Hanji 2.5" hmne elastic ke liye liya h folding ke liye dono me same kyoki ye full elastic pant h or back part ko 1.5" extra liya h or back or front part ki marking hmne sath me ki h isliye back nikal kar front se 1.5" Kum kar diya h bilkul saf samjh aa rha h video me plz aap ek baar dobara dekhe video ko
Mam aapne sabhi straight plazo me kise me 1.5'' kise me 2'' kise me 2.5 '' add kr rkha h smjh nhi aa rha. Aap ek video bna kr daal do or usne clear kr do kis plazo me kitna extra lena h plsss mam
Mene jo pant or Full elastic vali pant ki video dali h unme 2.5" hi extra rakha hai side me or 2.5" hi rakhte hai par velvet ka febric kam tha isliye mene 1.5" hi liya h side se to agr aapke pas kpda shi h to aap 2.5" hi extra le dono hi method thik h bs kpde ke hisab se jo thi lge vo method se bnaye
बहुत-बहुत Achcha Laga
Very nice thanks mam😊
Mam box plate kurti ki cutting or stitch ing batao
Mam thanku for this video
Thank you 🙏🙏
nyc explained... plus size me bhi pant or palazo ki cutting btaiye
De velbet ka night suit bnana sikhye plse
Mam aap ne front side ki cutting nhi ki..???
Pls confirm cutting honi thi na?
Front part ki cutting honi thi ya nhi
Kya yahi method shnil ke clothes pe bi use kr skte h ma'am
Hanji velvet saneel dono me bna skte ho
Mam aasan aur Hip ka measurement kaise lete h?.. bataye plz
Body measurements kese lete hai video link 👉ruclips.net/video/MHYh5fjcNGg/видео.html
Mam vevet ki umbrella kurti ke lie kitna kpda lgega
Umbrella kurti me 2 metar velvet lag jayega
Mam aapne jo front part mein nishan lgvaya thaa vo cut kyu nhi kiya, front or back same kyu rakhe h
Mam plz btaye
Wait
Hanji 2.5" hmne elastic ke liye liya h folding ke liye dono me same kyoki ye full elastic pant h or back part ko 1.5" extra liya h or back or front part ki marking hmne sath me ki h isliye back nikal kar front se 1.5" Kum kar diya h bilkul saf samjh aa rha h video me plz aap ek baar dobara dekhe video ko
Mam side se front part ki cutting nahi ki wo bataya please
Velvet ka plazo nahi banta kya mam. Aur ek baat kapda kheecta kyu aa
Mam velvet per machine ki silai theek se nhi ati hai chuke deti hai uske liye Kaya Karen kagaz lagane ke alawa bataiye please.
Aap 14 no ki ya 11 no ki sui use kare
@@stitchingclasswithriya thank you so much mam ❤️
11 number ki needel use kare
Helo mam screen pr apna no,show kr diya kro kuch puchana hota h
Aapko jo bhi puchna ho to comment kar ke puch skte ho me riply jarur karungi