Me jharkhand ke chatra district se hun name suraj me new mechanic hun mere paas ek gaddi aya h tvs ka xl 100 bs6 usme broblem h ki ek second ke liye start hota or plak cable ka current chod deta h or gaadi band pad jati h or jab battery ka cunectio hatane ke bad kik se start karta hun tb ,2,3 second tk start rhne ke bad band pad jati h or plak daeiopter kholne ke bad jb kik mar ke current check kaarta hum to 2kik tk current aati h or 3kik me current nhi aati h eska solution jannna chahta hun
Sir tvs apache rtr 2v bs6 me accelerate nahi hoti 10 -20 ki speed me chalti hai lekin accelerator ghumane par tadapne lagti hai. 1 gear me bhi nahi chal pati jaise hi deaccelerate karte hi chalne lagti hai. Fuel tank me gas banti thi pahle service centre me kai bar dikhya wo bole fuel motor kharab hai maine change kara di update bhi kara di throttle body bhi kai bar saf karayi , fir bhi 6 mahine me koi sudhar nahi kar paya thak gya main . Aaj tak
🎉Me jharkhand ke chatra district se hun name suraj me new mechanic hun mere paas ek gaddi aya h tvs ka xl 100 bs6 usme broblem h ki ek second ke liye start hota or plak cable ka current chod deta h or gaadi band pad jati h or jab battery ka cunectio hatane ke bad kik se start karta hun tb ,2,3 second tk start rhne ke bad band pad jati h or plak daeiopter kholne ke bad jb kik mar ke current check kaarta hum to 2kik tk current aati h or 3kik me current nhi aati h eska solution jannna chahta hun
जय जय श्री राम❤❤❤❤❤
Ham sare mechanic bhaiyon ko support karne ke liye Dil se thank you sir ❤❤❤❤❤❤❤❤
Thank you so much
Me jharkhand ke chatra district se hun name suraj me new mechanic hun mere paas ek gaddi aya h tvs ka xl 100 bs6 usme broblem h ki ek second ke liye start hota or plak cable ka current chod deta h or gaadi band pad jati h or jab battery ka cunectio hatane ke bad kik se start karta hun tb ,2,3 second tk start rhne ke bad band pad jati h or plak daeiopter kholne ke bad jb kik mar ke current check kaarta hum to 2kik tk current aati h or 3kik me current nhi aati h eska solution jannna chahta hun
Piston ring fitting per ek video banaen
Interesting video sir ji
Thanks
Ok
Sir meri gaddi क्लच दबने पर आवाज करता है esme क्या हो सकता है
Sir pulsar bs4 baik mi self ki problam hai baitty 12 vol de rahi hai selp bhi ok hai kya problam
hai
starter motor aapne check kiya hai ?
Very nice video sar
Thanks and welcome
Nice video sir
Thanks
Ha sir g mujhe Waring diagram nahi jhapte
Sar pdf kahan se downloadong kar sakte ho
Sar ji rider bike mein battery discharge hone ki problem bahut jyada a rahi hai
current leakage test se aap us problem ko pakad sakte hai.
ruclips.net/video/DdIUVJFfEbY/видео.html
Sir usaka magnet chabhi kat to Nahi Gaya hai ya ye BHI ho Sakta hai ki varroc Ka coil maich Nahi Kar Raha ho
magnet key aur short bhi check kar liye hai.
Sir Apache 2v ka engine gaming problem 12000 km condition me kya dekhe
Engine heat ho raha hai ya koi dusri problem hai.
Sir access 125me front disk brake me compressor sahi se nahi bana rahi hai aur access 125 bs6 ke front disk brake par master class de plz
front brake ka air nikaliye aur uski adjustment kijiye.
Sir splendor me me tappet set karta hu fir loose ho jate hai
uska tappet nut check kijiye uski thread kharab to nahi.
Ek Baar jenvin laga Kar check Kar lijiye GA sir
Genuine bhi lagaye lekin problem waisi hi hai.
@@mechaniktvhindi to sir ab ek baar Kisi start baike Ka coil Cheng Kar k Dekh lijye
Sir pdf book melega
Sir mere paas Apache 160 2v bs6 hai usme na to self le rhi hai na to current aa raha hai kya ho sakta hai sir pls help my
SIde stand sensor aur gear position sensor check kijiye.
Sir tvs apache rtr 2v bs6 me accelerate nahi hoti 10 -20 ki speed me chalti hai lekin accelerator ghumane par tadapne lagti hai. 1 gear me bhi nahi chal pati jaise hi deaccelerate karte hi chalne lagti hai.
Fuel tank me gas banti thi pahle service centre me kai bar dikhya wo bole fuel motor kharab hai maine change kara di update bhi kara di throttle body bhi kai bar saf karayi , fir bhi 6 mahine me koi sudhar nahi kar paya thak gya main .
Aaj tak
kya aapne charcoal canister system check kiya hai?
🎉Me jharkhand ke chatra district se hun name suraj me new mechanic hun mere paas ek gaddi aya h tvs ka xl 100 bs6 usme broblem h ki ek second ke liye start hota or plak cable ka current chod deta h or gaadi band pad jati h or jab battery ka cunectio hatane ke bad kik se start karta hun tb ,2,3 second tk start rhne ke bad band pad jati h or plak daeiopter kholne ke bad jb kik mar ke current check kaarta hum to 2kik tk current aati h or 3kik me current nhi aati h eska solution jannna chahta hun
Side stand sensor check kijiye
ECU ko 90 digree set kijiye
Sahi jabab Diya sir
Ji
Sar discover me kya problam thi vo to batadi jie
Ji, Wah problem solve nahi hui hai abhi tak.
Nice vai
Thanks
Megnet chenj kare aur pikap coil chenj karen
होन्डा युनीकोण बॉटरी 2 खराब हो गई बॉटरी डाऊन होरी कया करणा चाही है
BS -6 रेडॉन कीक ट्रांट नही होती तो क्या करणाचाही है
सर रीपलाय क ब मिलेगा
Machanic tv ka no. Lga rhe h pr koi call recieve nhi kr rha h
aapko huye kasht ke liye kshama chahte hai, yeh service 11 am se 7 pm tak chalu rahti hai. Mechanik TV ke number 9324903583 per sampark kijiye.
यामाहा की वायरिंग की वीडियोकर वीडियो
Sir Hindi mannual book mil jayega kya
Video ke description me aapko link mil jayega jaha se aap wiring download kar sakte hai.
❤❤❤❤❤
Hii sar
अपाचे 160 4 v
Yah Jo video mein aap hai yah Jo DTC code jo aap dikhate hain usko thoda zoom karke dikhaiye jisse ki dekhe vah dikhta hi nahin hai sahi se
DTC Code ke pdf ka link video ke description me diya gaya hai aap waha se download kar sakte hai.
Hello bhai tumhara challenge off kyon Ho Gaya tha
RUclips ki galah fahmi ki wajah se channel ko temperarory band kiya gaya tha.
Crank sensor nahi bataye hai
Pick up coil ek type ka Crank sensor hi hai.
Fault code ka list English mey hota to ach6a hota 😢
Ji, iska english PDF kal sham tak upload kiya jayega. video ke description me uska link aapko mil jayega.
Ingine erthing
Sar PDF Kahan se downloading kar sakte hain
Video ke description me PDF link di gayi hai.
Cdi short ho to
Rider bike mein fuse udane ka bahut jyada samasya hai sar
Same problem hamne vi face kiya
ACG system wali gadiyon me jyadatar yeh problem bank angle sensor ya fir ECU ki kharabi se aata hai.
Hole sensor. Pe. Video sar.
Aapka sujhav note kr liya gaya hai
Erthing
सर आपका हेल्प लाईन नंबर है to सेंड करो या ग्रुप का भी चलेगा
MechaniK TV ke number 9324903583 per sampark kijiye.
Srija ghar.
2 v
Xl100vibio
Interesting video sir ji
Thank you 😊
Erthing
Erthing