You cant decribe sufi in words everyone is just wrting what they know in the comments but sufi is the thing of heart not just music sufism is love in sufism.we use must just to get close to our khaliq🙋🙋
AssalamuAlaikum Sirji.....excellent way of sifism which you have been described....not only external look matters but also internal ideology with pure soul for "Allah"
ماشاءاللہ ، عامر بھائی اس کا مطلب بھی سمجھا دیں۔ میں نے نیٹ سے نکالا تھا وہاں یہ لکھا تھا کہ جس نے اپنے نفس کو پہچان لیا اس نے اپنے رب کو پہچان لیا۔ اب نفس کیا چیز ہے اس پہ روشنی ڈال دیں مہربانی
Sufism sabr or bardasht ka nam hai, Sufism tark e khuwahishat hai, Sufism Nafs ki maat hai, Sufism rooh ka khalik sy taluk hai, Sufism kisi rang nasal had ka muhtaj nhi, Sufism khud ki pehchan hai, Dar asal Sufism ma (میں) ki mout hai.
Sufisum Started in 600 Hijri before that there is Real Islam by 4 Great Imam's. Fact: Around 100-150 Hijri In Qufa Governor Region Imam Abu Hanifa is Judge and head of Scholars in Quran and Hadees. Similarly In 110-160 Hijri Madina Governor Region, Judge of Scholars is Imam Malik Imam Malik's Best Student is Imam Shafayee studied for 20+ Years and worked as head of Institution in Tafseer of Quran & Hadees and then Judge of Same Area Imam Shafayee's Best Student is Imam Ahmed Bin Hambal Later Imam Ahmed Bin Hambal became Judge of that time These 4 Imam's played there role in 100 Hijri to Around 240 Hijri. All Imam's Mastered in Hadeeses and Fiqh. There contribution to Hadees Finding and Searching and Collecting Hadiths. In 200 Hijri Imam Ahmed Bin Hambal Student is Imam Bukhari Imam Bukhari Made a Collection of Hadith and formed a Book of Hadith Called "Sahi Bukhari" and Died in 250 Hijri Later Many Imams and Sheiks also contributed in Hadith's like Imam Muslim, Imam Abu Dawoodh, Imam Ibn Taimiya etc and chain Continues to Allama Albani, Sheik Bin Baaz. Rahamaullahi Majmaeen. Now Question is Who Changed Islam and Divided between Imam's and Formed there own Parties ???? 🤔🤔🤔 Its In 450 Hijri to 1000 Hijri Many Extremist and Power Desired Maulwis Created 4 Different Parties with Formula of "Divide and Rule". Divide and Rule Formula By Different Jamats in Late Islamic World.
Sufism did not start In 600 hijri it was named in 600hijri Sufis existed even at the time of Ali (R.A). Hasan al basri (R.A) Imam Malik even made his son sit in the gatherings of Sufis because he thought Sufis were very specialised in dhikr.
Islmaic or non islamic tasawwuf both have been derived mainly from Buddhism and other parallels creeds. Even word tasawwuf does not exist in holy quran and sunnah of the prophets.
Sufism neki ka aisa raasta hai jo muskil hone ke saath saath kabhi kabhi naamumkin raaste per chal ker allah ki muhabat me neki ka aisa muqam hasil karna jo har insan ko nasib nahi hota hai Sufism kahlata hai
oho me to sufism ko ghalat samajti thi .sufism ghalat nhi hai ye ehsas mjy ertughrul ghazi drama dekne se hua . is drama mai ibn al arabi ek bht hi best and religious character hai . or jab onho ne wo dhol and singing ki jaise sufi karte hai to mjy ihsas hua k jo bad picture mere zehen mai tha sufism k regard wo real sufism nhi hai . to es liye sufism k bare mai search kia .
Allah ne Islam phelane ka zariya Sufis ko banaya Jb Sahaba,Tabaen aur Taba Tabaeen is duniya se chale gai. Sufi ne hum tk deen pohunchaya hai. Ab kuch log smjhte hai keh apna hi kuch logic lekar aai the aesa nhi hai unka kaam hume Allah se kareeb krna tha aur deen ki smjh dena tha
Sir aapk moral lectures buht achay hotay hn but.tell me perfect insan kon h hmaray nabi (SAW) k baad...! aap ISLAM pe apni tehqeeq barhain.....is sufism ki paidawar h mirza qadyani.....Islam ko paak rakhain aisay khayalat say please..
No Sufi no Sufism needed this is not Islam... You pray namaz five times with your true heart, believe in Allah is only aalimul gaib and creater of everything... and prophet salleala wa alihi salaam was his Messenger... This is enough... No sahaba had any Sufism, they did what prophet tought them.... and preached the same... They never had any Sufi type life....
khan Faizan no asal mein Auliya Allah aur Sufi logo ne hi Islam phelaya Sahaba aur Tabaeen aur Taba Tabeen ke baad , Aliya Ikram jaisay log hi usi tarah deen pe chaltay hain jo Ain Rasool e Pak SAWW ne bataya tab hi tu un ka nam aaj tak zinda hai
ارے میرے بھائی ۔ جس کی جتنی اپروچ ہوگی وہ اتنا ہی بولیگا ۔ کامل صوفی کے پاس کبھی بیٹھ کہ دیکھو ۔ یہ کوئی کتابی علم نہیں ہے ۔ یہ علم سینہ بسینہ ملتا ہے ۔ آپ کی بس کی بات نہیں آپ کتابیں لکیں اور کماتے رہیں ۔ جو کہے وہ جانے نہیں ۔ جو جانے وہ کہے نہیں
Sufism ka kamal ye hy k Islam me reh kr Islam k bunyadi Aqaid ki dhajjiyan ura deta hy. Or phr natija Ghulam Qadyani Kazzab k tor pr br aamad hota hy ! Jisey aitraz ho wo Imaam Ghazali or Ibn Arbi ki tasaneef perh kr dekh ly ye dono Sufism k barey Burg hyn. In k Aqaaid perhny k Baad Quran O Sunnat ki Roshni me dekhna k kia Sufism theek hy....... Faisla aap pr !
Quran hadees or Rasool s.a.w jin ke liye kafi houn unhein kisi sufism ke saharay ki zarorat ni rehti. Allah ne sb ko shaoor diya hai. Allah ne ab ko khas bnaya hai jo taqwa ikhtiyar kray ga wo Allah ke qareeb ho jaey ga. Hr insan Allah ke qareeb ho sakta hai. Aisa ho jaey to peer prasti or sufism ka 2 no. Business khtam ho jaey ga.
نبی اور اللہ کے رسول کے بغیر اللہ پاک سے براہ راست رابط کرنے کی کوشش کو صوفی ازم کا نام دیا گیا ہے جو کہ اللہ تعالیٰ کے مقرر کردہ راستے سے انحراف ہے۔ اس لئے صوفیت کا اسلام سے کوئی تعلق نہیں ہے۔
with respect sorry to say all you saying is dont go with logic....very illogical thing to say...i was not hoping from you.... we cant define sufism by our own def......we should understand its bases...founders.definations like wahdatul wagood.and when we go there it is obvious islam has nothing to do with sufisim.....islam is perfect in its pure form....doest not need any ism to it
Desi angraiz yr char din k hain ye D ,A ,S ye apne muhn lagate hain laga mt kro inse ye to na hhr k na ghat k....... ye hamesha English me baat kiyun krten hain maloom hain is wajah se nhi ki ilm hai is wajah se ki ye hamsher spy k batay or bhtkaye hue gumrah log hain so please inke muhn lgna imaan ko khatre me dalna hai
K shah kya aap paanch waqt ke namazi hein? Ap ko pata hai khuda kiya hasti hai? Ya phir ap khud ko itna perfect smjhte hein ke aap sirf surfing se hi muslim ho jaen ge? Aj kal ke dor mein kya koi bhi aise bina jaiza Islam mein kamil tor par daakhil ho sakta hai? Sufism is not islam but it isn't against it either. Apni rai apne paas rakhein.
K Shah U r Right bro. Mujhy bi buhat afsoos howa is video se. Lekin afsoos qasim sb bi is sufism or peer prasti ki andhi taqleed krtay hein. Quran hadees or Rasool s.a.w jin ke liye kafi houn unhein kisi sufism ke saharay ki zarorat ni rehti. Allah ne sb ko shaoor diya hai.
Have people even read the books about sufis including tazkara tul oliya. I think anyone with even a basic understanding of Islam will be able to see the deviations from true Islam. Some of the things in these books are derogatory towards prophet sw, while other things sound like shirk!!! It is very clear that we should take guidance from quran and sunnah. The rest of the ideas including Sufism are deviations. It’s time to hold on to the rope of Allah (Quran).
Aapne to hinduism aur sufism ko miladiya, india ka jo example hai, woh logon ko blind faith se hatane ke liye hai jaise billi ne raasta kaat diya ho, kawwa/crow bol raha ho to mehmaan aane wale hain, istarah k kai galat aquide hain etc.
Bashaq par India ma Sufi nam ke cheze ee nae ha bae waha baba hota ha Jo khud ko great baba khalata ha or Jo loog visit pa gae honga wo ya porove kar Raha honga ka baba shaba kush nae hota .. Pakistani ma Sufi usi ko samjha jatta ha jiss ke app bat kar Raha ha..
Sb Galat ... Sorry Sufism Yah Nahi Hota Sufism Sufism Hota Hai Sir Yah Aman Hi Karte Haii Ga K Unho Ne Is Rang Mein Allah Ko Pehchana Hai Apki Soch Sorry To Say Galat Haii
ALLAH ki zaat ney Quran and messengers bejay hain why do we need sufism it is sourced from mysticism ... I ask the speaker was sufism around in times of Rasool Salala aleyhe wa salam...or sahaba...answer is no
Hadith wasnt there in the times of the Prophet PBUH and as a matter of fact neither was the Quran. The Quran as we know it came about much later and so did Hadith. Quran is Islam ... and Sufism is the soul of Islam.
Jis ne Nabi pak ke moaay mubarik topi ne rakhe thy wo badsha nai wo khalid bin waleed r.a thy jinhe said ul Allah kaha jata ha. Baki sufisim ki baat kar lo ya dhong ki kyun ke dhong ko describe kr kr ke vedios bana ki par asli sufi ki pehchaan aur wo zaroori kyu hota ha wo nai bataya.... Fake sufio ki waja se asli sufio ka inkar karen ab??
actually he is saying the truth, what was once a way to know god and mans own powerlessness has become a really bad mesh of nonsense now. i myself want to go further ahead with mysticism in islam but my paths arent very clear and not very open
You cant decribe sufi in words everyone is just wrting what they know in the comments but sufi is the thing of heart not just music sufism is love in sufism.we use must just to get close to our khaliq🙋🙋
Music is haram except duff.
اللہ کے نیک بندے جو رب العالمین کی محبت میں اس طرح غرق ہو کر اس دنیا کو چھوڑ دیتے ہیں اور سادگی اختیار کرتے ہیں وہی صوفی ہوتے ہیں
Yes exactly........
You are right
AssalamuAlaikum Sirji.....excellent way of sifism which you have been described....not only external look matters but also internal ideology with pure soul for "Allah"
Mashaaaaaaaa Allah Wonderful explanation
Sir g you are great speaker of the world
اپنی تلاش کتاب لکھنے کے بجائے اگر اپنی تلاش شروع کرتے تو شاید سمجھ جاتے ۔
"من عرف نفسه فقد عرف ربه"
🙏🙏🙏🙏🙏🙏
ماشاءاللہ ، عامر بھائی اس کا مطلب بھی سمجھا دیں۔
میں نے نیٹ سے نکالا تھا وہاں یہ لکھا تھا کہ جس نے اپنے نفس کو پہچان لیا اس نے اپنے رب کو پہچان لیا۔
اب نفس کیا چیز ہے اس پہ روشنی ڈال دیں
مہربانی
Nafs jism ko khaity hn
Jism khowahishat ko chor kr rooh pr mahnat krna
بالکل صحیح کہہ رہے ہیں۔ صوفی ازم کے فروغ کے سلسلے میں آپ کا انٹرویو درکارہے
Sufizm & Tasawwuf means in Simple and Easy language It is ISHQ & MUHABBAT
Ishq and Muhabbat according to the teachings of the holy Prophet Muhammad-e-Mustafa (SAW) is Tasawwuf/Sufism.
Allah or rasul se
kisi lrki ya orat se nhi
xtremeownage2 true
Good g
For Sufism must watch Alra Tv
Sufism sabr or bardasht ka nam hai, Sufism tark e khuwahishat hai, Sufism Nafs ki maat hai, Sufism rooh ka khalik sy taluk hai, Sufism kisi rang nasal had ka muhtaj nhi, Sufism khud ki pehchan hai, Dar asal Sufism ma (میں) ki mout hai.
I agree with you
Beshak
@@mudasir.2172 besaq
👏👏👏 U have that knowledge
You know it. :))
You describe that but it's a lineant definition.The sufism is very much vast because it's the name of self realization and further more.😊
JazakAllah khair qasim bahi Allah swt app ko ajar r azeem atay karay ameen App Marsharay ko amaysha positive massage daytay han
Hazrat kamal or dil ki bt krdi, SubhanAllah 💓 Allahpak khush rkhy.
Well done sir
Absolutely right ☺️
Sufism: Indifferent to the world, anonymous life۔۔۔
تصوف: دنیا سے بے نیاز / لاتعلق، گمنام زندگی۔۔۔
World k sath realtion rakhna hy skip ni krna
Agr skip kia to rahbanyaat ho ga
Masha ALLAH
Sufisum Started in 600 Hijri before that there is Real Islam by 4 Great Imam's.
Fact: Around 100-150 Hijri
In Qufa Governor Region Imam Abu Hanifa is Judge and head of Scholars in Quran and Hadees.
Similarly In 110-160 Hijri Madina Governor Region, Judge of Scholars is Imam Malik
Imam Malik's Best Student is Imam Shafayee studied for 20+ Years and worked as head of Institution in Tafseer of Quran & Hadees and then Judge of Same Area
Imam Shafayee's Best Student is Imam Ahmed Bin Hambal
Later Imam Ahmed Bin Hambal became Judge of that time
These 4 Imam's played there role in 100 Hijri to Around 240 Hijri.
All Imam's Mastered in Hadeeses and Fiqh.
There contribution to Hadees Finding and Searching and Collecting Hadiths.
In 200 Hijri Imam Ahmed Bin Hambal Student is Imam Bukhari
Imam Bukhari Made a Collection of Hadith and formed a Book of Hadith Called "Sahi Bukhari" and Died in 250 Hijri
Later Many Imams and Sheiks also contributed in Hadith's like Imam Muslim, Imam Abu Dawoodh, Imam Ibn Taimiya etc and chain Continues to Allama Albani, Sheik Bin Baaz.
Rahamaullahi Majmaeen.
Now Question is Who Changed Islam and Divided between Imam's and Formed there own Parties ???? 🤔🤔🤔
Its In 450 Hijri to 1000 Hijri Many Extremist and Power Desired Maulwis Created 4 Different Parties with Formula of "Divide and Rule".
Divide and Rule Formula By Different Jamats in Late Islamic World.
Sufism did not start In 600 hijri it was named in 600hijri Sufis existed even at the time of Ali (R.A).
Hasan al basri (R.A)
Imam Malik even made his son sit in the gatherings of Sufis because he thought Sufis were very specialised in dhikr.
you Are wrong
Islmaic or non islamic tasawwuf both have been derived mainly from Buddhism and other parallels creeds. Even word tasawwuf does not exist in holy quran and sunnah of the prophets.
قاسم بھائی اللہ تعالیٰ آپ کو پاکستان کا وزیراعظم بناےآمین
Good work
Sufism samajh ne kliye konsi book parhe aur criticism konsi book parhe?
EXCELLENT ....
BA MUSTAFA RASAAN KHESH RA KE DEEN HUMA OUST
AGAR BA OU NA RASEEDI TAMAM BU LAHBI........ALLAMA IQBAL
Sufism neki ka aisa raasta hai jo muskil hone ke saath saath kabhi kabhi naamumkin raaste per chal ker allah ki muhabat me neki ka aisa muqam hasil karna jo har insan ko nasib nahi hota hai Sufism kahlata hai
Anyone tell abou sufism related books
subhan Allah
what a video...... wow
Well said.
Ma Sha ALLAH SUBHAN ALLAH Jazak Allah Shah jee
I am Sunni Hanfi Sufi Muslim.
Brother I'd like to request a video related to failure in exams and tests in school life and hopelessness followed by it.
Bio lectures 123 fantastic
What is difference b/w sufi and wali????
Kya sufi me diobandi be hota hai
SUGGEST BOOK ON SUFISM
nice and excellent video
Assalmu alaikum Mashalla jazak Allha
The best
To define is to limit.
Bigg thanks sir aap ne sachchai safai ke sath bayaan ki aur logo tak sahi BAAT pahochai
Kya ek lrki ek orat Sufi banskti hai?
Sir g, brilliant !!
Nice
There is no place of sufizm in deen e muhammadi (pboh)
Explain why?
With solid reason ?
Waiting for your reply
U r great sir
Thats not your field Sir.Sufism(Mysticism religion) is a different religion and islam is different
iman se sir aap ko kuch na pata sufism ke bare me ...
اپنے چینل کیلئے آپ سے کوشش کررہے ہیں پر رابطہ نہیں ہو پارہا
Ghoro fikr ek aina hi jo ap ka acha our bura ap ko dhkhta hi
Very Good Speech
Anyone care to make an English translation?
I u want to know more about sufism
oho me to sufism ko ghalat samajti thi .sufism ghalat nhi hai ye ehsas mjy ertughrul ghazi drama dekne se hua . is drama mai ibn al arabi ek bht hi best and religious character hai . or jab onho ne wo dhol and singing ki jaise sufi karte hai to mjy ihsas hua k jo bad picture mere zehen mai tha sufism k regard wo real sufism nhi hai . to es liye sufism k bare mai search kia .
Allah ne Islam phelane ka zariya Sufis ko banaya Jb Sahaba,Tabaen aur Taba Tabaeen is duniya se chale gai. Sufi ne hum tk deen pohunchaya hai. Ab kuch log smjhte hai keh apna hi kuch logic lekar aai the aesa nhi hai unka kaam hume Allah se kareeb krna tha aur deen ki smjh dena tha
@@anasmotlani1323 beshaq ❤️❤️
Sir aapk moral lectures buht achay hotay hn but.tell me perfect insan kon h hmaray nabi (SAW) k baad...!
aap ISLAM pe apni tehqeeq barhain.....is sufism ki paidawar h mirza qadyani.....Islam ko paak rakhain aisay khayalat say please..
No Sufi no Sufism needed this is not Islam... You pray namaz five times with your true heart, believe in Allah is only aalimul gaib and creater of everything... and prophet salleala wa alihi salaam was his Messenger... This is enough... No sahaba had any Sufism, they did what prophet tought them.... and preached the same... They never had any Sufi type life....
Bhout khob sir
Oh shoot! I was hoping this was explained in English
No its pakistani national (Urdu)language..
Lol
great
بہت لوگ صوفی ازم کو اسلام سے بلکل علیحدہ کوئی دوسرا مزہب سمجھ لیتے ہیں ان کو کیسے سمجھایا جائے?
Zaheer Samoo true
O pagal islam mein koi firkha nahi hai... Musalmano mein firkhe hain... Islam pe aao sab muslaman firkho mein mat bato
khan Faizan no asal mein Auliya Allah aur Sufi logo ne hi Islam phelaya Sahaba aur Tabaeen aur Taba Tabeen ke baad , Aliya Ikram jaisay log hi usi tarah deen pe chaltay hain jo Ain Rasool e Pak SAWW ne bataya tab hi tu un ka nam aaj tak zinda hai
@@faizankhan-rc6xc شاید میرے بھائی آپ شریعت تک ہی واقف ہیں ۔
شاید آپ عشق سے نہی واقف
@@faizankhan-rc6xc اچھا پھر آپ یو ٹیوب کیوں چلا رہے ہیں!!!
ارے میرے بھائی ۔ جس کی جتنی اپروچ ہوگی وہ اتنا ہی بولیگا ۔ کامل صوفی کے پاس کبھی بیٹھ کہ دیکھو ۔ یہ کوئی کتابی علم نہیں ہے ۔ یہ علم سینہ بسینہ ملتا ہے ۔ آپ کی بس کی بات نہیں آپ کتابیں لکیں اور کماتے رہیں ۔
جو کہے وہ جانے نہیں ۔ جو جانے وہ کہے نہیں
واہ واہ Wah Wah
Haq farmaya bai..
Exactly this is sufism//
@@SanaUllahShah637 are you son of a najdi?
Sufism ka kamal ye hy k Islam me reh kr Islam k bunyadi Aqaid ki dhajjiyan ura deta hy. Or phr natija Ghulam Qadyani Kazzab k tor pr br aamad hota hy !
Jisey aitraz ho wo Imaam Ghazali or Ibn Arbi ki tasaneef perh kr dekh ly ye dono Sufism k barey Burg hyn. In k Aqaaid perhny k Baad Quran O Sunnat ki Roshni me dekhna k kia Sufism theek hy....... Faisla aap pr !
Inki koi book recommend kr sakty ap related to this topic?
@@ishu520 aap google kr k check kr lijye.
Quran hadees or Rasool s.a.w jin ke liye kafi houn unhein kisi sufism ke saharay ki zarorat ni rehti.
Allah ne sb ko shaoor diya hai.
Allah ne ab ko khas bnaya hai jo taqwa ikhtiyar kray ga wo Allah ke qareeb ho jaey ga.
Hr insan Allah ke qareeb ho sakta hai.
Aisa ho jaey to peer prasti or sufism ka 2 no. Business khtam ho jaey ga.
U never seen reyal Sufi.....
True
Ri8
🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Who r real sofis
نبی اور اللہ کے رسول کے بغیر اللہ پاک سے براہ راست رابط کرنے کی کوشش کو صوفی ازم کا نام دیا گیا ہے جو کہ اللہ تعالیٰ کے مقرر کردہ راستے سے انحراف ہے۔ اس لئے صوفیت کا اسلام سے کوئی تعلق نہیں ہے۔
Sufism pakistan you tube channel par jy sab pata chaly ga
Beshak
You can't see real sufi bro so that's why you talk this way on sufi💔
Real sufi mtlb
@@d.aasifa7635 Real sufi Mtlb fana fi Allah..
sir ya Islam ha.....jo peace or bhaichare wala ha...corporate training nhai ke har hal me paisa banan ha...
👌👌👌👍👍🙏🙏🙏
nice shah g
buht khob
with respect sorry to say all you saying is dont go with logic....very illogical thing to say...i was not hoping from you....
we cant define sufism by our own def......we should understand its bases...founders.definations like wahdatul wagood.and when we go there it is obvious islam has nothing to do with sufisim.....islam is perfect in its pure form....doest not need any ism to it
so we don't need deobandism/wahabism??
Desi angraiz yr char din k hain ye D ,A ,S ye apne muhn lagate hain laga mt kro inse ye to na hhr k na ghat k.......
ye hamesha English me baat kiyun krten hain maloom hain is wajah se nhi ki ilm hai is wajah se ki ye hamsher spy k batay or bhtkaye hue gumrah log hain
so please inke muhn lgna imaan ko khatre me dalna hai
K shah kya aap paanch waqt ke namazi hein? Ap ko pata hai khuda kiya hasti hai? Ya phir ap khud ko itna perfect smjhte hein ke aap sirf surfing se hi muslim ho jaen ge? Aj kal ke dor mein kya koi bhi aise bina jaiza Islam mein kamil tor par daakhil ho sakta hai? Sufism is not islam but it isn't against it either. Apni rai apne paas rakhein.
K Shah
U r Right bro.
Mujhy bi buhat afsoos howa is video se.
Lekin afsoos qasim sb bi is sufism or peer prasti ki andhi taqleed krtay hein.
Quran hadees or Rasool s.a.w jin ke liye kafi houn unhein kisi sufism ke saharay ki zarorat ni rehti.
Allah ne sb ko shaoor diya hai.
K shah
i really sorry to say
SUFI aik wo hsti he jise aap smj b nhi skte sufi bnne k liye tsavuuf chahiye hota he aur ye aap nhi smje ge
Sufism apny naafs k khilaf jung hai .... Sufism میں Ki mout hai ..
Have people even read the books about sufis including tazkara tul oliya. I think anyone with even a basic understanding of Islam will be able to see the deviations from true Islam. Some of the things in these books are derogatory towards prophet sw, while other things sound like shirk!!! It is very clear that we should take guidance from quran and sunnah. The rest of the ideas including Sufism are deviations. It’s time to hold on to the rope of Allah (Quran).
Aapne to hinduism aur sufism ko miladiya, india ka jo example hai, woh logon ko blind faith se hatane ke liye hai jaise billi ne raasta kaat diya ho, kawwa/crow bol raha ho to mehmaan aane wale hain, istarah k kai galat aquide hain etc.
Ask this Dr zakir naik or any other reliable secholar what is tasawuf?
I dont know what are you trying to say ...
Bashaq par India ma Sufi nam ke cheze ee nae ha bae waha baba hota ha Jo khud ko great baba khalata ha or Jo loog visit pa gae honga wo ya porove kar Raha honga ka baba shaba kush nae hota .. Pakistani ma Sufi usi ko samjha jatta ha jiss ke app bat kar Raha ha..
speaker sab you are so wrong about sufism... do you home work...sub continent mey Islam ko masakh karnay mey sara sufism involve hey
Sb Galat ... Sorry Sufism Yah Nahi Hota Sufism Sufism Hota Hai Sir Yah Aman Hi Karte Haii Ga K Unho Ne Is Rang Mein Allah Ko Pehchana Hai Apki Soch Sorry To Say Galat Haii
آپ نے صوفی ازم کی کوئی ڈیفینیشن تو دی نہیں صرف صوفی ازم پہ ڈونگ رچانے والوں پر سارا زور لگا دیا ہے
Sufism ki defination aj tak ksi bhi sufi na exact nai kee
ALLAH ki zaat ney Quran and messengers bejay hain why do we need sufism it is sourced from mysticism ... I ask the speaker was sufism around in times of Rasool Salala aleyhe wa salam...or sahaba...answer is no
Sufism were there in the name of ashaabe sufa
کیا آپ ان کے دور میں تھے
Huzoor Sall-Allahu-Alehi-Wa-Sallam Ke Zamane Mein fone Nahin Tha... Phir Tum Kyun use karte Ho...
Beta Yahan Badi Zehni Baatein Ho rahi Hain... Apna Bachpana Ghar Leja...
Hadith wasnt there in the times of the Prophet PBUH and as a matter of fact neither was the Quran. The Quran as we know it came about much later and so did Hadith. Quran is Islam ... and Sufism is the soul of Islam.
Jis ne Nabi pak ke moaay mubarik topi ne rakhe thy wo badsha nai wo khalid bin waleed r.a thy jinhe said ul Allah kaha jata ha.
Baki sufisim ki baat kar lo ya dhong ki kyun ke dhong ko describe kr kr ke vedios bana ki par asli sufi ki pehchaan aur wo zaroori kyu hota ha wo nai bataya....
Fake sufio ki waja se asli sufio ka inkar karen ab??
Aj ke daur maulvi ke alawa islam kis teacher se samjhain
islam samjhne ke liye aapka rehbar quran hai isse behtar aur koi dusra raashta nh beshaq Allah ne quran hidayat ke liye bheja hai
Sahi
Wahdatul wajood hai sofizm
Parallel deen hai islam ke
Wahdatul wajood kia hai bhai
MRA nam sufi he
Sach me sir app kuchh Nahi jante sufism
Aap aysey videos upload na kiya karein
IS sey firqa wariyat phelti hai
Islam is from sufism
Molana room ki zindagi padh le .. sayad samaj me aajayga
Sufiezm.ke.bareme.jannahaito.akramawansahab.joke.zilachakwalme.the.unki.video.dekhe
Aap jaise logo k waza se aur aap log redeclaration karte hai aur nojawan masjido me blast krte hai same on you...from india
Qasim hiramkhoor ko koi sarkari nokri mil gai hogi
Yeh clip ak hindu sadho ka tha nariyal wala dhog . Kitna jhoota hy. Yeh is ko sufism say mila rah hy..
Sorry sir You you have zero knowledge about Sufism
Respect from India 🙏
actually he is saying the truth, what was once a way to know god and mans own powerlessness has become a really bad mesh of nonsense now. i myself want to go further ahead with mysticism in islam but my paths arent very clear and not very open
@@taseensenpai5271 Salam. Have you explored the thought of Prof Ahmad Rafique Akhtar?
asal sufism kuch nai hae ghulam ahmed qadiani be sufi tha sara topi drama hae
@@SanaUllahShah637 lkn phir be log sufism sufsm karte rahte hae ..
durust farmaya pollute karne se acha hae islam chor de
Shut up Sufi k bare me bekwas na kro
Pagal ha yeh
Pagal ha yeh
Alra TV RUclips par sofism
Very good speech
Nice