.baba g aata jalta hi qunk aata chakki ni pesna hota hi Is saiklon ki saath be aata kam hota hi Saiklon mi aaty ke mixing hote hi jis ke waja sy aaty ka miyaar ban jata hi
Sub jhoot bol rahy hn meiny khud bi lagai hui ha aisy hi kehty hn k eik ghanta ki average 7 man ha .original average 50 number chaki ki 3 sy 4 man ha ghanta mein 000 ki jali laga kar oar doosra babaji keh rahy hn ky aata zaya nhi hota per 40 kg peechy 1 kg aata khush karti ha cyclone
اللہ تعالی' آپ کے کاروبار میں ترقی عطا فرمائے ۔ اپنے مال سے محلے کے غریبوں کی مدد بھی کرتے رہیں تو اللہ تعالی' آپ پر مہربان رہںے گا
Ma sha Allah Allah pak cha cha g KO seht sy bout acha gaid kiya
Bohat acha kam hy
Thank you
Bahi yah konsi date ki video ha
Chacha atta jalta bhi hota hai uski cost bhi btao
.baba g aata jalta hi qunk aata chakki ni pesna hota hi
Is saiklon ki saath be aata kam hota hi
Saiklon mi aaty ke mixing hote hi jis ke waja sy aaty ka miyaar ban jata hi
Bs button dbana hai😂 ye koi atom bomb ka button hai?????
Sub jhoot bol rahy hn meiny khud bi lagai hui ha aisy hi kehty hn k eik ghanta ki average 7 man ha .original average 50 number chaki ki 3 sy 4 man ha ghanta mein 000 ki jali laga kar oar doosra babaji keh rahy hn ky aata zaya nhi hota per 40 kg peechy 1 kg aata khush karti ha cyclone
Inse koi bhi maal tayyar na karwain......mujhe inhon nain sara maal 2 number bana k bheja he r ab koi help bhi nhin karty
In ki price b ziada ha
Bro ap na Kha sa liya ta or hm ager kharidy tu konsi jga achi hogi
@@majeed9875 Muneer Agro ya phir Daska zari industry okara.....in do main se kisi k pas bhi chaly jain.....acha maal mily ga In Shaa Allah
Ye Dako log ha
Power mil walo ka cyclone hum ne lageaya h koi faida nhi h
😂😂😂😂😂
😂😂
Chacha channaa ma 40 kg bori dal lata han😂