भाईसाहब मिक्सर को डबल जोन एम्प्लीफायर से कैसे कनेक्ट करें ।और मिक्सर में माइक से आवाज नहीं आती हैं उसे कैसे कनेक्ट करें। क्या मिक्सर में इको मशीन भी कनेक्ट होती हैं
Bhaya hamara Durga Mandir he me pandit hun hamara unit driver Ahuja ka naya laya gaya he 5 months hua he 3 bar unit driver kharap hua he ek unit chal raha he ek bar be kharap nehi hua he or ek bar bar kharap ho raha he kya problem he bataiye na thoda please...
Ahuja AU 50 XT with 100v tansfermer he is me kitne mm ka wire or kounsa wire kaise sahi tarike se lagana chahiye Durga MAA mandir keliye me us Mandir ka pandit hun please batayie na
Ye 2 unit driver lmt unit driver he hamare pass Au 50 XT ka he or 21 feet mandir ka unchai he or hame connection kidhar laga sakta hun 70v mein ya 100v mein lagaunga batao bhaiya please...
एम्लीफायर काला या काॅमन वायर युनिट के एल 1में और 8या 16ओहम एम्पलीफायर का लाल वायर युनिट के एल 2मे लगाना क्या सही कनेक्शन है जी. काॅमन को नेगेटिव्ह और 4/8/16ओहम को पाॅजिटिव्ह कहते हैं? कृपया बताइए जी.
Sir 200 watt speaker ke 2 box aur 2 monitor chlaane ke lie jisme 300-300 watt ke speaker ho vo spb3k mein kse rahenge live programme ke lie shi chlenge ?
@@Rawatsoundsolution sir mai masjid ka mic operator hun mujai 2 zone amplifier hai aur dmx 22 echo hai mujai wo line mai chalana hai, jb mai line mai connect krta hun tab mujai ek he zone chlta hai
Chalega sahi hai . Par bass jyada nahi de paoge kyoki 250dxm jal sakta hai kyoki ye Chhota speaker hai bhai . Isrx 500 ke sath isko chalana khtre ka kaam hai .
सीरीज करके 8 ohm पर चलो हित नहीं होगा. हित इसलिए हो रहा है नेटवर्क इसलिए जल रही है क्योंकि impedendce मैच नहीं हो रहा है. Please कॉल फॉर डिटेल 6394704457
Bhaiya ham 350 watt amplifier me 12 inch ka 200 watt ka4 speaker chalane par 2 homs pe hit ka hota hai our 100 watt ka 4 chalane par hit jayeda kiyo hot hai homs mechin karne par 250 4 bax hai ek 8 homs ka hai to video bando
Sahi baat hai heet hota hai jisse uske part khrab hone lagte hai . Jab jyada saaman na lagna ho to majboori me yesa karna padta hai 2 teen ghante ko to chala sakte koi problem nahi hota
Unit ko 20 w par set kariye inko com or 100 par set kar deejiye or speaker ko com or 8 ohm par laga deejiye yese chalaiye . amplifier ko yesa use karne se amp bahut jald hi khrab ho jayega . Aapke paas option na ho to chalate rahiye or kya kah sakte .
200watt spekar me ek box bonane ke liye kitna inch playbord sahi a mera ek spekar box sota he leking box spekar dhirti ka upor me khara korone bat bass ata he kiu esa hota he bolo😭😭
Galat to hai hee yesa karna mene bhi video me bola hai majboori me yesa karna chahiye , mandir masjid school aadi ke liye log 5 amplifier nahi khareedate 1 se hee chalate hain kyoki unhe jyada system nahee chalana hota
भाईसाहब मिक्सर को डबल जोन एम्प्लीफायर से कैसे कनेक्ट करें ।और मिक्सर में माइक से आवाज नहीं आती हैं उसे कैसे कनेक्ट करें। क्या मिक्सर में इको मशीन भी कनेक्ट होती हैं
Mixer kon sa hai
Verry Nice Bhaya Ji
Aapka ans mil Gaya bhaiya ji
Bhaya hamara Durga Mandir he me pandit hun hamara unit driver Ahuja ka naya laya gaya he 5 months hua he 3 bar unit driver kharap hua he ek unit chal raha he ek bar be kharap nehi hua he or ek bar bar kharap ho raha he kya problem he bataiye na thoda please...
Transformer check karaiy or original quail daliye
Single lmt unit ko kitna watt par lagaye bhai
com और 100 par
Sir...ahuja ssa250m amplifier k liye ahuja company k konse model k 1 pair speaker thik rahga?
Srx 120 dxm ka pair Thik chalega or koi bhi ispar lagate ho to thik nahi rahega na hi doosra koi le lena , paisa bekar jayega aapka ,
@@Rawatsoundsolution thank you sir
🙏
Sir ahuja 250 wat amplifier me 12 ench ka 4 spikar chalane ke liye kitna om par chalega
100watt unit driver lmt ka 2 driver Laga sakta hai ki nahin laga sakte 250watt amplifier mein thoda batayiye na please...
Ha laga sakte hain
Tq bhaya
Hello Sir stranger pbt 501 amplifier me 15 inch single 2 speaker kitne watt ke baja sakte hai ,, live program ke liye ,, please reply me 👍
300 वाट 15 इंच
250 watt amplifier me 2 horn aur 1 box 400 watt ka lga sakte hai kya bhaiya ji plz reply
Please reply bhaiya ji
Amplifir khrab ho jayega, bahut heet hoga isse.
Chla skte hai koi dikat nhi ayegi par fan lga dena aprifire par
DPA 770 pe SRX-50DX speaker aur 50 W LMT driver unit ka connection kaise kare...ek sath dono chalne hai...
Ahuja srx250 Dxm 2 speaker
Ahuja 250 ampli pr kaise connection kre.plz reply
परेलल 4 ohm par
Sir ahuja amplifire old model 3773 transistor bala or new model TTC5200 mosfet 250 watt may kyon saa takada bass(high bass) out put degaa
Aapki baat me nahi samjha .
Nice amplifier 🎉🎉🎉
Sir 12 ench 100 wat 4 spikar chalane ke liye ahuja 250 wat amplifier kitna om par chalega
Please call 6394704457
DPA 770 pe SRX-50DX speaker aur 50 W LMT driver unit ka connection kaise kare...ek sath dono chalne hai...
Com or 8 ohm par
@@Rawatsoundsolution LMT to 100v pe chalta hai na
Lmt com or 100 par lagega
Speaker box 2 parallel me com or 8 par kyoki iska impedance ek box ka 16 ohm hota hai
Ek box chalana ho to com or 16 par lagega
Ahuja AU 50 XT with 100v tansfermer he is me kitne mm ka wire or kounsa wire kaise sahi tarike se lagana chahiye Durga MAA mandir keliye me us Mandir ka pandit hun please batayie na
1 mm copper wire Bijali wala use kar sakte ho havills ya koi bhi achchee company ka ok
🙏🙏
Tq bhaya
Ye 2 unit driver lmt unit driver he hamare pass Au 50 XT ka he or 21 feet mandir ka unchai he or hame connection kidhar laga sakta hun 70v mein ya 100v mein lagaunga batao bhaiya please...
Ahuja 160 amplifier me 40-40watt 2 unit ar ak 100 watt box chla sakte h ky....ar kaise connection krna hoga
Sabhi ko parallel connection karke com or 4 ohm par
एम्लीफायर काला या काॅमन वायर युनिट के एल 1में और 8या 16ओहम एम्पलीफायर का लाल वायर युनिट के एल 2मे लगाना क्या सही कनेक्शन है जी.
काॅमन को नेगेटिव्ह और 4/8/16ओहम को पाॅजिटिव्ह कहते हैं? कृपया बताइए जी.
L1 wala + hota hai L2 wala - hota hai
Ha bhai 4-8-16 positive hota ha
Sir 200 watt speaker ke 2 box aur 2 monitor chlaane ke lie jisme 300-300 watt ke speaker ho vo spb3k mein kse rahenge live programme ke lie shi chlenge ?
Ha chal jayega
Baise ek 701 or 1 501 le sakte ho best rahega live ke liye .
@@Rawatsoundsolution oki
Very good
🙏 thank you
Bhaya 🙏🙏🙏
🙏🙏🙏🙏
Ahuja ka 120 watt ka machine he hamako usape 1 unit lagana he to kese lagaye
Simple wala com or 16 ohm par
Bhaya hamein Ahuja ka waterproof wala unit driver lmt ka Lena chahata hun vo milega kiya
or 100watt ka Lena chahata hun Kitna prices padega wo
Ahuja ke driver sabhi ip 66 hote hain sahi lagayege to pani nahi jata hai. Or ahuja me 100 watt nahi aata
Or me koi saman nahi bechta mera kaam Sirf sound system ke setting video bana na hai
Tq bhaya
Bhaiya com & 8 ohms mai only 1 speaker chalana hai...toh Kitna watts ka speaker lagana hoga full sound ke kiye ????
250 वाट पर 1 200 वाट ka
250 Ahuja pra4lmt50w 12 inch ka box kaise chalayen chal jaega koi dikkat nahin hogi
चल जायेगा
Com और 100 par lmt लगाइए, और com और 8 पर स्पीकर लगाकर बजाइये
@@Rawatsoundsolution speaker ke wat ka sar aur
Aur speaker ka connection Kaun
Ek moniter box m ek ahuja l12mb 200 watt speker h or ek 100 watt speaker h.. studio master dja 800 masin par kese chalaye
Seedha ek ek channel par jod deejiye or chaliye .ek channel par dono sath chaloge to 100 watt jal jayega
@@Rawatsoundsolution मतलब एक बॉक्स एक चैनल पर और दूसरा बॉक्स दूसरे चैनल पर
Verry good
Thanks Bhaiya
Ahuja horn 40xt our 60w ohm dono me kiska jyada sound. Rahta hai ji
60 w
Sir maray pass ahuja 160 watt amplifier hai aur 4 horn speaker hai 60 w, 50w, 35w aur 35 w. Kya mai 4 ohm pai rakhu ya 8 ohm pai
Parallel connection karke 4 ohm par
Mere pass 50 ohm ke 2 unit aur 2 box hai chote wale 12" ke maine sbko jod ke 16 ohm pe set kiya hai aur sbko ek sath chlata huu koi dikkt hogi isme
यूनिट 16 ohm का होता है 50 वाट होगा
दिक्कत तो जरूर होंगी गलत कनेक्शन जरूर किया होगा.कनेक्शन कैसे किया है
250 dp amplifier 100 wat 3 box Kaisa bajaya
Line in main bass, trable kam nahin karta Hain kya ????
हा नहीं करता
Aux 1 may input karne se bass, trable kam Karega ????
60+60 8 ohm लगावे और 50w ka line70 v par lagao
Ye bhi thik hai
sir 2 zone amplifier mai line matching k sai krai, plzz rply
Chalana kya hai vo bataiye tabhi bataya ja sakta hai .
@@Rawatsoundsolution sir mai masjid ka mic operator hun mujai 2 zone amplifier hai aur dmx 22 echo hai mujai wo line mai chalana hai, jb mai line mai connect krta hun tab mujai ek he zone chlta hai
sir kitane inch ka horn savshe vest rahta hai
20 inch
Pbt1000 me2pcsrx500 and2pcsrx250dxm ko4pc ko parllar conection 2om chalega yanahi
Chalega sahi hai . Par bass jyada nahi de paoge kyoki 250dxm jal sakta hai kyoki ye Chhota speaker hai bhai . Isrx 500 ke sath isko chalana khtre ka kaam hai .
Btz 1000 me
800 watt 2 box
Chal raha hai
Amplifier hit ho raha hai
Speaker ka network jal raha hai kyu
Amplifier me shot hai ya voltage 220 se jyada mat dalo ya volume 7 tak rakho network plate mat lago koi dikkat nahi hota hai
सीरीज करके 8 ohm पर चलो हित नहीं होगा. हित इसलिए हो रहा है नेटवर्क इसलिए जल रही है क्योंकि impedendce मैच नहीं हो रहा है. Please कॉल फॉर डिटेल 6394704457
250dp amplifier ma 100 wat ka 3 box kaisa conaxon kara or baja
दो को सीरीज फिर तीसरे के साथ parallel 8 ohm पर
सर 2 युनिट our 1 स्पीकर का कसे कनेकेशन करे
सभी को parallel करके 4 ohm पर
Bhaiya ham 350 watt amplifier me 12 inch ka 200 watt ka4 speaker chalane par 2 homs pe hit ka hota hai our 100 watt ka 4 chalane par hit jayeda kiyo hot hai homs mechin karne par 250 4 bax hai ek 8 homs ka hai to video bando
350 watt me 2 ohm hai kya . Or doosri baat ye ki 350 watt par 800 watt load doge to heat to hogi hi
@@Rawatsoundsolution Haw bhaiya 2 ohm Diya hai amplifier DJ plus ka hai
❤❤
♥️♥️♥️♥️♥️🙏
Ek sath ohms or 100v nahi chaliye machine kharab ho jayega
Sahi baat hai heet hota hai jisse uske part khrab hone lagte hai . Jab jyada saaman na lagna ho to majboori me yesa karna padta hai 2 teen ghante ko to chala sakte koi problem nahi hota
2 horn kisme lagaye bhaiya 70 / 100
Tasfarmer wala hai
100
Sir mere pass Ahuja ssb 120watt ka amplifier hai 4unit transformer wala hai our 1 speaker 100watt ka hai .iska full connection bataye
Unit ko 20 w par set kariye inko com or 100 par set kar deejiye or speaker ko com or 8 ohm par laga deejiye yese chalaiye . amplifier ko yesa use karne se amp bahut jald hi khrab ho jayega . Aapke paas option na ho to chalate rahiye or kya kah sakte .
200watt spekar me ek box bonane ke liye kitna inch playbord sahi a mera ek spekar box sota he leking box spekar dhirti ka upor me khara korone bat bass ata he kiu esa hota he bolo😭😭
19 mm
Aisa karne per machine ke trangister chale jaate Hain kuchh din ke bad
Sahi baat hai Amp ki life dheere dheere kam ho jaati hai
Sir1200 watt mono amplifier me 650 w 2 bass laga sakte?
Ha bhai laga sakte no problem
0:38
Hii
Thanks
Galat jankari