@@harshthakur9300 aapka aadhar linked ni hoga ration card se. Ration card no proper fill karen because aap pr dhyan se dekhen usme pura starting ka already hota hei
@@a-gmusuc9123 landscape mei hi hota hei open ...and black colour mei likha hota hei esme ...option aane chahiye ek ration card ka ek aadhar ka...but agr aa ni re to aap dubara open karo and device problem bhi ho sakti hei
@@rohitthakur4419 sir muskil hei bec. Aadhar mei pic kafffi pehle ki hogi face identify ni hoga...agr aapne bacche ki pic aadhar mein update ki hei to ho jayega
@@RekhaRani-i6i9d mam 2-3 times try karo proper light honi chahiye and camera clarity. Agr aadhar pr pic kaffi pehle ki hei to syd match na kare phir pehle aadhar ki photo update krvani padegi
@@rajanjaswal2204 brother bar bar try karna padta hei or face pr light honi chahiye jessi aadhar card mei pic hei ..agr aapki aadhar ki photo bahut saal pehle ki hei or shkl change hui hei tb rare chance hota hei ki ho jaye
@@Avi9952 baar baar koshish karo agr phir v ni ho rha to shyd aapki aadhar ki pic bahut purani hogi means kaffi saal pehle ki to recognize ni kr rha hoga eske liye pehle aapko aadhar pr photo update karvani padegi
Thanku sir very helpful
Nice 👍
Thanku so much
🙏
Thanku so much sir very helpful
🚩🙏
Bhai g isme ekyc complaint se aage ekyc non compliant kaise karwaye
Phir to aadhar se unlink karna padega
Sir ekyc non compliant krna hai , kisi reason se agar , then apne concerned food inspector se sampark kare
@@DevoteeHitesh kindly enter valid aadhar no or your ration card is not active
Please reply sir
@@harshthakur9300 aapka aadhar linked ni hoga ration card se. Ration card no proper fill karen because aap pr dhyan se dekhen usme pura starting ka already hota hei
Bhai app landscape me open ho rhi hai koi option nhi dikhayi de rhe hai
@@a-gmusuc9123 landscape mei hi hota hei open ...and black colour mei likha hota hei esme ...option aane chahiye ek ration card ka ek aadhar ka...but agr aa ni re to aap dubara open karo and device problem bhi ho sakti hei
Bhai setting me jakar fond minimum kar lo
Thanks brother
Electricity bill ki bhi khud kr skte h ya nhi
Jma kr sakte hei khud
5 saal se chote bacho ka bhi ho jeyega kya plz reply fast sir
@@rohitthakur4419 sir muskil hei bec. Aadhar mei pic kafffi pehle ki hogi face identify ni hoga...agr aapne bacche ki pic aadhar mein update ki hei to ho jayega
Sir nhi ho raha aadhar authentication failed error aata hai photo capture ke baad I try many times
Try from another device...but ek reason ye v ho sakta hei ki aapke aadhar ki pic and current face match ni kr pa rahi ho app
Sir mera open hi nhi ho rha. H n aadhar card se n ration card se
Ration card no jese HP etc usme pehle likha hua he dekh kr try karo dusre device se
Photo click krne ke baad match nai ho rha please jldi reply kijiye
@@RekhaRani-i6i9d mam 2-3 times try karo proper light honi chahiye and camera clarity. Agr aadhar pr pic kaffi pehle ki hei to syd match na kare phir pehle aadhar ki photo update krvani padegi
Ekyc mai status verified mai kitna samay lagta hai 100 percent complete aane ke bad
@@user-yh6ye4ql2x dubara ration card no. Fill karke check krlo click karne pr verified ana chahiye
Bhai adhaar card ,ration card se nhi khul rha..😇😇😇🫣
Ration card se try karo khul jayga ya thode time baad try karna kyonki kaffi jyada use Kr re abhi log esliye
भाई मेरे पास नहीं हो रहा जैसे ही नाम पर क्लिक करता हूं जो चेक बुक्स होता है जिसमें हरा टिक लगता है वह ठीक नहीं आ रहा है इसमें क्या करें
@@kuldeepthakur3052 kisi dure mobile se try karen
ekyc complete ho gayi par abhi bhi ration card me status inactive show kar raha
24 hrs baad check karna
@DevoteeHitesh still showing inactive
Kindly check consent aa rha hai
@@thanksyou6031 terms and conditions accept karne ke liye to ni ara hei kuch?
aa rha hai pr accept krne ka option show nhi ho rha hai
@@thanksyou6031 kisi dusre device se karke dekho
Bhai photo authenticate nahi kar raha
@@rajanjaswal2204 brother bar bar try karna padta hei or face pr light honi chahiye jessi aadhar card mei pic hei ..agr aapki aadhar ki photo bahut saal pehle ki hei or shkl change hui hei tb rare chance hota hei ki ho jaye
Bhai meri photo 2013 ki hai 11 saal purani but 70% face match ho gya aur kaam ban gya....
Thank you so much bro Depo nhi jana pda 2 mint k kaam k liye
iPhone k liye konsi app h?
@@readmore3490 google pr check krlo aap e kyc pds hp
Addhar card authentication failed aa raha h esa kyu
@@Avi9952 baar baar koshish karo agr phir v ni ho rha to shyd aapki aadhar ki pic bahut purani hogi means kaffi saal pehle ki to recognize ni kr rha hoga eske liye pehle aapko aadhar pr photo update karvani padegi
Sir app mai log in nahi ho pa raha hai kya kare
@@dilverram8991 ration card no. Se karo HP- ko jhor ke uske baad ke number fill karo ration card se same jessa ration card mei he
Bhai in case of iphone app store mei nhi show ho rhi ye app
@@AdityaSharma-ww2xn kisi other device se kr lo kisi ke v phone se family member or friend
890 error due to low resource kaise thik hoga
@@sharvanthaQur syd aerver problem ho kuch time baad dubara try karna
@ main 24 hrs se try kr rha hu ho hi nahi rha
Sir error page aa rha h
@@kanchankapoorrssbkapoor8455 kisi dusre mobile phone se try karo
Ho ni rhaaa h
Dusre device se karke dekho
भाई मेरे बार बार एरर आ रहा है
Face proper scan ho rha hei kya, kisi dusre device se koshish karo. Or agr aapki aadhar ki photo kaffi different ho tB v problem aati he
Bhai failed aa raha hai
@@NaveenKumar-re6ye kisi dusre device se karke dekho
भाई मैं किसी केवाईसी करूं मेरे पिताजी अब नहीं रहे और मीटर भी उनके नाम हैं
@@bitturajput1436 sabse pehle electricity board mei Jakar kyc karva lo vanha death certificate le jana apne father ka...
App open nhi ho rhi
Kuch time baad try karna
No nothing
Link bhejo
Direct search karo play store mein