Main Hawa Hoon Kahan Watan Mera (Official Lyric Video) | Ahmed Hussain | Guldasta

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 1 окт 2024
  • #MainHawaHoonKahanWatanMera is a beautiful #ghazal from the album #Guldasta, sung by the esteemed ghazal singer #AhmedHussain. This ghazal is known for its poignant lyrics and Ahmed Hussain's soulful rendition, which brings out the depth of emotions encapsulated in the poetry.
    --------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
    Credits:
    Singer: Ahmed Hussain
    Music: Ustad Ahmed Hussain, Ustad Mohammed Hussain
    Lyrics: Ustad Ahmed Hussain, Ustad Mohammed Hussain, Amiq Hanif
    Movie/Album: Guldasta
    Label: Universal Music India
    -----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
    Lyrics
    Ab kaha hoon kahan
    Nahi hoon main
    Ab kaha hoon kahan
    Nahi hoon main
    Jiss jagah hoon
    Wahan nahi hoon main
    Kaun awaaz de
    Raha hai mujhe
    Koi keh de yahan
    Nahi hoon main
    Main hawa hoon
    Kahan watan mera
    Ab kaha hoon
    Kaha nahi hoon main
    Ab kaha hoon
    Kaha nahi hoon main
    Jis jagah hoon
    Waha nahi hoon main
    Main hawa hoon
    Kaha watan mera
    Dasht mera na
    Ye chaman mera
    Kaun awaz de
    Raha hai mujhe
    Koi keh de yahaan
    Nahi hoon main
    Main hawa hoon
    Kaha watan mera
    Dasht mera na
    Ye chaman mera
    Mai ke har chand
    Ek khaana nashin
    Anjuman anjuman
    Suhan mera
    Dasht mera na
    Ye chaman mera
    Main hawa hoon
    Kaha watan mera
    Barg e gul par
    Charag sa kya hai
    Choo gaya tha
    Use dahan mera
    Dasht mera na
    Ye chaman mera
    Main hawa hoon
    Kaha watan mera
    Main ke toota
    Hua sitara hoon
    Kya bigaregi
    Anjuman mera
    Dasht mera na
    Ye chaman mera
    Main hawa hoon
    Kaha watan mera
    Har ghadi ek
    Naya takaza hai
    Dard sar ban
    Gaya badan mera
    Dasht mera na
    Ye chaman mera
    Main hawa hoon
    Kaha watan mera
    Main hawa hoon
    Kaha watan mera
    --------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
    Follow Us Here:
    Instagram: / universalmusicindia
    Facebook: / universalmusicindia
    Subscribe Now:
    / @universalmusicindia
    #Revibe #RevibeMelodies #SoulfulMusic #TimelessMelody #MusicalNarrative #HeartfeltExpressions #LoveSong #EmotionalJourney #RevibeTunes

Комментарии • 13

  • @bharatrajgiri9322
    @bharatrajgiri9322 19 дней назад +1

    Ye ghazal mein apni puri life sunta reh sakta hu..
    Pta nhi iss song mein esa kya hai.. ❤❤❤❤

  • @junaidumeedali1697
    @junaidumeedali1697 Месяц назад +1

    Ma sha allah dono ki awaaz sunte hi dil ko sukoon milta hai kya baat hai kha sahab ❤❤❤

  • @abdulshafiq8315
    @abdulshafiq8315 4 дня назад

    ❤ बहोत ही ख़ुबसुरत ग़ज़ल बस सुनते रहे

  • @QandZ5781
    @QandZ5781 3 месяца назад +1

    Wah wah kamal ha 💖

  • @jurisguy123
    @jurisguy123 26 дней назад

    The opening part is killing......

  • @RahulKumar-yk6jk
    @RahulKumar-yk6jk Месяц назад

    Bahut khubsurat गजल है

  • @dr.hiteshkumarmakwana1108
    @dr.hiteshkumarmakwana1108 2 месяца назад

    👌👌👌

  • @mumtajamir1931
    @mumtajamir1931 Месяц назад

  • @moonnine8805
    @moonnine8805 Месяц назад

    ❤❤

  • @mashghoolahmed1328
    @mashghoolahmed1328 2 месяца назад

    ❤❤❤my favorite ❤❤❤

    • @zunera.maryam511
      @zunera.maryam511 Месяц назад

      Main k tota huwa sitra hun
      Kiya bigtrgi anjuman mera

  • @zunera.maryam511
    @zunera.maryam511 Месяц назад

    Main k tota huwa sitara hun
    Kiya biĝatrgi anjuman mera

  • @9833453966
    @9833453966 2 месяца назад

    Urdu at its best ❤❤❤❤❤❤❤