Masha Allah mola salamat rakhe aapko yah awaaz sada aise hi gunjati rahe😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂 aapane bahut purDard Kalam pada hai aapane to rula Diya
Sunsaan ban wo raat wo uthta huwa dhuwan Nikli padar ko dhoondne nanhi si ek Jan Kahti thi baba Jaan batado ke ho kahan Ek laash bol uthi meri beti main hun yahan Lekar isi sada ka sahara paoch gai Rote huwe nasheb me dukhya pahoch gai Besar jab apne baap ko dekha nasheb me Roi bahot yateem sakeena nasheb me 1 Maqtal me lash bap ki jab sar kati mili Thi umr char saal ki bachi tarap gayi Beti jab apne baap ko pehchan na saki Awaz ya abaa ki yateema ne roke di Lasha ghareeb baap ka bola nasheb me 2 Likha hai rawiyo ne wo manzar bada ajeeb Jangal wo kali raat wo ghurbat wo gham naseeb Awaz sunke baap ki pohchi hai jab qareeb Halat padar ki dekh ke royi bohat ghareeb Beti ke sath baap bhi roya nasheb me 3 Age badhi hussain ki mazloom ghamzada Teero se jism bap ka dekha bhara hua Ghabra ke teer jism se karne lagi juda Kamsin thi koi teer na us se nikal saka Paya na jab hussain ka seena nasheb me 4 Khali na pai jism pe teeron se koi jaa Karne lagi tawaf wo baba ki laash ka Mayoos ho ke paiti paithi wo gam zada Rukhsar apna baap ke talwon pe rakh diya Lekar padar ke paaun ka bosa nasheb me 5 Apne padar ki laash pe Le le ke siskiyan Wo apna dard baab se karne laghi bayan Rukh par bani thi saaf Jo zalim ki ungliyan Bachi ne jab dikhaye tamachon ke wo Nishan Zakhmi badan husain ka tadpa nasheb me phir ye kehne lagi ro ro ke yateema baba Mere baalon ko sitamgar ne jo pakda baba Mara zalim ne mujhe aisa tamacha baba Chha Gaya meri nigahon me andhera baba 6 Kahti thi Mai yateemi hun mujhpar na waar kar Ki minnaten bahot ki Zara intezaar kar Mai de Rahi thi shimr ko bunde utaar kar Chhine hain be rahem ne magar mujhko maar kar Ye dard jab padar ko sunaya nasheb me 7 Waiz likhe ga kaun yateema ki bekasi Lashe shahe Zaman se wo jis dam juda huwi Lagta tha ab jiye gi na Bachi husain ki Jane lagi nasheb se jab shah ki ladli Baba ko apne chor ke tanha nasheb me
Jo haath sar pe roz phirate the shahe deen us haath ke khareeb jab aayi woh nazneen apne pidar ke haath pe jis dum rakhi jabeen us na thi yateem ke pairon tare zameen bin ungliyon ka haath jab chuma nasheb mai
Lyrics - Sunsaan ban wo raat wo uthta huwa dhuwan Nikli padar ko dhoondne nanhi si ek Jan Daman Jala Hua Thaa Kano Se Khoon Rawa Nile The Dono Gal Tamacho Ke The Nishan Toota Tha Qamsini Mein Masayab Ka Asma Khati Hue Voh Thokare Lasho Ke Darmiyan Kahti thi baba Jaan batado ke ho kahan Ek laash Bol Uthi meri Beti Mein Hu yahan Lekar isi sada ka sahara paoch gai Rote huwe nasheb me dukhya pahoch gai Besar jab apne baap ko dekha nasheb me Roi bahot yateem sakeena nasheb me 1. Maqtal me lash bap ki jab sar kati mili Thi umr char saal ki bachi tarap gayi Beti jab apne baap ko pehchan na saki Awaz ya abata ki yateema ne roke di Lasha ghareeb baap ka bola nasheb me 2. Likha hai rawiyo ne wo manzar bada ajeeb Jangal wo kali raat wo ghurbat wo gham naseeb Awaz sunke baap ki pohchi hai jab qareeb Halat padar ki dekh ke royi bohat ghareeb Beti ke sath baap bhi roya nasheb me 3. Age badhi hussain ki mazloom ghamzada Teero se jism bap ka dekha bhara hua Ghabra ke teer jism se karne lagi juda Kamsin thi koi teer na us se nikal saka Paya na jab hussain ka seena nasheb me 4. Khali na pai jism pe teeron se koi jaa Karne lagi tawaf wo baba ki laash ka Mayoos ho ke paithi Beti wo gam zada Rukhsar apne baap ke talwon pe rakh diya Lekar padar ke paaun ka bosa nasheb me 5. Apne padar ki lsash pe Le le ke siskiyan Wo apna dard baap se karne laghi bayan Ruk par bani thi saaf Jo zalim ki ungliyan Bachi ne jab dikhaye tamachon ke wo Nishan Zakhmi badan husain ka tadpa nasheb me 6. Fir ye kahne lagi ro ro ke yateema baba Mere baalon ko sitamgar ne jo pakda baba Mara zalim ne mujhe aisa tamacha baba Chha Gaya meri nigahon me andhera baba 7. Kahti thi Mai yateemi hun mujhpar na waar kar Ki minnaten bahot ki Zara intezaar kar Mai de Rahi thi shimr ko bunde utaar kar Chhine hain be rahem ne magar mujhko maar kar Ye dard jab padar ko sunaya nasheb me 8. Jo Hath Sar Pe Roz Phirate The Shahe Din Us Hath Ke Qareeb Jab Aai Woh Lashe Din Apne Pidar Ke Hath Mein jisDum Rakhi Jabi Us Dum Hili Yateem Ke Pairo Tale Zameen Jin Ungliyon Ka Hath Jo Dekha Nasheb Mein 9. Waiz likhe ga kaun yateema ki bekasi Lashe shahe Zaman se wo jis dam juda huwi Lagta tha ab jiye gi na Bachi husain ki Jane lagi nasheb se jab shah ki ladli Baba ko apne chor ke tanha nasheb me. Janab Waiz Sultanpuri.
Dil chhu liya ...aawaj 😢 bhaiya ..
Shabih Abbas Aarfi bhai ko maula salamat rakhein... Bahut acha padha hai, purdard awaz
Jisne is nauhe ko 300 baar suna h unhe salute karta hu mai
Bhai mai Sunni hun but I respect yrr kis trh se isko ada kiya h bhai ne salam h bhai 😣
Is nohe ko 300 bar suna maula Abbas a.s aap ko slamat rkhe😢😢😢😢😢😢
eek ekk pursa
Bhai mai sun Chuka hunga itna baar
Bhai m bhi bhot sunta hu is nohe ko or bhot rota hu😭😭😭😭
Hayee 💔😭😭
भाई इस साल का सबसे अच्छा नोहा है
Mashallah salamat raho
Maula apko salamat rakhe bhut purdard nauha hai khuda waez sahab ko bhi taweel Umar de bibi qabool kare pursa😭😭😭
Waiz bhai ne bht acha nauha likha hai maula salamat rakhe ❤
Salamat rakhe Mola
Bahut dardnaak nauha hai aansu ni ruk rhe , Maula shabih bhai aur waiz bhai ko slamat rakhe
Maula salamat rakhein aapko ...
Rula diya bhai apne to
Allah 😢😢😢
Very heart touching noha 😢
One of the best noha..bohot he purdard awaz me pesh kia mola jaza de..😢😢😢
Ek ek ban rulata h es nohe ka dill khol kr pura dijiye 😭
Haye mera mola 😭 mera mola ka gharna 😭😭😭😭😭
Maola aap ko slamat rakkhe 🤲
Aur aap bhi mere bade bhai ke liye dua kriye ki wo jald se jald theek ho jaye
Admit h inki tabiyat kharab hai 🤲🤲🤲 ameen
Mashallah maula salamat rakhe
Dilkharash awaaz
Heartless😢
Mola es awaaz ko SalamT Rakhe
Jitni baar sunte h roo dete h ye noha baar baar sunne ka dil krta h
Labbaik Ya Sakina 😭😭😭
Mashallah Mola slmata rakha❤😢
Hayee 😭😭😭😭 bahut rulate hai ek ek misra 😭😭😭 dil tadap jata hai
Mashaallah ♥️♥️♥️🫂🥺
😭😭😭😭😭😭
allh bahooot Dard h is nouha me kaleja munh ko aa jata h
Masha Allah mola salamat rakhe aapko yah awaaz sada aise hi gunjati rahe😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂 aapane bahut purDard Kalam pada hai aapane to rula Diya
Hye yateema sakina
Mola.salamat.rakhey.
😢😢
Mashaallah
Haye Shehzadi Sakina S A
mashalllh mashalllh bhai
Maula Salamat rakhen apko
Hayeeee 😭💔
😭😭😭😭😭💔😭😭😭😭😭😭😭😭
😢😢😢😢love this song
😭😭😭 hai hai mera moula
Royi bahot sakina nasheb me
Haye Molla 😭😭😭😭😭😭
Hyy mere Bibi 💔😭😭😭😭
Maula Salamat rakhe
😢😢😢😢😭😭😭😭
Mashallah
Sunsaan ban wo raat wo uthta huwa dhuwan
Nikli padar ko dhoondne nanhi si ek Jan
Kahti thi baba Jaan batado ke ho kahan
Ek laash bol uthi meri beti main hun yahan
Lekar isi sada ka sahara paoch gai
Rote huwe nasheb me dukhya pahoch gai
Besar jab apne baap ko dekha nasheb me
Roi bahot yateem sakeena nasheb me
1
Maqtal me lash bap ki jab sar kati mili
Thi umr char saal ki bachi tarap gayi
Beti jab apne baap ko pehchan na saki
Awaz ya abaa ki yateema ne roke di
Lasha ghareeb baap ka bola nasheb me
2
Likha hai rawiyo ne wo manzar bada ajeeb
Jangal wo kali raat wo ghurbat wo gham naseeb
Awaz sunke baap ki pohchi hai jab qareeb
Halat padar ki dekh ke royi bohat ghareeb
Beti ke sath baap bhi roya nasheb me
3
Age badhi hussain ki mazloom ghamzada
Teero se jism bap ka dekha bhara hua
Ghabra ke teer jism se karne lagi juda
Kamsin thi koi teer na us se nikal saka
Paya na jab hussain ka seena nasheb me
4
Khali na pai jism pe teeron se koi jaa
Karne lagi tawaf wo baba ki laash ka
Mayoos ho ke paiti paithi wo gam zada
Rukhsar apna baap ke talwon pe rakh diya
Lekar padar ke paaun ka bosa nasheb me
5
Apne padar ki laash pe Le le ke siskiyan
Wo apna dard baab se karne laghi bayan
Rukh par bani thi saaf Jo zalim ki ungliyan
Bachi ne jab dikhaye tamachon ke wo Nishan
Zakhmi badan husain ka tadpa nasheb me
phir ye kehne lagi ro ro ke yateema baba
Mere baalon ko sitamgar ne jo pakda baba
Mara zalim ne mujhe aisa tamacha
baba
Chha Gaya meri nigahon me andhera baba
6
Kahti thi Mai yateemi hun mujhpar na waar kar
Ki minnaten bahot ki Zara intezaar kar
Mai de Rahi thi shimr ko bunde utaar kar
Chhine hain be rahem ne magar mujhko maar kar
Ye dard jab padar ko sunaya nasheb me
7
Waiz likhe ga kaun yateema ki bekasi
Lashe shahe Zaman se wo jis dam juda huwi
Lagta tha ab jiye gi na Bachi husain ki
Jane lagi nasheb se jab shah ki ladli
Baba ko apne chor ke tanha nasheb me
Ye nauha kis ka hai koi batayega kya ??
Abbas Ali arif noha Khan
Jo haath sar pe roz phirate the shahe deen
us haath ke khareeb jab aayi woh nazneen
apne pidar ke haath pe jis dum rakhi jabeen
us na thi yateem ke pairon tare zameen
bin ungliyon ka haath jab chuma nasheb mai
Haye😢
😢😢😢😢😢❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
🙌👑😭😭😭😭😭🙏
😭😭💔💔
😭😭😭😭
😢😢😢😢😢
Lyrics -
Sunsaan ban wo raat wo uthta huwa dhuwan
Nikli padar ko dhoondne nanhi si ek Jan Daman Jala Hua Thaa Kano Se Khoon Rawa
Nile The Dono Gal Tamacho Ke The Nishan
Toota Tha Qamsini Mein Masayab Ka Asma
Khati Hue Voh Thokare Lasho Ke Darmiyan
Kahti thi baba Jaan batado ke ho kahan
Ek laash Bol Uthi meri Beti Mein Hu yahan
Lekar isi sada ka sahara paoch gai
Rote huwe nasheb me dukhya pahoch gai
Besar jab apne baap ko dekha nasheb me
Roi bahot yateem sakeena nasheb me
1.
Maqtal me lash bap ki jab sar kati mili
Thi umr char saal ki bachi tarap gayi
Beti jab apne baap ko pehchan na saki
Awaz ya abata ki yateema ne roke di
Lasha ghareeb baap ka bola nasheb me
2.
Likha hai rawiyo ne wo manzar bada ajeeb
Jangal wo kali raat wo ghurbat wo gham naseeb
Awaz sunke baap ki pohchi hai jab qareeb
Halat padar ki dekh ke royi bohat ghareeb
Beti ke sath baap bhi roya nasheb me
3.
Age badhi hussain ki mazloom ghamzada
Teero se jism bap ka dekha bhara hua
Ghabra ke teer jism se karne lagi juda
Kamsin thi koi teer na us se nikal saka Paya na jab hussain ka seena nasheb me
4.
Khali na pai jism pe teeron se koi jaa
Karne lagi tawaf wo baba ki laash ka
Mayoos ho ke paithi Beti wo gam zada
Rukhsar apne baap ke talwon pe rakh diya
Lekar padar ke paaun ka bosa nasheb me
5.
Apne padar ki lsash pe Le le ke siskiyan
Wo apna dard baap se karne laghi bayan
Ruk par bani thi saaf Jo zalim ki ungliyan
Bachi ne jab dikhaye tamachon ke wo Nishan
Zakhmi badan husain ka tadpa nasheb me
6.
Fir ye kahne lagi ro ro ke yateema baba
Mere baalon ko sitamgar ne jo pakda baba
Mara zalim ne mujhe aisa tamacha
baba
Chha Gaya meri nigahon me andhera baba
7.
Kahti thi Mai yateemi hun mujhpar na waar kar
Ki minnaten bahot ki Zara intezaar kar
Mai de Rahi thi shimr ko bunde utaar kar
Chhine hain be rahem ne magar mujhko maar kar
Ye dard jab padar ko sunaya nasheb me
8.
Jo Hath Sar Pe Roz Phirate The Shahe Din
Us Hath Ke Qareeb Jab Aai Woh Lashe Din
Apne Pidar Ke Hath Mein jisDum Rakhi Jabi
Us Dum Hili Yateem Ke Pairo Tale Zameen
Jin Ungliyon Ka Hath Jo Dekha Nasheb Mein
9.
Waiz likhe ga kaun yateema ki bekasi
Lashe shahe Zaman se wo jis dam juda huwi
Lagta tha ab jiye gi na Bachi husain ki
Jane lagi nasheb se jab shah ki ladli
Baba ko apne chor ke tanha nasheb me.
Janab Waiz Sultanpuri.
Haye 😢
😢😢😢😢😭😭😭😭😭😭
😭😭😭😭😭😭😭
😢😢😢😢
Kaleja phat jaye agar tasavvur kiya jaye to😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
Bilkul
Beshak
Be shak kaleja phatt jayega ye noha sun ke
😊😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭🥺🥺🥺🥺🥺
😢😢😢
Hai yetama
😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
Plz konsa noha hai ye bataye
Ye konsa noha hai
😂😂😂😂😂😂😂😂
😂😂😂😂😂😂
Teko hsi kyo aa rhe hai itne
Royi bahot sakina nasheb me
Mashallah
Mola.salamat.rakhey
😭😭😭😭😭
😭😭
😭😭😭😭😭😭😭😭
😢😢😢😢😢😢😢😢😢
😢😢😢
😢😢😢😢
Haye😢
😭😭😭😭😭
💔💔💔💔💔
😢😢😢
😢😢😢😢