Kundali Vishleshan 20, How to analyze conjunction result in vedic astrology

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 2 ноя 2024

Комментарии • 185

  • @mukeshh9407
    @mukeshh9407 5 лет назад +3

    Pranam
    Very nice explanation
    Thanks

  • @aartitrivedi3294
    @aartitrivedi3294 5 лет назад +2

    Pranam Guruji 🙏
    Bahot badhiya
    Aja tak iss trah yuti ke bare me kishi ne Nahi batata ..👌👌apa Ka bahot bahot dhanyavad 👏

  • @pt.susantadebta4904
    @pt.susantadebta4904 4 года назад +3

    गुरु जी प्रणाम वहुत सुन्दर प्रस्तुति

  • @devendrarao3854
    @devendrarao3854 5 лет назад +2

    प्रणाम गुरुदेव बहुत ही अच्छा धन्यवाद ग्रहों की युति समझने में आज बहुत ही बढ़िया समझाया देवेंद्र राव भीलवाड़ा

  • @baidnathpurohit635
    @baidnathpurohit635 4 года назад +1

    आप की जितनी प्रशंसा की जाय कम है।नमन गरूजी

  • @gurudathshenoy1615
    @gurudathshenoy1615 4 года назад +2

    Namaste Sir bahuth Sookshmatam se aapne Yuty ka Chinthan karne sikhaaye , Adbhuth Sir aise kisee bhee ne na sikhaaye honge. Thanks lot Sir
    Saadar Pranaam.

  • @jyotishnidhi8164
    @jyotishnidhi8164 5 лет назад +2

    Pranam Guruji yuti fal ko aap ke sanidhya mein bahut achchhe se Samjha thanks

  • @RakeshGupta-jk7vm
    @RakeshGupta-jk7vm 2 года назад

    Guruji Saadar Pranam,
    You are teaching a teaching a very difficult subject in a very simple way
    Aapko shat shat naman.

  • @nicegame6678
    @nicegame6678 4 года назад +2

    Bahut sunder

  • @rvnirhali05
    @rvnirhali05 3 года назад

    Ye topic bahut hi achha sikhaya . bahut bahut dhanyawad

    • @TRUTHSOFASTRO
      @TRUTHSOFASTRO  3 года назад

      pranam, "MEDICAL ASTROLOGY COURSE" and ADVANCE PREDICTIVE COURSE" both are going to start in jan 2022, interested one please contact 9911189051

  • @annuaravinda
    @annuaravinda 3 года назад +1

    Nicely explained. This video needs to be watched repeatedly to fully grasp. Thank you.

  • @vimal5894
    @vimal5894 4 года назад +1

    कृपया मेश लग्न की कुंडली का उदाहरण न देकर किसी अन्य लग्न का भी उदाहरण देने की कृपा करे सर आपका समझने का तरीका भोट ही अच्छा है

  • @sdebalina
    @sdebalina 3 года назад

    🙏🙏🙏🙏 dannyabad Guruji .itne sundar se samjhaye ... conjunction lo leke bahut dubidha hota tha pehele

  • @sheetaljoshi6783
    @sheetaljoshi6783 5 лет назад +1

    pranam sir
    aapke iss video se bahot kuch sikhne mila. aur kuch prashn bhi hai. umid hai aap iske jawab jarur denge.
    jaise ki yaha bataya gaya hai ke kendra aur trikon ke swami agr ek sath ho to rajyog banta hai.
    samzo ki sinh lagn ki kundali hai. lagnesh sury aur panchamesh guru eksath dasham sthan me baith jaye to rule ke hisab se to raj yog hona chahiye.
    par sinh lagn me dasham sthan ka swami shukr hai jo sury aur guru dono ka shatru hai.
    tatkalik maitri me agar ek hi ghar me baith jaye to guru sury sam ban jate hai. aur shukr mitr ban jata hai. To aise raj yog ban jata hai kya? aur agar banta bhi hai to kab fal deta hai. guru dasha ,surya dasha ya fir shukr dasha me?
    umid hai aapse reply milega.
    dhanywad

    • @TRUTHSOFASTRO
      @TRUTHSOFASTRO  5 лет назад

      Rajyog banane wale grah apni dasha anter dasha me vishiesh fal karte hain

  • @ramumani806
    @ramumani806 2 года назад

    Namaskar. Lessons 16 to 20 excellent.🌹🙏🙏🙏🌹

  • @sunitaswami284
    @sunitaswami284 5 лет назад +1

    guru g charn spars aapka bahut bahut dhanyvad Maine aapke bare me bhut suna tha aaj Maine pahli bar video dekha hai bhut acha laga mai shuru se dekhna start kr rahi hu plz thoda dhire dhire video uploads kro mai bahut piche hu plz

    • @TRUTHSOFASTRO
      @TRUTHSOFASTRO  5 лет назад

      Please do not worried. ab shuru kar diya sab kuch samjh sakenge. Aap kram se paden. aane wale path ko bad me pad lenge,
      aapka swagat hai. koi pareshani ho to contact karen

  • @madhutayal9952
    @madhutayal9952 4 года назад +1

    Om namay shivay very nice information thanx

  • @subodhsinha6966
    @subodhsinha6966 3 года назад

    धन्यवाद, आपके आभारी हैं

    • @TRUTHSOFASTRO
      @TRUTHSOFASTRO  3 года назад

      ADVANCE PREDICTIVE ASTROLOGY COURSE AND PRASHNA AND VARSH" is going to start in september, interested one please contact or mail

  • @nutangupta2305
    @nutangupta2305 5 лет назад +1

    प्रणाम अचरजों।ज्ञानवर्धक पाठ। यदि मेष लग्न में सूर्या अपनी ही राशि में पंचम भाव में स्थित है तथा तीसरे और षष्ठम् का स्वामी बुध से युती बनाए, तो दोनों एक दूसरे से सम होंगे।अब इसका प्रभाव दोनों भावों पर क्या हो सकता है ?

    • @TRUTHSOFASTRO
      @TRUTHSOFASTRO  5 лет назад

      Santan ke liye achcha nahi kahenge. Pura detail dekhne par adhik pata chalega

  • @golupiyush
    @golupiyush 2 года назад

    bahut hi acha video ..dhanyawaad guru ji

  • @nutangupta2305
    @nutangupta2305 4 года назад +3

    प्रणाम आचार्यजी। यदि युती बन३ वाले ग्रहों में, केतु अथवा राहु का योगदान हो तो कैसे फलती करेंगे?

  • @mukuljaggi1
    @mukuljaggi1 3 года назад +1

    Thank You Guru ji 🙏

  • @ranjushahgrawal24
    @ranjushahgrawal24 4 года назад +1

    🙏🙏 guru ji Radhey Radhey... very useful video

  • @alokverma2662
    @alokverma2662 4 года назад +3

    गुरु जी
    प्रणाम
    ग्रहों की युति के संबंध में भी अलग से भाव , शुभ अशुभ ग्रहों की, दो तीन चार पांच या अधिक ग्रहों की भाव अनुसार स्थिति पर कुछ पाठ देने की कृपा करें ।
    सादर

  • @remark3309
    @remark3309 5 лет назад +3

    pranam gurudev thks a lot... God bless you

  • @manojdangwal4315
    @manojdangwal4315 5 лет назад +1

    Bahut sunder guru ji pranam..

  • @omnamahshivayom123
    @omnamahshivayom123 5 лет назад +1

    Namste sir abhi Maine aapke saare video nahi dekhe aapka padhane ka tarika best h sab ekdam samajh aata h sir aapki video jisme aapne tatkalik grah svbhav ka path diya h please uska number bata dijiye sir yadi yuti ekadash me ho aur chalit me dwadash me chali jaye to kya samajhna chahiye

  • @sweetnicky6049
    @sweetnicky6049 5 лет назад +2

    Pranam Guru Dev 😊.Thank you so much....Nice information 👌

  • @indischesessen4080
    @indischesessen4080 4 года назад +1

    Pranam Guruji. Aapne bataaya Vrish lagan me guru 8th aur 11th ka swami hone ke kaaran , Guru achcha parinaam nahi karenge... Lekin ye to keval tatkaalik vivechana hui. Iske aage ki vivechana jo aapne bataayi -> Kaal purush ke anusaar Guru 9th( trikon) aur 12th ke swami hain to achcha, naisargik shubh to bhi achcha. Guru ke apne shubh swatsntra karkatva. Tab Guru kyun nahi achcha phal karenge? Kyunki wo lagnesh Shukra ko mitra nahi maante isliye, aur tatkaalik roop se 8th aur kalpurush roop se 12th yaani 2 dukh sthan ka swamitva hone ke kaaran bhi Guru achcha phal nahi karenge. Kripya maarg darshan kare.

  • @vishwauchil1737
    @vishwauchil1737 Год назад

    brilliant explanation. thank you guruji.

  • @indrasehgal958
    @indrasehgal958 4 года назад +1

    Respected Sir, please tell
    Tula lagan me 7th house me guru,Budh and Surya ki yuti kese fal degi ,yadi Lagnesh shukar 8 th house me ho.

  • @golupiyush
    @golupiyush 2 года назад

    guru ji..भावार्थ रत्तनाकार kaun se writer ka kharidna chaaiye? Amazon pe bahut alag alag writers ka hai?

  • @komalshukla3553
    @komalshukla3553 4 года назад +1

    Panch grah ek sath yuti Kare Jo apas me satru ho to Kya falit hoga . Or Ekadas bhav me ho to bdhotri hogi kya

  • @rsharmaku5248
    @rsharmaku5248 2 года назад

    Parnam Guru ji aapka bahut bahut dhanyawad ji 🙏🙏

  • @kuldiepthakuriea8397
    @kuldiepthakuriea8397 5 лет назад +1

    Guruji, Dashao me yuti ki result keise dekhna sahiye . for exple dhanu lagna me mangal aur shani ki yuti lav bhao me ho to shani ki mahadasha me result keise kehna hai......???

  • @sarojshukla3828
    @sarojshukla3828 4 года назад +1

    Guruji vrushabh lagna me 11th me shukra unch ka ho to or guru ka conjunction hi to

  • @DrRPChugh
    @DrRPChugh 4 года назад +2

    महोदय,
    25, 26, 27 दिसम्बर, 2029 को धनु राशि में 6 ग्रह थे, उस दौरान किसी का जन्म हुआ, उसको कैसे पढ़ेंगे। यहाँ planetary war हो रहा है। इसका प्रभाव हर भाव में समझाने का कष्ट करें।
    धन्यवाद जी।

  • @krishankripa6197
    @krishankripa6197 5 лет назад +1

    Pranam Sir ji thanks yuti phal ko bahut achchhe SE samjha kal purush ke adhar SE Surya shukra ki yuti ho to kya shukra k karkatw ki hani hogi ya nahi please kripa kare

    • @TRUTHSOFASTRO
      @TRUTHSOFASTRO  5 лет назад +1

      shukra ast hone par pareshani ho sakti hai, dhyan yahi rakhna hai ki dono mitra nahi hain

    • @krishankripa6197
      @krishankripa6197 5 лет назад

      @@TRUTHSOFASTRO Thanks sir ji pranam

  • @rekhabhatt8020
    @rekhabhatt8020 4 года назад +1

    This is only for kal purush kundli?

  • @dhruv3170
    @dhruv3170 4 года назад +1

    Agar 3 aur 6 bhav ke swami ki yuti 9 bhav ke swami ke sath kendra me ho jay aur dono naisargik Shubh Grah ho to..?

  • @navendukumar3046
    @navendukumar3046 5 лет назад +2

    Good morning sir nice update

  • @vishnuduttsharma5226
    @vishnuduttsharma5226 3 года назад

    Pandit ji meash lagn mein Surya shani ki yuti Pancham mein ya 11 mein ho to kya dhan ke alaawaa vidya va santaan ke liye bhi achchhi hogi?

  • @ajitsingh-ds8pd
    @ajitsingh-ds8pd 4 года назад +2

    Parnaam guru Dev ji

  • @samanendramohanty1730
    @samanendramohanty1730 2 года назад

    Guruji 🙏🙏🙏 mina lagan mein nabam bhab sukra guru chandrama surya ek sath acha ya bura ? Sukara ki dasa kaisa rahega gyan ho to kalyan ho

  • @sunyanapuri973
    @sunyanapuri973 4 года назад

    Kumbh Kagan ma mangal and guru in eighth house is good or not ?

  • @kanaksirohi6148
    @kanaksirohi6148 5 лет назад +1

    Namaskar sir . everything is clear. I know that I am not supposed to say this but I have a problem that's why I am asking.i have a kundli of my relative.he died in 2015. kidney 2 baar change ho chuki thi. Mene abhi sirf 221 path hi padhe hai.gochar, bhavarth ratnakar nahi padha. I am unable to understand his kundli.itne badi beemari ka koi sanket nahi dikh Raha hai inke father bhi mouth cancer see pidit the .if u don't mind please kundli samajhne mein thodi madad ker de.

    • @TRUTHSOFASTRO
      @TRUTHSOFASTRO  5 лет назад

      Please send Kundali and write time of diseases. i will try

  • @dineshpareek1198
    @dineshpareek1198 4 года назад

    good explanation

  • @visitkeshav1
    @visitkeshav1 5 месяцев назад

    Guruji abhi ye vrish lagan ki patrika me shani surya sukra ki yuti me surya kendra ke swami shani trikon ke swami aur shukra lagna aur 6th ke bhi swami yuti karke kendra trikon me ho toh sabse jyada shani aur shukra ka hi chalega na kyuki naisargik rup se shukra shani surya ke shatru hue aur ab yuti karne se sam ho gaye..shatru aur sam...shatru..aise stithi me surya ka result kam aur shani aur shukra ka result jyada dekhne ko milega kya?

  • @harivenkat8446
    @harivenkat8446 5 лет назад +1

    Excellent Guruji.... I am studying a patrika in which there are 4 planets in the 12 th house... Pls also explain how to read such conjunction... Thanks and Pranaam...

  • @kanaksirohi6148
    @kanaksirohi6148 5 лет назад +1

    7 Nov,1971,12:20am,dayalpur (village near ballabgarh,fariadabad),date of death(17oct 2015),1996 se bimaar the,1996 mein shaadi Hui thi.kidney 2 baar change ho gyi this.2015 mein jyada beemar hua the.mein is kundli per practice ker rahi thi.aap chahai to practice prediction mein hum ko sikha sakte hai. Thank u sir

  • @ranjanaguptachemistryclass3265
    @ranjanaguptachemistryclass3265 5 лет назад +1

    Panditji pranam. Rahu ki yuti bhe explain Karen.
    11 th hs main Shani chandrama va ketu hon to teeno gragh ke karaktva ki vridhi hoge.

  • @rajkumarchhajed7964
    @rajkumarchhajed7964 5 лет назад +2

    Pranam guruji 🙏🙏🙏🙏

  • @joginderpalgagneja8047
    @joginderpalgagneja8047 4 года назад

    Guru ji parnam
    please through some light when four planets namely Sun, Guru, Budh & Shukar have conjunction in fourth house in Mithun lagana & have drishti by mangal situated in lagan. Here Guru & Shukar are both Shubh but are in company with Sun and Budh who is also in his own rashi Kanya. Should we say that the result will be positive or have some impact of sun.

  • @IAMTechLearn
    @IAMTechLearn 5 лет назад

    Shukra+ Managal ki Yuti, jatak ko mehant se aage badhati hain aur sath hi pragati bhi karwata hain, yahi yuti agar bhagya bhav mein ho to aur bhi aacha phal denge

  • @debashiskar8970
    @debashiskar8970 4 года назад

    Sir, maniye kisi house mai 2 graha hai, lekin un do graho ke degree mai bohot difference hai, to kya conjunction ka power kam ho jayga ? or maniye ki do graho bohot hi pas hai, to asta hone ka concept kya conjunction ki power ko effect karega ?

  • @manishdubey2791
    @manishdubey2791 2 года назад

    जय श्री कृष्ण.. ग्रह की स्थिति लग्न कुंडली से ले रहे हैं पं.जी या भाव- चलित कुंडली से ग्रह की भावगत-स्थिति ले रहे है?

    • @TRUTHSOFASTRO
      @TRUTHSOFASTRO  2 года назад

      bhav chalit hum nahi padate

    • @manishdubey2791
      @manishdubey2791 2 года назад

      @@TRUTHSOFASTRO जय श्री कृष्ण.. पं. जी क्या फलादेश में कहीं भावचलित कुंडली का आप प्रयोग करते हैं ?

  • @aviramlenka8976
    @aviramlenka8976 5 лет назад +2

    Pranam Guruji

  • @aniruddhadeshpande8231
    @aniruddhadeshpande8231 Год назад

    Gurujee Pranam
    Vrischik lagna me budh aur rahu yuti 9th house me kark rashi me kaisa phal karega

  • @amarmishra938
    @amarmishra938 3 года назад

    गुरूजी प्रणाम्,
    सिहं लग्न मे तीसरे और छठे के स्वामी की युति बने केंन्द्र मे तो फल शुभ होंगे या अशुभ? यदि शुभ हों तो 12वें भाव मे बने तो भी शुभ या अशुभ कहेंगे?क्या अशुभ युति पर शुभ ग्रह की दृष्टि से शुभ फल प्राप्त होंगे?

    • @TRUTHSOFASTRO
      @TRUTHSOFASTRO  3 года назад

      agal-alag results ke liye alag-alag manage,kahi shubh aur kahi ashaubh

  • @navendukumar3046
    @navendukumar3046 5 лет назад +2

    Sir marak and karak divide both planets to yuti and marak in 2table easy hojayega

  • @suvechyachattopadhyay3930
    @suvechyachattopadhyay3930 3 года назад

    Aur dusra sawal bhi same type k hi hai, Surya aur Budh dono yuti mein rahe toh Budhaditya yog k liye achha phal bola jata hai...par Surya budh k sath hone se budh ashubh ho jata hai, aur aisi sthiti mein Surya+Budh yadi koi shubh kendra-trikon sthan par baith jaye toh kya us kendra-trikon sthan ki hani nahi kardenge? Phir Budhaditya yog kendra-trikon mein hone ka kya bhapur labh milta hai, ya aisi yuti 11th mein hona better hai?

  • @indrasehgal958
    @indrasehgal958 4 года назад +1

    Sir please tell
    3rd house me is kundali me yadi sun and mangal (neech) ki yuti ho to vo kya result degi?

  • @AdityaKumar-nc2cx
    @AdityaKumar-nc2cx 5 лет назад +1

    Mera Tula lagan hai aur sukra lagan me hi hai saath Budh guru Rahu aur Surya v hai.....Kya yeh bohot bura hua.......sukra ki Mahadasa chal Raha hai.

  • @IAMTechLearn
    @IAMTechLearn 5 лет назад +1

    Pranam Guruji......

  • @suvechyachattopadhyay3930
    @suvechyachattopadhyay3930 3 года назад

    Sir, mera ek sawal tha jab koi do ashubh graha rajyogkari ya phir yogkari phal dene k liye kendra ya trikon sthan par baithenge, toh woh do graha jin jin bhavo k swami hai uska phal toh achha karenge...but kya jis kendra ya trikon bhav par baitha uska hani nahi kar jayenge? Kiyu ki aap ne pahele kuch videos mein kahe the k koi bhav do ya do se adhik ashubh graha se prabhavit ho toh us bhav ke phalo ki hani batani chahiye.

  • @wajeehhhassan8865
    @wajeehhhassan8865 4 месяца назад

    Very nice

  • @sanjaykumarpatel7970
    @sanjaykumarpatel7970 4 года назад +1

    Surya mangal aur budh ki yuti dusere ghar me singh lagna me ho to kaise hoga

    • @vimal5894
      @vimal5894 4 года назад +1

      बोलने ने तेज होगा जातक गलत बात सहन नहीं करेगा

    • @sanjaykumarpatel7970
      @sanjaykumarpatel7970 4 года назад

      @@vimal5894 kaise pata kare...kripaya aur thoda samajhaye

  • @chandrakantshah139
    @chandrakantshah139 3 года назад

    Good guidance

  • @advocateSaatiish
    @advocateSaatiish 3 года назад

    Yadiu ek grah 12?aur sath me 3 bhav ka swami ke sath 2 bhav ke swami ka 2 bhav ne yuti ho aur ve naisargik Mitra ho to kya fal kahenge

  • @hansrajchauhan8143
    @hansrajchauhan8143 4 года назад

    श्री गणेशाय नमः। गुरू जी नमस्कार। आप सभी को राम राम जी।

  • @kailashsati4983
    @kailashsati4983 2 года назад

    अब तक का सबसे कठिन पाठ समझने के लिए।
    7 नम्बर राशि का लगन है।
    ४ भाव में सूर्य, गुरू, शनि, मंगल, बुध और केतु।
    ५ भाव में लग्नेश है। (शुभ है)
    ७ भाव में चंद्रमा (शुभ है)
    १० भाव में राहु स्तिथ है।
    सूर्य लाभ स्थान के स्वामी है और बुध के शत्रु है।
    गुरु ३ और ६ भाव के स्वामी है और शुक्र से शत्रुता है।
    शनि ४ भाव में स्वरशि का है, ५ भाव का भी स्वामित्व प्राप्त है और शुक्र से मित्रता है।
    मंगल धन स्थान और ७ भाव के स्वामी है और शुक्र के मित्र है
    बुध नवमेश और द्वदसेश के स्वामी देशहै शुक्र के मित्र है
    इसके बाद इस जातक के बारे में क्या बताए (ये मेरी पत्रिका से नहीं लिया है, में तो ६६ साल का हूँ)
    मेरा उद्देश तो ज्योतिष सीखना है ।

  • @rajivshrivastava6670
    @rajivshrivastava6670 3 года назад

    गुरूजी पर्णाम
    १. अगर किसी राशि में दो ग्रह २८ degree के अंतर पर हो तो प्रभाव कैसा होगा।
    २. अगर दो ग्रह अग़ल बग़ल वाले घरों में हो पर अंतर २ degree का हो तो प्रभाव कैसा होगा।

    • @TRUTHSOFASTRO
      @TRUTHSOFASTRO  3 года назад

      will learn in practice,pranam kindly visit our website and share www.truthsofastro.com

  • @UMESHKUMAR-dq1ti
    @UMESHKUMAR-dq1ti 4 года назад +1

    Kemdrum dosh per detailed video banae please

  • @tusharkantimondal1819
    @tusharkantimondal1819 4 года назад

    Nice

  • @aniruddhadeshpande8231
    @aniruddhadeshpande8231 5 лет назад +1

    Gurujee Sadar pranam
    Budh aur rahu ki yuti 9th house kaisa phal dega

    • @TRUTHSOFASTRO
      @TRUTHSOFASTRO  5 лет назад

      Rashi batana kam se kam jaruri hai

    • @aniruddhadeshpande8231
      @aniruddhadeshpande8231 5 лет назад

      @@TRUTHSOFASTRO vrischik lagna hai aur budh aur rahu kark rashi me 9th house me hai

  • @naynabhanushali3935
    @naynabhanushali3935 2 года назад

    प्रणाम गुरु जी मेश लगन में बुध 3 और 6 का अधिपति है और सपत्मेश शुक्र के साथ 8 भाव में बुध शुक्र युति बना ले तो क्या 7 भाव की हानि करेंगे जबकि 7 भाव का6 के साथ संबंध बन रहा है

  • @sharadgupta2208
    @sharadgupta2208 3 года назад

    Pranam guru ji.

  • @vedparkash5352
    @vedparkash5352 5 лет назад +2

    Guru Ji Namaskar

  • @ritaraman5910
    @ritaraman5910 4 года назад

    Jhaji 4Sep 2019 sun ,Mars,Venus and Mercury ek death Laguna met subh morning may that,in Kaiser prediction hoga. My sub last ho gai

  • @Dev-d9r4y
    @Dev-d9r4y 3 года назад

    Pranam Guruji"

  • @ramkapoor1008
    @ramkapoor1008 3 года назад

    प्रणाम गुरु जी
    🌷🙏🙏🌷

  • @abhishekbarnwal5247
    @abhishekbarnwal5247 3 года назад

    गुरुजी प्रणाम, सूर्य-शुक्र-गुरु की युति में यदि कोई ग्रह नीच का हो(6,8,12 में न बैठे हों) तो फल कैसा रहेगा?

  • @sarojmishra2051
    @sarojmishra2051 4 года назад

    Guruji namaskar, ek jagah me
    5 graha honese kya bolna
    Hoga,

  • @amarchandra4348
    @amarchandra4348 5 лет назад +1

    Meen lagna mein shanidev shubh hai kya

  • @jyotishnidhi8164
    @jyotishnidhi8164 5 лет назад +1

    Guru 3, 6 bhav ke swami hokar kisi grah se yuti kare to fal kya hoga batane ki kripa kare

    • @TRUTHSOFASTRO
      @TRUTHSOFASTRO  5 лет назад

      तीसरे और छठे का स्वामी होने के कारण अशुभ तात्कालिक रूप से कहलाएगा । विवेचना के लिए पाठ को एक बार और देखें

    • @jyotishnidhi8164
      @jyotishnidhi8164 5 лет назад

      @@TRUTHSOFASTRO Thanks

  • @siddhanathsingh4629
    @siddhanathsingh4629 4 года назад

    Kanya lagna ke teesre bhav me mars and shani ka conjuction

  • @vyasjanak3992
    @vyasjanak3992 3 года назад

    In Makar lagna 8th lord is in conjunction with 11th lord what will be result

  • @keshavhotwheelscollection
    @keshavhotwheelscollection 2 года назад

    Guru toh ashubh hua na...lagnesh ka shatru aur ashtam aur ekadash ka swami bhi hai so naisargik shub lekin taatkalik vrushab lagan ke liye ashub na guruji?

  • @vasudevbhaimahendru9865
    @vasudevbhaimahendru9865 3 года назад +1

    🙏

    • @TRUTHSOFASTRO
      @TRUTHSOFASTRO  3 года назад

      pranam",PRASHNA AND VARSH COURSE" is also going to start in sep 2021, contact for joining 9911189051

  • @smaira2024
    @smaira2024 3 года назад

    Pranam sir, yeh path clear nahin hua. Please make another video with more examples and different lagna's, if possible. Niyam clear nahi hue

  • @visitkeshav1
    @visitkeshav1 5 месяцев назад

    wahi toh maine aapse live session me pucha tha guruji vrish lagan me 6-8 ki swami kendra trikon ke saath ho jaaye toh kharab phal karenge kya aapne kaha bahut jyada nahi aur aap yaha bata rahe he parinaam bahut bura hoga..ye samaj me nahi aa raha he

  • @sushmaraghuvanshi3137
    @sushmaraghuvanshi3137 3 года назад

    Jyotish main upaye bhi batayen please

  • @aakasha2648
    @aakasha2648 5 лет назад +3

    Gamit Hai Lal Kitab aur KP Jyotish Mein samadhan

  • @abhishekbarnwal5247
    @abhishekbarnwal5247 3 года назад

    या सूर्य-बुध-मंगल में से कोई नीच हो तो कैसा फल होगा?

  • @jagdishgandhi8644
    @jagdishgandhi8644 3 года назад

    ऑम गुरूवे नमः।

  • @mr.haryana9534
    @mr.haryana9534 5 лет назад +1

    I have Venus+ sun conjunction....but my Venus is combust😕

  • @kailashsati4983
    @kailashsati4983 2 года назад

    👍

  • @harshadbhaiganatra4415
    @harshadbhaiganatra4415 4 года назад

    Namskar Harshad Ganatra Gujarat Ahmedabad

  • @rafiqthaim281
    @rafiqthaim281 2 года назад

    30/11/1970 4/35 pm

  • @ajitsingh-ds8pd
    @ajitsingh-ds8pd 4 года назад +2

    Parnaam guru Dev ji