धन्यवाद प्रभु जी, हम जैसे अशुद्ध आत्माओं के लिए आप इतने सुंदर कथा लाते हैं। मैंने आप से कृष्ण जन्म लीला कथा हमेशा सुनी है और आप हर कथा में अलग-अलग विषयों के बारे में चर्चा करते हैं। बहुत सुंदर व्याख्यान है, प्रभु जी धन्यवाद!
Pranam prabhuji🙏 dharm sindhu granth se ujagar ker aapne society mei hone wale vivah ke prakar aur Srimad bhagwatam se Bhagwan Krishna ne kin paristhiti mei 16108 kanyao se vivah kiya. Bhagwan ki 8 patraniyo ka varnan sabko sunna chahiye. Thank you so much
हरे कृष्ण प्रणाम प्रभु जी ,, आप मेरे जैसे पतित को भगवात के मध्यम से जो ज्ञान का वितरण कर रहे ,,और जो आप की वाणी ह्दय से निकलती है,, इतने सरल शब्दो में और हर बार एक नया टोपीक हमे देते है,वह साधरण बात नही है,,,आप का कोटि कोटि धन्यावाद 🙏🙏
भागवतम् का दसवां सकन्ध ( कृष्णा लीला) पुस्तक में मुझे खुद से पढने पर (समंतक मणी) का विषय काफ़ी अनसुलझा लगा था । सर के ऊपर से यह विषय गया था परंतु वही विषय कल की आपकी भागवतम् में इतनी बारीकी से उस विषय का उल्लेखन इतनी सपष्टता के साथ किया जो अब जा करके मुझे उस लीला का सही रुप से ज्ञान मिल पाया है। सच में पुस्तक के ज्ञान को समझाने का तरीका भी गुरु के पास ही होता है। नहीं तो हम जैसे पतितो के लिए यह आध्यात्मिक ज्ञान का इतना गहरा वर्णन ( काला अक्षर भैंस बराबर ही है)😂 आपका समझाने का तरीका बहुत ही सुंदर है। प्रभुजी थैंक यू सो मच😊
Hare krishna prabhuji 🌹🌹🌹🙏🙏🙏❤❤❤❤ dandavat pranam ....bahut bahut sundar katha hai prabhuji yei to first time suna bhagvan ke vivah ki katha ....ki kaise kaise vivah hue bhagvan ke....... Bhagvan ne apne liye vivah nahi kiye...yei to sab unki raniyo ki iccha thi ki bhagvan mil jaye pati roop mein ..... or bhagvan itne ache hai ki unhone socha or bhagvan pahuch jaate the....... Bhagvan bata rahe hai es katha mein ki mein jayada dur nahi hoon ek baar bulao to sahi ....pukaro to sahi bhagvan aa jayenge .... Bas pukarne ki der hai... Or prabhuji bhagvatam ka akhri shlok apne jo bataya ki jo paap kaise bhi ho gaye ho.... esi jeevan mein paschatap karna hai to hari naam sankirtan he rasta hai sirf bhagvan ka naam..... Thanks for this wonderful katha prabhuji .... Aap sahi batate hai bhagvatam wo wala aam hai jis mein na guthali hai na chilka .....sirf गुदा hai ras he ras hai ..itna ras hai bhagvatam mein ki sunte raho bas ....sunte sunte mann he nahi karta koi or kaam karne ka...❤❤❤🙏🙏🌹🌹🌹 Apne yei jeevan कृष्णमय bana diya prabhuji 🙏🙏🙏🙏🙏❤❤❤🌹🌹🌹🌹🌹🌹
Hare KRISHNA Prabhuji, truly this series of katha was very deep and nectarian. Aapne isme aise rahasya khol diye jo koi nahi jaanta. Some points are: 1) Bhagwan Vasudev Shri Krishna ki pramukh 8 patniyan hai jinhe Ashta-bharya bhi kehte hai. a) Rukmini, b) Satyabhama, c) Jambavanti, d) Kalindi, e) Mitravinda, f) Nagnajiti, g) Bhadra aur h) Lakshmana 2) Bhagwan ne apni ichha mei se koi bhi vivah nahi kia tha, saare vivah kewal kanya ki kamna hetu kia tha. Bhagwan 16108 Raniyon ke sath unke mahalon mei 1 hee time par sabke sath rehte the aur sabko lagta tha ki Thakur ji unhi ke sath hai. 3) Dharma-sindhu naam ke granth mei 8 prakar ke vivahon kebaare mei btaya hua hai, a) Brahma-vivah, b) Deva vivah, c) Aarsh-vivah, d) Prajapati-vivah, e) Gandharva-vivah, f) Asuri-vivah, g) Rakshas-vivah, h) Pishach-vivah 4) Bhagwan ka hume Anukaran nahi karna hai, yaani unki copy nahi karni hai, balki unka Anusaran karna hai, yaani jo Bhagwan kehte hai karne ko, hume usi ke anusar karya karna hai. 5) Avanti(Ujjain) ke raja the jo Duryodhan ke friendly the, unki putri Mitravinda ka swayamvar tha, aur Mitravinda ne apne mann mei Krishna ko apna pati chun lia tha, tab swayamvar mei Mitravinda ki pukar sunkar Bhagwan aaye aur kshatriyon ki sabha se uthakar Mitravinda ko le gaye. 6) Kaushal desh ki kumari Nagnajiti(Satyaa) ne vivah ke liye shart rakhi ki 7 Jungli shaktishali bailon ko jo ek sath nath lega, usse unka vivah hoga, idhar Nagnaiti ki ichha thi ki Krishna unka varan karein, isliye Krishna ne aakar Shart jeetli aur vivah kar liya. 7) Kaikeya raj ki kanya Bhadra ne ichha kari ki Krishna se unka vivah ho aur unki ye pukar sunkar Bhagwan Shri Dwarkadhish ne jaake Bhadra ko apni patni banane ka prastav rakha aur Raja ne unka vivah karwa diya. 8) Mitravinda ka swayamvar tha aur unhone mann mei kaamna kari thi ki Dwarkadhish se unka vivah ho jaaye, isliye Krishna waha gaye aur jaise Sinh siyaron ke beech se apna bhaag utha leta hai aise hee unhone Mitravinda ka haran kia aur vivah kar liya.
हम बहुत भाग्यशाली हैं कि हमने यह 7 दिवसीय कथा सुनी। यह कथा बताती है कि कृष्ण की 16108 पत्नियाँ थीं क्योंकि वह परम भगवान हैं और वह कुछ भी कर सकते हैं। हमें कृष्ण की नकल नहीं करनी चाहिए क्योंकि इस कलियुग में हम मुश्किल से एक पत्नी का प्रबंधन कर सकते हैं। हमारे लिए उन क्षत्रिय राजाओं की तरह बनना असंभव है जिन्होंने पिछले समय में कई रानियों को आश्रय दिया था। आपकी कथा सुनकर और कृष्ण लीला को पढ़कर यह हमारे लिए बहुत ईज़ी हो गया है इसे समझ पाना।🙏
🌸🌸🌸 Manmohak Sri Krsna katha. Brings people like me close to Sri Krsna through your sweet, lyrical and knowledgeable rendering of Krsna prem episodes. Mere thanks is not enough to convey my gratitude. God bless you👏👏👏
धन्यवाद प्रभु जी, हम जैसे अशुद्ध आत्माओं के लिए आप इतने सुंदर कथा लाते हैं। मैंने आप से कृष्ण जन्म लीला कथा हमेशा सुनी है और आप हर कथा में अलग-अलग विषयों के बारे में चर्चा करते हैं। बहुत सुंदर व्याख्यान है, प्रभु जी धन्यवाद!
Jaaaayyyy ❤❤❤❤❤
Best katha as always Prabhu ji 🥹🥹🙏🏻🙏🏻🙇🏻♀️🙇🏻♀️🙇🏻♀️
Hare Krishna prabhuji pranam 🙏🙇🏼♀️ thanku so much Prabhuji 🙇🏼♀️ Bahut sundar Katha
Hare Krishna Prabhu ji apko dandwat prnam bahut sundar Prabhu ji .hare Krishna.
Hare Krishna prabhuji pranam 🙏
Aapki katha sun kar feel hota hai ki hum sakshat Krishn ke darshan kar rahe hai .
Hare Krishna prabhuji pranam ATI sunder pravachan hai
hare Krishna prabhuji thankyou so much ❤❤❤❤
जय जय श्री राधे जय श्री राधे जय जय
Hare Krishna prabhu ji aapko parnaam
HAre Krishna gurudev jee 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Pranam prabhuji🙏 dharm sindhu granth se ujagar ker aapne society mei hone wale vivah ke prakar aur Srimad bhagwatam se Bhagwan Krishna ne kin paristhiti mei 16108 kanyao se vivah kiya.
Bhagwan ki 8 patraniyo ka varnan sabko sunna chahiye.
Thank you so much
Hare Krishna prabhuji dandwat prnam from NOIDA Thanks prabhuji for this valuable episode of Bhagwatam katha
Shree shree Rukmini Dwarkadhish bhagvan ki jay ❤ Prashant mukund prabhuji ko pranam 🙏🙏 Hari katha amritam ki jay
Hare Krishna Prabhuji🙏I enjoyed every day of this bhagvat katha series which is divine as always. Definitely yes for this 2:18:09 Dandavat pranam🙏🙏🙏
हरे कृष्ण प्रणाम प्रभु जी ,, आप मेरे जैसे पतित को भगवात के मध्यम से जो ज्ञान का वितरण कर रहे ,,और जो आप की वाणी ह्दय से निकलती है,, इतने सरल शब्दो में और हर बार एक नया टोपीक हमे देते है,वह साधरण बात नही है,,,आप का कोटि कोटि धन्यावाद 🙏🙏
Pranaam🙏 Prabhu🙏
Hare Krishna Prabhu ji
Thank you Prabhu ji…for always choosing different topics for us….
Hg Prashant Mukund Prabhu ji ki Jay🙌🙇♂️🌺
Hare Krishna🙏 Prabhu🙏
Hare Krishna Prabhu ji 🙏
Today's Katha is full of nector✨️
Aanandmayi Katha 🙏🏻🙏🏻
Hare Krishna prabhuji Dandvat pranam from Pune Maharashtra 🙏💐
Hare Krishna pradhuji 🙏❤️❤️🙏
भागवतम् का दसवां सकन्ध ( कृष्णा लीला) पुस्तक में मुझे खुद से पढने पर (समंतक मणी) का विषय काफ़ी अनसुलझा लगा था । सर के ऊपर से यह विषय गया था परंतु वही विषय कल की आपकी भागवतम् में इतनी बारीकी से उस विषय का उल्लेखन इतनी सपष्टता के साथ किया जो अब जा करके मुझे उस लीला का सही रुप से ज्ञान मिल पाया है।
सच में पुस्तक के ज्ञान को समझाने का तरीका भी गुरु के पास ही होता है। नहीं तो हम जैसे पतितो के लिए यह आध्यात्मिक ज्ञान का इतना गहरा वर्णन ( काला अक्षर भैंस बराबर ही है)😂 आपका समझाने का तरीका बहुत ही सुंदर है। प्रभुजी थैंक यू सो मच😊
Great for saying always good words
Hare Krishna 🙏🙏
Hare krishna
Hare krishna prabhuji 🌹🌹🌹🙏🙏🙏❤❤❤❤ dandavat pranam ....bahut bahut sundar katha hai prabhuji yei to first time suna bhagvan ke vivah ki katha ....ki kaise kaise vivah hue bhagvan ke.......
Bhagvan ne apne liye vivah nahi kiye...yei to sab unki raniyo ki iccha thi ki bhagvan mil jaye pati roop mein ..... or bhagvan itne ache hai ki unhone socha or bhagvan pahuch jaate the.......
Bhagvan bata rahe hai es katha mein ki mein jayada dur nahi hoon ek baar bulao to sahi ....pukaro to sahi bhagvan aa jayenge ....
Bas pukarne ki der hai...
Or prabhuji bhagvatam ka akhri shlok apne jo bataya ki jo paap kaise bhi ho gaye ho.... esi jeevan mein paschatap karna hai to hari naam sankirtan he rasta hai sirf bhagvan ka naam.....
Thanks for this wonderful katha prabhuji ....
Aap sahi batate hai bhagvatam wo wala aam hai jis mein na guthali hai na chilka .....sirf गुदा hai ras he ras hai ..itna ras hai bhagvatam mein ki sunte raho bas ....sunte sunte mann he nahi karta koi or kaam karne ka...❤❤❤🙏🙏🌹🌹🌹
Apne yei jeevan कृष्णमय bana diya prabhuji 🙏🙏🙏🙏🙏❤❤❤🌹🌹🌹🌹🌹🌹
हरे कृष्णा ❤❤❤❤
Hari Bol !!!
Ati Sundar❤
Hare krishna, Prabhu ji🙏
Sweet nectar of katha ends today..but it just a start for new katha series cmg soon.
Hare KRISHNA Prabhuji, truly this series of katha was very deep and nectarian. Aapne isme aise rahasya khol diye jo koi nahi jaanta. Some points are:
1) Bhagwan Vasudev Shri Krishna ki pramukh 8 patniyan hai jinhe Ashta-bharya bhi kehte hai. a) Rukmini, b) Satyabhama, c) Jambavanti, d) Kalindi, e) Mitravinda, f) Nagnajiti, g) Bhadra aur h) Lakshmana
2) Bhagwan ne apni ichha mei se koi bhi vivah nahi kia tha, saare vivah kewal kanya ki kamna hetu kia tha. Bhagwan 16108 Raniyon ke sath unke mahalon mei 1 hee time par sabke sath rehte the aur sabko lagta tha ki Thakur ji unhi ke sath hai.
3) Dharma-sindhu naam ke granth mei 8 prakar ke vivahon kebaare mei btaya hua hai, a) Brahma-vivah, b) Deva vivah, c) Aarsh-vivah, d) Prajapati-vivah, e) Gandharva-vivah, f) Asuri-vivah, g) Rakshas-vivah, h) Pishach-vivah
4) Bhagwan ka hume Anukaran nahi karna hai, yaani unki copy nahi karni hai, balki unka Anusaran karna hai, yaani jo Bhagwan kehte hai karne ko, hume usi ke anusar karya karna hai.
5) Avanti(Ujjain) ke raja the jo Duryodhan ke friendly the, unki putri Mitravinda ka swayamvar tha, aur Mitravinda ne apne mann mei Krishna ko apna pati chun lia tha, tab swayamvar mei Mitravinda ki pukar sunkar Bhagwan aaye aur kshatriyon ki sabha se uthakar Mitravinda ko le gaye.
6) Kaushal desh ki kumari Nagnajiti(Satyaa) ne vivah ke liye shart rakhi ki 7 Jungli shaktishali bailon ko jo ek sath nath lega, usse unka vivah hoga, idhar Nagnaiti ki ichha thi ki Krishna unka varan karein, isliye Krishna ne aakar Shart jeetli aur vivah kar liya.
7) Kaikeya raj ki kanya Bhadra ne ichha kari ki Krishna se unka vivah ho aur unki ye pukar sunkar Bhagwan Shri Dwarkadhish ne jaake Bhadra ko apni patni banane ka prastav rakha aur Raja ne unka vivah karwa diya.
8) Mitravinda ka swayamvar tha aur unhone mann mei kaamna kari thi ki Dwarkadhish se unka vivah ho jaaye, isliye Krishna waha gaye aur jaise Sinh siyaron ke beech se apna bhaag utha leta hai aise hee unhone Mitravinda ka haran kia aur vivah kar liya.
हम बहुत भाग्यशाली हैं कि हमने यह 7 दिवसीय कथा सुनी। यह कथा बताती है कि कृष्ण की 16108 पत्नियाँ थीं क्योंकि वह परम भगवान हैं और वह कुछ भी कर सकते हैं। हमें कृष्ण की नकल नहीं करनी चाहिए क्योंकि इस कलियुग में हम मुश्किल से एक पत्नी का प्रबंधन कर सकते हैं। हमारे लिए उन क्षत्रिय राजाओं की तरह बनना असंभव है जिन्होंने पिछले समय में कई रानियों को आश्रय दिया था।
आपकी कथा सुनकर और कृष्ण लीला को पढ़कर यह हमारे लिए बहुत ईज़ी हो गया है इसे समझ पाना।🙏
Hare Krishna prabhu ji ❤
🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Hare Krishna Prabhu ji ✨️💐🪷🙏
🌸🌸🌸 Manmohak Sri Krsna katha. Brings people like me close to Sri Krsna through your sweet, lyrical and knowledgeable rendering of Krsna prem episodes. Mere thanks is not enough to convey my gratitude. God bless you👏👏👏
Thanks a lot prabhu ji
Keep blessing
Hare Krishna prabhuji pranam 🙏
Hare Krishna prabhuji panchang pranam
Hare krishna prabhu ji
Hare Krishna 🙏🙏❤❤
Hare krishna Prabhu Ji 🙏
HareKrishna 🌹🌹 pranama Prabhu ji 🙏🙇♀️
Hare Krishna prabhuji 🙏 dandvat pranam 🙏
Hare Krishna prabhuji dandavat pranam 🙏🙏
Hare Krishna prabhuji
Hare Krishna Prabhu ji
Hare Krishna 🙏 🙏 🙏
Hare Krishna prabhu ji 🙏
Hare Krishna 🙏
Hare Krishna prabhuji dandavat pranam 🙌🙏