All components ok but sucam falcon inverter may 60 watt load diya ru ok but load 100watt dala sine wave inverter overload ho jai..ki problem hey..?? Pls reply
Sir kya yeh zelio 1100 ka pcb hai? Mere pass luminous zelio 1100, 12volt he. Mojhe grid charging off karna hai.kyoki charging k time bahot electricity consumption hota hai. Solar se charge karna hai. Ek easy tricks bataiye.im ur subscriber.
Mera Exide 850VA ka model hai... display me voltage, power cut, amp, load kitna hai vo nehi dekh raha phir vi uska light thik thak hai.... isme problem kaha se ho raha hai ????? board me jo transistor hai vo kharap hone ke karan aysa ho raha hai ???? plzz bataye ???
Ha sab kuch thik thak hai... Charging ho raha hai... Back up bhi de raha hai... Display light bhi jal raha hai... Lekin kabhi kabhi display me likha dekh raha hai pura kabhi thora thora sa aut kbhi to pura likha gayeb hai sarif light jal raha hai... But inverter thik thak kam kar raha hai... Problem display ne ho raha hai...
Sine wave or square wave donon hi badhiya inverter he Aap donon mein se koi bhi inverter le sakte ho mujhe repairing mein square wave achcha lagta hai aur ghar ke use ke liye sinewave achcha lagta hey
thanku so much sir.. actually inverter retailer shop wale bol rhe ni ho pata hai to aap square lijie .. and konsa suggest kroge aap 850 VA mn and battery 150 AH M
Ser sensar mai hit karne ke Bad bhi fan nahi chalta hai mera New inverter hai kya kare local Mai dikhaya tha usne bola ki pure kit bord change karna padega our usne 1300 rupees mang raha tha ser bataiye problem Ho sakta hai
sir sine wave inverter charging ke time mosfet ke gate pe supply aati hai ki nahi.agar mosfet pe drive volt ati hai to transformr ke mote wale wire se jo charging aata hai vo ac se dc kaise banega agar mosfet pe drive nahi ati to mosfet ac ko dc me converter kar dega ok sir luminus 675 va me patala wire 4 hai jo reley se ata hai 150v 230v out put and 260 volt and n isame chargin control reley se hoga
Dada amar Exide 850 inverter ac power dele short circuit dekhay tar porey charge e jae. R power gele 2 3 second delay hoe on ar awaz kore. Ki probelm hote pare. Pls help
@@AjayDas-cc6pz pahle aapko do kam karna hoga Pahle aap apna battery connector ko acche se saaf kijiye Jahan per battery ke nut bolt ke sath inverter Ka wire joint Hota Hai vahan ka Sabhi Jo dust particle saamp kijiye Uske bad connection Kijiye aur han is kam ko karne se pahle aapko apna Jo inverter ka switch off Rakhna hai aur inverter ka plug connection se nikal dena hai aur jab aap ka battery connector saaf ho jaaye tab aapko Ek bar Chala kar dekh lena hai ki aapka koi problem ho raha hai ya nahin Agar is se aap ka problem solve na ho to mujhe comment Kijiye next aur ek kam hai use karne ke bad Agar aapko problem solve Na Hota Hai To Main repairing karne ke bare mein Sab Kuchh aapko bata dunga
@@SSElectrical Dada high end mosfet mein ek tarak .456 dihra raha hai aur ek taraf 1.60 dikhta raha. Abhi full short circuit dikha raha hai. 4 channel mein 2 channel disturb hai. Reading sahi nahi aa rahi. Mosfet aur diode change kia hai aur driver card bhi thik hai. Help k liye thanks in advance.
I have 850 watt exide hybrid solar inverter; when it was operated from battery source and its connected load is not more than 300 watt; even in that load; it is flikkering of tubelights; led bulbs and led tubelights; please give me the solution to this problem.
Sir I have luminous sine wave inverter 875 . The problem is that sometime it shows over load,some time it is not charging battery and sometime it works properly.will you please tell me where is the possible fault.
Mean line dene pe Agar inverter ka front light blinking Karta Rahe to uska matlab aapka feedback problem hai inverter ka feedback connection check kijiye
Bhai mera Amaron ka inverter hai Kabhi Kabhi main cut jata hai ek second ke liye UPS per a jata Hai FIR main a jata hai iska solution hai to bata do yaar
Exide sine wave inverter me mains dene ke saath saath charging led do bar blinking kar ne ke bad buzzer sound continues baz ta hai. Problem kaha par hai bataye plzzz
Sir mere inverter me ye problem ho rhi hai ..Sir mere ghr me light nhi jati hai or inverter on ho jata hai 4,5 hours tak inverter on rehta hai or fir battery low ho jati hai sir ye problem aarhi hai....
In very short time 100% Amazon trouble shooting boldiya Aapne very very professional video
Bhai apka video tho bahuth bahuth achcha hai apka video mujhe bahuth guide dega shukriya bhai apka
Good tiching karte hai 👍👌👍👍👌👌👍👍👌
Apka video achha h.
Agey bhi aisa video banaiye.
Agr bord achha h to uska pin voltage pe ek video banaiye.
Thank u
Thank you very much. Charje nahi honose kiya repair karna
Inverter kaun se model ka hai?
All components ok but sucam falcon inverter may 60 watt load diya ru ok but load 100watt dala sine wave inverter overload ho jai..ki problem hey..?? Pls reply
Sir kya yeh zelio 1100 ka pcb hai?
Mere pass luminous zelio 1100, 12volt he.
Mojhe grid charging off karna hai.kyoki charging k time bahot electricity consumption hota hai. Solar se charge karna hai. Ek easy tricks bataiye.im ur subscriber.
बहुत अच्छा भाईसाहब धन्यवाद
My inverter shows Over trip and fault light on sometimes when it get heat ,pls suggest me.
Hello bhayya livfast over load bharahai fcs1025+ kya hoga boliyenaa
Exside 850 me low battery bata h.kya problem hoga
Mera 1100 model inviter h o over load to kavi fuse fault to kavi short circuit dikhata h to kya hua hoga batado....
Eastman ka PCB bord nya Mil jayga kya...
Mera Exide 850VA ka model hai... display me voltage, power cut, amp, load kitna hai vo nehi dekh raha phir vi uska light thik thak hai.... isme problem kaha se ho raha hai ????? board me jo transistor hai vo kharap hone ke karan aysa ho raha hai ???? plzz bataye ???
Inverter battery pe chal raha hai?
Main on pe chal raha hai?
Charging amp deraha he?
Ha sab kuch thik thak hai... Charging ho raha hai... Back up bhi de raha hai... Display light bhi jal raha hai... Lekin kabhi kabhi display me likha dekh raha hai pura kabhi thora thora sa aut kbhi to pura likha gayeb hai sarif light jal raha hai... But inverter thik thak kam kar raha hai... Problem display ne ho raha hai...
जीनियस sinewav invertor h
sab kaam badiya kar rha h
bas charging lite continue jalthi h
blink nhi karti
kya karn ho sakta h bhai ji
Charging problem ke bare me batate waqt Jo resistance hai uske pass wali ic ka kya no. Hai
555 ic try karke dekha ic heat hoke burst ho rahi hai
Mere pass Exide sine vave me low battery led Charging led .ups led continuous blinking beep ki sound arahi hai is par video banaye
Temperature sensor kharab ho gaya hai change it
Adding details about the wire connection would have been better.
Okey sir 😊 next video
inverter konsa lena chaie.. home ups.. sine wave or square wave
Sine wave or square wave donon hi badhiya inverter he
Aap donon mein se koi bhi inverter le sakte ho mujhe repairing mein square wave achcha lagta hai aur ghar ke use ke liye sinewave achcha lagta hey
Aapke main line ka voltage agar theek rahata hai to ab sinewave le sakte hain
sine wave ki repairing possible ni kya ?
or bijli ka bill kisse kam aayga ?
@@tipsandhacksbygaurav sinewave preparing ho sakta hai
2din ka time do me video bana dunga
thanku so much sir..
actually inverter retailer shop wale bol rhe ni ho pata hai to aap square lijie ..
and konsa suggest kroge aap 850 VA mn and battery 150 AH M
Ser sensar mai hit karne ke Bad bhi fan nahi chalta hai mera New inverter hai kya kare local Mai dikhaya tha usne bola ki pure kit bord change karna padega our usne 1300 rupees mang raha tha ser bataiye problem Ho sakta hai
Bord change karne ki jarurat nahi hai
Bypass ho sakta hai
@@SSElectrical kya Kare sir
@@SSElectrical Sir apka dukan kaha per hai
Apna number dijiye
Out put nhi aaya to kya. Kya khrab ho skta hai
Sir mere inverter mai jo kit pe 40 amp k do fuse lage hote hai wo blow hojate hai usmai kya problem hosakta hai
MOSFET yafir driver card
Sir 40a fuse thodi der k bad jl jata h ac r dc mode m output bhi aa rhi h
Sir help me 850 va exide inverter low trip problem
Same mere pass Exide ka inverter aya sf pure sine wave usme inverter mode pe phase nhi arha switch bilkul thik hai kya problem hogi
sir sine wave inverter charging ke time mosfet ke gate pe supply aati hai ki nahi.agar mosfet pe drive volt ati hai to transformr ke mote wale wire se jo charging aata hai vo ac se dc kaise banega agar mosfet pe drive nahi ati to mosfet ac ko dc me converter kar dega ok sir
luminus 675 va me patala wire 4 hai jo reley se ata hai 150v 230v out put and 260 volt and n isame chargin control reley se hoga
Dada amar Exide 850 inverter ac power dele short circuit dekhay tar porey charge e jae. R power gele 2 3 second delay hoe on ar awaz kore. Ki probelm hote pare. Pls help
Aapni ki mistri na customer
@@SSElectrical customer
@@AjayDas-cc6pz pahle aapko do kam karna hoga
Pahle aap apna battery connector ko acche se saaf kijiye
Jahan per battery ke nut bolt ke sath inverter Ka wire joint Hota Hai vahan ka Sabhi Jo dust particle saamp kijiye Uske bad connection Kijiye aur han is kam ko karne se pahle aapko apna Jo inverter ka switch off Rakhna hai aur inverter ka plug connection se nikal dena hai aur jab aap ka battery connector saaf ho jaaye tab aapko Ek bar Chala kar dekh lena hai ki aapka koi problem ho raha hai ya nahin Agar is se aap ka problem solve na ho to mujhe comment Kijiye next aur ek kam hai use karne ke bad Agar aapko problem solve Na Hota Hai To Main repairing karne ke bare mein Sab Kuchh aapko bata dunga
@@SSElectrical Dada high end mosfet mein ek tarak .456 dihra raha hai aur ek taraf 1.60 dikhta raha. Abhi full short circuit dikha raha hai. 4 channel mein 2 channel disturb hai. Reading sahi nahi aa rahi. Mosfet aur diode change kia hai aur driver card bhi thik hai. Help k liye thanks in advance.
@@AjayDas-cc6pz microcontroller se driver card Tak kya theek voltage ja raha hai
Bahot hard bro..
Sir over charging ka salutation bataye
You haven't mention what to do if exide 1450va inverter start over charging,battery is also new?
200w tak thik chalta hai but 200w se jada load hote hi overload hota hai battery mode pe, kya problem ho sakta hai, exide 1050va hai
I have 850 watt exide hybrid solar inverter; when it was operated from battery source and its connected load is not more than 300 watt; even in that load; it is flikkering of tubelights; led bulbs and led tubelights; please give me the solution to this problem.
i want to disable grid charging feature by adding a switch.
Sir I have luminous sine wave inverter 875 . The problem is that sometime it shows over load,some time it is not charging battery and sometime it works properly.will you please tell me where is the possible fault.
Hyundai sinewave 800va
Output jyada de raha he
Kese kam kare
Get resistens ka value duno saeid ka btaye
Hi sir battery low and trip problem a rahi hey kya karna bolo sir
Blue wale Output PF ka no. Kya Hai Mera Burnt hogaya hai. Waiting for answer.
u47k 440volt
@@SSElectrical very very Thanks for reply !!!
Mera Amron 800 VA ka Card hai .
Ok koi problem nahi.
@@SSElectrical Sir 41 k 440 V chalega Kya, 47 k ka nahin Mila, Waiting for reply.
@@shahidiansari 474k 400v laga sakte ho
Exd sine wave inverter 1050 me ek new problem . 200 volt par charge hota rahta hai .Kavi kavi, nahi hota hai.or light ana jana karta hai
video chahi a ya comment me batao
controller ke pass kaun si IC lagi ho vo to bata dete
Nice video bhai
i have ceil 1450 dsp pst ups charging light blinking ac input ok inverter not working keep pressing on off switch inverter working need help
Agr Mains Problem Ho Rahi Hai Tab Kya Kare Mains blinking ho to kya kare
Mean line dene pe Agar inverter ka front light blinking Karta Rahe to uska matlab aapka feedback problem hai inverter ka feedback connection check kijiye
@@SSElectrical Inverter on karne par suply on hai lekin pwor suply dene par mains par chala jata hai aur mains blink karne lagta hai
@@surajpandey4084 inverter ka led light ya inverter ka output light blinking karta he?
@@SSElectrical Mains on light
220v dene par inverter mains on par chala ja raha hai aur beep ki awaj start ho jati hai
amaron 700va mosfet ka number??
Bhai mera Amaron ka inverter hai Kabhi Kabhi main cut jata hai ek second ke liye UPS per a jata Hai FIR main a jata hai iska solution hai to bata do yaar
Mera pure sine wave exide 850 va inverter over heat hota hai. Please give me a solution. Thanks
Good video sir
What about Lm311?
Please provide blue PF number. Due to short circuit it is totally burned in my board
Sine wave Transformer ka mota wire kitne volt ka winding hota he
7.5
@@SSElectrical kaya ea sare inverter kelia
@@biswaranjanjena8867 no only for sinewave
Mera matlab all powar range transfer me hota he kay
Sir EB900 microtek inverter ka pcb bord kitne me aata hai plesce reply
RS 750 - 1500
1year ago price
@@dspowersolution exidebe 850 ka board chahiye or mosfet ka no. Or price btayenge
@@dspowersolution aapke pass microtek sinewave inverter 24*7 24 volt 1650va ki micro ic mil jayegi?
@@dspowersolution sir, aap kaha se hai
Ic ka rate kya hai.
Kaise milegi.
Me Gulaothi, distt. Bulandshahr u. P. Se hu.
sir mera invertor jb light chali jati h to over load likh kar band ho jata h or dubara chalu krne pe light trip krta rhta hh
Sir drive card khaa se milega please riplay sir
Online
Online link kal share karunga
Exide sine wave inverter me mains dene ke saath saath charging led do bar blinking kar ne ke bad buzzer sound continues baz ta hai. Problem kaha par hai bataye plzzz
Ap is bale video ko deke agar fhir v problem solve na ho to muje bataye.
Video link: ruclips.net/video/2ta4SDkoCaI/видео.html
👍👍👍
LM 311 ka kya kaam hai
3 pin socket में बैकअप करंट नहीं आ रहा है क्या करें हम क्या खराब हुआ होगा
सर एक वीडियो बनाओ ड्राइवर आईसी ऑल ड्राइवर कार्ड सप्लाई कार्ड कहां से मंगाए हमारे यहां पर मिलती नहीं है एक वीडियो सर बनाकर बताइए a
sir ji kit m 311 p ka kiya kam ye bataye...
Amran 850va ka switch connection kaise hoga
UPS on off switch connection?
Luminous zelio 900VA AC mode OK. But not charging and inverter mode not OK. Pls solve bataiye sir.
Can you provide drive card same
Bhai iss circuit ka all jack connector ky barymai bataw plzzz.....
Circuit diagram kaha milegi sir
Low battery problem kese thik karen
Power supply invertor ko connect karkay supply sarie bund hoti hai kya waja hai
Very very thanks
Charje dikhata hi lekin 1 minute ke under hi MOSFET hit ho ke fat jati hai kya rizon ho sakta hai sir plz help sir
MOSFET ke aaspaas diode short hai kya check karo ya phir aap ki driver IC jo hai kharab ho chuki hai
Bahii fuse trip bata raha hai display mai or fuse thek hai ky problem ho skta h
Is video ko dekho ruclips.net/video/nf4F-12hDfk/видео.html
Sir I want 850va sesuruiut board
Charging ampere shirf n aaye to kya kare. All is ok, only Charging ampere problem
Bro what causes damage for light blinking? Ic driver damage?
Sir battery ok hi. Amron 650va.inverter. low battery batata hi
Pari set chek kro ya microcontroller chek kro
Nice
Bhai ji genus proton 900 battery lagane pr beep ki aawaz aa raha hai .aur display me kuchh show nahi kr raha hai
Jab inverter on kerty hai tab battery low disply mein ata hai or fan bhi nhi chalta baterry ki wire mein 7.70 v Dc show hota hai ......
Battery volt
@@SSElectrical betry wire volt is 7.70
Full charge battery inverter mein lagao minimum voltage 11 to 12
uske baad kya problem hai batao
Nice video
सर मुझे अॅ म्यान इनवटर का पीसीबी मिलेगा
Thoda din chalne ke bad MOSFET burn kyu ho jate he
What is function of ic lm311p and lm358 in this exide inverter
On nhi ho rha ha, kya kare
Sir mere inverter me ye problem ho rhi hai ..Sir mere ghr me light nhi jati hai or inverter on ho jata hai 4,5 hours tak inverter on rehta hai or fir battery low ho jati hai sir ye problem aarhi hai....
Battery kitne ampere ka hai aur kitne saal Hua battery istemal Kiya ?
Battery falt
Battery se rilay on nahi ho raha h kya problem ho sakta h
Inverter on nahi ho raha he
Man on nh horha hai
Fuse check karo
Sir charging indicator nahie glow ho Raha ha aur charging be nahie Kar Raha
Sir bhut acha
Is circuit me output nahi deta hoga to kya kare
Bhai how can i adjust 14.6 v to 14.2 v to controll over charge ?
App kon he Mistry ya customer
@@SSElectrical mistiri
Good
Su KEM brainy Eco 1100 solar ups बैकअप देना बंद कर दिया है डिस्प्ले की सारी इंडिकेशन लाइट सिस्टम से काम कर रही हैं
Microtak inverter 1100 sinvave ka fuse kyo bar bar Kat jata hai.
Charging treks khrab ho skte hai ya transform khrab ho skta hai
yes everything correctly batadiya
40 40 plug problem
Fuse
Mujhe driver chip curcit chahiye
Sir thora bahot se koch nahi hota thora jada jankari deya kary plz.
Ok
Light hote hue inverter apni light dene lagta hai inverter on ho jata hai
charging cutt off nahi ho raha
Thanku sir
wellcome
Apka number chaheye sr
Hii
Men nh lerha hai
battary charger he ?
Men plug laga rehe ho line on nahi horaye.
Konsa inverter he ?
Exaide ka hai men done pe bajar bjata hai sensing vi tihk hai
Iska matlab Charging problem he. Is video ko deko problem solved hoga ruclips.net/video/2ta4SDkoCaI/видео.html
Is video ko dekh kar apka problem solve na ho to.
Battery voltage batao...
Front lighting ke bareme batao...
Video upload karunga
Sir battery 12.7v hai men dene pe bip Marta hai ups mud on hai 4k7 rajistens vi tihk hai 4 jinar daiwod vi thik hai