@Bankingandinsurance14 Bhai level ki baat hi nahi hai. Woh cutoff uski 250 mein se 150-160 hai aur NICL Assistant 200 ka hota hai. Fresher ko to yahi lagega na ki 200 mein se 160 marks lane hai.
@Hustler0027 bhai exam ka pattern hi alag hai cutoff kaise compare karoge. Ab mai RBI Assistant ki cutoff SBI clerk ki cutoff se nahi karunga na. Hai dono hi same level ke exam.
Hi, nicl assistant mains me sectional cutoff hai kya?
Bhai tum cutoff NIACL ki dikha rahe ho aur yeh exam NICL ka hai. Difference to pata karlo
I know but the level of both exams are the same. The thing is the number of vacancies are different.
Subscribe for more information 🙏🏽
@Bankingandinsurance14 Bhai level ki baat hi nahi hai. Woh cutoff uski 250 mein se 150-160 hai aur NICL Assistant 200 ka hota hai. Fresher ko to yahi lagega na ki 200 mein se 160 marks lane hai.
Bhai nicl 2017 me aaya tha to Bhai to niacl se hi compare karega na
@Hustler0027 bhai exam ka pattern hi alag hai cutoff kaise compare karoge. Ab mai RBI Assistant ki cutoff SBI clerk ki cutoff se nahi karunga na. Hai dono hi same level ke exam.
Isme insurance awareness.. history of India.. static ga ye sb bhi ata h kya? Ya only current affairs last 3 months krna h aur kuch nhi ?
Aata h lakin bohot kamm
like 2-3 marks . So you can rather Focus on current affairs
Subscribe for upcoming video 🙏🏽