I can you review my portfolio Quant small cap fund -1000 Parag Parikh flexi cap -1000 HDFC midcap opportunities -500 SBI small cap fund-500 Aditya Birla Sun Life PSU equity fund -500 Nippon India small cap fund -500 My total sip amount -4000 Target -20 years
Raju sir aap ka video dekh ke jiban badal gya hai. Health me Dr. Biswaroop Roy , wealth me Aap ka video . Raju sir mid cap 150 index fund sa hi ra he ga ya mid cap quality 50 index fund sa hi ra he ga 10 sal ke lia, do no me kon sa acha hai return me.compare kar di ji a.
Namaskar raju sir SBI ka automotive fund me Paisa lagayya hai 50000 one-time and and HDFC ka manufacturing fund me 30000.sahi hai kaya apne kaha tha sectoral fund me investment se bachna chahiye but return to acha de raha hai plz suggest for your viewers 🙏🙏
Sir Maine 5000 karke sip me deposit kar raha hoon... Mujhe kavi dar lagta he... Paisa ... Loss.. hoga... Lekin... Lgta he loss nhi hoga... Ajib kasma kash me hoo Karu to kya karu... Please solution dijiye
Sir, SIP Rs.2000 each. Quant small cap fund, Qusnt value fund, Quant Infra, Nippon small cap fund, Nippon power & Infra, HDFC small cap fund and HDFC flexi...ICICI multi cap .kiya hey. Kya yeh sahi hey..?
Raju bhai Thenks aap mat bolo Thenk you Hame bolna chahi ye sache apka video dekhne ke bad itna Himat ata He ki uska javab hi nahi he Lekin Hamne To sip start kar di he bhai aage nahi dekhen ge Hamne sab sbi me sip and lumsup kar rahe he 1.Sbi. Equity Hybirdfund.1000 2.sbi.Magnum midcap.1000.sip.5000 lumsum. monthli 3.sbi.small cap. 1000 4.sbi.contra fund. 1000 5.sbi Nifty smallcap250index fund. 1000 achha he to batana varna swich kar denge Apki Hukum chahi ye Thenk you so mach 🙏
Rajubhaiya hamare desh me hoshyaro ki kami nahi hai.abhi tak 10 din me mba banate dekhe makka bhutta khaker sabhi dukh door hote dekha .car ke tyre ke dhool mathe laga kar sabhi samasya hal hote dekha.janta ka kuchh hua ki nahi lekin idea dene walo ka bhala jaroor ho gaya.
Rabi singh State - Bihar Central Govt job ---------------------- (From july 2024) Sbi contra fund - 5000 Motilal oswal midcap - 2000 Mahendra manulife smallcap -3500 Hdfc midcap opportunity fund - 2000 Parag parikh flexi cap -2500 Quant small cap - 2000 Kuch change kr skte h kya....ya shi h?? 10-12 years me 1cr target h.. Is it possible??
Raju sir mai apne portfolio me 5 small cap, 3 flaxicap, 2 large cap, 2 multicap and 1 index fund rakhe h....kya mai sahi kar raha hu ya apna portfolio ko reduce Karu. Please suggest sir and reply.
Sir 20 k per month invest karne ke 40k to 50k income bhi hona chahiye ye kuchh log hi kama pate hai am admi ka average income 20k to 30k hai isme wo apna ghar chlayega ya invest karega am admin ke liye koi plan bataye
Sir ek bat Janna hay, Nippon India small cap achha return de Rahi hay, but Nippon ek foreign company hay, to ek bat Jan na hay, ki Nippon me invest karna sehi rahega sir🙏
Vo bhai ye foreign company hai ishashe koi matlab nahi hai Nippon india Kai sari company me lagata hai na ki apne pass paisha rakhata hai jo ki cdsl nsdl me kaid rahata hai
Sir apka baat anusar e 15k sip 15 year 15% avg return 1cr. Or kuch nehi Dena hai chor dijiye next 6year 2cr then next 6year 4cr total 27 saal may 4cr only 15 sal 15k Dena hoga... Q k 27 sal bad inflation rate ke hisab se o 4cr ka valu approx 1.3 cr hoga
HDFC midcap opportunity fund Nippon India small cap fund Sbi magnum children benifit fund 1000-1000 total 3000 ki sip karta hu.. 15 sal ye kitna expect kar sakta hu.
बहुत खूब राजू भैया! मेरा 70,000 का SIP जा रहा है monthly small cap mutual fund में। Increase करके और 80,000 का SIP add करना चाहता हूँ; तो क्या दूसरे mutual funds (midcap या sectoral) में SIP करूँ?
Hi sir mai aek wealth manager hoon icic bank mai mai apko ye suggest karunga ki 3 small cap fund rakh na hao best jo hao nippon , quant , sbi small ya tata apki choice and jm flexi cap fund bhi rakh na hai
Hi sir.. Mera ek Amc me bluechip fund me sip chal rha hai pichle 5 sal se ab lekin jyada return nhi mila isliye ab switch karna hai usi Amc ke small cap fund me to mera jo sip chl rha hai woh kounse old fund me chalu rahega ya new fund me plz bataoo..
Mei apna daily ka profit apne is id mei hi upload kr deti hun... Isse track v kr payungi daily ka profit loss.. Aap dekh kr batao sahi hai naa mera portfolio
राजू सर मैं आपका बहुत बड़ा फैन हूं मैं अपनी बेटी की शादी के लिए जिसकी उम्र अभी 3 साल है कौन सा फंड ले और कितने की एसआईपी करें जिससे एक करोड़ बन जाए मैं महीने का सिर्फ 15000 ही कमा पाता हूं प्लीज रिप्लाई दीजिए
Raju Bhai Sir ji kabhi bolte ho Mugamboo rakshah hai, kabhi bolte ho Mugamboo bacha hai khelte rahega .... Kabhi bolte ho TV nahi hai gharme aur man pasand chis dekhate hoo.... Sir ji bolna kya chahate hoo... Kabhi bolte ho mee sirf Mutual fund ke bare me batunga ... Aaj bolte hoo Maths hee batata hoo
❤Namaskar sar mera name mitthu hai Mera sawal hai ki myuchal fund Axis small cap yah quant small cap mein Kitna rupaye Rakha jaaye jisse mujhe 10 se 12000 prati mahan milte rahe aur kabhi Mera portfolio negative Na Ho
MERE PRIYE GURU G., 1-NIPPON INDIA GROUTH FUND DIRECT PLA(SIP-1000). 2-MOTILAL OSWAL MIDCAP FUND FROUTH PLAN(SIP-1000). 3-QUANT SMALL CAP FUND DIRECT PLAN(SIP-1000). SIR TINO SIP ,20 YEARS ME KITNA HO JAYEGA SIR, TINO SIP COMPANY ACHHA H YA KHARAB SIR , PLZZZZ.PLZZZZ PLZZZZ SIR🙏🙏
Create SIP Account Online- Nil life-time Charge for App & my Advice
www.assetplus.in/mfd/STARMF
In activation if facing any issue, you can contact me- Raju- 9929641265 wapp
8800106839 call
Sahi bole aapke vedio dekhne par maths ke teacher ki yaad aati hai.
Sir aap ka video dekh kar sip Suru Kiya tha 1 sal pahle suru kiya hai tha aaj 150000 ho gya hai sir thanks love you.35000 ka munafa hai.
Dear Right Now share market is bull trend so now we all are profitable But I would you like to say don't focus your portfolio on daily basis forget your folio for 20 years it's big challenge for us.
@@lavkeshsinghtomar777 bro 20 years is too much, ek saal me 65k in bhai ne daala hai to mtlb monthly 5k daal rahe hai, bhai is SIP amount ko thoda badhao, atleast 15k tk lekr jaao tb baat banegi. Agr salary itni nahi hai to side business kro, kaise bhi krke income increase karo.. Or target rakho 12-13 saal me 1 Cr pr jaana, taaki thoda enjoy bhi kr paao us success ko
@@lavkeshsinghtomar777 Ok dear
"Namaskar sir, Mera naam Raju hai" har video ka staring me bolne style tagda hai Raju bhai. Very nice
Thanks
Great information Sir 👍
Please never mind. But always recommend "Direct Growth Plan" instead of "Regular Growth Plan". We don't want to give any commission to broker. Otherwise your video content is perfect!
What is difference between both?
@@prayagdive6508 In the regular plan, mutual fund agent will get the additional commission from your investment. So, you will have to pay the expense ratio and agent commission in regular plan. The agent commission is not there in direct plan. So always go with direct plan.
Always go for the direct plan. In the regular plan you will have to pay additional fee to agent.
1-2% extra fee
Vary nice informative Sir, SIP Regular growth m kiya jaye ya fir Direct growth m kiya jaye....Groww App SIP k liye kaisa rahega.
Kindly reply me 😊
I have also started sip in small cap mutual fund thank u Raju bhai ❤
Jis Tarah 3 month me MBA krate hai using Tarah Raju bhai crore Pati Bana rhe hai.. croro Bana Hawa hai, life me baht sare kharch hai, Raju bhai to RUclips se jyadh kamate hai or equity market se km
Dear Raju Sir,
Tahe Dil Se Shukriya ❤ Aapne Mera questions apni video me liya, apne Bhai bhi Kaha Dil Se Shukriya ❤ Aap jaise log bahot Kam hai is samaj me aapne bahot acha explain karke samjhaya bahot acha laga. Apki Video bahot time SE dekhta himmat juta Kar apne sawal karta Raha aapne aakhirkar Mera sawal liya aur bahot Acha samjhaya apki baat manna Mera farq hai ❤ Thanks once again ❤
नमस्कार सर जी
आपके वीडियो देखकर sip star ki
Ab tk mene 265000 invest kiya h 3sal me sip ke द्वारा
टोटल 360000 हो गया h
Profit 93000 dikha rha h
Very very thank u sir ji
Reallity yeh hai ki job krke koi 25 se 40k bhi kama raha hai to is mehngayi ke dour me kuch saving na hoga raju bhai bs har video me ek hi bolte hai 10 saal pehle itna dale to itna bn jata yeh sb bs kehne ki baat hai jiske pass acha business hai wahi yeh sb kr sakta job wala 25 se 40k me ghr chalayega ya saving karega
Karne wale kar lete hai mera salary 33k hai aur monthly 20k sip me investment kar raha hu
Sehi bat he bhai
Par phir bhi kuch jod jar ke bachake bhi investment karna chahiye
Pichle ka return isiliye batate he kyu ki wo ek reference he
Maine kayi o ko dekha he jo log
Yehi bolte he paisa nehi he
Par investment ke nam par LIC ya ye sab ke paisa thik i de raha he
Jisme kabhi bhi wealth nehi ban sakta
Isi liye bolta hu
Jitna bhi bache 500/1000/2000 unse bhi MF me investment karo
And tenure lamba rakho
Accha wealth banega hi banega
Ye nehi bol raha hu ke 1 cr ban jaiyega
Par phir bhi jo banega
Bank, post office,lic se jada accha banega
Meri income monthly 140k hai poora 140 k invest krta hun monthly 2018 se abhi tak COVID mein bhi continue rkha
Abhi aapki portfolio me kitna percentage return mila hai@@jugrajsingh7325
@@jugrajsingh7325 That mean accha khasa wealth creation ho gaya hoga already apkaa
Very useful information
Raju bhi swp karne ke liye kitna funds hona chahiye
Mere childrens ko aap jaise teachers se tution dilwaunga. Thanks for your efforts which are really good 👍
Sir🎉🎉🎉
Sip kisi bhi app me laga sakte hai..kya
Very nice information🎉🎉
Sirji aap ke aaj ke video mein 13:54 pe sacheen bhai saab ne bataya tha unka total portfolio amount 5100 ... Aap ne total aur break down amounts sab jod liya.. koi nai .. ho jata hai jald baaji mein kabhi kabhi ..🙏😇
Good teacher aap mutual fund ke❤❤❤❤
Sir sip agent se kre ya fir app as kee
ulip better hai kya
Thank you sir gi
Kya direct mf me lumsum dalne ke baad stp kar sakte he
Really it's helpful video for everyone ❤
Average salary Wale 15000 se 20000 Wale hain job me to wo kaise krenge financial management.kitna insurance me ,kitna mutual fund me kitna gold aur kitna emergency fund me.
kya abhi right time h lumsum ka
Namaskar Raju ji..Ak baat bataiye agar ringtone sunke sell kar diye to Market down hone ke bad to jada unit buy kar satkte hai.Please discuss and suggest in detail when to sell..🙏
Raju sir, 1 doubt pls answer.
Jaisse main ek sip 20k ka khola sbi small cap me har mahine wala... So agr kahi se mujhe fund aa gaya to kya main kissi mahine 40k bhi daal sakta hu kya?
Raju bhai good to put under parang Parikh hybrid fund? Or sbi, HDFC, what difference?
Sar SBI small cap mein one time investment nahin ho raha hai
Raju gentleman 😊
Sir
ETF lagana thik hai ya Mutual fund main?
Sir ji my ne sbi small cap 6000
Quant small cap 5000
Nippon india small cap 5000
Tata small cap 5000
Sbi contra fund 5000 sip kiya hai sahi hai sir ji please batadijiye
Sir mere pass every year 1 lakhs tk ka lumsum amount hota hn toh ky mai iski SWP 1 year ki kra sekta hu every year ya ni ? Or intrest kitna hoga 1year ka or risk please btiye??
jab ham share purchase karte hain....wo share ham Demat ac main rakhte hain.....Mutual fund k liye with out demat safe hain ? Or Demat nhi hain to koi investor ki purchase unit actually kis ka pass rahete hain ?
PSU funds ab bhi Acha return nahi de rahe. Kya karu
Sir minor demate account kaise kholte,,,bacho k name kon SIP sahi hoga
Raju sir Ram Ram mujhe jankari chahiye, kya sip se swp krne k liye sip karte samay hi mention karna hota hai ya kbi bhi nikal sakte hai?
Raju bhai video jaldi jaldi banan chahiye
Sir college student hu aur 1000rs sip Krna hai ....kisme Krna chahiye mujhe please help kre sir 🙏
Mera MF investment start sip chart me kaise dikhega?
Pls 🙏 sr reply mene sr parag prarikh MF mai nives Kiya h 7000 per month kya sahi investment Kiya h ya nhi
Ram Ram sir ji
Sir kisi genuine app se registration se lekar sip aur lumsum karne tak , ek video banaiye please. Thanks in advance sir🙏
NAUKRI HI DUS SAAL RAHEGA KYA??
Tax aur inflation ko bhi dhyan me rakhiye
Raju bhaiya pranam, hum ne mirae asset large and mip cap fund me sip kar rahe h jo sahi perform nahi kar rha hai to kya hum switch kar du?
dhanyawad apka 😊
Thank you ❤
Kam salary wale ke liye v kuch bataeye,sir
Sir pls answer….
Property bhechi hai recently toh lumpsum 2 crore daalna hai mutual fund me. Aur sir already Sip chal rahi hai meri last 7 saal se sbi kotak axis ke small cap fund me…. To isi me continue karu ki spread out karun. Please tell me.Aur paise ki zarurat agale 5 saal nahi hai . Means hold bhi kar sakta hun bina nikale.
My age is 33
AMC ke website par mutual fund ka nav alag hai aur coin par usi MF ka nav alag hai. Dono me 15-20 ₹ ka fhark hai. Ex. Quant mid cap ka nav amc website par 247 hai aur coin me 274 hai.
Quant flexi amc me 109 hai aur coin me 120. Quant small cap ka amc me 274 hai aur coin par 294 hai. Itana difference kyon hai. Ab AMC se MF kharidana theek rahega ya coin se khadeena theek hai.
Sir
Alag alag amc ka direct plan cams se mil sakta he ? Jaise ki quant, hdfc, sbi, nippon ke small cap .
Yaa bank se direct plan milenga.
App se yaa bank se kaha ka jyada safe hoga s.ip. karna ?
Sir mai 15000/Rs.ki sip Karna chahta hu.kaun se MF me lagaun.
चल धीरे धीरे करके हम आपके सभी वीडियो को देखते रहते हैं हमें 3 महीने हो गए हैं तब से हम आपके वीडियो को देख रहे हैं और काफी खोपड़ी का ब्लूटूथ ऑन होता चला जा रहा है बहुत बहुत धन्यवाद 😂
raju sir , me beawar rajasthan se hu.agar 3 small cap me sip ho.or future me paisa redeem karna ho to kon se mutual fund se redeem karna chaiye jisem growth jayda hua hai ya jisme growth kam hua hai
Motilal midcap kaisa hai sir
Good fund continue it for long-term like 10-12yr
Thanks you sir ji
Sir Mera sbi small cap fund regular growth mai 470000 hua hai time 2018-2023 tak or uske baad invest band kar diye hai or band hoga hai ab kaise invest kare
Raju sir, agar retirement ke baad jab koi income na ho, tab mutual fund swp redeem karenge, tab LTCG tax lagega yan total annual income dekhke bach jayega?
Lagega
Sir app aise bolenge to Bank ka keya hoga loan kah se dega bank or kha se lenge log
Sir agr mai 30lakh SWP me lgata hu or mnthly 30k withdraw krta hu 20saal k leye or mujhe 20saal k baad kuch paisa mela to bhi thek or nhi bhi mela to bhi thek, ayse condition me 30lakh lga kr mnthly 30k withdrawal krna sahi rhega???? Please give me your Valuable reply 🙏😊
Hi sir I can you review my portfolio
Quant small cap fund -1000
Parag Parikh flexi cap -1000
HDFC midcap opportunities -500
SBI small cap fund-500
Aditya Birla Sun Life PSU equity fund -500
Nippon India small cap fund -500
My total sip amount -4000
Target -20 years
Sar 5000 ' 5000 ke 6 one time invest keya hu sar une fand me sip ke bena1000 2000 ,1500 har maha dal sakta hu keya
Raju sir aap ka video dekh ke jiban badal gya hai. Health me Dr. Biswaroop Roy , wealth me Aap ka video . Raju sir mid cap 150 index fund sa hi ra he ga ya mid cap quality 50 index fund sa hi ra he ga 10 sal ke lia, do no me kon sa acha hai return me.compare kar di ji a.
Namaskar raju sir SBI ka automotive fund me Paisa lagayya hai 50000 one-time and and HDFC ka manufacturing fund me 30000.sahi hai kaya apne kaha tha sectoral fund me investment se bachna chahiye but return to acha de raha hai plz suggest for your viewers 🙏🙏
Sir Maine 5000 karke sip me deposit kar raha hoon... Mujhe kavi dar lagta he... Paisa ... Loss.. hoga... Lekin... Lgta he loss nhi hoga... Ajib kasma kash me hoo Karu to kya karu... Please solution dijiye
Jitna girega utna zyada lagao bahut paisa banega❤
Mai aapko aapna guru manta hu.
Sir, SIP Rs.2000 each. Quant small cap fund, Qusnt value fund, Quant Infra, Nippon small cap fund, Nippon power & Infra, HDFC small cap fund and HDFC flexi...ICICI multi cap .kiya hey. Kya yeh sahi hey..?
Raju bhai Thenks aap mat bolo Thenk you Hame bolna chahi ye sache apka video dekhne ke bad itna Himat ata
He ki uska javab hi nahi he
Lekin Hamne To sip start kar di he bhai aage nahi dekhen ge Hamne sab sbi me sip and lumsup kar rahe he
1.Sbi. Equity Hybirdfund.1000
2.sbi.Magnum midcap.1000.sip.5000 lumsum. monthli
3.sbi.small cap. 1000
4.sbi.contra fund. 1000
5.sbi Nifty smallcap250index fund. 1000 achha he to batana varna swich kar denge Apki Hukum chahi ye
Thenk you so mach 🙏
SBI small cap 1500,, parag Parikh Flexicap 1500,, HDFC mid cap 2000 plzz review 👏👏
Raju sir kya hume PF withdrawal karke mutual fund main lagana chahiye
Bilkul 👍
Never
Kabhi nhi
@@sunilyadav-sw2kj Jiyada rix nahi lene ka lekin mera hisab se 50% nikal ke small cap pe lagana chaiye
Maine aise h kiya pf nikal ke 50000 SBI energy fund me lagaya and 1lakh ka gold liya.
I stop trading and start 1000 sip asst+ in Franklin smaller company.
Sir motilal oswal defence index fund me SIP Krna sahi rhega??? Pls reply
Callertune me isne ek baar COVID ka precaution kya sun liya ye to ringtone ringtone karke piche hi pad gaya hai har video me😅😂
Sir aap jo portfolio dekhate hai 1.40 Cr ka ise me se aap SWP Krte hai please reply
RUclips vide se kamat hai ye
Nippon india का क्या future रहेगा Raju ji
Rajubhaiya hamare desh me hoshyaro ki kami nahi hai.abhi tak 10 din me mba banate dekhe makka bhutta khaker sabhi dukh door hote dekha .car ke tyre ke dhool mathe laga kar sabhi samasya hal hote dekha.janta ka kuchh hua ki nahi lekin idea dene walo ka bhala jaroor ho gaya.
Rabi singh
State - Bihar
Central Govt job
----------------------
(From july 2024)
Sbi contra fund - 5000
Motilal oswal midcap - 2000
Mahendra manulife smallcap -3500
Hdfc midcap opportunity fund - 2000
Parag parikh flexi cap -2500
Quant small cap - 2000
Kuch change kr skte h kya....ya shi h??
10-12 years me 1cr target h.. Is it possible??
Sir aap guide kijiye plz ki epfo ki pension lena chahiye ki nahi mein 2010 se job mein ho😆
No
Raju sir mai apne portfolio me 5 small cap, 3 flaxicap, 2 large cap, 2 multicap and 1 index fund rakhe h....kya mai sahi kar raha hu ya apna portfolio ko reduce Karu. Please suggest sir and reply.
Sir 20 k per month invest karne ke 40k to 50k income bhi hona chahiye ye kuchh log hi kama pate hai am admi ka average income 20k to 30k hai isme wo apna ghar chlayega ya invest karega am admin ke liye koi plan bataye
Ek baar phir aaj market tahas nahas ho gya kitna din tk ye chalega sir ab Kl bhi bhayankar girawat hone wala hai
Sir ek bat Janna hay, Nippon India small cap achha return de Rahi hay, but Nippon ek foreign company hay, to ek bat Jan na hay, ki Nippon me invest karna sehi rahega sir🙏
Vo bhai ye foreign company hai ishashe koi matlab nahi hai Nippon india Kai sari company me lagata hai na ki apne pass paisha rakhata hai jo ki cdsl nsdl me kaid rahata hai
Thank you sir motivate ke liye ..but ek chiz batao sir 10 sal ke bad aj ka 1 cr ka value ky rehe ga a v batao sir
7% mehengai ke hisaab se 50 lakh
Sir apka baat anusar e 15k sip 15 year 15% avg return 1cr. Or kuch nehi Dena hai chor dijiye next 6year 2cr then next 6year 4cr total 27 saal may 4cr only 15 sal 15k Dena hoga... Q k 27 sal bad inflation rate ke hisab se o 4cr ka valu approx 1.3 cr hoga
Aagr Mera 1cr ho gya to nikale ge to tax kat jayega kya or agar return file hum karte hai to tax wala paisa return hoga kya
Sayd ho jata hai
किसी ब्रोकर के माध्यम से म्यूचुअल ले
या साइड से दोनो में क्या सही हैं
Direct Lena hi nhi... regular fund nhi Lena hai brother 💖
AMC site se and usse manage karna cams se.
HDFC midcap opportunity fund
Nippon India small cap fund
Sbi magnum children benifit fund
1000-1000 total 3000 ki sip karta hu..
15 sal ye kitna expect kar sakta hu.
बहुत खूब राजू भैया! मेरा 70,000 का SIP जा रहा है monthly small cap mutual fund में। Increase करके और 80,000 का SIP add करना चाहता हूँ; तो क्या दूसरे mutual funds (midcap या sectoral) में SIP करूँ?
Hi sir mai aek wealth manager hoon icic bank mai mai apko ye suggest karunga ki 3 small cap fund rakh na hao best jo hao nippon , quant , sbi small ya tata apki choice and jm flexi cap fund bhi rakh na hai
Sit investment kaha se kare
Pahone , google pay jaise application se ya bank wali application se
Groww app , coin zerodha
Bhai SB bolte hai ki 12%milta hai 10 Saal me
10 Saal se me sip ke rha hu 15000 ki 10%ke hisb se 29 lakh hi bana h😂😂😂😂😂😂😂😂
Bank me Paisa ni rakha ab Sara Paisa mutual fund me he lgta hu 1crore k bad 1 lakh pr month le sakta h kya 😊
Aaram se
60k per month sahi rahega 1cr me
Max 70000 lelo .
Hi sir..
Mera ek Amc me bluechip fund me sip chal rha hai pichle 5 sal se ab lekin jyada return nhi mila isliye ab switch karna hai usi Amc ke small cap fund me to mera jo sip chl rha hai woh kounse old fund me chalu rahega ya new fund me plz bataoo..
What is LTCG tax after parliament approval on 7th August,2024.
Mei apna daily ka profit apne is id mei hi upload kr deti hun... Isse track v kr payungi daily ka profit loss.. Aap dekh kr batao sahi hai naa mera portfolio
राजू सर मैं आपका बहुत बड़ा फैन हूं मैं अपनी बेटी की शादी के लिए जिसकी उम्र अभी 3 साल है कौन सा फंड ले और कितने की एसआईपी करें जिससे एक करोड़ बन जाए मैं महीने का सिर्फ 15000 ही कमा पाता हूं प्लीज रिप्लाई दीजिए
Raju Bhai Sir ji kabhi bolte ho Mugamboo rakshah hai, kabhi bolte ho Mugamboo bacha hai khelte rahega .... Kabhi bolte ho TV nahi hai gharme aur man pasand chis dekhate hoo.... Sir ji bolna kya chahate hoo... Kabhi bolte ho mee sirf Mutual fund ke bare me batunga ... Aaj bolte hoo Maths hee batata hoo
❤Namaskar sar mera name mitthu hai Mera sawal hai ki myuchal fund Axis small cap yah quant small cap mein Kitna rupaye Rakha jaaye jisse mujhe 10 se 12000 prati mahan milte rahe aur kabhi Mera portfolio negative Na Ho
MERE PRIYE GURU G.,
1-NIPPON INDIA GROUTH FUND DIRECT PLA(SIP-1000).
2-MOTILAL OSWAL MIDCAP FUND FROUTH PLAN(SIP-1000).
3-QUANT SMALL CAP FUND DIRECT PLAN(SIP-1000).
SIR TINO SIP ,20 YEARS ME KITNA HO JAYEGA SIR,
TINO SIP COMPANY ACHHA H YA KHARAB SIR ,
PLZZZZ.PLZZZZ PLZZZZ SIR🙏🙏
50 Peti se Financial Freedom kar sakte hai Kya Raju Bhai, agar koi DEBTS nahi hai tho.