Sir scholarship bharte time NPCI satyapit nahi ho raha hai Resion aadhar card me correction kraya hu isi liye to shayd nahi satyapit ho raha hai Jabki mera bank abhi bhi aadhar se active hai to me kya karu please reply 🥺 Me bahut pareshan hu koi solution batao please 😭😭😭😭😭
Maine 2021 me bsc me admission liya tha lekin 1 bhi semester ka paper nahi diya tha our scholarship bhar ke College me jama kar diya tha maine lekin mujhe scholarship mili nahi thi acount me nahi ai thi. Ab maine fir se admission liya hai bsc me 2024 me to kya mujhe scholarship mile gi isbar form bharne pe.
Sir mai b sc 2nd year mai fresh form fill kar rha toh usmai previous year exam ki detail kaise fill kare mere toh semester hue hai 1st and 2nd toh fill kaise kare
sir mene apna B.A form fill kiya hai lekin college balo ne kuch mistake batayi thi to mene use modify kiya to high school college ke name print preview me show nhi ho rha hai
भईया जी मेरे सारे documents उत्तर प्रदेश के ही है और में BSC भी उत्तर प्रदेश से ही कर रहा हूं। लेकिन मैने 10th 12th हरियाणा बोर्ड से की हुई है जब में scolership का फॉर्म भर रहा हूं तो उसमे बोर्ड सिलेक्ट करते है तो उसमे हरियाणा बोर्ड ऑप्शन में ही नहीं है क्या फॉर्म भर सकता है मेरा
Sir mai delhi se hu or 10th or 12th dono delhi se ki hai lekin maine addmission up mai BSC course ke liye liya hai ..toh kya mai ye form bhar skta hu apne college ke liye??
Hello Sir As you said that the income for OBC should be less than 2 lakhs, I have got it made Sir Sir usme आय का स्रोत मजदूरी hai कृषि nahi hai to usse Scholarship aane me koi problem nahi na hoga??
Respected sir meri ek help kardo please Mujhe ye janana hai ki maine 1st year me scholarship ka form nhi bhara tha ab 2nd year me form bhar rha hui to detail kya fill karu Intermediate ki krni h ya graduation ki 1st year ki detai bhare
Bhai ji ham kar rahe hain fir bhi yahan per Jahan per Aadhar bata raha hai Aadhar number dalna hota hai vahan per Aadhar number vagaira dalte Hain to kuchh Ho nahin raha hai uske aage
Class 10th और 12th Bengal Board से पास किया हूं अब यू पी कॉलेज वाराणसी में बी ए 1st year का Scholarship apply कर रहा हूं तो केवल सीबीएसई, आइसीएस और उत्तर प्रदेश बोर्ड दिखा रहा है other board का option नही आ रहा कैसे भरू
Bhai mene scholarship registration me adhar se number wala number nhi diya koi or dusra bhar diya h galti se to mujhe dobara registration karna hoga ya nhi plz bata di jiye
Bhai mere marksheet and adhar dob deference h to kya m fill up kru ya nhi agr aage m adhar sahi krwa k next year fill up kru to last year wala jo information se koi dikkat to nhi hogi n
Sir mai Punjab board sa 10th kiya hu board select karta time option he nhi a raha ha pseb ke Mera ab domicile certificate be u.p ka hai pls help kara sir
Sir koi llb 3 year lucknow se affiliated collage se ho to shailshik asthaan me College ka name nhi mil rha toh kya kren lucknow university ka main campus fill kr skte ya wait kren ki College ka name show hoga
Sir scholarship bharte time NPCI satyapit nahi ho raha hai
Resion aadhar card me correction kraya hu isi liye to shayd nahi satyapit ho raha hai
Jabki mera bank abhi bhi aadhar se active hai to me kya karu please reply 🥺
Me bahut pareshan hu koi solution batao please 😭😭😭😭😭
Maine 2021 me bsc me admission liya tha lekin 1 bhi semester ka paper nahi diya tha our scholarship bhar ke College me jama kar diya tha maine lekin mujhe scholarship mili nahi thi acount me nahi ai thi. Ab maine fir se admission liya hai bsc me 2024 me to kya mujhe scholarship mile gi isbar form bharne pe.
Sir mai b sc 2nd year mai fresh form fill kar rha toh usmai previous year exam ki detail kaise fill kare mere toh semester hue hai 1st and 2nd toh fill kaise kare
sir mene apna B.A form fill kiya hai lekin college balo ne kuch mistake batayi thi to mene use modify kiya to high school college ke name print preview me show nhi ho rha hai
Bhaiya please bataiye mujhe UP scholarship Sundar 24 ITI ka last correction date fitter
Sir mere school me to BSc ki fees per year 10000+ laga hai lekin sir bole hai ki form me 5000 dalna.
Jach hetu bsc farm me kaun se jankari jache me kya kya jache aur school me kya kya jama hota hai please batao ❤❤❤❤❤
Sir up scholarship ke form me jo college ka enrollment no. Pucha jata h keya usme web ragistration no. Dal sakte hi keya
भईया जी मेरे सारे documents उत्तर प्रदेश के ही है और में BSC भी उत्तर प्रदेश से ही कर रहा हूं। लेकिन मैने 10th 12th हरियाणा बोर्ड से की हुई है जब में scolership का फॉर्म भर रहा हूं तो उसमे बोर्ड सिलेक्ट करते है तो उसमे हरियाणा बोर्ड ऑप्शन में ही नहीं है क्या फॉर्म भर सकता है मेरा
Sir mai delhi se hu or 10th or 12th dono delhi se ki hai lekin maine addmission up mai BSC course ke liye liya hai ..toh kya mai ye form bhar skta hu apne college ke liye??
Sir maine apna adhar update karane se pahle hi digilocker se satyapan kar diya hai kya update hone ke baad uspe bhi update ho jayega please reply sir
Sir ye account number aar bank details kaise dalna hai vo bhi hua
B. Com last year ke liye scholarship Form kese bhare Is topic Par AK videos Bana dijiye
Sir Mere main course select ka option nhi aa rha....
same problem bro
Same problem
Abhi server sahi nhi chal raha hai.....
@@shravanyadav4074 Sir Mera income certificate 1,50,000+ h koi problem to nhi hogi scholarship main
Same problem
Kya kree???
Hello Sir As you said that the income for OBC should be less than 2 lakhs, I have got it made Sir
Sir usme आय का स्रोत मजदूरी hai कृषि nahi hai to usse Scholarship aane me koi problem nahi na hoga??
Hamko Sir Ji LLB ke liye Scholarship ka Form bharna tha uske liye bhi ek Video banayiye Sir Please 🙏
Sir SR number nhi hai to enrollment me kya kya bhare
Sir graduation ke first year scholarship form ke liye...income certificate kya nya isi year ka bna hona chahiye..ya purane year ka bhi chl jayega
Naya hona chahiye
High school vala abhi tak verify nhi hua ek din ho gya? Mera ICSE hai usme cbse likha hai..
Respected sir meri ek help kardo please
Mujhe ye janana hai ki maine 1st year me scholarship ka form nhi bhara tha ab 2nd year me form bhar rha hui to detail kya fill karu Intermediate ki krni h ya graduation ki 1st year ki detai bhare
jo jo mange bahr do
Graduate 2nd 3rd aur bhi semester valo ka document kya kya lagega
Mere aay,jati ir mool nivas 3 saal se upper ho chuke hai to kiya mujhe ishi se kam chala lena chiye ya fir nee banwa lene chahiye?
Nye banvao
@@MicroClasses ok
Sir mene 10th j&k board se ki hai ..jiska option nhi arha hai registration k time to m kese kru apply
Sir bsc from ke last date kab tak hii
Final print me Bank details nhi he
Hight school. Marseet veryfay nhi ho Raha hai
@9120shanee same problem bhai
2019 2022 wale bhar skte hai kya
Sir B.ed Renewal form kbse start hoge
Bahut sukun se apne video banaya hai
Mani first year mein form nahin bhara tha BA ka agar main second year mein bharna chahun to pathykram ki
Post bsc nursing ka scholarship form kaise fill kre bich me kuch kuch problem aa rhi plz help me
Mera aadhaar verified nahi ho rha hai kya dubara registration ho jayega sir please🙏 help me
Bhai Course Select karne ka option hi nhi aa raha hai kahi aisa na ho date nikal jaye or form bhi na Fill kar pau please brother help me
Abhi to last date bahut dur hai
bhai cource wale section open nhi ho rha hai
Sir date kab tak hai mera b a 3rd semester ka bharna hai 2year hai mera
Agar Msc ka fill karna hai to Bsc ka mark sheet me grde kaise fill kare
Sir bed ke kab bhare jayege please bta dijiye
Bhai ji ham kar rahe hain fir bhi yahan per Jahan per Aadhar bata raha hai Aadhar number dalna hota hai vahan per Aadhar number vagaira dalte Hain to kuchh Ho nahin raha hai uske aage
Sir b.ed Renewal form kbse start honge sir please make a video on b.ed renewal up scholarship form please sir🙏
Whatsapp me at 9528219270
Income certificate kiska hona chahiye father ka ya khud ka.....
Bhai tumhra hona chahiye
Account number to fill hi nahi kiya to Paisa kaise aaygai
Kis time check kare ki jo jaye
BA 1 year private wale ko scholarship from bhara jayega
Sir Mera Income Certificate 2023 ka h chalega?
Jaanch wala print nahi ho raha hai ,we,re sorry bta Raha hai , please reply
Sir ba ka fresh form ka correction kaise karte hai
Bank detail kaha bhare
Class 10th और 12th Bengal Board से पास किया हूं अब यू पी कॉलेज वाराणसी में बी ए 1st year का Scholarship apply कर रहा हूं तो केवल सीबीएसई, आइसीएस और उत्तर प्रदेश बोर्ड दिखा रहा है other board का option नही आ रहा कैसे भरू
Contact
Apne jile me samaj kalyan vibhag me
Sir form complete ho gya but account details manga hi nahi to paise kis account me ayege??
Adhaar card link kisi bhi account me aa jayenge
@@MicroClasses bhai form to bhar diya lekin aadhar authentication nhi ho rha hai please help
Sir check wale print me meri details adhi adhuri show kr rhi h😢
Bhai BTC 2nd semester ka kb se bhara jayega
Sir isame bank passbook add kaha se add hoga ??
Ab aadhar seeding se paisa jayega jis account se adhar link hoga usi khate me jayega paisa
अगर 10th की मार्कशीट में और आधार कार्ड में DOB अलग अलग है तो क्या करे
क्या छात्रवृत्ति नहीं आएगी
Ho sakta hai error aa jaye
@@MicroClasses graduation ke liye scholarship ki last date bta dijiye
Agr tb tk aadhar card main correction ho jaye to scholarship form bhar dunga
Koi dikkat hoga mera aya tha @@NitinYadav010
Check me high school ka school ka nam nahi aa rah h
Bank account ke details to liya hi nhi...
Sir Jab Scholarship me Form Check Kiya Jata Hai To Inse Aadhi Details Show Hoti Jai shaikshnik vivaran Ke option Par
Same
Sir mera adhar verify nhi kr rha h to kya me phir se registration kru?
Income certificate kiska lgega ? Apna bnwaya h jisme papa ka name h aur salary mentioned h usme unka , kya yhi lgega , manyä hoga???
Lag jayega
Nahi Lage ga pita ya mata ya abhivawak ka lage gaa nahi to form rejected ho ga samajkalyan vibhag dwara
Bhai final year Wala ka kb bhare jayega
Sir agar Father's name ke aage C/O likhr aa rha hai S/O ke jagah
Iss se koi problem to nahi hoga??
Nhi koi problem nahi hai bro
आय प्रमाणपत्र Papa ka
laga skte hai?? Soon reply sir
Yes
Sir accounts detail nhi fill ho rhi hai Kya karu
Bhaiya hamare collage ka naam hi nahi aa raha hai kya karun😢
Mere me course select kerne ka option nhi aa rha hai
Same
Mera bhai cheek high school board api status nahi ho raha h
Site open nhi ho rahi h
Bhai registration shilp par naam kay do letter capital aa raha hai baki sab small q?
Gap ka form kha se download hoga
बहुत ही सुन्दर
Bhai mene scholarship registration me adhar se number wala number nhi diya koi or dusra bhar diya h galti se to mujhe dobara registration karna hoga ya nhi plz bata di jiye
Change karna hoga bhai
Sir me bihar se hu me bsc agriculture 1 semester me hu up scholarship state ka option nahi aa raha hai
Adha adhura mera form submit karke lock kar diya hai..........sansodhan kaise kare
Sansodhan khulenge
@@MicroClasses ok thank you
Course select hone laga bhai❤❤❤😂😂
बैंक डिटेल नही डालनी होती है क्या
No
Npci link account me paisa aaega
Bhai mere marksheet and adhar dob deference h to kya m fill up kru ya nhi agr aage m adhar sahi krwa k next year fill up kru to last year wala jo information se koi dikkat to nhi hogi n
10th wali date karao har jagha
Sir mai Punjab board sa 10th kiya hu board select karta time option he nhi a raha ha pseb ke
Mera ab domicile certificate be u.p ka hai pls help kara sir
nhi hoga
Sir income certificate kiska lag raha hai
Father
bhai obc wale category me muje kewal 3-4 college show ho raha hai jisme mera college ka name nahi hai,jabki general wale me bhut college hai
Thode din ke bad form bhar lena
Abhi proper site kam nhi kr rhi
@@MicroClasses kahi aisa na ho last date nikal jaye 😂 waise kab tak hai last date UP scholarship ka BA ka
graduation scholarship form ke final print par account no aur IFSC likh kar nahi aaya
Koi fark nhi padta
High school roll no verify nhi ho raha hai 😢
Sir koi llb 3 year lucknow se affiliated collage se ho to shailshik asthaan me College ka name nhi mil rha toh kya kren lucknow university ka main campus fill kr skte ya wait kren ki College ka name show hoga
No, college ka nam show hoga.
Agar nhi ho rha to kuch din bad ho jayega kyonki abhi site shi nhi chal rhi j
Please sir btaye abhi date hai ki khatm ho gyi hai
HA 16 nov last date hai
Sir mera invalid registration number bata raha hai renewal me
Final print ho nhi rha ha
Isme account number nhi liya hai
Sir course name nhi aa raha hai 😢😢
Ews kya choose kare?
General candidate...
Sir bank account number show nhi ho rha hai
Course selected nahi ho raha hai
Course select krne ka option nhi aara
Same problem bro
Sir mere form me to course select nhi ho rh hai
Site problem kr rhi h
Sir muslim jeanral kaha se bhare form
Sir bank detail aapne nahi bhara hai to Paisa kisame aaye ga Jawad dijiye ga
Adhar link hoga jis bank m usi m aa jayega npci usi ko bolte
Last date kya h
Sir schoolership mera गत वर्ष kyu aa raha h mera toh 1year 1semster h please reply 😕😕
Abhi ruk jao kuch din bad form bhar lena
Sir highschool roll number wala option apne aap tick nhi ho raha h kafi fin ho gaye hain
Abhi form bharne ki koi last date nhi hai.
Website problem kr rhi hai...
Apne aap tick ho jayega
Bhai bank account no nhi pucha q ??
Bhai income certificate apna lgana hai ki abhibhawak ka please reply
Abhibhavak ka
@@MicroClasses thanks Bhai
Mummy ka laga sakte hain aay@@MicroClasses
B. Ed 2nd year Renewal fill hua h kya kisi ka?
Nhi mera bhi nahi ho Raha hai
Npci kya hota hai