@@haseenkhadouli2.0 mai new Aadhaar Operator hu mujhe samajh nhi Aa rhi Jaise Shaadi ke Baad Sarpanch ka seal signed se Address to changes ho jayegi par Surname Kaise Change' hogi
Sir agr father name or adress chang kr lete h or hm koi form dalte h wha academic certificate pr to father name or purana surname rhega to wha koi dikkt nhi hogi????
Sir... C/O k bad दुसरे कौलम में village तिसरे कोलम में कुछ यानी सब अलग अलग कौलम में फील करने से सब अलग अलग आएगा?? या Adress में सब साथ साथ लिखा आएगा??? जैसे आधार मे Adress लिखा रहता है वैसे एक साथ लिखा हुआ कैसे आएगा???
Mane aap k khane pr kiyer of me pati ka nam dal diya lekin jb aadhar bn kr aya to usme pati ke nam k age c/o nahi laga kase thik hoga or aadhar opdet karna hai batiya aadhar me c/o kase lagega
Sir .. adress sudhar kiya 1 month huwa h phir adress me kuch galti ho gaya h ab dobara sudhar karne k liye ketna din k bad karna hoga.. Dobar Adress sudharne k liye ketna din bad kar sakte hai???
Sir. mera payment success ho gaya hai but status me ye dikha Raha hai |Payment for the request is pending. Please click on the resume button to make the payment and submit the request.
apke smjhane ka tarika is best
🎉thanks bhai 🙏...
Thank you so much. I did process
Very nice
Aadhar centre jake change krana ho to , kya kya document lgega ?
Thank you sir
Marriage certificate se ni hoga kya change?
thx for information
Bhai residential certificate ke liye kaun sa option choose karna hoga
Cash and domicile certificate wala
@@haseenkhadouli2.0 thanks bhai
Surname change kaise hogi
New video banaya hai 2 se 3 din me uploade ho jayga
@@haseenkhadouli2.0 mai new Aadhaar Operator hu mujhe samajh nhi Aa rhi
Jaise Shaadi ke Baad Sarpanch ka seal signed se Address to changes ho jayegi par Surname Kaise Change' hogi
Please new video dekh lo
Sir agr father name or adress chang kr lete h or hm koi form dalte h wha academic certificate pr to father name or purana surname rhega to wha koi dikkt nhi hogi????
Koi dikkat nahi hai
Mera banakar ke de sakatehe
Panchayat ldke wale ki lgegi ya ldki kii
Waif ki age 17 hai update ho jayega
Ward parshad ke sing. Chalege kya
Hmm
Shaadi se pahle pitaji ka surname rahata hai shaadi ke bad husband ka surname kaise jode aur adress bhi kaise change Karen please sir reply dena
Aapko naam or address do open selecte karne hoge update karte time
Sirname keashe change kare sir
Bhaiya ladki ke sasural me jo panchayat he waha se sign lagega ya ladki ke mayke se krana hoga.
Sadural se
Sir... C/O k bad दुसरे कौलम में village तिसरे कोलम में कुछ यानी सब अलग अलग कौलम में फील करने से सब अलग अलग आएगा?? या Adress में सब साथ साथ लिखा आएगा??? जैसे आधार मे Adress लिखा रहता है वैसे एक साथ लिखा हुआ कैसे आएगा???
Video ki tarah karo sab ,jesa aadhar me aata h aesa hi aayga
Marriage certificate he hoga kya
Ho jayga
@@haseenkhadouli2.0 usme konsa option selet krna hoga
MP MLA MLC wala
Link kaha hai form download karne kaa
Link daal di hai ab
Aadhar card limit cross problem solve 100💯 confirm number my Dp
Ye document m address ki details shaadi se pehle ki dalni hai ya shadi k baad ki or kaha k MLA se signature karna hai
Shadi ke baad ki , jaha ab rehte ho
Bhai care of me husband ke name ke aage W/O MEANS wife of bhi likhna hai kya
Nahi
@@haseenkhadouli2.0 kisi adhikar k signature ke liye offline form bharna padega na.
DOB wife ka rahega ???
Yes
Aadhar card limit cross problem solve 100💯 confirm number my Dp
Marriage certificate bi upload kr skte h kya sir ?
Yes
Sir mera nhii ho rha h please bta do kese kraye
Instagram pr msg karo
Mane aap k khane pr kiyer of me pati ka nam dal diya lekin jb aadhar bn kr aya to usme pati ke nam k age c/o nahi laga kase thik hoga or aadhar opdet karna hai batiya aadhar me c/o kase lagega
C/o nahi aaya to koi problem nahi hai , aesa hi aata hai ab Pati ka naam to aaya hoga
@@haseenkhadouli2.0 pati ka nam aya jai c/o nahi ayaa
Koi problem nahi hai
Pehla name vese hi hai ... Uske father name and sir name vese hi hai to adhar valid hai kya?
Sir ji pita ya pati ka surname kese badale
Mujhe Instagram ya Facebook pr msg karo
Sir pin code me girl ka pin code dalna hai ya boy ka
Boy
Sir .. adress sudhar kiya 1 month huwa h phir adress me kuch galti ho gaya h ab dobara sudhar karne k liye ketna din k bad karna hoga.. Dobar Adress sudharne k liye ketna din bad kar sakte hai???
Turant kr sakte ho
@@haseenkhadouli2.0 shadi se pehle 2 bar aadhar update hone ke bad bhi kya shadi ke bad usme address change or husband name add hoga ya nhi..
First view
Sir. mera payment success ho gaya hai but status me ye dikha Raha hai |Payment for the request is pending. Please click on the resume button to make the payment and submit the request.
Sir please iska reply kar dijiye
Mujhe Instagram ya Facebook pr screen shot send karo
Form kha se download kre description me nhii haii
Instagram pr msg karo me send kr dunga
Marriage certificate se hoga ki nhi?
Ho jayga
Ghar baithe khud se online kar sakte hai ya aadhar kendra jana hoga
Khud se kr sakte ho
Mujhe wife ka surname aur address change karwana h mene wife ka moolnivasi banwa liya h aur kya document lageng?????
Jo parshad wala documents bataya hai usi se ho jayga
Mujhe ghar se online votor card aur pan card ke liye apply karna
Pls reply@@haseenkhadouli2.0
Watch video from my first channel Haseen Khadouli
Jinka mobile no. Link h wh bhi form bharenge?
Ya fir online hojayega?
Form jaruri h sabhi ke liye
Form kidhar
Link daal di hai dobara
Panchayat mukhiya se signature kara kar Name sudhar kaise karenge
Is par video banaye
Name change ki video dekh lo aadhar ki playlist se
Ya nagar palika adhyaksh ke sing. Chahiye
Pati ke naam dene se job karne se koi paresani hogi kya batayiye
Koi problem nahi hai
Mera to reject ho gaya hai bharne pe
Kya reason diya
@@haseenkhadouli2.0 usame Pradhan ka mohar bhi marna tha kya form pe
Yes
Father k jagah husband ka naam lagega lekin surname change karne ke liye proof lagega kya?
Yes
Aadhar card limit cross problem solve 100💯 confirm number my Dp💯
Bro S/O hindi mai kaise ayega fill karte tym urdu mai aa raha hai
Mujhe Instagram ya Facebook pr msg karo
Name me sarname keshe jode sir
C/o me kikh do dono ko
@@haseenkhadouli2.0 sir meko sarname our address dono change karna he
Father k jagah husband ka naam lagega lekin surname change karne ke liye proof lagega kya?
Aadhar card limit cross problem solve 100💯 confirm number my Dp