Kya Qurbani Ke Janwar Me Aqeeqah Bhi Kar Sakte Hain ? By Mufti Akram Raza Ishaqi
HTML-код
- Опубликовано: 17 ноя 2024
- dosto isi tarah ki vedio dekhne k liye Hamare chanel ko Sabscrib karen aur saath hi Bell Icon vala button daba den aur sath hi vedio pasand aye to like aur share bhi zarur karden Jazakallahukhair aapka bhai maroof raza khan Alhamdulillah
Hazrat ke channel ko Sabscrib karen
👉 • Kin Logon Par Qurbani ...
Maroof Raza Khan
#sawaljawab #islamicquize #islahibayan #viral #islamicquotes #taqrir #dua #maroofrazakhan #qurbanicollection
Mujhe ummeed aap is channel ko zarur Sabscrib karenge 👉ruclips.net/video/NpxMf1V7Rl4/видео.html
done🤗
Maroof Raza Sahab ap se aik sawal Hai k "kisi shaks per qurbani Kab jaker wajib hoti Hai" ?
Hazrat assalamu alaikum bewa aurat pe qurbani wajib hogi ya nahi
@@dirrilismixer2556 Hazrat k Chanel par vedio upload ki Hui hai aap dekh len
@@kamranmustafaimustafai4437 aap dekh sakte hain Hazrat k Chanel par tafseel k saath hai
masha allah bahut acchi jaanakari di hai hazrat aapne
لآ اِلَهَ اِلّا اللّهُ مُحَمَّدٌ رَسُوُل اللّهِ ﷺ
Bahut hi shandaar sawal tha. Jo hazrat ne isko solved kiya.
Witr aur 4 farz qaza alag alag din parh sakte h
@@mohdnaeem6176...g path skty hn
Subhan Allah very good advice
Mashallah bahut acha jawab Mila he our esa sawal ho
बहुत-बहुत शुक्रिया भाई जान इस्लाम को दुनिया तक फैलाने के लिए अच्छी बात बताने ky लिए❤❤❤
Masha Allah subhan allah labbaik ya Rasoolallah awliya allaho ka daman nhi chorege ❤❤❤
MASSAHALLAH,Aapne badi achhi sawal ka jawab diya , SUBHANALLAH ❤️❤️❤️
Mashallah ❤ ❤❤❤🎉
Subhanallah mashallah bahut qoob 👌🤲🤲♥️♥️🌹🌹♥️♥️🌹🌹
Mashallah zazakallahu khaira😍😍😍😍
Alhamdolillha bahoot achha. ALLAH Aap Logo ko taraqqi den . Or mufti Salman azhari saheb ko jaldi Reha milega INSHAHALLAH
Subhan Allah
माशा अल्लाह भेरी नौलेज फुल बिडियो मारूफ रजा भाई 💓
Mashallah. JazakAllah
Mashaallah kya khub kaha
Mashallah bahut khub
Perfect video
Walaikumassalm
Thank you 😊 Allah Hafiz 🤲🏻💯💐 Alhamdulillah 🤲
Masha Allah ❤ ❤ ❤ ❤ ❤ ❤ ❤ ❤ ❤ ❤ ❤ ❤ ❤ ❤ ❤
Subhanallah
Ma Sha Allah
Bhut Achha smjhate h
Jee,sukriya,janab
Mashallah
Walaikum Asslam wa rahmatullahi wa barakatahu ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Masha allah
Mashallah Subhanallah
Masha allh
Masha allah ❤❤❤
Nice information
Mashallah ❤❤❤❤❤
अस्सलाम वालेकुम आप खैरियत से होंगे अल्लाह ताला आपको सलामत रखे मेरा यह सवाल है कि बच्चों को hakikaहोने से पहले मां बाप का hakikaहोना जरूरी है
Ameen 🤲
Mashallah
Question.
Dua kurbani ki hongi ya aquikeki
Ek janwar pe do dua kaise kurbani kare?
Mufti sahab ek sawal hai ? Ye baat huyi Jo apne batai ki qurbani ka mahina aane wala hai lehaza aap bade ke janver me aqeqe ka hissa bhi le sakte hain.. ye baat to samjh agayi sawal ye hai ki agar kisi ko aqeqa kisi aur mahine me karwana hai jaise rabiul awwal rajab shaban tab usme kya bade ke janver me hissa le sakte hain? Agar le sakte hain to ek bade ke janver par 7 log hissa lete hain aur aqeqa mujhe 2 ladko ka karna hai to 4 hissa ladko ke aqeeqe me ho gaya baki kaise manage kare ? Ya sirf bade ke janver me hissa sirf Eid az zuha me hi liya ja sakta hai bakiyo me nahi? Islah farmaye
Assalamualaikum maroof bhai aap kaise ho allah aapko salamat rakhe
Waalaikum assalam bhai shukria
Aaj aap sahi jagah sawal ko gye
Mashaallah
❤❤❤
Mashallah bahaut khub samajaya🤲🤲🤲
Assalam walekum bahut sare question se mere
Muje yahi puchna tha k kya qurbani ke janwar me hum aqeeke ka hissa rakhwa skte he aur ladke ke aqeeke k kitne hisse honge aur ladki k kitne hisse honge.....plz reply haji saab.
Mere bhai poori vedio dekho sab bataya hai hazrat ne
Walakamu sallam
Beshak👍
Alhamdolillah
Beshaq
Allah hu akbar
Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh
Mashallah Aap Hazraat ke Chehre par kitni raunak hai ❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
Jaha Tak humare Nabi, Mohammed sallallahu alaihi wasallam, ka farman hai ke, haqika karne ke tariqa,
Ladka hua tou doo Bakra, ladki. Hey tou ek Bakra Dena ka hukum Diya hai, haqika mein hissa ke hisab nahi hai. Jaan ka hisaab hota hai.
Isi liye kahte hain padhayi karo din ka masla sikho 😂😂😂
Phadne ki jarurat aapko h janab kuke yeah he such ki akika me hissa nhi hota h jaan ka hisaab hota h. Kya bade janwar me 7 jaan hoti h nhi na janwar ki toh sirf ek he jaan h.
Aasalamalkum maroof bhai
Kurbaani kis pe wajib hai our kese halat pe yeh bhi batayega agli video mein
Wally kum assalam wa rahmatulla wa barrakatu
Assalamualaikum ji.Bakrid ke kuch din pahle aqeeka karsakte kya ya nai
Assalamu alaikum Hazrat qurbani ke ayyam guzarne ke baad ka gaaye me aqeeqa kar sakte hain
हजरत اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ
السلام علیکم کیا قربانی کے علاوہ دنون مین بھی بڑے جانور کا حقیقہ کیا جا سکتا ھے
السلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ
حضرت ایک سوال ہے کہ قربانی کے جانور اگر ذبح کرنے کا کے بعد اس پیسہ ہدیہ لے سکتے ہیں
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Masla ye hai ke qurbani ke janwar mein agar haqeeqa bhi karenge toh janwar kis dua aur niyat par ke zuba karenge, meherbani hogi doubt clear kardijiye, Jazak Allah hu khair
KAya qurbanii ke janwar per bath saktin hain
Nabi mohammad a. s.w Ka sukriya kaise ada karma chahiye
❤
Koi. Shadi me bi aqiqa karte hai kya wo jayaz hai ispe bi video banaye jazak allah
Aslamalkm Maroof Bhai
Mashallah bht knowledge me izafa hota h apki vedio dekh kr
Apka mobile no mil jayga kya
Aap kabhi pilibhit aye or ek vedio banaye
Assalamualaikum bhai ek sawal pochna tha
Kya kisi shaqs ka aqeeqa na huwa tao wo qurbani karsakta hai
Walekum assalam
Assalam mualikum rhematula
Hajrat ek sawal karna chata hu agar aap reply kar sakte ho to
Kya aaqehka ke janwar ka walima kr sakte hai
Kya hum eid pr hisa kurbani ka or bakra hakkika ka kr sakta h kya
Assalam alaikum wa Rahmatullah wa barkatahu
Assalamu alaikum warah matullahi w barakatahu
Jaise qurbani ka jo hissa aa raha hai wahi paisa mai qurbani na karke kisi gareeb ko de doon to kaisa rahega
Iska
Aisa karna kaisa rahega
Jaise India mai gaye ki qurbani ki government ki taraf se ijazat nahi hai toh iski qurbani ho sakti hai ya nahi?
😊😊😊
Allah k rasul k zamane mai اونٹ the par kya hakika badey janwar mai kiya hai kisi ne us zamane mai..?
Aapane bataya tha ki muradabad mein accident ke vajah se kuchh Ghayal ho gaye aur kuchh mar Gaye to vah Jo Ghayal ho gaye unka treatment chal raha tha to aap UN ke bare mein 1 video mein Bata dijiye
Maroof Sahab kya palty maar kar Namaz padh sakte hai kyonki ghutno mei bahut takgleef hai. Doctor ne mana kiya hai ukdo baithne par. Aapke jawab ka intezar rahega.
Niyat kaise kaise pare
Asslamualikum
Ruffalden ke bare mein Hadees bataiye
akikia agar nahi kiye to kiya qurbani kar sakti hu aur akika ka goste kin logo me taksim kar sakti hu
Assalamualaikum hazrat
Abhi tak Mera haqiqa nai hua..kya Mere hisse ki qurbani hosak ti hai ..ya pahile qurbani karni hogai?
Thoda a masla hal kardo..❤
جناب محترم مفتی صاحب اسلام وعلیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ
قربانی سے متعلق ایک مسلا ہے جواب عنایت فرمائیں۔ ایک چھوٹا بھائی ہے اور دو بڑی بہنے اور والدہ (گھریلو خاتون) اور والد کا انتقال ہوگیاہے۔ بھائی اور بہنے تینوں مل کر (کنٹریبوشن) سے پہلی مرتبا قربانی کر رہے ہیں۔ چونکہ جانور (بکرا) تینوں پیسے ملاکر لا رہے ہیں تو کربانی کس کے نام سے کی جائے۔ بھائی، بہنے، والدہ یا پھر اللّہ کے نام سے۔ جواب عنایت فرمائیں۔
اسلام وعلیکم
اعجاز احمد عباسی
جوگیشوری، بمبئی
Assalamualaikum Hajrat mera ek sawal hai aapse mai is time Saudi Arabia me hu gav pe mere name se qurbani ho jayega ya nahi
Assalamualaikum hajrat mera aapse ek sawal hai mere bibi ke pass takriban 50/60 hajar ka jrwar hai lekin uske paas paisa nahi hai qurbani karne ke liye kiya mai use kharche ke taur pe de sakta hu taki o qurbani kar sake apne name se please batana
Aqiqe ka gosht mabaap kha sakte hain kya?
G bilkul
Kon se madarse m padha h bade dhor m ladke ke 2 hisse lihaza sahi elm hasil kr
Hello good 💯💯💯💯 nick 👋👋👋 Hello good 👍👍👍👍 nice
Magar Kurbani aur Hathi ka donon donon hissa Shamil Ho To kaun si Dua padh Karke Kurbani Karen Qurbani Ki Dua padh ke ya FIR hakika Ki Dua padh ke
Ap se gujarish hai
Ae Sahe Fatwaa bol Warna tereko chorongi samjha kya Bakre QURBAANI nhi hoti Serif Bakra QURBAANI Hoti hai Ae Mufti Sahe se Baaat bata Warna ❤
Amare walid sahab ke nam se kurbaani karsakte he
Bhai bade janwar mai kitne hisse hote h kurbani ke
7 hisse
Hazrat Mera Sawal yah hai kya ladke ke naam se ek hi hissa Le Kya hakika ho
Assalam walekum
Kiya shirf aqiqa kar shakte hai
Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatahu Hazrat Ham Ek bada Janwar liye hain vah bade Janwar mein Ham chahte Hain Papa aur ammi aur teen bahan ka aqeeqa karva du 6 hisse aqeeqa ka Ho Gaya aur ek hissa Jo baccha hai Dada ke naam se ya sallallahu alaihi vasllam ke naam se kurbani kar du kya ye ho sakta hai thoda hamare message ka reply dijiyega Hazrat
Agar mein kurbani nahi Karo aur sirf Haqeeqa Karo toh kya sahi h
Maslek wali Jo baaten hi un ka be khayal rakhna hi