Rr unit check Karo .rr unit mai red colour ka wire hai usme multimeter ka red colour ka wire lagaao or multimeter ke black color wire ko battery ke negative se lagana multimeter ko DC volt 20 per set kar lena . Aur gadi ko start kar kai. Gadi ka accelerator 2000 RPM se 3000 Tak ke bich mein rakhna battery ka voltage check karna multimeter mein agar battery voltage 16 se upar jata hai to RR unit change kar dena
Guru ji aapki tarif kaise Karu samjh nhi ata 🥰🙏Dil khush kar dete ho aap
Guru ji aapka batane ka andaaz bahot achcha laga
Very very thanks 🙏🙏🙏🙏🙏👍 sir
Thanks for your support
Kal meri dukan ki opening hai bas aapka ashirwad chahiye
Bhai Dil prathana karta hoon ki .tumhri dukan khoob achi chale.kiski dukan khole rahe ho ?
Bike ki & thank you so much sir 🥰🙇🙏
Activa 4G battery overcharge ho rahi hai kaise check Karen
Rr unit check Karo .rr unit mai red colour ka wire hai usme multimeter ka red colour ka wire lagaao or multimeter ke black color wire ko battery ke negative se lagana multimeter ko DC volt 20 per set kar lena . Aur gadi ko start kar kai. Gadi ka accelerator 2000 RPM se 3000 Tak ke bich mein rakhna battery ka voltage check karna multimeter mein agar battery voltage 16 se upar jata hai to RR unit change kar dena
@@MECHPRO1424 RR unit ko kaise
Sir aapka address
Jodhpur