Reply please, agar wifi ka SSID & Pswrd mobile ke hotspot me daal diya jaay aur wifi off karke usi mobile ke hotspot se camera ko connect kiya jaa sakta hai ? Usi mobile pe camera ka recording dekha jaasakta hai?
Aap kisi phone ke hotspot se camere ko internet de sakti hai or ek bar setup ho Jane ke bad agr net off bhi ho jayega tb v record krega bas camera off nhi hona chahiye or recording dekhne ke liye live internet wapas se aapko Dena hoga
Mera bhi same issue aa raha tha, 2 times replacement kiya camera lekin device hotspot ko connect hi nahi hota, manually password dalte hai to wrong password batata hai, tech support ko bhi kuch idea nahi tha, aapka issue solve huwa kya. Maine finally refund kar liya camera.
@@sabinchaudhari6585 Maine dono camera ke button press karke reset karke dekhe phir bhi hotspot ko connect nahi huwa, manually enter kiya password to bhi wrong bata raha tha. Exactly kya process karne ke baad connect huwa aapka? Device Password manually enter karna pada kya? Ya qr code scan karneke baad automatically connect huwa?
It was helpful thanks bro
Thnx for watching... hit the button
First reply please
👍🏻
Hello sir Maine old cp plus L 21 liya h or connect nhi ho rha hai kya karu kuch samajh nahi aa raha hai
Please help me
Pahle jaha add ho waha se delete kariye or reset kriye ek bar
Thanx
Reply please, agar wifi ka SSID & Pswrd mobile ke hotspot me daal diya jaay aur wifi off karke usi mobile ke hotspot se camera ko connect kiya jaa sakta hai ? Usi mobile pe camera ka recording dekha jaasakta hai?
Usi phone ka hotspot chor ka dusre ke hotspot se ho jayega
Iske liye router hona jruri hai kya dusre mobile ke hotspot se nhi ho skta please reply?????
Chal jayega
cp plus e24a aur e25a aur eezo ko compare karsacte hai kya
E24A or e25a sath me video hai eezo ka video alg hai sir watch kr lijiye ..
Dada mere ghar may router hai
Magar may apni mobile se bahar se watch karna chatihu
Kya possible hai🙏
Yes 🙌
@@FTCSachinAyodhya thank you😊
Recoding k liye alg s sd card lagna padta h kya ?
Yes
Without internet sd card me recording kata hai kya please check karke batana.
Ek bar setup kr dijiye karta rhega
Ek RUclips channel ne bataya ki ye camera without internet recording nahi karta hai . please confirm karke btaye muje ye camera buy karna hai.
Aap kisi phone ke hotspot se camere ko internet de sakti hai or ek bar setup ho Jane ke bad agr net off bhi ho jayega tb v record krega bas camera off nhi hona chahiye or recording dekhne ke liye live internet wapas se aapko Dena hoga
Vai ek baat batao app ko open karke record on kartaa hun app close karne ke baad recording v band ho jataa hai dimag kaa dahi banaa diyaa camera
Bhai aise hi karega aap SD card me record kro na direct karege to fr jb tk app open rhega tb tk hi record karega koi v camera hoga
Konsa setting me jana padega batdo vai
Bohot pareshan hu
Setting Mai nhi jana memory card laga lo ho jayega
Ek camera kitne mobiles pat chale ga
Es sath
Bhai aapke ghr me jitne ho chala sakte 4 5 phn pe
Device wants to comect hotspot aaraha hai . How to do that ? . Mera toh connect hi nahi ho ra hai device c?
Sir device ko koi v wifi network chahiye tbhi connect hota and network 5g nhi hona chahiye baki process aapne video me dekh le
Mera bhi same issue aa raha tha, 2 times replacement kiya camera lekin device hotspot ko connect hi nahi hota, manually password dalte hai to wrong password batata hai, tech support ko bhi kuch idea nahi tha, aapka issue solve huwa kya. Maine finally refund kar liya camera.
@@jag642 yes , mera ho gaya . Camera ko turn karo and reset button rehta hai . Reset karne k baad ho jayega.
@@sabinchaudhari6585 Maine dono camera ke button press karke reset karke dekhe phir bhi hotspot ko connect nahi huwa, manually enter kiya password to bhi wrong bata raha tha. Exactly kya process karne ke baad connect huwa aapka? Device Password manually enter karna pada kya? Ya qr code scan karneke baad automatically connect huwa?
Bhai isko laptop se connect nahi kar sakte kya
Nhi
Bhai jo Gmail ID dala tha use bhul gaya hai to kya kare
Agr add ho to camera delete kar skte hai yaa fir dusre I'd se jb open krege to unbind Krna padega customer support lijiyega kar dega
Bsnl fiber se chal jayega ya nahi
Yes 👍🏻
@@FTCSachinAyodhya ok sir thank you
phone ke wifi se conect kar sakte hai
Yes
Mera camera sb process krne k bad failed ho jata h reset b kr chuka hu bt nhi hua
Service centre bat kre bhaiya fr yaa jaha se liye hai check krwa lijiye
Green Light only show for 2,3 seconds , not able to find device in this time
Reset camera and then again add
How share the device to family members
Share id or password
2nd option goto setting share device option put another account email
Mera device nhi show karre bhayya kya karu batao na
Reset kar dijiye ek bar wapas try kariye
Mere mobile mein device added successfully nahin ho raha hai
Mam Ek bar reset krke wapas add kariye
Ye sirf Vi net se hi chalta hai, no other Internet
Sir sim koi bhi ho isse koi mtlb nhi hai isko bas network chahiye 4G
@@FTCSachinAyodhya are sir mai liya hun or pachtara bhi hun coz koi other sim dalta hun to chalta hi nahi vi sim dalne pe hi chalra hai.
Sar old cemara liya hai install nahi ho raha hai cp 21
Agar pahle wale I'd per delete nhi hua hoga to add nhi hoga
Pehle I'd ko kaise delete kare please tell me
32gb memory card kitne din ka record hoga
Near About 7days
@@FTCSachinAyodhya itna kam
Arre bhai toh mera kyu nhi ho rha hai sab same toh kr rha hu
Kon se net se kar rhe ho bhai..
Laptop se kaise connect kare
NVR se connect krne ke bad ip se chala sakte hai syd direct laptop se nhi chalega
Router and wifi change hone ke bad configure nahi ho raha he
Pahle reset kriye fr dobara Configure kriye
Light green nhi ho rahi hai
Reset and reconfigure
@@FTCSachinAyodhya100 00000😅
Sach me nhi ho rha bai log
?
Kitne gb tk ka sb card support krta h
256gb
Internally bhi to hoti hogi recording isme?