Email wala noc valid hota hi kya.. Bank ka noc aur ndc to same hota hi.. Acha noc koi v bank ka branch de skta hai .kya Agar Mera online loan hua hai flipkarat ke duara to
Bhai yrr mujhe anpni harrier sell karni jo ki recent Nov 2023 m hi buy ki h mene lekin Loan payment pura nahi hua h emergency mujhe money ki requirement hai ya fhir kisi ka case ye bhi ho sakta hai ki he no more want's the car islke liye bhi batna but mujhe emergency me money requirement hai and loan complete karne me lag bhag 16se 17 lakh lagenge lekin abhi mere pass itna money ni h or Bina loan clear kiye car ka NOC nahi mil sakta hai Actually mene iss problem ka solution socha hai ki yrr initial kuch loan mene bhar diya but agge ka loan 2nd owner hi bharega ha lekin maine usko bola h ki mene jitna loan Diya h +down payment ki h usee Kam price rakhunga sell karte time kya Aisa ho sakta hai kya koi bank se related problem toh ni hogi na please answer me I am so much confused
Bro other states car buy krne ka baad.. wo car apne naam par re registration hone tak kitne ka kharcha hota uske liye ek video banao.. jaise k liye jab apni naam par tranfer huye tak kitne type k kharcha rahega
Thanks 🙏 for information. Loan ka due amount ,full payment kar diya hai. Tab noc milti hai ok.😊😊. Agar account permanently close karna hai to closing letter bank me dena chahiye k nai, noc aane k baad???
NOC ka Matlab hi ye hota hai ke Aapka Loan Clear ho gaya hai. NOC Milne ke baad additional kuch karne ki zarurat nahi hai. Bas ye 2 - 3 Months baad CIBIL check kar lena usme loan closed hua hai ke nahi.
Meain baat to ye hai ki NOC Anne ka baat kaha jana haga kya karna hoga..RTO ko 35 form dena hota hai ya nahi..kya proof document Lena chaiye show karne ke liye uska video banaiye bro..
ऑफिस में गए थे तो वह बोले कि नहीं से किसी कारणवश रजिस्टर मेंटेन करने में छूट गया इसीलिए नहीं आ पाया है NOC पेपर। आप को फिर से पैसा पे करना होगा तो क्या करें सर प्लीज हेल्प 🙏
Agar aisa hai toh aapko Double se amount de kar NOC ke liye apply karna padega. Otherwise ek baar bank ke manager se baat kar lijiye Aapne loan Bank se liye the. Ya kisi Other Financer se ?
Noc gayb hone pr kya nai noc bnai ja skti hai. Kiunki meri gadi ki noc gayb ho gai hai or mujhe court s order aaya h bhaiya Kya koi or proof nhi hota ki amount pay kiya hai
Aap apne Bank ya Financer ke paas visit Karo Adhaar , Pan and Loan Documents leke. And unhe NOC ke baare me bolo. Woh aapko form denge ya Directly system me check karke NOC issue kar denge. Turant bhi mil sakti hai otherwise 10 - 15 days me milegi
Nice video bro bhut hi achi information di hai aapne👍❤️
Thanks 😊
Email wala noc valid hota hi kya..
Bank ka noc aur ndc to same hota hi..
Acha noc koi v bank ka branch de skta hai .kya
Agar Mera online loan hua hai flipkarat ke duara to
Bro noc aaur ndc certificate kya same hai?
Bhai yrr mujhe anpni harrier sell karni jo ki recent Nov 2023 m hi buy ki h mene lekin Loan payment pura nahi hua h emergency mujhe money ki requirement hai ya fhir kisi ka case ye bhi ho sakta hai ki he no more want's the car islke liye bhi batna but mujhe emergency me money requirement hai and loan complete karne me lag bhag 16se 17 lakh lagenge lekin abhi mere pass itna money ni h or Bina loan clear kiye car ka NOC nahi mil sakta hai
Actually mene iss problem ka solution socha hai ki yrr initial kuch loan mene bhar diya but agge ka loan 2nd owner hi bharega ha lekin maine usko bola h ki mene jitna loan Diya h +down payment ki h usee Kam price rakhunga sell karte time kya Aisa ho sakta hai kya koi bank se related problem toh ni hogi na please answer me I am so much confused
Bro other states car buy krne ka baad.. wo car apne naam par re registration hone tak kitne ka kharcha hota uske liye ek video banao.. jaise k liye jab apni naam par tranfer huye tak kitne type k kharcha rahega
OK , Sure Jaise bhi Possible hota hai Video create karta hu..😊
@@MechanicalAmaanOfficial shukriya bhai.. mainly road tax kitna lgta hain wo add karo video me
Sure
Thanks bro
Most Welcome 😊
Kcc loan noc ki bhi validity hoti h kya
Noc bank se lene ke liye kaun kaun se documents lagte h
Thanks 🙏 for information. Loan ka due amount ,full payment kar diya hai. Tab noc milti hai ok.😊😊. Agar account permanently close karna hai to closing letter bank me dena chahiye k nai, noc aane k baad???
NOC ka Matlab hi ye hota hai ke Aapka Loan Clear ho gaya hai. NOC Milne ke baad additional kuch karne ki zarurat nahi hai. Bas ye 2 - 3 Months baad CIBIL check kar lena usme loan closed hua hai ke nahi.
@@MechanicalAmaanOfficial ok tysm😊😊🙏🙏🙏
Mera loan nahi credit card 💳 ka payment tha.😊
Bhai ye btao.... Delhi ki scooty Uttar Pradesh m transfer karni hai to 29 no. Form m financer k signature chaiye ya bank noc lga du
Bank Noc laga donge toh bhi chal jayenga.
@@MechanicalAmaanOfficial thanks bhai
Bhai loan rc ko other states par chalasakte hai
Haan Brother , Koi Issue nahi But bohot Months Tak Other State me mat use karna Vehicle.
Agar direct cash mai kharida hai to owner uske baad jab bachega Second owner naam transfer hoga ya nahi hoga
Haan , Ho Jayega
Noc gum ho jaye to kya kre gadi transfer krna hai
Sir kya noc arto se prapt hota hai please bataye sir
Aapko kaunsi NOC chahiye. Loan Clear Hone wali Ya RTO Transfer Ke liye
@@MechanicalAmaanOfficial dono hi
Mobile ka kaisa hoga
Meain baat to ye hai ki NOC Anne ka baat kaha jana haga kya karna hoga..RTO ko 35 form dena hota hai ya nahi..kya proof document Lena chaiye show karne ke liye uska video banaiye bro..
OK , Jald hi video upload karta hu 😊
Noc kitane din me milati he
Bhai mujhe to NOC 25din mein mila tha itna hi time hota h 15-30 days
@@mspvlogs77 woh lena hi hoga haar bank deta hai yeh certificate?🧐🧐🧐
Tempu loan closed kar diye hai.
6month ho gya abhi abhi tak NOC peper nhi mila hai , तो किया करे सर🙏🙏
Plz reply sir 🙏🙏🙏
Ek baar aap bank jaa kar pata kariye Ke NOC Mili kyu nahi hai. Kyuki loan clear hone ke baad 15 - 20 days me noc mil jati hai
ऑफिस में गए थे तो वह बोले कि नहीं से किसी कारणवश रजिस्टर मेंटेन करने में छूट गया इसीलिए नहीं आ पाया है NOC पेपर। आप को फिर से पैसा पे करना होगा तो क्या करें सर प्लीज हेल्प 🙏
Agar aisa hai toh aapko Double se amount de kar NOC ke liye apply karna padega. Otherwise ek baar bank ke manager se baat kar lijiye
Aapne loan Bank se liye the. Ya kisi Other Financer se ?
Hinduja finencer
Nice
Thanks 😊
Noc mil Jane ka bath.cibil me kitna din lagta he update honepe.plz sir bolna🙏🙏
1 - 2 Months lagte hai Cibil me Update hone ke liye
Bhai noc ke saath 2 page mile hai 2ra office use likha hai kuch
RTO NOC kay hoti hai please bataye
Ye uss time lagta hai jab aap apni vehicle Ek RTO se Dusre RTO me transfer kar rahe ho. Ya phir One State to Another State Transfer
Noc gayb hone pr kya nai noc bnai ja skti hai. Kiunki meri gadi ki noc gayb ho gai hai or mujhe court s order aaya h bhaiya
Kya koi or proof nhi hota ki amount pay kiya hai
Ek baar bank me Jaa kar pata kariye. Kya Duplicate NOC mil sakti hai kya. Re-issue ho sakti hai kya
Mare dad ne person loan liya tha uska noc mileta he kya
Yes , Bank se liye ho toh Loan clear karne par NOC milti hai.
Tuvil Loon puri ho gay he noc kitane din me milati he
15 - 20 Days me mil jati hai NOC
Yar Bhai
Hello bro video about policy
You mean to say Video About Insurance Policy..?
@@MechanicalAmaanOfficial yes bro
Ok , Sure I will make Detailed video Soon
Noc
Ito office kyon le JanaJana padta hai
Noc ki date 90 day valid it likha aus ka kaya matter hai
Matlab 90 Days tak woh NOC Valid rahengi. Issue hone ke baad se. And uske baad Expired ho jayengi.
Noc apply kaise kare😢😢
Aap apne Bank ya Financer ke paas visit Karo Adhaar , Pan and Loan Documents leke. And unhe NOC ke baare me bolo. Woh aapko form denge ya Directly system me check karke NOC issue kar denge. Turant bhi mil sakti hai otherwise 10 - 15 days me milegi
Thank you sir
Meri gadi ki nahi mili
Loan Complete ho gaya hai aapka. Then Bank Ya Jo Financer hai walah visit karo. And NOC Dene ke liye bolo unhe.
NoC Expire ho gaya hai kaise solve kare?
120 days hota hai bro RTO ko form 35 submit karne ke liye..use baad jab submit hoga to ek list diya jata hai..
गरिकसि काडतायेयिलपिडिएट
Noc ke date fale ho Gaya
Nice
Thanks 😊