मैं जनम से मुसलमान हु लेकिन अब पूरा जैन सिद्धांतों पर जो रहा हु रात्रि भोजन त्याग जमीकंद आलू प्याज लहसुन त्याग सरल संयमित जीवन जीने लगा हु तब से मन ओर जीवन में सुख और शांति का अनुभव हो रहा है जैन श्रमण संस्कृति विश्व की एक मात्रा विजन वाली जीवन पद्धति है संत देखने हो तो जैन ज्ञान गच्छ के संत
Usko Kevalgyan bolte h. Kevalgyan sirf whi paa skta jo apni indriyo pr vijay paa leta h aur indriyo pr vijay whi Pata h ho Parmatma jeev ho. Kevalgyan pane ke baad wo trikaldarshi bn jte mtlb present past and future sb ko dekhne wle aur koi bhi chiz unse chup nai skti aur na unka kuch bigad skti h from the whole universe... usko bolte h param gyaan jo satya se hmko milwata h
Dekhiye khan sir jitne bhy sachey dharam hai ushme insaan ko kaise suvidha lena hai aur kin cheezon se suvidha lena hai ye bataya gaya naaki ki insaan ko nirvastar hoker logo ke bichh me jaana ye kaisa dharam hai aur rahi baat tyag ki toh her insaan tyagta hai lekin merne ke baad aur usme toh koi bhisxa ki bhy koi jarurat nai hoty
Accha 4 shadi krna dharma h ? Bali ke naam pr jeevo ko marna dharma h ? Ek aatankbadi bta do jo jain ho ? Rhi bt nange hne ki usko digambar bolte h aur wo sir sadhu le skte h jo sansar tyagne ka sahash rkhte ho, digambar ka artha hta h jisne Charo disha aur amber ko apna vastra man Lia ho. Khan sir ne kya bola smjho ye pade likhe Dr. Engineer hte h na ki anpadh pakhandi kuch to sense hga use smjhne ke liye tmko Samyak drishti jeev bnana padega sansar ke bhrman me phasa insan us tyaag ko nai smjh payega
Tm kpde phnkr bhi do aurton ke bich me khde hoke apne hosh nhi smbhal paoge nange hone ke bad aadmi tk ke bich me apne hosh ni smbhal paoge,,kyoko ye jo sansar hai wo vasna pr tika hai bchche ke thoda Bda hota hi use dhkna shuru kr diya jata hai taki uske mn me ya kisi aur ke mn me uske angon ko dkhkr koi vikrity na ae ,,,,aur jb koi bhi jeev is sansar me aata hai wo bina vastra ke hi aata hai,,to jain muni nirvastra reh Skte hai kyoki unhone apni sabhi kam vasnao pr Kabu pa liya hai aur is kadar ko nirvastra hokr bhi bhari bheed me Aurton ki mardon ki ladkiyo ki ladko ki sbki bheed me bhi zra bhi vichlit huye bina vichran krte hain aahar lete hai updesh dete hain kyoki unme koi bhi burai koi bhi kam vikar til matra bhi nhi bcha hota hai wo to nanhe balak ki trh nirvikar hote hai balak nirvikar hai kyoko usko smjh hi nhi hai sansar ki lekin digambar muni to sara sansar janne ke bad bhi nirvikar ho jate hai to wo apne digambar swarup me ek nanhe balak se bhi zda pavitra aur nirvikar hain ,,,tum bhi to kpde utarte ho lekin Kmre me kam vasna ki purti ke liye, duniya se chipkr aur ldkiyo ko chhedte ho samne ki samne ,,digambar muni bhi nirvastra hote hain apna kaam lakshay pura krne ke liye nhi blki apna moksh lakshya pura krne ke liye,,tmhre jse ochche log asani se ye bat smjh nhi paoge bht time lgega
A small correction here. Its not Dhan Sangrah but Praigrah. Meaning, not have attachment to anything. Mahavir divided Praigrah into two and made it Praigrah and Bhramcharya.
Jain hona aur jain dharm ka palan karna do alag alag cheeje hai jaise lalu yadav yaduwanshi hai aur khate mutton hai aur gouvansh mare ya Jiye isse unhe koi lena Dena nahi hai unhe to bus apna satta rupi chara khane ko milna chahiye.jai shree krishna.
jain asa nahi karata he ki satta aur paiso ke lalach me apani hi samaj ke logo ke upar goliya chalawa deta he apane bhagwan ram ke mandir ka hi virodhi ho jata he aap ke samaj ke mulayam singh yadav ji ki bol raha hu rahul ghandi sansad me hindu ko hinsak batata he aur hindu hi us per tali bajata he asa ham jaino me nahi hota he kyo ki hamare liye sabase upar hamara dharm hota he 😊
I don't know about males and their body, but being a girl, i don't think , strict rules of any religion must be imposed on girl. 1.What if a monk girl needs a bra?what will she do? Every girl goes through a lot in India, eve tease, etc. How do they cover themselves up? 2. How do they use sanitary napkin? Do they buy it? I don't want to say any bad things about any religion, but most religions have very limited number of permissions and allowances for females. Like being a girl, during periods, girls don't go to temple. Every religions ceremony has 1 thing common. "Putra" or "pota" or male child of family. Why hate , insult females all the time? I don't know about jain religion, but my only request to all jain people to take care of your child, especially girl.tell them about good touch, bad touch since your children are converting at a very young age. Most children of religius family have incliniation towards their religion since young age, but try to avoid their conversion till atleast the age of 20s. Let them be monk in a separate room of your home for some days. Let them enjoy this during childhood,teens,etc. Why give them to unknown people forever? What if a child who become monk at age of 12, wants to live a homely, marital life at age of 40 or later? That person will regret his/her childhood decision at age of 40s after loosing parents, wealth,education,etc. Request to all jain people to guide your children till atleast 20s,30s. 🙏🙏🙏🙏 Hats off to all jain monks and their family, parents. 🙏🙏🙏 Par aaj k time me josh aur hosh dono se kaam lein. Aapka bachcha aapki zimmedari. Aaj k time me log 1 feild k career me satisfy nhi hote, aap kaise soch sakte ho ki 12 saal k bachche ka faisla hamesha same rahega?
Mai brahman hu kuch dino me mai jain dhram apna lunga...kui brahman ko bht gali sun ne ko milta h...har koi gli deta h😢😢bas kuch din k bad mai jain dhram apna lenge😢
Bhai gali dana wala sa lado kayar ki tara mat bhago bharaman is desh ki takat ha pura dunia ma bharaman raaj kar raha ha koi koi president ban raha ha to koi ceo 😊
Jain dharm ka palan ap brahamn reh kar kar sajte ho satvik ahar lo visay mat rakho brahmano ko uzzat bhut h bade bade pado par business m bhu ghusebe 😂
@@devbhardwaj605 jain dharm aapnana hai yahi bhavana ek viyakti ko jain banata hai jain dharm kisi ka nahi jo uss man se apne ley wo he jain jain dharm ka sabse bada aanag hai Ahinsa paramo dharm Bas iss ko follow kar yahi kafi hai
Bahin jain mat me ek machchar ko janbughkar marana bhi pap samagha jata he kyo ki use bhi dard aur pida hoti he aap bahut dharmik aur ahinsak pravatti ki hongi bahin jain dharm ke niyamo ko jo follow karate he wo ajain hote huye bhi jain hi kehalate he diksha maharaj ji kisi jain ko bhi ek dam se nahi dete he pehale wo sal do sal tak unase sayyam aur niyamo ka palan karwate he aur phir dekhate he ki ham tap sadhana bramchary aadi kathor niyamo ka palan kar sakate he tabhi diksha dete he aap agar apni swaichcha se jain dharm svikar karana chahati ho bahin to aap ka bahut bahut swagat he 🤗🙏🏽🙏🏽🙏🏽🙏🏽🙏🏽
Aap ko lagega ki jain diksha bohot mushkil hai par agar ek baar aap ache se iss sansar ki nisarta ko samajle aur satya ko jaan le tab aapko ye sansar chodne mai 5 min bhi nhi lagege , aur jo sansar ka tyag krta hai wo apne parviar ko ab 1 muni k rup mai milta hai agar zarurat padi toh , yaha koy force nhi kiya jata isliye humara dharam ab kamsoor ho rha hai jaga gyan ki kami k karan jain dharam mai janme lok hi dharam ka palan nhi krte .
Mr. Khan Mohmad, Brahman is only one, Dharma created by Him is also one. Find it. All others like Jainism or Islam are manmade religions are Adharma only. Jainism is an atheistic religion. If you don't know anything about Brahman, stop teaching non-sense. Brahman doesn't mean Allah also. Please respond. A fool has self-declared himself as Khan-Sir in India. It is shameful. Stop it also.
देखिए सर मानती हूं आपको ज्ञान है पर जहां तक धर्म की बात है तो कृपयापहले गहन अध्ययन करिए ।जैन धर्म पूरे विश्व के बारे में हकीकत बताने वाला धर्म है।आपको अभी उसकी एक भी सीडी भी पता नहीं तो फिर किस आधार पर कह रहे हैं।हम लोगों में दो भेद हैं श्रावक और साधु । दोनों की अपनी सीमाएं हैं ।झूठ नहीं बोलना तो हर धर्म बताता।क्यों दुस्साहस करते हैं आप ।कृपया जैन धर्म के बारे में मत बोलिए
आप जैसे गुरुदेव की वजह से गरीब बच्चे भी पढ़ रहे हैं।।❤❤❤❤❤❤
Jai jinendra
बहुत कठिन है दीक्षा लेना❤
मैं जनम से मुसलमान हु लेकिन अब पूरा जैन सिद्धांतों पर जो रहा हु रात्रि भोजन त्याग जमीकंद आलू प्याज लहसुन त्याग सरल संयमित जीवन जीने लगा हु तब से मन ओर जीवन में सुख और शांति का अनुभव हो रहा है
जैन श्रमण संस्कृति विश्व की एक मात्रा विजन वाली जीवन पद्धति है संत देखने हो तो जैन ज्ञान गच्छ के संत
Jay Hind sir 🙏🇮🇳
JAY HIND GARU DEV JI 🇮🇳🇮🇳🇮🇳🙏🙏
Sir my christian hoon.but jain dharam mujhe pasand lagta.kise ko na choot na dukh deta hai.
Thank you sir
क्या आपने किसी जैन को ...जय जिनेन्द्र ...बोलते सुना है
Jay jinedra🙏🏻
Ha..... जय जिनेन्द्र ❤❤❤❤❤❤
❤❤
Hum hamesha jai jinendra hi bolte hai
Jai Jinendra bhai
Jai jeenendra 🙏
Sukriya sr
Ye Lecture poora upload nhi hua hai.Request hai ki full lecture upload Kiya jaaye 🙏🙏🙏
Thanku sir
One of the Indian best Religion Jain -are best .
कठिन तो है bhai🙏🙏
Bilkul sahi kaha aapane ❤❤
Yyy
Sahi baat hai sir
जैन धर्म एक वास्तविक धर्म है
😂😂😂
😂😂😂
Jay jainendra
🎉🎉
Sir bpsc new baich kab se chalu hoga😢😢😢😢😢
Sir mahagyan ki definition or iska kya parman hai ki mahaveer swami ko iski prapti Hui thi
Usko Kevalgyan bolte h. Kevalgyan sirf whi paa skta jo apni indriyo pr vijay paa leta h aur indriyo pr vijay whi Pata h ho Parmatma jeev ho. Kevalgyan pane ke baad wo trikaldarshi bn jte mtlb present past and future sb ko dekhne wle aur koi bhi chiz unse chup nai skti aur na unka kuch bigad skti h from the whole universe... usko bolte h param gyaan jo satya se hmko milwata h
THANK YOU SO MUCH SIR 😊❤
Rade. Rade. G. Jyhind. Khan. Sir
🙏🙏
Dekhiye khan sir jitne bhy sachey dharam hai ushme insaan ko kaise suvidha lena hai aur kin cheezon se suvidha lena hai ye bataya gaya naaki ki insaan ko nirvastar hoker logo ke bichh me jaana ye kaisa dharam hai aur rahi baat tyag ki toh her insaan tyagta hai lekin merne ke baad aur usme toh koi bhisxa ki bhy koi jarurat nai hoty
Baat ko samjho jano , phir kaho Bina soche samjhe kisi bhi dharam ko esha nahi kehna chiye ,
Accha 4 shadi krna dharma h ? Bali ke naam pr jeevo ko marna dharma h ? Ek aatankbadi bta do jo jain ho ? Rhi bt nange hne ki usko digambar bolte h aur wo sir sadhu le skte h jo sansar tyagne ka sahash rkhte ho, digambar ka artha hta h jisne Charo disha aur amber ko apna vastra man Lia ho. Khan sir ne kya bola smjho ye pade likhe Dr. Engineer hte h na ki anpadh pakhandi kuch to sense hga use smjhne ke liye tmko Samyak drishti jeev bnana padega sansar ke bhrman me phasa insan us tyaag ko nai smjh payega
When you have no knowledge about any religion ? so you have no right to say anything 🙂....🙏🏻
Tm kpde phnkr bhi do aurton ke bich me khde hoke apne hosh nhi smbhal paoge nange hone ke bad aadmi tk ke bich me apne hosh ni smbhal paoge,,kyoko ye jo sansar hai wo vasna pr tika hai bchche ke thoda Bda hota hi use dhkna shuru kr diya jata hai taki uske mn me ya kisi aur ke mn me uske angon ko dkhkr koi vikrity na ae ,,,,aur jb koi bhi jeev is sansar me aata hai wo bina vastra ke hi aata hai,,to jain muni nirvastra reh Skte hai kyoki unhone apni sabhi kam vasnao pr Kabu pa liya hai aur is kadar ko nirvastra hokr bhi bhari bheed me Aurton ki mardon ki ladkiyo ki ladko ki sbki bheed me bhi zra bhi vichlit huye bina vichran krte hain aahar lete hai updesh dete hain kyoki unme koi bhi burai koi bhi kam vikar til matra bhi nhi bcha hota hai wo to nanhe balak ki trh nirvikar hote hai balak nirvikar hai kyoko usko smjh hi nhi hai sansar ki lekin digambar muni to sara sansar janne ke bad bhi nirvikar ho jate hai to wo apne digambar swarup me ek nanhe balak se bhi zda pavitra aur nirvikar hain ,,,tum bhi to kpde utarte ho lekin Kmre me kam vasna ki purti ke liye, duniya se chipkr aur ldkiyo ko chhedte ho samne ki samne ,,digambar muni bhi nirvastra hote hain apna kaam lakshay pura krne ke liye nhi blki apna moksh lakshya pura krne ke liye,,tmhre jse ochche log asani se ye bat smjh nhi paoge bht time lgega
@@JainismRiddhiof course we respect your culture and religion 😊
A small correction here.
Its not Dhan Sangrah but Praigrah. Meaning, not have attachment to anything.
Mahavir divided Praigrah into two and made it Praigrah and Bhramcharya.
Bilkul sahi bola
खान सर जी जो आप जैन धर्म के बारे में सत्य कहा लेकिन सतेन्द्र जैन का क्या होगा
Kuch exceptions hote hai😢
Jain hona aur jain dharm ka palan karna do alag alag cheeje hai jaise lalu yadav yaduwanshi hai aur khate mutton hai aur gouvansh mare ya Jiye isse unhe koi lena Dena nahi hai unhe to bus apna satta rupi chara khane ko milna chahiye.jai shree krishna.
jain asa nahi karata he ki satta aur paiso ke lalach me apani hi samaj ke logo ke upar goliya chalawa deta he apane bhagwan ram ke mandir ka hi virodhi ho jata he aap ke samaj ke mulayam singh yadav ji ki bol raha hu rahul ghandi sansad me hindu ko hinsak batata he aur hindu hi us per tali bajata he asa ham jaino me nahi hota he kyo ki hamare liye sabase upar hamara dharm hota he 😊
नमोसतु नमोसतु नमोसतु
Hello sir aap boudh dhram ki video daale sir
Sar iska PDF chahie
Hmare Ghar ke samne se vidhya Sagar mahraj ji or sabhi Jeni mahraj niklte hai
dharma ke nam पर अत्याचार
Be educated & desh ki sewa kro
Hanuman chalisa yad he kya sir😊
I don't know about males and their body, but being a girl, i don't think , strict rules of any religion must be imposed on girl.
1.What if a monk girl needs a bra?what will she do?
Every girl goes through a lot in India, eve tease, etc. How do they cover themselves up?
2. How do they use sanitary napkin? Do they buy it?
I don't want to say any bad things about any religion, but most religions have very limited number of permissions and allowances for females.
Like being a girl, during periods, girls don't go to temple.
Every religions ceremony has 1 thing common. "Putra" or "pota" or male child of family.
Why hate , insult females all the time?
I don't know about jain religion, but my only request to all jain people to take care of your child, especially girl.tell them about good touch, bad touch since your children are converting at a very young age.
Most children of religius family have incliniation towards their religion since young age, but try to avoid their conversion till atleast the age of 20s.
Let them be monk in a separate room of your home for some days.
Let them enjoy this during childhood,teens,etc.
Why give them to unknown people forever?
What if a child who become monk at age of 12, wants to live a homely, marital life at age of 40 or later?
That person will regret his/her childhood decision at age of 40s after loosing parents, wealth,education,etc.
Request to all jain people to guide your children till atleast 20s,30s.
🙏🙏🙏🙏
Hats off to all jain monks and their family, parents. 🙏🙏🙏
Par aaj k time me josh aur hosh dono se kaam lein.
Aapka bachcha aapki zimmedari.
Aaj k time me log 1 feild k career me satisfy nhi hote, aap kaise soch sakte ho ki 12 saal k bachche ka faisla hamesha same rahega?
Sir sare guruyo ke bare mai batao jankari hai to
जैन धर्म का ऐतिहासिक आसीलन
बाल छिला नहीं नोचा (लुंचन) होता है
Aapko jain me digamber aur shwetamber me bhed bhi btana chahiye
Kyu btana chaiye
@@shwetajain6257 kyuki in dono ka concept bahut alag h sari philosophy hi change ho jati h
❤❤❤
❤
Ha
Namo budhhay 💙
Mai bhi jain dharm aapnau ga
Islam apnao
Bhaiya jain bnne k liye kuch niyamo ka palan krna hota h bs..
@@shwetajain6257 haa bhai na mash khata na frish khana na madira pita for sudhhh sakahari hu.
Mai brahman hu kuch dino me mai jain dhram apna lunga...kui brahman ko bht gali sun ne ko milta h...har koi gli deta h😢😢bas kuch din k bad mai jain dhram apna lenge😢
Mai bhi soch rha hu
Bhai gali dana wala sa lado kayar ki tara mat bhago bharaman is desh ki takat ha pura dunia ma bharaman raaj kar raha ha koi koi president ban raha ha to koi ceo 😊
Jldi kr BDK bharman😂😂😂
Jain dharm ka palan ap brahamn reh kar kar sajte ho satvik ahar lo visay mat rakho brahmano ko uzzat bhut h bade bade pado par business m bhu ghusebe 😂
@@PriyankaSharma-hj9kg sahi bat hai
सर महावीर स्वामी का जन्म और मृत्यु कब हुआ था 🤔🤔🤔🤔
जन्म 540 ईसा पूर्व में कुंडग्राम(वैशाली) में हुआ और मृत्यु 72 वर्ष की आयु में 468 ईसा पूर्व में बिहार राज्य के पावापुरी में हुई
लेकिन कही पर महावीर स्वामी का जन्म 599 ईसा पूर्व हैं और मृत्यु 527 ईसा पूर्व हैं
अब समझ नहीं आता है की कौन सही है😔😔😔😔🤔🤔🤔🤔
@@rinkykumari5532 ncert se pdhoge toh ye shi h jo mne bteya
@@innocent...151iske hisab se to 68 Ki Age mein hi wo mar gye Lekin aapke hisaab se 72 kaise 😅
Abi exect kya pta।,,Hm konsa unki barsi pe gye the 😛 by the way alg alg ethasskar alg alg btate hai 😊
Khan Sir -- फोन वोन उसका आता नही है 😂😂😂😂😂😂😂😂
Osho
Mujhe jain dharm apnana hai kaise karne ka
Bhaiya jain dhrm apnane k liye kuch niyamo ka palan krna padta h vo kijiye bs ..
@@shwetajain6257 kya ap bata sakte hai wo kon kon se niyam rehte hai hamare hasaud city me ek bhi jain nahi hai
@@devbhardwaj605 jain dharm aapnana hai yahi bhavana ek viyakti ko jain banata hai jain dharm kisi ka nahi jo uss man se apne ley wo he jain jain dharm ka sabse bada aanag hai
Ahinsa paramo dharm
Bas iss ko follow kar yahi kafi hai
@@parasjain6762 thank you
@@parasjain6762 koi bhi ban sakta hai kya guruji sc, st, muslim
Kya Jain darm ko phle garhan krana pdta h kya
Fir diksa di jati h kya
Gyan ho to koi bhi le skta ...dikasa
Bahin jain mat me ek machchar ko janbughkar marana bhi pap samagha jata he kyo ki use bhi dard aur pida hoti he aap bahut dharmik aur ahinsak pravatti ki hongi bahin jain dharm ke niyamo ko jo follow karate he wo ajain hote huye bhi jain hi kehalate he diksha maharaj ji kisi jain ko bhi ek dam se nahi dete he pehale wo sal do sal tak unase sayyam aur niyamo ka palan karwate he aur phir dekhate he ki ham tap sadhana bramchary aadi kathor niyamo ka palan kar sakate he tabhi diksha dete he aap agar apni swaichcha se jain dharm svikar karana chahati ho bahin to aap ka bahut bahut swagat he 🤗🙏🏽🙏🏽🙏🏽🙏🏽🙏🏽
Other dharm wale bhi diksa le skte h
Ha bahin bilkul le sakate he 🤗
@@parasjain778 lekin dekhsa Lene se pehle vairagya hona jaruri hai
Darpook log aksar apni jimmedari se bhaag jate h 😂😂😂
Himmati log baaki darpok.
Aap ko lagega ki jain diksha bohot mushkil hai par agar ek baar aap ache se iss sansar ki nisarta ko samajle aur satya ko jaan le tab aapko ye sansar chodne mai 5 min bhi nhi lagege , aur jo sansar ka tyag krta hai wo apne parviar ko ab 1 muni k rup mai milta hai agar zarurat padi toh , yaha koy force nhi kiya jata isliye humara dharam ab kamsoor ho rha hai jaga gyan ki kami k karan jain dharam mai janme lok hi dharam ka palan nhi krte .
धनानंद को हराने के लिए चन्द्रगुप्त मौर्य ने बहुत बार झूठ बोला, और बाद में जैन धर्म अपना लिया, अगर झूठ नहीं बोलते तो क्या होता?
Sir hmko 25 me bpsc kerna please apka koi contact no milskta h
Jain darn me Aadami 👨 ka Bali deta h... Ji..
Ye kaha dekh liya
Khud ko saza kyu dena
ये किसान नहीं बन सकते हैं|
J
Sir use jhadu nahi pichchhi kahate hain
Hmm 😊
Jain or hindu nanga dharam😊
इस्लाम में भी हिंसा, झुठ , चोरी, भेदभाव,
माना है ।
कोई शख ।
Jhadhu nhi pichhi hoti h
Bimar hote hai to dawa lete hai ki nahi😢😢😢😢😢
Digambar saint nahi lete prakrati sabse badi chiktsak hai
आयुर्वेद मै भी शुद्ध दवाई
Nai bhai k kal sab dharm sirf naam ka hai 😂
yygh
यह कैसा धर्म है भाई।
विश्व का सबसे अच्छा धर्म है जैन धर्म❤
Mr. Khan Mohmad, Brahman is only one, Dharma created by Him is also one. Find it. All others like Jainism or Islam are manmade religions are Adharma only. Jainism is an atheistic religion. If you don't know anything about Brahman, stop teaching non-sense. Brahman doesn't mean Allah also. Please respond. A fool has self-declared himself as Khan-Sir in India. It is shameful. Stop it also.
देखिए सर मानती हूं आपको ज्ञान है पर जहां तक धर्म की बात है तो कृपयापहले गहन अध्ययन करिए ।जैन धर्म पूरे विश्व के बारे में हकीकत बताने वाला धर्म है।आपको अभी उसकी एक भी सीडी भी पता नहीं तो फिर किस आधार पर कह रहे हैं।हम लोगों में दो भेद हैं श्रावक और साधु । दोनों की अपनी सीमाएं हैं ।झूठ नहीं बोलना तो हर धर्म बताता।क्यों दुस्साहस करते हैं आप ।कृपया जैन धर्म के बारे में मत बोलिए
Sir ne kuch galat baat nhi kahi kisi dharm k bare me
Woh sbhi dharmo ka respect krte hain
Achi baaten hi kahi h
Aap btao to
Chaturayan - panchaya
Khan sir ye aapne kaha pada hai,
Personal needs this cult knows
ruclips.net/video/WoWAnQBphS4/видео.html
Jai jinendra