Bihar Government never finished any projects on time very lazy government sirf announce kerne se nahi hota Project ko on time deliver bhi kerna hota hai taaki aam public ko pareshaani na ho....
Indrasen ji AApke Madhyam se main Bihar sarkar se request kerna chahoonga ki bridges ke pillars per jitne bhi poster chipke hai us company walo ka chaahe woh institue wale ho saloon wale ka poster ya kisi or ka sab per karwayi ho or mota fime lagaye taaki is tarah ki gandagi yeh log naa kare plzzzz
@@Gotham424 ok ok ... Footpath pehle tha uspe sab dukaan laga diya tha ... Ab dekhte hai flyover banne ke baad kaisa system rehta hai ... Jo bhi ho niche market me bas local hi rahenge to jyada jaam nhi lagna chahiye fir bhi hona chahiye footpath 👍
Good development infrastructure ❤😮
Kab aarha didarganj to bakhtiarpur sh 106 four project ka video
bilkul march 2025 tak start ho jayega
ishke sath me marindrive bhi sath me complete start ho jayega
Saidpur nala ka bhi video banayiye
Amas darbhanga expressway ka update dijiye
Danapur Bihta Elevated Road update
15aug
2027 me chalu ho sakta hai
इस पुल की बनावट में बहुत बड़ी कमी है दूसरे लेयर पर ऊंची हाइट वाली गाड़ियां नही चल पाएगी, इन्हे नागपुर में बनी डबल डेकर पुल जैसा बनाना चाहिए था।
Bihar Government never finished any projects on time very lazy government sirf announce kerne se nahi hota Project ko on time deliver bhi kerna hota hai taaki aam public ko pareshaani na ho....
Sar Patna manikpur road aur Vaishali museum ka update dijiye
February 2025
26 me hoga
2025 Election se pahle chalu ho jayega
2026 March Tak complete ho Sakta h...
Indrasen ji AApke Madhyam se main Bihar sarkar se request kerna chahoonga ki bridges ke pillars per jitne bhi poster chipke hai us company walo ka chaahe woh institue wale ho saloon wale ka poster ya kisi or ka sab per karwayi ho or mota fime lagaye taaki is tarah ki gandagi yeh log naa kare plzzzz
कहा the indersen Babu main पटना आया था आपसे मिलने के लिए
@@sanjaykumaryadav3031 kab tak hain sir
2026
June 2025 tak.
Sunne me aa raha h ki Karbigahiya se Zero mile Gandhi Setu tak bhi double decker banega kya a sahi baat h indrashen jii
Fake news
Abhi 2 saal aur lagega Sir.
2026 Tak chalu ho jayega 😅😅
It looks like there is no provision for footpath. The public will walk on the road and will create traffic menace.
Flyover pe footpath kyu chahiye bhai ??
Ground floor wale road pe chalega sab paidal ... Upar sirf gaadi jayega
@Suvm_7 ground floor pe footpath ki baat ho rhi hai.
@@Gotham424 ok ok ... Footpath pehle tha uspe sab dukaan laga diya tha ... Ab dekhte hai flyover banne ke baad kaisa system rehta hai ...
Jo bhi ho niche market me bas local hi rahenge to jyada jaam nhi lagna chahiye fir bhi hona chahiye footpath 👍