Ooncha Rahe Apna Alam - (Sachay) Syed Ali Muhammad Rizvi
HTML-код
- Опубликовано: 7 фев 2025
- Ooncha rahe apna alam
Jab tak he dowre aasmaan
Sunle ye har teer-o-jawaan
Awaaz par shabeer ki, bartha rahe ye carvaan
Rukne na paaye yeh qadam
Ooncha rahe apna alam
Har qalb par chahte chalo
Duniya ko batlaate chalo
Ek ek mahaazir zulm ki, tasveer diklate chalo
Har dil main bhardo, Sheh ka gham
Ooncha rahe apna alam
Kab tak na maane ga koi
Vo waqt aaye ga kabhi
Har qalb par chah jayega, apna Hussain ibne Ali
Is dhar pe har sar hoga khum
Ooncha rahe apna alam
Jab bhi koi mushkil pari
Duniya isi dar par jhuki
Seeno se balkahkar idhar, uthi sada-e-ya Ali
Nikla udhar baatil ka dum
Ooncha rahe apna alam
Ye parcham-e-Abbas he
Toote dilon ki aas he
Abtak isi parcham thale, zinda kisi ki pyaas he
Jisne sahe laakhon sitam
Ooncha rahe apna alam
Abbas he naam-e-wafa
Aghaaz-o-anjaam-e-wafa
Moon morr ke daria se jo, peeta raha jaam-e-wafa
Hothey rahe baazoo qalam
Ooncha rahe apna alam
Vo teer-e-baani-e-jafa
Masoom ka nanna galaa
Islam zinda kargayi, Asghar ke marne ki ada
Hasskar saha teer-e-sitam
Ooncha rahe apna alam
Zinda he halmin ki sadaa
Mitt tha nahi khoon ka likah
Shabeer ka haq ki qasam, ek mojsa-e-karbala
Yeh silsila hoga na kam
Ooncha rahe apna alam
Eh nawjawana-ne-azaa
Tum ho kissi dil ki dua
Ta hashr utt-thi hi rahe, seeno pe matam ki sada
Qaayam rahe Akbar ka ghum
Ooncha rahe apna alam
Jab karbala yaad aayegi
Insaniyat sharmayegi
Mazloom ki awaaz he, dil me utarti jaayegi
Paltein gain pihr behke qadam
Ooncha rahe apna alam
Zinda ye bedaari rahe
Yeh silsila jaari rahe
Hum ho na ho is bazm me, qayam azadari rahe
Nikle isi chokat pe dam
Ooncha rahe apna alam
Mobile and Printer friendly transliteration / lyrics on the Shia Lamentations website:
shialamentatio...
Syed Ali Muhammad Rizvi, popularly known as Sachay or Sachay Bhai, was a famous poet and nohakhan. Learn more about him: en.wikipedia.o...
#SachayBhai #Muharram #UrduNohay
Mobile and Printer friendly transliteration / lyrics on the Shia Lamentations website:
shialamentations.blogspot.com/2016/02/ooncha-rahe-apna-alam.html
Ooncha rahe apna alam
Jab tak he dowre aasmaan
Sunle ye har teer-o-jawaan
Awaaz par shabeer ki, bartha rahe ye carvaan
Rukne na paaye yeh qadam
Ooncha rahe apna alam
Har qalb par chahte chalo
Duniya ko batlaate chalo
Ek ek mahaazir zulm ki, tasveer diklate chalo
Har dil main bhardo, Sheh ka gham
Ooncha rahe apna alam
Kab tak na maane ga koi
Vo waqt aaye ga kabhi
Har qalb par chah jayega, apna Hussain ibne Ali
Is dhar pe har sar hoga khum
Ooncha rahe apna alam
Jab bhi koi mushkil pari
Duniya isi dar par jhuki
Seeno se balkahkar idhar, uthi sada-e-ya Ali
Nikla udhar baatil ka dum
Ooncha rahe apna alam
Ye parcham-e-Abbas he
Toote dilon ki aas he
Abtak isi parcham thale, zinda kisi ki pyaas he
Jisne sahe laakhon sitam
Ooncha rahe apna alam
Abbas he naam-e-wafa
Aghaaz-o-anjaam-e-wafa
Moon morr ke daria se jo, peeta raha jaam-e-wafa
Hothey rahe baazoo qalam
Ooncha rahe apna alam
Vo teer-e-baani-e-jafa
Masoom ka nanna galaa
Islam zinda kargayi, Asghar ke marne ki ada
Hasskar saha teer-e-sitam
Ooncha rahe apna alam
Zinda he halmin ki sadaa
Mitt tha nahi khoon ka likah
Shabeer ka haq ki qasam, ek mojsa-e-karbala
Yeh silsila hoga na kam
Ooncha rahe apna alam
Eh nawjawana-ne-azaa
Tum ho kissi dil ki dua
Ta hashr utt-thi hi rahe, seeno pe matam ki sada
Qaayam rahe Akbar ka ghum
Ooncha rahe apna alam
Jab karbala yaad aayegi
Insaniyat sharmayegi
Mazloom ki awaaz he, dil me utarti jaayegi
Paltein gain pihr behke qadam
Ooncha rahe apna alam
Zinda ye bedaari rahe
Yeh silsila jaari rahe
Hum ho na ho is bazm me, qayam azadari rahe
Nikle isi chokat pe dam
Ooncha rahe apna alam
Thank you so much
Thank you so much
50 years ago sachey bhai recited this kalam.. still matchless... academy for new nohakhawan
Pehley ke kalaam ka koi jawab nahi hai kaash aaj bhi ese kalaam likhe jaate
@@mohammadagha5734 I agree
So true 👍
Mashallah maula unko jannat naseeb kare❤
May Allah bless Suchay Sahib.I have the pride to listen alive during the period 1978-1986.His delivery voice the way He present has no match.
Rooh mein utar janey wala kalaam aur awaz .
Behtareen awaz aur Kalam ...moula ka karam rahe sahibe bayaz per
سچے بھائی آج 1440 کی نویں محرم آپ اس ابدی دنیا میں نوحہ خوانی کر رہے ہونگے. لاکھوں کروڑوں یا اربوں روحوں کا مجمع ہوگا. یقینا بہت اعلی ماتم داری اور پرسہ ہوگا. ھماری اس دنیا میں ھم آج بھی آپ بہت یاد کرتے ہیں اور آپ کی جلوسِ عزا میں کمی محسوس کرتے ہیں. ولسلام
really I miss sachche bhai 😢
heart touching voice 😍
aaj ki taarekh me to bas Hero wale action hei aur kuchh..zulfe paltna..
مولا۴ کے سچے عزادار ۔۔۔ آپ نے بالکل درست کہا یہ دنیا مومن کے لئے ایک پردہ ہے بس اس پردے کے پار اس طرف چلے جاتے ہیں... منجانب لاہور
سچے بھائی کی آواز میں اچھا کلام ماشاءاللہ 😌
رکنے نہ پاۓ یہ قدم ۔۔اونچا رے اپنا علم ۔۔۔۔اللہ نوحہ خواں کی مغفرت فرماے ۔امین
Allah pak sachce bhai ko jaware rahmat me jagah de Amen,.. I miss this voice,
1992 me sachche bhai ke nohe jafar e tayyar me live sune the really aaj ki tareekh me koi sani nahi he sachche bhai ki awaz.. sadgi aur behtaren andaz,
Sachey bhai Molla kareem e karbala Ap ke darjaat buland karay bachpan sy iss Nohay ko sunn sunn ke baray howay aaj talak bismillah
اونچا رہے اپنا علم
جب تک ہے دورِ آسماں
سُن لیں گے ہر پیر و جواں
آواز پر شبیر کی بڑھتا رہے یہ کارواں
رُکنے نہ پائے ایک قدم
اونچا رہے ۔۔۔۔۔
ہر قلب پر چھاتے چلو
دُنیا کو بتلاتے چلو
اک اک محاذِ ظُلم کی تصویر دکھلاتے چلو
ہر دل میں بھر دو شِہ کا غم
اونچا رہے ۔۔۔۔۔
کب تک نہ مانیں گا کوئی
وہ وقت آئے گا کبھی
ہر قلب پر چھاتا رہا اپنا حُسین ابنِ علی
اس در پہ ہر سر ہو گا خم
اونچا رہے ۔۔۔۔۔
جب بھی کوئی مُشکل پڑی
دُنیا اسی در پر جھُکی
سینوں پر بل کھا کر ادھراُٹھی صدائے یا علی
نکلا اُدھر باطل کا دم
اونچا رہے ۔۔۔۔۔
یہ پرچمِ عباس ہے
ٹوٹے دلوں کی آس ہے
اب تک اسی پرچم تلے زندہ کسی کی پیاس ہے
جس نے سہے لاکھوں ستم
اونچا رہے ۔۔۔۔۔
عباس ہے نامِ وفا
آغاز و انجامِ وفا
مُنہ موڑ کہ دریا سے جو پیتا رہا جامِ وفا
ہوتے رہے بازو قلم
اونچا رہے ۔۔۔۔۔
وہ تیرِ بانیئے جفا
معصوم کا ننھا گلا
اسلام زندہ کر گئی اصغر کے مرنے کی ادا
ہنس کر سہا تیرِ ستم
اونچا رہے ۔۔۔۔۔
زندہ ہے ھل مِن کی صدا
مٹتا نہیں خوں کا لکھا
شبیر کو حق کی قسم اک ماکدائے کربلا
جو سلسلہ ہو گا نہ کم
اونچا رہے ۔۔۔۔۔
اے نوجوانانِ اعزائ
تم ہو کسی دل کی دعا
تا حشر اُٹھتی ہی رہے سینوں سے ماتم کی صدا
قائم رہے اکبر کا غم
اونچا رہے ۔۔۔۔۔
جب کربلا یاد آئے گی
انسانیت شرمائے گی
مظلوم کی آواز ہے دل میں اُترتی جائے گی
پلٹیں گے پھر بہکے قدم
اونچا رہے ۔۔۔۔۔
زندہ یہ بیداری رہے
یہ سلسلہ جاری رہے
ہم ہوں نہ ہوں اس بزم میں قائم اعزاداری رہے
نکلے اسی چوکھٹ پہ دم
اونچا رہے ۔۔۔۔۔
uncha rahe apna alam
jab tak hai daure aasman
sunlenge har teero jawaan
awaaz par shabbir ke badta rahe ye kaarwaan
rukne na paaye ek qadam
uncha rahe....
har qalbo par chaate chalo
dunya ko batlaate chalo
ek ek mahaaze zulm ki tasveer dikhlate chalo
har dil may bhar do sheh ka gham
uncha rahe....
kab tak na maanega koi
wo waqt aayega kabhi
har qalb par chaata raha apna hussain ibne ali
is dar pe har sar hoga qam
uncha rahe....
jab bhi koi mushkil padi
dunya isi dar par jhuki
seeno pe balkhaakar idhar uthi sadaaye ya ali
nikla udhar baatil ka dam
uncha rahe....
ye parchame abbas hai
toote dilon ki aas hai
ab tak isi parcham tale zinda kisi ki pyas hai
jisne sahe laakhon sitam
uncha rahe....
abbas hai naame wafa
awaaz-o-anjaame wafa
moo mod ke darya se jo peeta raha jaame wafa
hote rahe baazu qalam
uncha rahe....
wo teere baani-e-jafa
masoom ka nanha gala
islam zinda kargayi ashgar ke marne ki ada
haskar saha teere sitam
uncha rahe....
zinda hai halmin ki sada
mitta nahi khoon ka likha
shabbir ka haq ki qasam ek maa ke daahe karbala
jo silsila hoga na kam
uncha rahe....
ay nowjawane azaa
tum ho kisi dil ki dua
ta hashr uth-ti hi rahe seeno pe matam ki sada
qaayam rahe akbar ka gham
uncha rahe....
jab karbala yaad aayegi
insaniyat sharmayegi
mazloom ki awaaz hai dil may utarti jaayegi
palthenge phir behke qadam
uncha rahe....
zinda ye bedaari rahe
ye silsila jaari rahe
hum ho na ho is bazm may khayam azadari rahe
nikle isi shaukath pe dam
uncha rahe....
جزاک اللہ
بڑا کام کیا آپ نے
Jazakalla bhai maula salamat rakhe
Maula kush rakhy ap ko
Mp3 audio kahan mile gi
بہت بہت شکریہ مظہر رضوی
Mashallah Mola marhom sachay Bhai darjat Boland farmein 🤲
Mola salamt rakhe
kiya kehne hai mashaallah
May Allah rest him with Muhammad wa Al e Muhammad a s
har dil mein bhardo Sheh a.s ka Ghum
Best nohakhwan......Allah mrhoom k darjaat buland kre
my all time favorite noha
Jazàkallah wa khàiral jazà
ما شاء الله
Untouchable masterpiece
Unforgettable sachay bhai. Purkhalos azadar.
Allha balanad darjaat ata kare raushan chiragh sachhy Sahab
F. India 👍
Legendary 😢 sachy Bhai 😭
subhanAllah...mashaallah
Salamat rakhye Sachcha bhai
Behtreen awaz.....
Mashallah
Salam ya Shaheed e karbala A.S.
jazakallah o khairan
Mashallah very nice good
v nice noha.
Best noha. It was my fathers favorite noha and it is masterpiece ❤️
Same here!!
What a great people world missing you
Masaallha
All time favourite the legend nohakhwan ❤️
SALAM SACHAY BHAI ...
mashallah
Mashaallah great voice
Allah marhoum ke darjaat aale karey
Right through the heart.
Salute Beshaq
Mashallah Jzakallah
Zindabad sache bhai
Nice
Yah Ali(a.s)....
Epic Noha
jazakallah
Ya abbas
Spiritual voice
Ďuaiya Noha zebardúst andaz main parha.
Great nauhakhwan of All Time
My all time fav nauha
ALLAH KAREEM
We miss this voice I wish people do the same way , I do not like with new way of Noah , God bless his soil.
Naheed. We pray all stand one family ameen Syed
aap zinda hain aj bhe or qayamat tak
JAZAKALLAH
Today is the same as yesterday
Ya Ali Madad A.S
MMMAAASSSSAAAAALLLLAAHHH..
💕💕
Came across this kalam recently in the Moivie "Aani Maani" by Fahim Irshad. It was an absolute pleasure to find the original recording here.
👌👌👌👌👌
SHUBHA NALLAH
ya Abbas
sachay noha
Bhout behtreen sachey sahab
illahi ameeb
My Nana
Mashallah
Ya abbas