Ye 5 pin connector aap ki video dekh Mera problem bhi aisa hi tha mere pass soldering nahi tha mene ek 1 one mm ka wire 5 inch lekar us k 7 taar nikal kar ek phurni bana di aur connector ke female per chada diya aur bilkul feet hogaya aur Jale hue conector ka wire ye 5 inch Wale wire se jod diya thankyou 😊
Sir Mere pas Luminous 1050 Sware Wave inverter hai .... Me Ups ki Switch off kar du to kya Baypass ho jayega ??? ( battery charging on rahega ya Off ?? )
Sir bypass switch on karne se inverter pr light nhi jayegi jisse light consumtion nhi hoga Jo inverter extra leta he,lekin light jane pr auto ye battry se back up dega.plese reply.
Actually hamre idhar current ka masla chal raha hai.. current nahi tha tho inverter bi discharged hogaya hai pura.abhi current aya hai tho mai nahi chata hu ki agar 1gante bad current chala jaye inverter se current supply ho .. tho isko bypass pe rakhunga tho inverter charge hoga kia
Jagah nhi hai to rakh sakte hai magar uske ventilation ka dhyan rakhna wo band na ho ventilation se cool air undar leta hai wo jisse ki wo thanda rah sake qki inverter ko 24h kaam karna parta hai …
Sir mere ghar pe light hai par voltez nhi hai.. bulb 💡 bhi nhi jal rhi hai kam voltez ke wjha se.. Bypaas krne ke bad kam voltez me bhi lights jal rhi hai Isse koi dikkat hai kya Please reply me sir
Hello sir. Ek problem aapke sath share karna chahta hu.main line stablizer lagane k baad Mera inverter do second k liye off ho jata hai,fir automatically on ho jata hai.stablizer I/p and o/p thik rehta hai fir bhi.samaj nai aa Raha problem kha hai inverter m ya stabilizer m....
Problem nhi hai..... Stabilizer jab Voltage kam ya jayda krta hoga to Inverter Backup me chale jata hai...5 Sec ke liye.... fir charging Start krta hai .......ye normal baat hai sabke sath hota hai.... inverter me v time delay lga hua h 5 Sec ka.
Sir mere ghar me change over laga hai change over ko niche karne se genrator supply ghar k load me aata hai JB ghar ka load genrator pe ho to inverter ko bypass karna hoga ya kuch nahi karna hai🙏🙏
Bypass ka ek aur use hai na agar battery full discharge ho Jaye to invertor ko bypass mode me dalte hai taki bijli Ane per battery phir se charge hone lag jaye aur turant full discharge na ho kyoki battery ko charge hone me time lagta hai
@@ElectricAdda yes bro agree mere kehna ka matlab hai ki battery full discharge hone per invertor tu tu ki awaaj nikalta hai jo ki bahut annoying hoti hai us awaaj ko bandh karne ke liye invertor ko bypass mode me dalna padhta hai
Simply Ups off krna hota h agar full discharge ho jaye to... Bypass On krne se Beep Beep Sound to band ho jayega lekin Battery ko inverter halka halka use krte rhega... Agar ups off kr dete hai to inverter off ho jata hai or light aane pe battery charging v start ho jati hai or light ghr me v aa jati hai automatically ! ......or uske baad battery halki charge ho jaye to ups ko on kr dena hai baad me
@@ElectricAdda ohh battery pura discharge ho jaye tho ups off kar dene se light ane se charge hoga aur agar 1 gnta bad fir se light chala jaye inverter se current nahi ayeega ?
Because ki jab bypass on krte hai to inverter battery ko charg nhi krti... battery charger nhi hogi to backup show krega hi Inverter ........lekin light bypass hone pe backup ka koe matlab nhi ban jata hai...aap chaho to ups ko off kr skte ho.....agar lambe time tk bypass me Inverter ko use krna hai to
Good Question Stabilizer chalu hai or Bypass MCB hoga to 1. If voltage High ho jaye Example 400V to Stabilizer Voltage ko Control nhi krega Bypass kr dega 2. if Volatge Low ho jaye like 50V to Stabilizer low cut nhi kregaa Light ko sidha Bypass kr dega 3. Bypass on hone pe Stabilizer High Cut,Low cut , etc Work nhi krega Current Auto bypass ho jayegaaa
@@ElectricAdda microtec 5kva stebliger kharab to nhi hoga agar bypass mcb on hai or stebliger bhi on hai kyuki bhaiya Mera stebliger Kal aaya to pata nhi tha isliye
@@ElectricAdda bro yea bata do please.. current nahi tha tho battery pura discharge hogaya hai.. abb curent ane se battery charge ho aur fir agar chala jaye tho 10/15/20/30 mint yea 1 gante ke anddar tho inverter se koi current na aye ghar pe.. aisa koi tarika hai .
Thanks Bhai bahut achi jankari lagi
Ye 5 pin connector aap ki video dekh Mera problem bhi aisa hi tha mere pass soldering nahi tha mene ek 1 one mm ka wire 5 inch lekar us k 7 taar nikal kar ek phurni bana di aur connector ke female per chada diya aur bilkul feet hogaya aur Jale hue conector ka wire ye 5 inch Wale wire se jod diya thankyou 😊
Sir Mere pas Luminous 1050 Sware Wave inverter hai .... Me Ups ki Switch off kar du to kya Baypass ho jayega ??? ( battery charging on rahega ya Off ?? )
Ups switch off krne se baypass nhi hoga sirf backup nhi milega light jane pe
Or battery charging hote rahegi ups switch off krne ke baad v !
@@ElectricAdda To sir Baypas karne ke liye kya karna hoga ??? Inverter ke piche ka plug nikale bina
Agar Company baypass Switch/MCB nhi deti hai to bina plug nikale baypass nhi kr sakte hai !
Thanks for sharing information ❤️
Market me koi Aisa invertor ata hai kya jisme battery full discharge hone per auto bypass ka future ho ?
Nhi !
Sir bypass switch on karne se inverter pr light nhi jayegi jisse light consumtion nhi hoga Jo inverter extra leta he,lekin light jane pr auto ye battry se back up dega.plese reply.
Nhii
How much time we kept it in bypass mode
@@RamGupta-l2x same question
Actually hamre idhar current ka masla chal raha hai.. current nahi tha tho inverter bi discharged hogaya hai pura.abhi current aya hai tho mai nahi chata hu ki agar 1gante bad current chala jaye inverter se current supply ho .. tho isko bypass pe rakhunga tho inverter charge hoga kia
Bhai kya inverter ko kisi bhi direction me rakh skte jaise ek side pe khada kiya jaa sakta hai kya?
Jagah nhi hai to rakh sakte hai magar uske ventilation ka dhyan rakhna wo band na ho ventilation se cool air undar leta hai wo jisse ki wo thanda rah sake qki inverter ko 24h kaam karna parta hai …
@@ElectricAdda thank you so much for quick reply 🙏 may your channel grow at super speed. Aur haan air ventilation ke liye proper jagah di gyi hai
Thank You.🤍
thank you for the information
2 3 din ke liye bahar jaana ho toh inverter off karnaa padta hai kya ?
Jaruri nhi hai apna marzi
Sir mere ghar pe light hai par voltez nhi hai.. bulb 💡 bhi nhi jal rhi hai kam voltez ke wjha se..
Bypaas krne ke bad kam voltez me bhi lights jal rhi hai
Isse koi dikkat hai kya
Please reply me sir
Bypass krne se koe dikkat nhi bs battery charge nhi hogi
@@ElectricAdda ok
Respected Sir, इस inverter में जो एक गोल वाला Switch दिया गया है, जिसके नीचे लिखा गया है , "Press to Reset", वह क्या होता है और उसका क्या use है???
इसको देखे समझ आ जाएगा
ruclips.net/video/66Kf14OwZdU/видео.html
Sir is inverter ko bina battery ke pypass mode me chala sakte hai
Haan par hybrid inverter chaheye uske liye
Hello sir.
Ek problem aapke sath share karna chahta hu.main line stablizer lagane k baad Mera inverter do second k liye off ho jata hai,fir automatically on ho jata hai.stablizer I/p and o/p thik rehta hai fir bhi.samaj nai aa Raha problem kha hai inverter m ya stabilizer m....
Problem nhi hai..... Stabilizer jab Voltage kam ya jayda krta hoga to Inverter Backup me chale jata hai...5 Sec ke liye.... fir charging Start krta hai .......ye normal baat hai sabke sath hota hai.... inverter me v time delay lga hua h 5 Sec ka.
Bhot bhot dhanyawad sir... 🙏🙏
Sir ham aisa koi switch laga sakte hai kya jisse ham button dabaye to inventor chalu aur button dabate hi main light chalu
Bypass switch se v to ye kr sakte ho
@@ElectricAdda sir mere pass luminous ka invetor hai usme bypass switch nahi hai
Agar invertor kharab ho Jay aur hum use sudharne ke liye service center me Dede to electricity kaise flow hogi ??
Inverter ka jo plug hai usko light se khol ke waha pe inverter ke picche jo plug hai usko lga dene se !
@@ElectricAdda thankyou got it
Sir mere ghar me change over laga hai change over ko niche karne se genrator supply ghar k load me aata hai
JB ghar ka load genrator pe ho to inverter ko bypass karna hoga ya kuch nahi karna hai🙏🙏
Bypass ki jarurat nhi h
Bypass ka ek aur use hai na agar battery full discharge ho Jaye to invertor ko bypass mode me dalte hai taki bijli Ane per battery phir se charge hone lag jaye aur turant full discharge na ho kyoki battery ko charge hone me time lagta hai
Bypass ON hone pe battery change nhi hoti hai !
@@ElectricAdda yes bro agree mere kehna ka matlab hai ki battery full discharge hone per invertor tu tu ki awaaj nikalta hai jo ki bahut annoying hoti hai us awaaj ko bandh karne ke liye invertor ko bypass mode me dalna padhta hai
Simply Ups off krna hota h agar full discharge ho jaye to... Bypass On krne se Beep Beep Sound to band ho jayega lekin Battery ko inverter halka halka use krte rhega... Agar ups off kr dete hai to inverter off ho jata hai or light aane pe battery charging v start ho jati hai or light ghr me v aa jati hai automatically ! ......or uske baad battery halki charge ho jaye to ups ko on kr dena hai baad me
@@ElectricAdda ohh battery pura discharge ho jaye tho ups off kar dene se light ane se charge hoga aur agar 1 gnta bad fir se light chala jaye inverter se current nahi ayeega ?
Hello, mera inverter charging mode mein nahi jaraha, backup mode mein hi hai. Iska solution bataiye please sir
Plug kholke fir se lga ke dekhiye
@@ElectricAdda nahi hua phir bhi..
Bypass switch Manual pe set hai na
Eske baad v charge nhi le raha hai to Internal fault hua hoga , mistri se thik krwana hoga
@@ElectricAdda bypass ya manual mein hai woh mujhe samajh nahi aata. Apse instagram pe connect ho sakte hai kya sir?
Ups ko bypass mode par kar diya hai par ups ki MCB ko off karna bhool gaya hu toh kya problem aa sakti hai aage
Thanks a lot.
Bhai bypas hamesa on rahe ga to koi dikkat hai kya
NHI WOH SIDHA GRID SE HOTE HOYE ACDB MCB SE HOTE HUE SIDHA LOAD TAK JATA HAI BICH ME INVERTER KA KAM NAHI KUCH
Load shedding honese indicator backup jalta hay wr bypass kornsebhi backup jalta hay. Eisa kiu? Plz explain.
Because ki jab bypass on krte hai to inverter battery ko charg nhi krti... battery charger nhi hogi to backup show krega hi Inverter ........lekin light bypass hone pe backup ka koe matlab nhi ban jata hai...aap chaho to ups ko off kr skte ho.....agar lambe time tk bypass me Inverter ko use krna hai to
Sukriya, sir.
🔥🔥🔥🔥
Thanks bhai
Bhai agar stebliger chalu hai or baypass msb bhi on hai to kya hoga plz tell me detail me batana
Good Question
Stabilizer chalu hai or Bypass MCB hoga to
1. If voltage High ho jaye Example 400V to Stabilizer Voltage ko Control nhi krega Bypass kr dega
2. if Volatge Low ho jaye like 50V to Stabilizer low cut nhi kregaa Light ko sidha Bypass kr dega
3. Bypass on hone pe Stabilizer High Cut,Low cut , etc Work nhi krega Current Auto bypass ho jayegaaa
@@ElectricAdda microtec 5kva stebliger kharab to nhi hoga agar bypass mcb on hai or stebliger bhi on hai
kyuki bhaiya Mera stebliger Kal aaya to pata nhi tha isliye
Kharab nhi hoga Bypass ko off kr do aap mai v Microtek 6 yr se use kr rha huu
@@ElectricAdda thq bhai
Mera Exide inverter Belding machine Jaise avaj kiu karta raat me. Please iska kuch solution bataiye sir
Relay kharab ho gya hoga
Ye problem sirf raat ko hi hata hai
me jab bypass on krta hu...battery pe chala jata he...inverter band karna hoga ky.load chalane ke liye??
Jaruri nhi hai band krna
Sir mera inverter me main light ate hai khat sa awaz hota kiya problem hai
Wo relay ka awaj hai ye koe problem nhi hai
Bypass mode me rakhne par battery charge hoti hai ya nahin....kyunki humko bijli bachana hai inveerter charging me bahut bill aata hai
Bypass me charge nhi hoti hai
@@ElectricAdda ok
@@ElectricAdda to sir battery v discharge nahin honi chahiye
Exide inventor deep kyu karta hai
Bro bypass pe rakh ne se inverter charge hota hai kia?
Nhi
@@ElectricAdda bro yea bata do please.. current nahi tha tho battery pura discharge hogaya hai.. abb curent ane se battery charge ho aur fir agar chala jaye tho 10/15/20/30 mint yea 1 gante ke anddar tho inverter se koi current na aye ghar pe.. aisa koi tarika hai .
Aage ka ups switch off kr do... Battery charging hogi lekin light jane pe inverter off rahega.....1h baad ya jab inverter use krna ho on kr lena
@@ElectricAdda thank you brother ❤️
Bhaiya inverter ka fan har 2mini kyu chal raha😢 dimag kharab
English translation please
WTF Bro