Bhai battry ka positive nikal kar jo rectifire ka 5,6v aata hai usse 12v ki battery kabhi propper charge nahi hoti capcitor lagane ke baad 14 voltage dikhayega jarur lekin ek baat samjo aap capacitor charge aur discharge kuch seconds me ho jata hai aur koi bhi bike rectifire new orignal rectifire ka output check karoge na idal pe 10,11 v aa sakta hai lekin rase karne per 15,16 v milega without capacitor without battery ye sabhi experiments hum bahut pehle kar chuke hai kuch second charge rehane wala capacitor 12v ki battry kya charge karega yaar iss baat ko samjo capacitor dc ko filter karane ki liye hota jitana ussme jyada uf hoga oh to voltage dikhayega hi
Again I had a question, agar hamara battery acha hai ,to kya hum capacitor use kar sakte hein, JUST TO INCREASE SOUND & HORN DURING RUNNING OF BIKE. IS THER ANY CHANCES OF BATTERY BLAST PLEASE SUGGEST
thanks brother lekin mere man me ye 5 saval hai :- (1) bike ki battery gadi jab band hogi tab discharge nahi karega kya? (2) gadi jab ratko band condition me khadi rahegi to subah battery down hogi kya (3) capacitor kabhi fatega to nahi ? (4) 6 ya 8 capacitor parrella me lagaye to led headlight aaur led fog light laga sakate ho kya ? (5) aagar capacitor ke sath on / off switch lagaya to battery discharge bhi nahi hogi to switch laganese problem dur hogi kya?
Bhi mera ct 100 bike hai. Old 2016 model. Usme 2,5amp ke battery ate hai lekin wo kharab ho gaya.ab hum4amp new battery ap jaise leke aia hu . Lekin usme battery charge hone mai bohut time lag jate hai. Is me mai capasitar use kar shakta hu ap jaise.. please batao
Amplyfayer me hora he bad a cepicitor DC 25v 4700 ya 25v 8000 ya 10000 koi bi lgaye per volt 25 hi le MFD to 1000 2000 bi chlega. Per stor 4700 ya super Ka hi le
Jab scooty 4 ghanta ruk jate hai uske baad scooty start nahi hoti hai. Magar kuch chalne se sab kuch thick hey magar ruk jate to 4 ghate ke baad phir start nahi hote hei self pe? Magar battery new hai
Bhai Mere pass platina 100cc 2010 model hai Mere bike ka hallogen headlight bhaot hi low padta hai Ye sabhi platina model ka problem hai Us light ko improve kaise kre wo bataye bhai Uskey upar aek video bana do bhai Headlight ka bahot hi bada problem hai platina me Bhai plzzz Reply reply reply......
😁😁 max to max 4lb lagao mera vi 2.5 hi rha ..4 ah hi lagega plus capacitor must isse bera battery nehi hoga 1000% battery down ho jayega 15 days k baad
Battery khud apne aap me capacitor ka work krti h ....14.80 volt deta h regulator rectifier .agar iss se improvement hota to company 20 rupey k capacitor me bhuli nahi mr jati ....tum jo aaj kr rahe ho vo bike banane wale ne 100 saal pahle try kr lea ...kuch nahi hua tb battery lagai ...
Fir nyi battery kon buy krai ga agr Battery kbhi dead hi nhi hogi toh Or capacitor ki capacity charge or discharge honai mai jyada hoti ha capacitor full power dega or battery ek backup ki trh kam krai ga
Bhai yarr extra lights Lagai hai mene and meri bike 2010 ki splendor plus hai usme 2.5 lb li battery hai to mai lagalu kya to meri battery charge hogi kyo ki mera regulator chota hai to itna charge ni kr raha to muze capacitor lagana padega
Hello sir, meri bajaj platina 100cc self start DRL wali bike hai, mere bike battery ki battery change kar ni hai to best battery konsi hai? kya bajaj platina me 12v 3ah ki jagah 12v 4ah ki battery fit ho sakti hai? Aur Ek question hai, mere bike me (platina) uno minda D70 horn fit kara hai, horn installation ke time relay battery se connect karte time bike ka switch off kar ne par bhi bike on hi rahathi hai,to machanic ne bike ke jo stock horn ke 2 wire hote hai usme se ek wire relay ke 30 number se connect kar diya. To aap mujhe yh bataiye yh kya problem ho sakta hai. Please replay
Bhai ka karraheho . Kuch din badd RR unit kharab ho jayegi. May ne mara glamour bike may 3 Ah Battery ke badle 5 Ah battery lagaya. Phir charging properly honahi rahi. Phir 35v 4700uf capacitor lagaya. Kuch din to chali. Phir RR unit kharab hogaya. Phir mayne hunk ka 4pin RR unit new dala or new battery 4Ah lagaya 3 month hogaya avibi bike properly kam karrahihe. Capacitor mat lagbo.
battery disconnect karke 14 v kavi nehi ayega ..and 14.2 max to max 14.8 15v aya to rr uint kharab hai.... and battery disconnect karke ..volt 6v yea 9v hi ata hai .yea sehi hai..
sir apne sehi kaha... but ...yea mobile ki battery nehi hai....jo ful jayega Over charging na ho isilia RR unit laga hua hai jo Voltage ko Regulate karta hai....
Capasitor ki pehchan kr lo pahle capasitor battery k sath lagane se jb bike off hogi capasitor crunt use krta jai ga our battery 1 ghante me dead hojai gi fazool video hai ye
Thanks bro. I got cleared one of long time doubt in bike battery performance along with a small capacitor
Bhai battry ka positive nikal kar jo rectifire ka 5,6v aata hai usse 12v ki battery kabhi propper charge nahi hoti capcitor lagane ke baad 14 voltage dikhayega jarur lekin ek baat samjo aap capacitor charge aur discharge kuch seconds me ho jata hai aur koi bhi bike rectifire new orignal rectifire ka output check karoge na idal pe 10,11 v aa sakta hai lekin rase karne per 15,16 v milega without capacitor without battery ye sabhi experiments hum bahut pehle kar chuke hai kuch second charge rehane wala capacitor 12v ki battry kya charge karega yaar iss baat ko samjo capacitor dc ko filter karane ki liye hota jitana ussme jyada uf hoga oh to voltage dikhayega hi
You are right sir
Again I had a question, agar hamara battery acha hai ,to kya hum capacitor use kar sakte hein, JUST TO INCREASE SOUND & HORN DURING RUNNING OF BIKE. IS THER ANY CHANCES OF BATTERY BLAST
PLEASE SUGGEST
@@KomalD999 capacitor laga sakte ho no problem
वीडियो बहुत अच्छा रहता हैं
badhiya ! this is the best .. so far !
Brother meri bullet ki head light week hai kya ise Lagann se improve hoga.
kia headlight ka wire battery mai dal skta h agar light battery sa chal raha h to
Bahut achcha laga aur aapane bahut acchi tarah se samjha
Bro avenger kill switch in your platina???
thanks brother lekin mere man me ye 5 saval hai :- (1) bike ki battery gadi jab band hogi tab discharge nahi karega kya? (2) gadi jab ratko band condition me khadi rahegi to subah battery down hogi kya (3) capacitor kabhi fatega to nahi ? (4) 6 ya 8 capacitor parrella me lagaye to led headlight aaur led fog light laga sakate ho kya ? (5) aagar capacitor ke sath on / off switch lagaya to battery discharge bhi nahi hogi to switch laganese problem dur hogi kya?
Right bro lekin reply nahi diya kisine
@@NS.Gamer2825 सवाल तो बडे कठीण है ना 😧😧
@@sadanandborhade5863 yes bro
buhat thankx. mery pas 8 amp ki betery hey full charge nai horhi
Ns200 m lga skte h ka
nice bro me yahi search kar raha tha mujhy kahi or say nahi mila
Bhai maximum kitna lagai 25v 4700 vale
Can we use self start from this
Impossible
Bhai 25v 2200uf laga sakte hai kya cd deulex me
Yes bro it's perfect for use
Good
Very good solution
Nice information bro keep it up for more videos ❤
Bhi mera ct 100 bike hai. Old 2016 model. Usme 2,5amp ke battery ate hai lekin wo kharab ho gaya.ab hum4amp new battery ap jaise leke aia hu . Lekin usme battery charge hone mai bohut time lag jate hai. Is me mai capasitar use kar shakta hu ap jaise.. please batao
Same problem bro
Same hi bike ha mera pas v
भाय मेरे पास citi 100 का बायक हे मगर मिटर मे पेट्रलं कनिशन नाहीहे तो मुझे कनिषण क्यसे करते हे मुझे बताव 2005 का मोडलं हे प्लिज बतायें
Bhai 5 ampere ki battery h splendor me to muje konsa capacitor lagana padega
Amplyfayer me hora he bad a cepicitor DC 25v 4700 ya 25v 8000 ya 10000 koi bi lgaye per volt 25 hi le MFD to 1000 2000 bi chlega. Per stor 4700 ya super Ka hi le
How to buy that capacitor please give link to buy
go to local electrical shop where radio or tv repairs.....
@@TheIndianWorkshop thank bro and bro ihave buy that led light but the original battery is not supported we have to buy big batteries
Very interesting topics bro like your vlog.
Jab scooty 4 ghanta ruk jate hai uske baad scooty start nahi hoti hai. Magar kuch chalne se sab kuch thick hey magar ruk jate to 4 ghate ke baad phir start nahi hote hei self pe? Magar battery new hai
bhai bike ka current supply kaise badhay ?
Connection kaise karen aur uska kaise lagaen uska video do
बहुत अच्छा
Bhai
Mere pass platina 100cc 2010 model hai
Mere bike ka hallogen headlight bhaot hi low padta hai
Ye sabhi platina model ka problem hai
Us light ko improve kaise kre wo bataye bhai
Uskey upar aek video bana do bhai
Headlight ka bahot hi bada problem hai platina me
Bhai plzzz
Reply reply reply......
usme capacitor lagao solve ho jayega ..And capaciter wala video dekho....
@@TheIndianWorkshop bhai platina me already company se capacitor lagaya hua aata hai
Aur koi ilaaj batao
Plzz replay...
capaciter weak hone se hota hai change karo capaciter first then batyenge age keya karna hai.. instagram pe dm karo
Nice video dada ❤️🔥
Tayer manufacturing process including carbon oil and other camical and vax
আমার বাইক এর ব্যাটারি চার্জ হতে অনেক সময় নেয় ব্যাটারি ডাউন হয়ে যায় তাহলে আমি কি কেপাসিটর ব্যবহার করবো?
ossam bro
Splendor Plus Me Meri 7AH Ki Battery Hai Kya Ye Capesitor Chalega??
chelega but 7ah mat lagao ...nehi a66e se work karega coil heat hoga... agar self start hai to 4lb hi thik hai....max to max 5lb laga sakte ho..
@@TheIndianWorkshop kick Start Hai 2.5Ah Ki Aayi Hai Company Ki
😁😁 max to max 4lb lagao mera vi 2.5 hi rha ..4 ah hi lagega plus capacitor must isse bera battery nehi hoga 1000% battery down ho jayega 15 days k baad
@@TheIndianWorkshop ok Tx
कैपीसीटर लगाने से वायरिंग जलने का खतरा हो सकता है क्या
Black heating or gharshan se garmi KO replace karne ki jordar chmata hoti he or nylon khafi majboot hora he rgad ghisavt kam hoti he
sir ji... apache180 me achi speed ke liye konsi tith ka chen spoket dalna padega ....... plz bata dijiye
aperche 180 ka chin sprocket ki photo degea .. instagram pe
Bhai sahab video to acchi hai bus ab Jo rape world use kar rahe hain na vah bolate Hain rise Raees kar raha hun
I hv placed 7ab battery in passion plus which comes with original 2.5ah battery, but charging is not good, if i place capacitor is that solved??
Not possible Max u can use 4Lb battery with Capacitor.. 5lb and 7lb not gonna work
@@TheIndianWorkshop okay Tq u
Capacitor kharap hoa gale ki hobe
Ossm video
Bajaj platina h gear e ki boro battery use kora jabe , 12v/3ah chara onno kono boro battery??
4AH kora jabe
Battery khud apne aap me capacitor ka work krti h ....14.80 volt deta h regulator rectifier .agar iss se improvement hota to company 20 rupey k capacitor me bhuli nahi mr jati ....tum jo aaj kr rahe ho vo bike banane wale ne 100 saal pahle try kr lea ...kuch nahi hua tb battery lagai ...
Fir nyi battery kon buy krai ga agr Battery kbhi dead hi nhi hogi toh
Or capacitor ki capacity charge or discharge honai mai jyada hoti ha capacitor full power dega or battery ek backup ki trh kam krai ga
Bhai yarr extra lights Lagai hai mene and meri bike 2010 ki splendor plus hai usme 2.5 lb li battery hai to mai lagalu kya to meri battery charge hogi kyo ki mera regulator chota hai to itna charge ni kr raha to muze capacitor lagana padega
Bhai 2.5 lb me lagaya tab tej charge karaga
Nice 👌
Good 🤪👍👌
Mera bike charging voltage 15 voltage oper ja raha bike start karna pa
Ragulator rectifier,, charger,, badalo,, replace karo
Bike me relay q hota he
2 amp की जगह 4 amp battery क्यो lagayaa😅
Hello sir, meri bajaj platina 100cc self start DRL wali bike hai, mere bike battery ki battery change kar ni hai to best battery konsi hai? kya bajaj platina me 12v 3ah ki jagah 12v 4ah ki battery fit ho sakti hai?
Aur Ek question hai, mere bike me (platina) uno minda D70 horn fit kara hai, horn installation ke time relay battery se connect karte time bike ka switch off kar ne par bhi bike on hi rahathi hai,to machanic ne bike ke jo stock horn ke 2 wire hote hai usme se ek wire relay ke 30 number se connect kar diya. To aap mujhe yh bataiye yh kya problem ho sakta hai.
Please replay
relay ka jarurat nehi hoga relay hatado ..minda D70 wala dual horn me..and 2nd 4lb ki battery lag jayega a66a hoga exide or amaron koivi daldo 4lb wala
Thank you for the information
Aapka bike ka salencer😂 flipkart se aaya hai
जय
Bhai ka karraheho .
Kuch din badd RR unit kharab ho jayegi.
May ne mara glamour bike may 3 Ah
Battery ke badle 5 Ah battery lagaya.
Phir charging properly honahi rahi.
Phir 35v 4700uf capacitor lagaya.
Kuch din to chali.
Phir RR unit kharab hogaya.
Phir mayne hunk ka 4pin RR unit new dala or new battery 4Ah lagaya 3 month hogaya avibi bike properly kam karrahihe. Capacitor mat lagbo.
wayse aysa hua to nehi hai avhi tak 1 year se jada ho geya... stock 4lb tha isko 5lb kia tha ....
1 year se capacitor use kiya or RR unit kharab nahi huya.?
Noyon from Bangladesh 🇧🇩.
@@Noyonkhan-iu9ld Passion Plus er jonno rectifier konta lagabo? Glamour/Hunk?
Capacitor phat jayega to
Not working
4700uf why
Capacitor battery ko laga kar Jo app dikha rahe ho wo fake hai kyun logo ko pagal bana raho yaar
May ra bike problem ha
Aapka RR kharab hai sir, 14..15 ana chahiye battery disconnect karke. Just opinion, I'm not expert
battery disconnect karke 14 v kavi nehi ayega ..and 14.2 max to max 14.8 15v aya to rr uint kharab hai.... and battery disconnect karke ..volt 6v yea 9v hi ata hai .yea sehi hai..
Work nahi karta h ye galat bhata raha h logon ko....ye sirf filter karta h karant ko 😂😂😂😂
Baiya pls no sens
instagram link description
jyada dimag vale insan jyada charnging hone pr battry ful kr fat bhi jati h
sir apne sehi kaha... but ...yea mobile ki battery nehi hai....jo ful jayega Over charging na ho isilia RR unit laga hua hai jo Voltage ko Regulate karta hai....
Bangla
Capasitor ki pehchan kr lo pahle capasitor battery k sath lagane se jb bike off hogi capasitor crunt use krta jai ga our battery 1 ghante me dead hojai gi fazool video hai ye
Mujhe to nhi lagta isse kuch hone wala ha
result ap k samne hai
@@TheIndianWorkshop battery lagane k badd to voltage down ho he jata ha
very genteel men