Sir mera 20w ka amplifier hai or 60w ka speaker hai To jab me jada volume pe bass bdhata hu to aavaj ke saath bass bhi fat ti hai | mene chak kiya hai sab kuchh sahi hai proper voltage hai or proper ampere hai fir bhi sound fat raha hai
Aap 20watt ka amplifier use kar rahe to aap 60watt ka speaker use nhi kar sakte ..... Apko 100watt ka amplifier use karna chahiye kyunki agar apka Amplifier kitni bhi watt ka ho to usme 20% wattage less hota hai ( Ex:-100watt - 20% = 80Watt output ) to aap socho ki apke pass 20watt ka Amplifier jisme apko sirf 18watt hi output mil raha hai.....
Are bhai agar apko Ic ke wattage pata nhi to kyun comment karte ho.. 80Watt output deti hai ye 4440 ic or apko nhi pata to kam se kam Google pe hi search karke dekh lo 🙏🙏🙏 Or agar apko 4440ic ki sound quality sunna ho to is video ko jarur dekh Lena apko Idea ho jayega ⬇️ ruclips.net/video/EXnws4mw5aE/видео.htmlsi=Z29PC_HQwe1NpDjD
Bhai mere pass 4440 amlifire hai ya amlifile offer main connect kara hu amlifire ko ka sound badane ke baat speaker ka sound fat jada hai ya kaise mila sakta hai
@bhagwansahay9093 Audio ko clear or amplifier ko protect karne ke liye ek circuit hota hai... Ise lagane ke baad har raha ki noise,bass,sound sabhi achi tarah se bajte hai...
Mere pas 6283 board he aur isme me echo board lagaya to humming aur avaz fat jaati hai to kya kare please bataye( 1am ka transfer hai 0- 12 hai ) speaker 6" havy magnet aur 50w ka hai)
Same Capacitor laga Dena Jo Maine use Kiya hai but apko me bata deta hun 6283 par 8" ke Speaker use nahi karne chahiye ye 6283 sirf 4" to 6" Speaker's ke liye hai.... Aage apki marji...
Mere paas sony ka car main 1000 watt wala 4 channel amplifier hai uske uper maine 10 inch ka 2 subwoofer lagaya hai ek subwoofer 200 rms ka hai konsa capacitor us karu
Bhi mere pass 100 w ka mpfire hai 32 inch ka spikar hai sound phat raha hai koi adia batao
Bhai aap celling fan ka capacitor use karo ya Bass Filter Circuit ka use karo sound nahi fatega ...
@@HELPGURUCHANNELcelling fan kya hota h
@Khushi_RK_ chhat per lagne wale pankhe ko Celling fan kahate Hain..
3055 amplifier mein 15" 500watt speaker kaise chalaye
Sir mera 20w ka amplifier hai or 60w ka speaker hai
To jab me jada volume pe bass bdhata hu to aavaj ke saath bass bhi fat ti hai | mene chak kiya hai sab kuchh sahi hai proper voltage hai or proper ampere hai fir bhi sound fat raha hai
Aap 20watt ka amplifier use kar rahe to aap 60watt ka speaker use nhi kar sakte .....
Apko 100watt ka amplifier use karna chahiye kyunki agar apka Amplifier kitni bhi watt ka ho to usme 20% wattage less hota hai ( Ex:-100watt - 20% = 80Watt output ) to aap socho ki apke pass 20watt ka Amplifier jisme apko sirf 18watt hi output mil raha hai.....
@@HELPGURUCHANNEL ok sir ji thank you sir ✌️👍 reply dene ke liye 😌i love you sir 👉👈🙂😁🤗
Koi baat nhi ye mera kaam hai.
4 ohm 40w speaker par konsa capacitor lagaye sound bar he ?
Bhai aap mujhe ye batao Sound Bar pe lage single speaker ki wattage kya hai ?
Ghanta 4440 ic total 19 watt output deti he
Are bhai agar apko Ic ke wattage pata nhi to kyun comment karte ho..
80Watt output deti hai ye 4440 ic or apko nhi pata to kam se kam Google pe hi search karke dekh lo 🙏🙏🙏
Or agar apko 4440ic ki sound quality sunna ho to is video ko jarur dekh Lena apko Idea ho jayega ⬇️
ruclips.net/video/EXnws4mw5aE/видео.htmlsi=Z29PC_HQwe1NpDjD
60 watt only
Bhai mere pass 4440 double ic board hai usme full volume karne par awaz fat Rahi hai,iska kya solution hoga, 6inch speaker hai
Capacitor use karo solve ho jayega
@@HELPGURUCHANNEL konsa, or kaise use karna hai
@@HELPGURUCHANNEL konsa capacitor use karna hai
Sabse acha hoga aap Celling Fan ka Capacitor use karo
Mere.pas.bhee
1 am using 150w 2 speaker in 100w amplifier is it k
Sar mere pass 50 HP ka hai Charon ka speaker 4440 mein fat kyon raha hai kya karun
Bhai mere pass 4440 amlifire hai ya amlifile offer main connect kara hu amlifire ko ka sound badane ke baat speaker ka sound fat jada hai ya kaise mila sakta hai
Sound controller use karna hoga ya Kam sound me sunna hoga
Bhai 400 w 15 inch ke liye kon sa capacitor lagay dj or live ke liye
Aap Fan Capacitor use kar sakte ho.
Kitna uf ka
2.5uf
Ava z mix horhi changeer do hai hua chat hai alag alag speaker me set karna padta hai changeer
Speaker me plus minus me nahi hota
Peak power 600 watt speaker h kitne watt ka amplifier lagana h
Minimum 500watt & Maximus 800-1000watt
4440 मे BASS आईसी सेलेकोन का केसे लगाऐ
Bhai sab mere pass stranger pbt 501 amplifier h or 200 +200what ka Box 1 total 2 box me 800 what load live program krta hu voice clear nhi aata h
Bass Filtered Module use karo sound clear aayega
@@HELPGURUCHANNEL ye kya hota h
@bhagwansahay9093 Audio ko clear or amplifier ko protect karne ke liye ek circuit hota hai...
Ise lagane ke baad har raha ki noise,bass,sound sabhi achi tarah se bajte hai...
Aap ke namber do
Usko kya bolte h Shop pr kya bolu ya distributer amplifier Jo mixer m lga kr usme amplifier connect krte h voh bta rhe ho kya
.4440.amplifier.par.onliy.4.inch.speakar.karna.hota.aap.galat.bata.rahe.ho.
Mere pas 6283 board he aur isme me echo board lagaya to humming aur avaz fat jaati hai to kya kare please bataye( 1am ka transfer hai 0- 12 hai ) speaker 6" havy magnet aur 50w ka hai)
Transformer 2Ampere ka use karo and wattage to ye isilye utha lega..
Agar sound fat Raha hai to Board Duplicate hoga aap original ka use karna...
38 watt ka hota 4440 amplifier
4440.amplifer.1.ic.20.out.karti..aur. aap. Laga. Rahe. 90.80.watt
Mera 6283 me 8" 50w ka chalega lagega aur isme konsa capacitor lagega
Same Capacitor laga Dena Jo Maine use Kiya hai but apko me bata deta hun 6283 par 8" ke Speaker use nahi karne chahiye ye 6283 sirf 4" to 6" Speaker's ke liye hai....
Aage apki marji...
Sir 6" speaker hevy magnet wala chala sakte hai
Haa
4440 8inc 60w
300watt me konsa laga ae
35volt 4,700uf Capacitor
Bhai mera 8 ench ka hai uski aawaj fat ke aati hai aawaj ful karne par
Amplifier kitne wattage Output deta hai or Konsa Amplifier hai ?
@@HELPGURUCHANNEL iske bare me to nahi pata bhai kinta wattage deta hai
Bhai Instagram pe photo send karo batata hun
100 Watt ka Hai JBL speaker
35volt 4700uf ki laga do
15 inch 500watt speaker capacitor kitne board ka lagaya jaaye
Ye dekh lo aap 15inch 500watt per ise lagao👇
dl.flipkart.com/s/q7o!hkNNNN
Mere paas sony ka car main 1000 watt wala 4 channel amplifier hai uske uper maine 10 inch ka 2 subwoofer lagaya hai ek subwoofer 200 rms ka hai konsa capacitor us karu
Aap 2 Capacitor ko use kar sakte ho:-
1st 25v/4400uf Capacitor.
2nd Celling Fan Capacitor.
@@HELPGURUCHANNEL us se bass nikle gi na
Haa
Bhai 8 ohm me konsa capacitor lagaye
50v8800uf Capacitor
@@HELPGURUCHANNEL thank you so much
Welcome
12 ench ka
Selling Fan Capacitor Use Kijiye
Bhai mere pash 8 inch ke two speakers ha or 4440dual ic amplifier full volume par awaz fatda ha
Bass Filter Circuit use karo ya Celling Fan ka Capacitor use karo sound nahi fatega.
100 watt 6ohm woofer hai or 100 watt mono board hai kon sa capacitor lgaye
4,000uf Capacitor use karo
Bhai awj khr khr ho rhi h to amfier khrb hai ya spekar
Amplifier kharab ho sakta hai kyunki Speaker kharab hone par Sound Kam ya bilkul bhi Sound nahi aata .
15DJ
15 inch ka
Ok
😂😂😂😂😂lol
40 w
Sir mere pass c15 cube h banjo k liye rms 15 watt speaker output 15 watt h par output mixer me dene par aawaz kyu fat rhi h sir plz koi upaye bataye
Transformer se problem aaya hai change kardo
😂😂😂😂😂lol