Dhanyawad mitra! Humara yahi prayas rahta hai ki humare practical anubhav jyada se jyada kisano tak pahuche taki koi kisan company walo ke jhanse me nahi aaye aur sahi variety lga paye
Sir bed se bed ki duri 5 foot rkhte he to 4 foot ka bed hota he yani 2 - 2 foot dono bed ka mane to 9 foot duri ho jayegi pode se poude ki duri kitni rkhni he
Mitra! Achhe utpadan me variety ka yogdan 20-25 percent hi hota hai baki depend karta hai climate par, spray-fertigation management par, mitti ke prakar par, fir bhi achhe utpadan ke liye aap Syngenta Simbha, basf maxx, seamons balaji, ye varieties lgaye
Bhai ji Namskar sir mujhe January me lagana he to me confused ho rha me dairect beej lagau ya pehle plant teyar karwau please Ripley kya theek rahega or mp me kali mitti ke liye best Verity kon si achi rahegi ❤
Poudhe lgana best hai aisa karne se baad jyada gap khali nahi bachte aur utpadan achha aata hai, aise humare anubhav hai, Syngenta Simbha lgaye aur ye video bhi jarur dekhe👉ruclips.net/video/_HfEzgwp6No/видео.htmlsi=ArN_pZ8a5CcXyfXZ
Barish me ye crop risky hai, labhdayak to hai, agar hum 15 Aug ke aas paas lgaye hai hai to ye crop achhe se aa jati hai lekin us samay rates ki guarantee nahi rahti, mere anubhav ke hisab se barish ya may mahine me ye crop nahi lgana chahiye, 15 december se February end tak kabhi bhi lga sakte hai, ye profit hi deti hai
Ashish bhiya mere tarbuj Aaj 56 days ke hai unka size abhi 2.5 kg average hua hai unka size kuch dino se bahut dhire gain ho Raha hai Pani kitna chalana chahiye mai 1din chodkar Pani Dena hu inme dose kya kya du size ke liye please intant reply kardo😢
Khandwa ke pass sirra gav me semons Balaji production hamari field pr 27 per acer first cutting and second 6 tan per acer balaji ka result bhout acha rha hamare area me...
Brilliant vedio... साथ में प्रत्येक variety का खाने मे टेस्ट कैसा है वो भी चेक कर सकते है.. पर्सनल use के लिए कोनसी variety बेस्ट रहेगी वो भी सुझाव दे सकते है।
Drip se calcium nitrate 5kg/acre, chelated boron 20% 250gm/acre aur 13 00 45 npk 2kg/acre chalaye aur pani kam kare lagbhag 4-5 dino ke liye to fal setting start ho jayegi, aage kya sthiti rehti hai fir btaiyega
सर मेने आप की वीडियो देख कर सीमेंस का बालाजी लगाया था 4300 bij लगाया था 2 किलो से लेकर 8 किलो तक साइज बना था 1 नंबर का माल 16 टन और 2 नंबर का 4 टन निकाला बहुत अच्छा माल निकला बहुत बहुत धन्यवाद सर आप का
सर आप का हर वीडियो में देखता हु। एक वीडियो में आप को मेने कमेंट कर के पूछा था सर सेमन्स बालाजी का बीज कैसा है और आप ने बोला था बहुत अच्छा है लगा दो बोला था तो मेने लगाया बहुत अच्छा माल निकला 🙏🙏🙏
आज मेरा कटिंग हो रहा है भाई 10.5 रुपिया रेट फिक्स किया है और ट्रेवलर वेरायटी है ❤ बहुत अच्छा वेरायटी है और प्रोडक्शन भी अच्छा है और 1.5 एकड़ में केवल 50000 खर्चा किया है from gujarat ❤❤❤
Sir bed se bed ki duri 5 foot rkhte he to 4 foot ka bed hota he yani 2 - 2 foot dono bed ka mane to 9 foot duri ho jayegi pode se poude ki duri kitni rkhni he
Bed se bed ko duri 5 feet matlab drip se drip ki duri 5 feet, matlab line se line 5 feet par poudhe lagne chahiye aur poudhe se poudhe ki duri 15 se 18 inch tak rakhe aur 1 dripper pe 1 hi poudha lgaye, tarbuj ki A to Z jankari ke liye ye series dekhe👉ruclips.net/p/PLuiSrcCrRirUSVHp6ZvKKaVqDtmHC2Uh3&si=y944qoC1z8RqT_VL
Bahot bahot dhanyawad sab reasearch karneke liye
🙏😊
Bahut badiya video. Aur sach sach bataya apne. Aapna field hai, fir bhi aapne sachi review diya
Dhanyawad mitra! Humara yahi prayas rahta hai ki humare practical anubhav jyada se jyada kisano tak pahuche taki koi kisan company walo ke jhanse me nahi aaye aur sahi variety lga paye
Masha Allah bolte hai acha fasal dekne pe
Superb superb superb
🙏🙂
Bhai Mujhe Dekhkar bahut Achcha Laga aur aap itne mehnat Se video banate Ho Hamare Liye iske liye aapka बहुत-बहुत dhanyvad mujhe bhi lagana h
is shorts series me practical management dekhen👉ruclips.net/p/PLuiSrcCrRirUSVHp6ZvKKaVqDtmHC2Uh3&si=lY4zbY1p_pa5JJti
Jannat variety....got production around 35 ton per acre ...gave an overall profile around 3.5 lakhs
✌️
Which state
Jannet is best
आशीष भाई बेहतरीन जानकारी दी आपने 4 महीने का पुरा निचोड़ है और हर छोटी-बड़ी बात पर चर्चा करी आपने
बहुत धन्यवाद मित्र!
Sandar bhai sahab
सुपर.... 👍👍
🙏🙂
Good comparative analisys and informative...
Good luck brother..👍🏿💐
Thankyou 🙏🏿
🙏🙂
Sir bed se bed ki duri 5 foot rkhte he to 4 foot ka bed hota he yani 2 - 2 foot dono bed ka mane to 9 foot duri ho jayegi pode se poude ki duri kitni rkhni he
Bahut hi quality work h with details ,good work continues kre.
Thanku.
Organic kheti bhi cover kre
Ji bilkul organic bhi cover karne ki koshish karenge, bahut dhanyawad 🙏🙂
@@farming3525 vo bhai ko cover kre जिन्होंने फव्वारे पर मूंग लगाया है उनका क्या रिजल्ट रहा ?
Excellent evaluation. Thank you for your efforts 🎉
Thank you so much 🙏😊
Ek acre ke liye kitna gram beej lagega
Sir ji kharbooj ko konsi dawa Dale ji
मैं राजस्थान के अजमेर जिले से हूं अभी हमारे खेत मैं टमाटर की फसल थी अब वह खत्म होने वाले हैं तो अब हम उसकी कढ़ाई करके उसमें तरबूज लगा सकते हैं क्या
Lga sakte hai
❤❤
10-11 December ko planting ke liye bahubali ya bahubali plus ya max konsi variety lagaye
BASF Maxx ya fir Syngenta Simbha
@@farming3525 max me batate he ki last me bhuri ki samsya aati he kya ye shi he
Which variety will suitable for seed sowing on 15 october
Syngenta Simbha and BASF Maxx
Ashish bhiya aap itni sari plot par ghumte ho aapke hisab se 2 best utpadan or achhi variety konsi hai tarbuj ki
Mitra! Achhe utpadan me variety ka yogdan 20-25 percent hi hota hai baki depend karta hai climate par, spray-fertigation management par, mitti ke prakar par, fir bhi achhe utpadan ke liye aap Syngenta Simbha, basf maxx, seamons balaji, ye varieties lgaye
Thanks❤❤❤🎉🎉
ऐसे ही घीया, करेला, कदु, तुरई, खीरा का भी निचोड़ निकाल दीजिये भाई ताकि कंपनी वालों के भी कान खडे हो जाये और वेरायटी मे सुधार करें
जी
❤bandhu mujhe 1acer me lagana hai kon variety lagaye ,kitna beej lagaye please reply
सर सागर किंग वैरायटी का वीडियो बनाया
Nahi
सर सागर किंग वैरायटी के बारे में कुछ थोड़ी बहुत जानकारी दीजिए
Saygenta simbha kya price padega par peket Seed kitna Hoti hai
From Chhattisgarh Simba lagena chahte hai
Simbha lagbhag 30000/kg aayega, 1 akad me lagbhag 450-500gm seed lgega, 50 gm ke packet me 800 ke lagbhag seed aate hai
Sir me December month me water milon lagana chahata hu consa Verity lagu please sir batai Basna c.g se hu
Syngenta Simbha ya fir BASF MAXX,
सिमभा ka experience बहोत same हे, महाराष्ट्र
Bhai par seeds ka price thousand nahi hundred me hai
Kg ka btate hai hum
18 January ko without low tunnel lgaya hoga or nursary teyar krke lgaya tha kya
Ha
Bhai ji Namskar sir mujhe January me lagana he to me confused ho rha me dairect beej lagau ya pehle plant teyar karwau please Ripley kya theek rahega or mp me kali mitti ke liye best Verity kon si achi rahegi ❤
Poudhe lgana best hai aisa karne se baad jyada gap khali nahi bachte aur utpadan achha aata hai, aise humare anubhav hai, Syngenta Simbha lgaye aur ye video bhi jarur dekhe👉ruclips.net/video/_HfEzgwp6No/видео.htmlsi=ArN_pZ8a5CcXyfXZ
@@farming3525 thank you sir
Bhai know you seeds ki tarbuj Sarswati ke bare me bataye ye kaise rahega kyo ki hamare mandi me ice box wale tarbuj ke rate kam milte h ???
Is video me detail me dekhe👉ruclips.net/video/xyPeGUGN2SY/видео.htmlsi=YS1VMgZwTIz9OazN
Sir kya ham abhi may me ya barrish me tarbuj ki kheti kr sakte hai.. Kya ye labhdayak rahega please bataye 🙏 me sanawad M. P se hu 🙏🙏🙏🙏
Barish me ye crop risky hai, labhdayak to hai, agar hum 15 Aug ke aas paas lgaye hai hai to ye crop achhe se aa jati hai lekin us samay rates ki guarantee nahi rahti, mere anubhav ke hisab se barish ya may mahine me ye crop nahi lgana chahiye, 15 december se February end tak kabhi bhi lga sakte hai, ye profit hi deti hai
Navamber me plant asan ho sakata hai
Nahi november me plantation nahi karna chahiye
Bhaiya ek acre m kitna seeds lagta h
Ky me octubar me lga skta hu ky
भाई साहब नवम्बर में तरबूज लगाना चाह रहा हु , कोनसी वेरायटी अच्छी रहेगी कृपया मार्गदर्शन करें ।
nov ki wajah dec me lgaye, Syngenta Simbha, BASF maxx lga sakte hai
Sir water melon malching system bate to achaa hota
me samajha nahi?
@@farming3525 malching khati tarmuj ki kaise. Karenge jara bataenge too achaa hota
Me is bar 13 yekkd me laga raha hu barwani mp
Kya baat hai✌️
Tarbuj lagene konse month best hai
Is series me tarbuj ke bare me A to Z jankari dekhe 👉ruclips.net/p/PLuiSrcCrRirUSVHp6ZvKKaVqDtmHC2Uh3&si=QfOlBBYfPj0LvHuY
सर चूहा के लिए किस दवा का प्रयोग करते है
Ashish bhiya mere tarbuj Aaj 56 days ke hai unka size abhi 2.5 kg average hua hai unka size kuch dino se bahut dhire gain ho Raha hai Pani kitna chalana chahiye mai 1din chodkar Pani Dena hu inme dose kya kya du size ke liye please intant reply kardo😢
Pani lagbhag 3 ghante daily chahiye aur khad humari tarbuj shorts series ke anusar hi chalaye
Simons Balaji par plant price sar
3 acer me Kitna podha lag jayega
2.6 rs
3 acre me 21000 plants lagbhag
सर जी मैं छत्तीसगढ़ से हूं पहला जानवारी मैं तरबूज लगाना चाहता हूं तो कौनसा बीज लगाउ दो बीज के बता कर मेरा मार्गदर्शन करें
Syngenta simbha aur BASF maxx lgaye
Known you seeds ka jannat lagiye bahut hi acha hain
1 Kg Seed me Kitna Seed Hota hai bhaiya please reply
Variety par depend karta hai, lagbhag 15000 seeds/kg
Mujhee apse bat Karni jajuri jankari
Kripya humare Instagram handle instagram.com/farmingtaknik par sampark kare
Khandwa ke pass sirra gav me semons Balaji production hamari field pr 27 per acer first cutting and second 6 tan per acer balaji ka result bhout acha rha hamare area me...
Hmm humne bhi isse pichhle saal 50 ton/acre ka record production liya tha, 3 cutting me
Bhai me Balaji lagya hai
But fruit ki shape shi nhi Hui
Seeds kaha milga plz
Kripya jis company ka seed chahiye us company ke toll free number par sampark kare aur puchhe ki aapke nearby area me kaha mil jayega
Brilliant vedio... साथ में प्रत्येक variety का खाने मे टेस्ट कैसा है वो भी चेक कर सकते है.. पर्सनल use के लिए कोनसी variety बेस्ट रहेगी वो भी सुझाव दे सकते है।
धन्यवाद! Khane ke liye best hai alpine 364 aur basf maxx, humare anubhav ke adhar par
Iske rate kb thik milte he. Jaldi lagao ya let lagao
Is shorts series me detail me dekhen 👉ruclips.net/p/PLuiSrcCrRirUSVHp6ZvKKaVqDtmHC2Uh3&si=O4sJI1PRXBQd28KI
Ham ten akad me jant and sarasvati lagate hi
✌️
Nimotot
10:21 par jo tarbooj gira wo to white hai…
?
पेटलावद झाबूआ
मेरे पलोट पर बालाजी 4हाजार पोधो मे 10 टन हुआ
Kya ret mila
बढ़िया ✌️
@@rightnow590 9 रुपये पर kg
Ho hi nhi skta
भाई मेरा प्लाट 40 दिन का है फल नहि आ रही है बेल बहुत बहुत जायदा है क्या करना पड़ेगा सर प्लीज हेल्प करे
Drip se calcium nitrate 5kg/acre, chelated boron 20% 250gm/acre aur 13 00 45 npk 2kg/acre chalaye aur pani kam kare lagbhag 4-5 dino ke liye to fal setting start ho jayegi, aage kya sthiti rehti hai fir btaiyega
सर मेने आप की वीडियो देख कर सीमेंस का बालाजी लगाया था 4300 bij लगाया था 2 किलो से लेकर 8 किलो तक साइज बना था 1 नंबर का माल 16 टन और 2 नंबर का 4 टन निकाला बहुत अच्छा माल निकला
बहुत बहुत धन्यवाद सर आप का
ये जानकर बहुत खुशी हुई मित्र! 🙏🙂
सर आप का हर वीडियो में देखता हु। एक वीडियो में आप को मेने कमेंट कर के पूछा था सर सेमन्स बालाजी का बीज कैसा है और आप ने बोला था बहुत अच्छा है लगा दो बोला था तो मेने लगाया बहुत अच्छा माल निकला 🙏🙏🙏
सर इस बार भी आप ही का video देख कर सिजेंटा 75 स्वीट कॉर्न का बीज लगाने जा रहा रहा हु ये वेराइटी कैसी ही। ,,,,, 🌱🌱🌱🙏🙏🙏
तरबूज आगे से थोड़ा सा तीखा हो गया है अब क्या करे बालाजी वैरायटी
Calcium nitrate 4-5kg/acre aur chelated boron 250gm/acre drip se chalaye
आज मेरा कटिंग हो रहा है भाई 10.5 रुपिया रेट फिक्स किया है और ट्रेवलर वेरायटी है ❤ बहुत अच्छा वेरायटी है और प्रोडक्शन भी अच्छा है और 1.5 एकड़ में केवल 50000 खर्चा किया है from gujarat ❤❤❤
बहुत ही बढ़िया ✌️
Kitna quintal harvest hua
Yield??
Kitna quintal huaa prati ekad
एक एकड़ में कितना कमाई होता है
Average 50 hazar se 1 lakh/acre
🙏 Namaste bhaiya ji KNOWN-YUO SEEDS ka Saraswati or anmol ka seed kaha se milega Rajasthan me chahiye address or mobile number batao reply please
Is number par sampark kar puchhe👉(+91) 8269229920
@@farming3525 🙏 ok thanks
Sir bed se bed ki duri 5 foot rkhte he to 4 foot ka bed hota he yani 2 - 2 foot dono bed ka mane to 9 foot duri ho jayegi pode se poude ki duri kitni rkhni he
Bed se bed ko duri 5 feet matlab drip se drip ki duri 5 feet, matlab line se line 5 feet par poudhe lagne chahiye aur poudhe se poudhe ki duri 15 se 18 inch tak rakhe aur 1 dripper pe 1 hi poudha lgaye, tarbuj ki A to Z jankari ke liye ye series dekhe👉ruclips.net/p/PLuiSrcCrRirUSVHp6ZvKKaVqDtmHC2Uh3&si=y944qoC1z8RqT_VL
Thx @@farming3525