Very true I have Venue petrol engine, and it's giving 10km/ltr in local And 12km/ltr on highway in AC mode. Even I didn't drive above 80kmph , still the average is not well. Personally suggest to buy Baleno
Kuch log venue ko itna bolte hai ki mileage nhi hai, space nhi hai, choti lagti hai, etc jaise nexon aur brezza 30+ average deti hain aur 7 seaters hai😂. Is segment me sabhi ka almost same average hai and sabhi 4+ 1 seater hai
Bhai tu diesel bta rha ya petrol.. petrol me agr itna nikal rha hai to bhai mujhe bhi trick bta kaise chlata h.... meri to city me 11-12 and high pe 15-16 .deti hai aaj tk 16 se upar nhi gyi
Bhai Tum venue haters ho kya venue city me 13-14 deti hai with AC on . Aur highway pe 19-20 deti hai mileage . Ajh hi gandi raste pe chalaya 200km+ mileage 16
Bhai venue petrol gadi highway pr 22 deti hai me weekly jata hu or 21 ke niche kabhi nahi di ....speed 75-85 or .....city me traffic or driving ke upar hai but 13-16 degi hi pakka
MID par show karegi 22 actual hogi 12-14 on highways. City or heavy traffic me degi 10-12. Agar apki 22 de rahi hai to meri venue s+ 2020 model faulty engine Vali hai ?
12kmpl 2023 model pehle milti thi 15-16ki ab mileage droop ho gya company walo ka mooh shutter band hai kehte hain no comments please@@deshwalrishabb7426
Dimag k andhe city mei 16+ or highway pe 21+ average h venue ki or meri wali ki average total 17.1 hai wo b isliye k mai jata hu job pe waha la road bohot ghatia h phr Waha 17-18 average aati h
@@rajpalsinghchauhan8871 mare bhi phale aasa he tha jab se mai jaipur aaya or patrol pump badla tab se sahi de rhi hai jaise he kise or pump ka dalwata hu to 14 12 ki aajate hai
As per my personal experience in these 5 years with Venue 1.2 Petrol, Even after driving with so ease the city mileage is never more than 10 & on highway 15. I am talking about real mileage not the one mentioned on odometer because its never accurate.
Ye bhai bilkul jhut bol rha h. Meri Venue Petrol Bahut pyar se 60 pe drive krta hu hmesha 20 ka Avg deti h. Haan 14, 15 wala case b hai lekin wo Harsh Drive krne pe h. Pyar se toh 20 ka deti hi hai bhai.
भाई मेरे पास venue है एवरेज इश्यू है मेने CNG लगवाए हैं एक महीने पहले मेरा हर महीने पेट्रोल 12 हजार तक पहुंच जाता था अब cng मे इतना ही किलोमीटर चला तो 5 हजार होता है
Very true I have Venue petrol engine, and it's giving 10km/ltr in local And 12km/ltr on highway in AC mode.
Even I didn't drive above 80kmph , still the average is not well. Personally suggest to buy Baleno
Try to contact service centre person .
Bhai sahi he mere b esa hi lagta he average me
Bhai I have venue petrol . Esa to nahi deti h .
Bhai sahi tarike se chalaoge to 22 tak deti h
I have petrol venue 2021... Bilkul avarage nai hai
Informative videos Thanks brother
Mery pas ye car h 23 modl h bahut achhi car h ji * ager 1/2 lt petrol jiyada bhi lg jata h koi frk nhi prrta
Smooth chlti h
Bhai is se uper koi car nahi as per middle class...bindas car recently buy oswam car
Kuch log venue ko itna bolte hai ki mileage nhi hai, space nhi hai, choti lagti hai, etc jaise nexon aur brezza 30+ average deti hain aur 7 seaters hai😂. Is segment me sabhi ka almost same average hai and sabhi 4+ 1 seater hai
Bro meri venue traffic me bi 15-17 deti hai...highway 19+ with AC, rare case mei 12-14 mileage hota h, 10 se Kam to kabi ni hua
Bhai tu diesel bta rha ya petrol.. petrol me agr itna nikal rha hai to bhai mujhe bhi trick bta kaise chlata h.... meri to city me 11-12 and high pe 15-16 .deti hai aaj tk 16 se upar nhi gyi
Bro petrol...drive with less rapid acceleration..
Diesal hogi apki petrol itni hi deti hai city m 10 highway 15
Petrol hi hai bro
I already have a petrol venue car local milege 13 to 15 and in highway milenge 16 to 18...
Daily running h delhi to noida petrol so variant 19 kmpl without ac / with ac 17 kmpl
You are such a nice driver then who can get 15+ milage in Delhi Noida Traffic.
Bhai Tum venue haters ho kya venue city me 13-14 deti hai with AC on . Aur highway pe 19-20 deti hai mileage . Ajh hi gandi raste pe chalaya 200km+ mileage 16
Bhai venue petrol gadi highway pr 22 deti hai me weekly jata hu or 21 ke niche kabhi nahi di ....speed 75-85 or .....city me traffic or driving ke upar hai but 13-16 degi hi pakka
Apka model kaunsa hai turbo ki non turbo
MID par show karegi 22 actual hogi 12-14 on highways. City or heavy traffic me degi 10-12. Agar apki 22 de rahi hai to meri venue s+ 2020 model faulty engine Vali hai ?
😂😂😂😂 really
bhai venue petrol 14 ki average deti he pagl kyu bna rhe o
12kmpl 2023 model pehle milti thi 15-16ki ab mileage droop ho gya company walo ka mooh shutter band hai kehte hain no comments please@@deshwalrishabb7426
Bhai ne 30K me kis company ki kit lagwai hai
Dimag k andhe city mei 16+ or highway pe 21+ average h venue ki or meri wali ki average total 17.1 hai wo b isliye k mai jata hu job pe waha la road bohot ghatia h phr Waha 17-18 average aati h
petrol or diesel?
आपके पास डीजल है क्या प्रेटोल भाई
Bhai show to meter me 22ki average krdu .. bt jitna bhi jor lga do 15 se uper nh h
Meri New Venue (S) Variant To 22 Tk Average Deti Hai 👌🔥😃
Leni chahiye
Venue disel average 20 to 24 kmpl according to drive & load
big brother , mic khareedo ..aawaaz clear ni aa Rahi apace frnds ki
Bhai ham ne abhi venue Li hai SX model petrol or ham ne..24 ki mileage mili hai..
Kuch b😅😅😅😅
Bhai Mene bi yahi le hai thanx
Nice video
Mere bhai 1000 turbo 1500 cc ke equal hota ha power me
Bhai me to 22-25 nikal leta hu agar proper chalao to, highway pe rush driving karo fir bhi 15-16 to deti hi hai.
15/16 deti hai
@@Aadarshenggworks8734kese chalate ho bhai ki 22 de deti h
Mare patrol mai 18 ki daite hai on highway or city mai 14 ki nayi gaadi 11 12 tek he daite hai 1 saal baad sahi se mileage daite hai
Mujhe ek sal ho gya he abhi tak shi aya he 13 se jada ka nhi diya he
@@rajpalsinghchauhan8871 mare bhi phale aasa he tha jab se mai jaipur aaya or patrol pump badla tab se sahi de rhi hai jaise he kise or pump ka dalwata hu to 14 12 ki aajate hai
Bhai sach sach likho yaar mileage kya deti.h.local yaa.highway.par
Nice bhai ji
Mere pass s optional plus hai high way par 17 + ka avg kai baar nikala hai
Bhai S+ kitna average deri hai city me ?
@@dipakvarma5308 13 ka milega. Waise vehicle kaise drive kari ja rahi hai
Fronx sahi hai frnx li hai nere bhai ne 22 ki average
भाई cng से लोकल का माइलेज कितना देती है
@@yogendrasharma4445 full tank cng Mai 200 ,220 nikalti hai last jab khub aucha chalaoge
Bhai mere pas he 2024 s 60 ki speed pr chlata hu 18 se 20 kmpl a jata he
Bhai turbo lena chahiye ki 1.2
@@puneetdhingra094 power chahiye to turbo or average chahiye to 1.2
Bhai 55-60 pe Maine to 25 bhi nikali h
@@reticent8446 बस तो फिर भगवान से मिलना है क्या
Bhai CNG kit kaha se lagvayi Venue me
@@imtadvi faridabad se
@@PrashantPalwalSe faridabad me kaha par? Number bhejo please
In future venue CNG me aayegi kya company fitted ?
Are bhai highway pe 18+ deta hai aur town me 12+ sure
Meesho se CNG lagvai hai😂😂
Bro 16 to mere bhe deti h 10 to bhot kam bta rhe ho yar
Bhai mene 26 nikali. Apni
❤❤
भाई ने किस से किट लगवाए है 30 k में कृपया बताएं।
@@yogendrasharma4445 faridabad m hai bhai m contact no. Dal dunga apko
@@PrashantPalwalSe G
Contact please
Bhai mujhe bhi lagwana hai@@PrashantPalwalSe
@@PrashantPalwalSeno.send Karo
Bhai cng 30000 me kaha per leg rahi hai
Batana
Faridabad
Faridabad m kha pr shop ka naam bta do mere paas bhi venue h@@PrashantPalwalSe
@@PrashantPalwalSeभाई अपना नंबर और cng फिटर का नंबर दें दो
30 हज़ार मे cng कोई नही लगा रहा hai
वो भी पेपर मे चढ़ी हुई
10.80 on road hoti hai unki basad machao
As per my personal experience in these 5 years with Venue 1.2 Petrol, Even after driving with so ease the city mileage is never more than 10 & on highway 15.
I am talking about real mileage not the one mentioned on odometer because its never accurate.
right
Average bilkul b nhi h venue ki mere pass h
Bhai car leli lkn pta h nhi h abhi petrol jyda peeyega new h ek do service per normal hojygi
Ye bhai bilkul jhut bol rha h. Meri Venue Petrol Bahut pyar se 60 pe drive krta hu hmesha 20 ka Avg deti h.
Haan 14, 15 wala case b hai lekin wo Harsh Drive krne pe h. Pyar se toh 20 ka deti hi hai bhai.
Bhai y raf and taf chalate hai
Kabhi nahi milegi average
भाई मेरे पास venue है एवरेज इश्यू है मेने CNG लगवाए हैं एक
महीने पहले मेरा हर महीने पेट्रोल 12 हजार तक पहुंच जाता था अब cng
मे इतना ही किलोमीटर चला तो 5 हजार होता है
Sahi bol rahe ho bhai ham bi paresan hai
Average kitna deti he???
Kon he ye log
Kha se aate he ye
Bhai meri city me 11-12 hi de rahi hai
21 on highway.. if you want proof send me your email id.. and city 17.. petrol 1.2L S Optional..
Ek dum jhooth bol Raha ha petrol mai meri 19 -20 ki avarage deti ha aur city mai 13
❤❤