Maine pucha tha wo mna kr rha h bol rha h company 35w ke hisab se wiring deti h phle bat to apko current bdwana pdga chahe aap 45watt ki lgao lekin current 35w k hi milega aur dursa ek bnde ne ye bola tha agr lgaoge to saare button vgea heat krge bike pulsar 150
Bhai logo ka kaam he hai ulta batana.35+10w yani ke kewal ek indicator bulb jitna hi load bada hai ,nai ki double ok bro.dont worry bro compny ne esle patla element use kiya hai.
कौशल जी आपने बिल्कुल सही समस्या पर वीडियो बनाया है इस कम रोशनी से हम सभी परेशान हैं और विकल्प ढूँढ रहे हैं अच्छा हुआ हमें समाधान मिला और जो आपने प्रयोग करके दिखाया है वो वीडियो में जान डाल दे रहा है। वीडियो बहुत बहुत अच्छी लगी ऐसे ही और समस्याओं पर या बिन्दुओं पर वीडियो बनाएँ। बहुत बहुत धन्यवाद
Maine is bulb ko apne bike splendour plus 2006 model main lagaya hai acchi light hai iski. Recently osram ka 40/45 watt ka bulb kharida hai test karna baki hai.
@@kaifimam4293 Bhai itna hi keh sakta hun ki kosish karo dono hi kharido. Mere pas 2 phoniex bulb hain 2018 k or 2019 ka osram 2019 ka. Light is better in phoniex 2018 model. Lekin mere galti k wajah se 2018 phoniex fuse ho gaya. Or jo 2019 ka phoniex bulb ekdum normal light hai isse to osram hi accha hai. Naya phoniex try nahi kiya lekin tum osram ka Silverstar HS1 try karo light bahut accha hai.
🙏🙏🙏🙏🙏 mera bike hero honda passion plus 2005 ka old model h... iska headlight ka bulb ka raushni bahut low h raat me chalney me bahut jyaada pareshaan hoon kya karey ki raushni saaf aur tez rahe taaki saaf saaf dikhai de chalaane me bataa dijiye🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Mere pass hero honda 2012 model ki hunk h ... Aur wo kik less h ... Agar usme use kare to batery week ho sakti h kya .... Fir koi starting problem bhi ho sakti h ..kya
भाई साहब मेरे पास यामाहा rxz 2 स्ट्रोक बाइक है।क्या ये उसमे लोड ले पाएगा।प्लीज रिप्लाई ज़रूर करें।मै कई सालों में कई लाइट्स ट्राय कर चुका हूं।megnate भी चार्ज करवा लिया है।plz help me
35w ki jagah pe 45w jalaoge to roshni to badhegi hi na, normal tube me bhi ye to he, lekin rat ko jab driving kar rahe ho or samne se truck ya 4 wheeler gadi aane par bhi rasta saaf dikhe aisi light set karke batao.
Mera apache rtr 160 abs model ha jisma headlight connection direct battery pa ha to usma company sa 35/35w ka bulb ata ha ma agar 45/40w ka use karu to battery pa ya aur koi problem nahi hoga na
40/45 w to theek hai, but is se bike ka alternator jyada nahi chalegaa. Wo jaldi kharab ho jayegaa, aur splendor / cd deluxe/bajaj/ aur 100cc bikes me 4AH ki battery hoti hai. jis se ki alternator par jyada load padegaa..
bhai mera Hero honda ka purana Bike hai CD100SS model ka . usme 25/25 watt headlight bulb laga hai. to usme yea 45/40w bala bulb kam kare ga?? please boliye kuki main bahut paresan hun light ke mamle me
white color m koi light btaiye asi hi jo apache 160 4v m lg jaye high se high power ki btana pr jisse koi nuksan na ho bike ko or kuch change bhi na krna pde siwa bulb k
Bhai maine apni TVS sport me lagaya tha..2 months thik chala...ab upper light kam nhi karta front ka kewal lower light kar raha hai...jisse bike dhere chalana padta hai .kuki samne visibilty kam rehti h lower light k karan
Sir mera pass splendor 2007 model ha uska engine ka kam hua ha crank repair or timing chain orignal hero ki dali ha or thora sa kaam hua ha but start karna par awaz theek ati ha but thora chalana par timing chain awaz karti ha. Iska solution batio bhai
Ha new set orignal hero ka dalvaya ha roller oil spoket chain.. Fir bhi engine garam hona ka bad awaz aati ha.. Subha fir theek fir thori daar chalana ka baad fir problm
Bhai maine abhi abhi bike me new battery aur led headlight lagai hai lekin wo bahut kam roshni deti hai aur baar baar blink karti hai kya karen bataye bhai
Bhai yeh tube direct 3 ah battery ke connection par karke light ki intensity badh sakti hai kya?filhal 35w ka bulb by default engine settings pe hai .. vehicle cd Deluxe old model 2005
Note -यह ट्यूब self स्टार्ट लगभग सभी बाइक में पूरी तरह से कामयाब है
Mr. kaushal CT100 2014 model Mein self lag sakta hai
Maine pucha tha wo mna kr rha h bol rha h company 35w ke hisab se wiring deti h phle bat to apko current bdwana pdga chahe aap 45watt ki lgao lekin current 35w k hi milega aur dursa ek bnde ne ye bola tha agr lgaoge to saare button vgea heat krge bike pulsar 150
Bhai logo ka kaam he hai ulta batana.35+10w yani ke kewal ek indicator bulb jitna hi load bada hai ,nai ki double ok bro.dont worry bro compny ne esle patla element use kiya hai.
Thanks kaushal sir
Bhai aap ne bataya nahi Bajaj CT 100 main self lagwa sakte hai ki nahi
कौशल जी आपने बिल्कुल सही समस्या पर वीडियो बनाया है इस कम रोशनी से हम सभी परेशान हैं और विकल्प ढूँढ रहे हैं अच्छा हुआ हमें समाधान मिला और जो आपने प्रयोग करके दिखाया है वो वीडियो में जान डाल दे रहा है। वीडियो बहुत बहुत अच्छी लगी ऐसे ही और समस्याओं पर या बिन्दुओं पर वीडियो बनाएँ। बहुत बहुत धन्यवाद
Well done sir bhut achi tube h meri hi bike me dali hai aapne ye mujhe to bhut acha lg rha h meri bike ki light ek dum chmk uthi wel done sir
Kaun si bike hai bhai..
@@UPENDRASINGH-vd9nu CD delax
Video baad me dekhenge pehle like mahadev k naam. हर हर महादेव
Bhai 65watt ki hallogen light aap recommend karenge 125cc bike par
Me passion pro me 6 month se istemal karta hu badhiya Result he 👌👌👌👍👍👍
Maine is bulb ko apne bike splendour plus 2006 model main lagaya hai acchi light hai iski. Recently osram ka 40/45 watt ka bulb kharida hai test karna baki hai.
Kaha kharidi sir
Jagdish rajwanshi asansol from West Bengal se kharida phoniex bulb, Amazon se osram
Osram aur Phoenix 40/45w me kaun achha hai
@@kaifimam4293 Bhai itna hi keh sakta hun ki kosish karo dono hi kharido. Mere pas 2 phoniex bulb hain 2018 k or 2019 ka osram 2019 ka. Light is better in phoniex 2018 model. Lekin mere galti k wajah se 2018 phoniex fuse ho gaya. Or jo 2019 ka phoniex bulb ekdum normal light hai isse to osram hi accha hai. Naya phoniex try nahi kiya lekin tum osram ka Silverstar HS1 try karo light bahut accha hai.
@@devrajroy8621 osram silverstar to sirf 35/35w me aata hai
Kick start bike mai ya lamp thik se brightness dega kya ya bolea please... Mere bike mai ya lamp lagana chate hai.....
Sir discover 125 2018 mai yai 45/40 watt wali tube chal jaye gi alternator load toh nhi pade gaa
Bilkul chalegi
Achhi hai bhai ... Mein bhi Bilaspur ke paas gaav se hu... Mein try karunga ... Thanx bhai
Mare pass CD deluxe bike hai... Mai us mai 55/60 ka bulb lgana chahata hu, toh kya mujhe us mai really ke jarurat pdege... Plz reply
Bhai wo nahi chalega battery charging nahi hogi or headlight km ho jayegi .yadi lagana chahte hai laga sakte hai bina relay ke bhi
Bhai 60/55 watt halogen apache 160 RTR 2v bs4 me chalega ......? Ya koi problem dega...... Plzzz suggest me as soon as possible
Cd110 dream dx 2018 model bs4. Company 3w 12v bulb hai kya is mai 55/60 w 12v laga sakte hai bina relay badle.
🙏🙏🙏🙏🙏 mera bike hero honda passion plus 2005 ka old model h... iska headlight ka bulb ka raushni bahut low h raat me chalney me bahut jyaada pareshaan hoon kya karey ki raushni saaf aur tez rahe taaki saaf saaf dikhai de chalaane me bataa dijiye🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
हर हर महादेव बँधु ।। गुड इनफार्मेशन
Wiring me koi problem aye gi meri bs4 platina h gear hai direct betrey p company ne diya hai
Bhai Avenger 220 me chalega ..or ye helozan bulbs ke jeisa hi he kya ..
Ha g chalega
दिखाने का लीया धन्यवाद जी 🙏🙏🌹🌹🌹🇧🇴अच्छा लगा जी।🙏🌷🇧🇴
Hello Sar mere pass Bajaj Boxer Hai without battery wali kya usmein 45 40 use kar sakte hain
Nahi
Bs6 apache 1802v 12v 8ah bike pe install hoga kaya? Battery par kitna pressure parega? Stock bulb hai 35/35 pheonix hs1
Sir Mai bhi headlight ki roshni badana Chahta hoon.meri bike platina 125.cc 2010.self start h.usme chalega bataiye.plz.
Phoenix 40 45 halogen dala he but itni roshani nahi aa rahi passion plus bike he jyada Roshni ke liye kya kare battery bhi nayi dali he
Passion plus me shayad ye video kaam aayega ruclips.net/video/Etb2Gr_LjgI/видео.html
Konsa light best Phoenix HS1 45/40 vs Osram HS1 45/40 ? 🇮🇳
Dono thik hai bhai jo bhi samay par market me mil jaye
Bhai hf dilux me kam kr daga kya
Ha g kaam karegi
Sir apni bike ka led 42 w wala car me set kre to ho jayega sir ji 🙏
Sir bajaj discover bike me 55/60w ka bulb lagane se koi problem he kiya.
Bhai battery charging problem ho sakta hai
Thank you so much sir for your reply.
Mere pass hero honda 2012 model ki hunk h ... Aur wo kik less h ... Agar usme use kare to batery week ho sakti h kya .... Fir koi starting problem bhi ho sakti h ..kya
Esko aap Use kar sakte hai
bhi discover 60 55 w ke lag jaige jarur btana replay karna
Nahi charging problem aa jayegi
Ma 40.45Watt phonix used kar raha hu good light he sir
Bhai main haryana jind se hu muje activa 3g main tez light lagvani hai kya aap bta sakte hai konsi led light achi rahegi plz
Thanks Bhai Nice Emformation
Har Har Mahadev 🙏🙏
🤔🤔🤔🤔🤔
Sahi Kahe
mai hero honda cbz 2004 model use kr raha hu.is may konsa spark plug lagau achchi company ka
भाई साहब मेरे पास यामाहा rxz 2 स्ट्रोक बाइक है।क्या ये उसमे लोड ले पाएगा।प्लीज रिप्लाई ज़रूर करें।मै कई सालों में कई लाइट्स ट्राय कर चुका हूं।megnate भी चार्ज करवा लिया है।plz help me
जबरदस्त भाई साहब 🙏धन्यवाद
HAR HAR MAHADEV KAUSHALAJI BAHOT HI BADHIYA INFORMATION DI AAPNE MAI AAPKA AABHARI HU MAHADEV HAR🚩🚩
Bhai ji mere pas osram ka 55,60 watt ka bulb h splendor m lga skte h kya bhai please btana 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Bhai splendor plus kick start 2016 model me sahi light dega yeh bulb?
Bajaj boxer me chalegi 2000 model hai bena battery ki hai honda
Shayad usme naa chale
Activa 3g use kar sakthe hai? Any problems for wiring set or battery? Plz replay
Hornet के लिए कौनसी ट्यूब यूज करे, धन्यवाद सर
is bulb 45-40w tvs starcity bike me laga sakte he kya our lagane ke baad battery problem hote kya
Lag jayega battry problem nahi hoga
@@Mrkaushal thank u baiya 45-40w se jyada powerfull bulb mere tvs starcity plus me laga sake he kya like victor bike bulb 60-55w
Sir jo company se bulb lag kr ata hai new bike ke saat agar hum agency se doobara bulb lete hai to kya Roshni same hoti hai ya us se kam plz reply
Usse thoda km
Bhai ji aap toh hmare haryana k hi ho ji m from yamunanagar bhai ji...thanxuh bhai ji....
Bhai aap bilaspur ,panchgaon aur binola wale ho kya
District yamuna nagar
Hello sir
Kya hum 45/40 watt Ka bulb activa 3G mein use Kar sakte hain??
Ha g
35w ki jagah pe 45w jalaoge to roshni to badhegi hi na, normal tube me bhi ye to he, lekin rat ko jab driving kar rahe ho or samne se truck ya 4 wheeler gadi aane par bhi rasta saaf dikhe aisi light set karke batao.
hahahahaha
Is bulb ko battery Se Chala sakte hain kya
Ha g.lekin battry jaldi discharge ho jayegi
भाई क्या आप यह बताएंगे की हलोजन बल्ब के ऊपर कैप क्यों लगी होती है??
Kya ye legal hai. Challan to nhi hoga. OEM ke against hai kya. Please reply
Bilkul nahi ye headlight tube hai LED nahi
@@Mrkaushal Thanku so much for reply
Led headlight लगाये तो इससे अच्छी रोशनी मिलेगी
हर हर महादेव...
!! Har har mahadev !! Ye tube splendor plus pe lagaye to eska battery pe to asar nahi padega na..Battery kharab to nahi hogi na
Bhai bajaj platina may Chalabi ga
Nice video bhai,. I want light sensor app pls give link
Lux light meter app play store se download kare
@@Mrkaushal thank you bhai
I want to connect my caliber headlight direct to battery, pls give me suggestion
Maine lagaya aaj ye bulb Kuch khaas farak Nahi pada....kya osram Ka bulb better hai phoenix se
Mera apache rtr 160 abs model ha jisma headlight connection direct battery pa ha to usma company sa 35/35w ka bulb ata ha ma agar 45/40w ka use karu to battery pa ya aur koi problem nahi hoga na
Koi problem nahi hoga
Bhaiya Ji 60/55 w bulb laga sakte hai TVs Jupiter 2016 model mein, without any damage
Nahi bhai or light km ho jayegi
humne honda eterno scooter mein b fit ki hai achhi light hai
Osram company blue kaia hai 12v 45w40w अच्छी कंपनी है या नहीं
Hero honda cd100 me kaam Karegi light
Nahi
Bajaj Platina Mein Laga sakte hai
Very essential idea thank..u every one races same problem...keep giving us these type of new concepts.
Maine lgya ye but mujhe Kuch farak ni lga kya osram Ka better hai phoenix se
40/45 w to theek hai, but is se bike ka alternator jyada nahi chalegaa. Wo jaldi kharab ho jayegaa, aur splendor / cd deluxe/bajaj/ aur 100cc bikes me 4AH ki battery hoti hai. jis se ki alternator par jyada load padegaa..
Aesa nhi h
ac me lgana pdega ya dc me?
Ac
Very Nice Video. Thanks for Sharing. ।।हर हर महादेव।।
bhai mera Hero honda ka purana Bike hai CD100SS model ka . usme 25/25 watt headlight bulb laga hai. to usme yea 45/40w bala bulb kam kare ga?? please boliye kuki main bahut paresan hun light ke mamle me
Nahi chalega bhai kayoki ss ki light coil kamzor hoti hai eska load nahi utha payegi
Ye har har mahadev u told i like..Very much
Sir aap jo aap ka istamal kar rahe he .uska name kiya he.our kiya kiya scene ho sakta he
Lux meter
Bhai ji milega kaha se ...online to mil e nahi raha ..google pr hai e ni
Sir mere paas yamaha r15 v1 hai aor meri bike me light engin se nhi hai battery par hai to kya ye bulb usme kaamyab rahega ?
Bilkul hoga r15 me
white color m koi light btaiye asi hi jo apache 160 4v m lg jaye high se high power ki btana pr jisse koi nuksan na ho bike ko or kuch change bhi na krna pde siwa bulb k
Ye Sahi Baat Hai Is Ki Light Bahut Achhi Hoti Hai.
Namaste 🙏 Boss 🖤achha laga video
Can i install phoenix h4 12v 60/55w in splendor plus is it safe?
Jyada watt ka use karenge toh kam roshni aayegi kyonki current utna produce nahi hota hai 35watt ki led use kar sakte hain
old passion me kaam karegi kya 2002model
Bhai passion me shayad nahi chalegi passion plus or pro me chal jaati hai
Bike me 130/100 watt ka bulb chale ga ki nahi
Splendor plus me use kar sakte hai kya
Mere pass hero Honda ss hai app us par video banaya sir
Kya isko playtina bike me use Kar sakte hai.koi risk hai kya
Old modal me nahi chalegi new modal me chalegi
सर मेरे पास हीरो होंडा cd 100 ss है उसमें लाइट बहोत कम है में कैसे रोशनी बढ़ाऊ ?
Sar aapane Splendar me yellow ki Jajah white tar se connect Kiya tha to es canection se ye tyub laga sakate hai kya
Ha g
Thanks sar 🙂🙂🙏🙏
Old model bulet me chlegi kya
Hero Honda CD 100 ke liye kaun si Lite Sahi Rahegi
har har mahadev.. baba es tube ka link milega kya..
अच्छी जानकारी दी आपने । धन्यवाद
Hf deluxe me chalega kya sir
40/45 watt ki
Ha g
Bhai maine apni TVS sport me lagaya tha..2 months thik chala...ab upper light kam nhi karta front ka kewal lower light kar raha hai...jisse bike dhere chalana padta hai
.kuki samne visibilty kam rehti h lower light k karan
Platina 2017 model me lag jayega kya!
Sir isko hero honda cd 100 me daal sakte hai
Sir mera pass splendor 2007 model ha uska engine ka kam hua ha crank repair or timing chain orignal hero ki dali ha or thora sa kaam hua ha but start karna par awaz theek ati ha but thora chalana par timing chain awaz karti ha. Iska solution batio bhai
Timing chain ki puri kit dalwaye original
Ha new set orignal hero ka dalvaya ha roller oil spoket chain.. Fir bhi engine garam hona ka bad awaz aati ha.. Subha fir theek fir thori daar chalana ka baad fir problm
1 bar aap osram ka bulb use krke dekhiye mhindr centuri ka aap.ko ese best reeding melegi
Bhai maine abhi abhi bike me new battery aur led headlight lagai hai lekin wo bahut kam roshni deti hai aur baar baar blink karti hai kya karen bataye bhai
CT 100 baja bike m chele gi kya bhai
Bhai bilaspur me shop kaha Hai... Apni bhi shop vahi Hai , shiv chownk pr
Kis naam se
@@Mrkaushal Shri Balaji Jewelers
Bhai kya Mai 65/60 laga sakta hu apni discover 125 me ...agar laga lu to koi alag wiring karni padegi kya jyada power ke liye ?
No ,bike ki coil etna load nahi utha sakti hai or light kam ho jayegi
But bhaiya light to 12V wali hi aayegi na ? Nahito led light chal sakti hai kya ?
Led chal jayega
हर हर महादेव
जय महाकाल
Bhai yeh tube direct 3 ah battery ke connection par karke light ki intensity badh sakti hai kya?filhal 35w ka bulb by default engine settings pe hai .. vehicle cd Deluxe old model 2005
हर हर महादेव भाई,,,
व्हाईट एल ई डी पर एक विडिओ बनाईये.
बुलट में चलेगी या नहीं या कोई और बताये