rationcard main member delete kaise|rationcard main unit kaise kate|how to delete name in rationcard

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 19 окт 2024

Комментарии • 423

  • @Dharvendrapartner
    @Dharvendrapartner  2 года назад +1

    poori jankari ke liye ese padhe -yojnaupdate.in/online-ration-card-se-naam-kaise-hataye/

  • @DHEERAJKUMAR-lv1if
    @DHEERAJKUMAR-lv1if Год назад

    Sir mujhhe aap yeh batayen Jaise kisi ke rashan card se kisi ek ya ek se adhik logo ka unit delete karna hai aur Kisi Doosre person ka add karna hai to kya hum yeh process ek saath kar sakte hai yani unhe delete karke haal hi new unit add kar sakte hai ya fir Pehle delete kiye huye unit ke documents supply officers ke paas se jab tak delete na ho jaye tab tak nahi kar sakte please btaiye sir

  • @saurabh_gujjar01
    @saurabh_gujjar01 2 года назад

    Form print krne k bad ye tehsil M jma krna pdega kya and kitne din tk ho jayega sansodhan

  • @pawansaini8672
    @pawansaini8672 2 года назад

    Ration card mein se unit hatane ke bad kya naye ration ke liye turant apply kar sakte hain?

    • @Dharvendrapartner
      @Dharvendrapartner  2 года назад

      NAHI jab tak update na ho tab tak apply NAHI kar sakte

    • @pawansaini8672
      @pawansaini8672 2 года назад

      Ration card mein jo correction Kiya Gaya Hai uske bad kya form ko kahin submit karna padta hai kya? Suppy inspector etc.??

    • @Dharvendrapartner
      @Dharvendrapartner  2 года назад

      Yes supply office me JAMA Karen

  • @ravik1400
    @ravik1400 2 года назад

    sir, adhikari ko frwrd krne ke bad jo raced niklegi usko food office me le jana jaruri hai ya ni?

  • @amanjain3395
    @amanjain3395 2 года назад

    Iske baad naam katjayega ya phir documents khadya rasad vibhag mein jama Krna PDEGA

  • @brajeshkumarKasganj
    @brajeshkumarKasganj Год назад

    सर जी कस्टमर को दी गई प्रिंट कही भिजवानी भी पड़ेगी या संबंधित अधिकारी को अग्रेसन करने के बाद संशोधन स्वत हो जायेगा

  • @ashishgupta_ag9037
    @ashishgupta_ag9037 2 года назад

    Sir kya is print ko tahsil me jama krna pdega kya?

  • @seedhibaatnobakwaas6724
    @seedhibaatnobakwaas6724 2 года назад

    Sir ye batao naam delete karne k baad slip jama karni padegi tehsil ya ese hi hum new me chada sakte h Naam

    • @Dharvendrapartner
      @Dharvendrapartner  2 года назад

      Bhai slip tehseel me jama kijiye ekbar Naam delete hone ke baad hi naye me add karna

  • @ratneshyadav4686
    @ratneshyadav4686 2 года назад

    फॉर्म अप्लाई करने
    के बाद फॉर्म को सप्लाई निरीक्षक को dena hoga ya jila supply officer ki district level

  • @amanshamsi5184
    @amanshamsi5184 2 года назад

    Customer ko print dene ke bad usko kahi jana hota he jama krne ke liye kya

  • @lifelinechauhan
    @lifelinechauhan 2 года назад

    Print kahi jama karna hoga kya

  • @chandrakantgautam3610
    @chandrakantgautam3610 Год назад

    Online delete करवाने के बाद डिलीट हो जायेगा या फिर खाद्य एवम रसद विभाग में भी जाना होगा उसका रसीद लेकर

  • @nadeemahmad9947
    @nadeemahmad9947 2 года назад

    Sir ration card pavti receipt print kara kar jama kar hai kahi ...?

    • @Dharvendrapartner
      @Dharvendrapartner  2 года назад +1

      BHAI JAMA kar den jisse jaldi Naam delete ho jayega

  • @allvideo2051
    @allvideo2051 3 года назад

    Bhai raction card from jama karne jana padta online ke baad yaa online karne ke baad sidha name me kaat jata

  • @PawanKumar-fi5ue
    @PawanKumar-fi5ue Год назад

    Sir Rashan Card form galat fill ho gaya hai me chahta hu ki is application ke alawa dusra form fill Karu to kese hoga ..new Apply krte time old form complete ke liye ata hai kya kru.

    • @Dharvendrapartner
      @Dharvendrapartner  Год назад

      Use pehle complete Karen uske baad fir se apply Karen

    • @PawanKumar-fi5ue
      @PawanKumar-fi5ue Год назад

      @@Dharvendrapartner deer sir ye application final submit nhi ho rha hai...
      Error SAHI INCOME BHARE

    • @Dharvendrapartner
      @Dharvendrapartner  Год назад

      Bhai abhi sabhi ke Saath yahi problem h

  • @DharmendraKumar-me7ch
    @DharmendraKumar-me7ch Год назад

    Sar hamen Jo unit kaatne thi vah nahin Kati dusri cut gai lekin abhi tak final lock nahin kya vah unit wapas a sakti

  • @Dhakad100
    @Dhakad100 2 года назад

    Jo print nikalega vah customer kahan jama karega naam hatwane ke liye please reply sir

  • @neelutrilokpurbhadohi603
    @neelutrilokpurbhadohi603 Год назад

    Fir ise fcs office me offline jama nahi karna padega sir
    Btaie

  • @sanjukashyap8747
    @sanjukashyap8747 3 года назад

    सर क्या यूनिट डिलीट करने बाद उसमे ही यूनिट ऐड कर सकते है .या यूनिट एड करने के लिए दोबारा आवेदन करना पड़ेगा .प्लीस सर बताइएं मुझे

    • @Dharvendrapartner
      @Dharvendrapartner  3 года назад

      Ha Bhai bilkul AAP kar sakte h isme koi problem nahi h

  • @arjunchoudhary1881
    @arjunchoudhary1881 2 года назад +1

    e district id me ye option nhi ara kya kare...

  • @aakash98896
    @aakash98896 Год назад

    Jo print out nikalega rasid vah Kahin Jama karna padega Ki Nahin

  • @netrapalsharma31
    @netrapalsharma31 2 года назад

    SIR KITNE DIN ME NAAM KAT JAYEGA TAKI HAM PHIR SE USE ADD KAR SAKEN

  • @pramodkashayap3073
    @pramodkashayap3073 Год назад

    Kya sar mere unit-ii Jo mein bataun delete aap kar sakte hain vahi se please koi naya tarika bataiye

  • @goswamijyoti4558
    @goswamijyoti4558 2 года назад

    Sir kya m delhi ke csc centers se up ke card m name delete kra sakta hoon

  • @aadilansari2759
    @aadilansari2759 2 года назад +1

    Ration card me name add unit jodne ke bad receipt kha jama karni hogi

    • @Dharvendrapartner
      @Dharvendrapartner  2 года назад +1

      Apni tehseel ya block me Jahan par bhi supply office Ho bahan jama karde

    • @aadilansari2759
      @aadilansari2759 2 года назад +1

      @@Dharvendrapartner SDM KE PASS YA NAYAB TE.KE PASS

    • @Dharvendrapartner
      @Dharvendrapartner  2 года назад +1

      Bhai aapki tehseel ya block me ek ration card ki office Hoti hai usme jama karden

  • @CSCVLEUPDATE
    @CSCVLEUPDATE 2 года назад +3

    भाई पूरी जानकारी दिया करो @csc vle update

  • @ramayanprasad4834
    @ramayanprasad4834 2 года назад

    Bina csc id option h kya sir noc ka charge kitna hota h

  • @deepakrana8538
    @deepakrana8538 2 года назад

    sir final print DSO office jama krna pdega ya nhi?

  • @KhaliBaitheGyan
    @KhaliBaitheGyan 3 года назад

    Delete harne k baad final print jama bhi karna hoga kya

  • @nasruddinansari725
    @nasruddinansari725 2 года назад

    Sar Maharashtra ka Mera Ration card hai UP mein galti se Man ke ration card per chadh Gaya hai kaise delete Karen jab vahan se delete hoga tab Maharashtra main ration milega main abhi Maharashtra mein hun Koi Rasta bataiye sar

  • @sukhveersingh2897
    @sukhveersingh2897 Год назад

    Sir hmare pass portal nhi h, B btaye ki hm unit kaise delete aur kasise add kr sakte h

  • @shikhargupta5868
    @shikhargupta5868 Год назад

    Bhai up ka ration card fully kaise delete kare online tarike se plz yeh bataiye urgent h.

  • @NaveenKumar-ws6on
    @NaveenKumar-ws6on 3 года назад

    Kitne dino me sansodhit ho jayega
    Or
    Final print se ration milaga sarkari dukan se

  • @rahulkvlogs4248
    @rahulkvlogs4248 2 года назад

    rashan card ki idko lene ke liye kya karna padega

  • @vinaydixit3546
    @vinaydixit3546 Год назад

    Hamare pass e district portal nahin hai sar hamara unit kaise katega meri sahayata Karen

  • @jaimahakaal..7101
    @jaimahakaal..7101 2 года назад

    Sir mera ration card mein se ki member hatana hai
    Dusra ration card apply karna hai

  • @pawanmadhu9815
    @pawanmadhu9815 2 месяца назад

    kitne time me unit cut jyga sir

  • @naeemshaikh2472
    @naeemshaikh2472 2 года назад

    Sir 1 unit ka bhi rasan card ban sakta hai plzzz reply

    • @Dharvendrapartner
      @Dharvendrapartner  2 года назад

      Nahi ban Sakta

    • @picsart7577
      @picsart7577 2 года назад

      Ban Sakta Hai Bhai 👍

    • @picsart7577
      @picsart7577 2 года назад

      @@Dharvendrapartner Ban Sakta Hai Kyo Galat Knowledge Dete Ho Bhai

    • @Dharvendrapartner
      @Dharvendrapartner  2 года назад

      Bhai hamare yahan yahi rule chalta h 3logo se Kam ka ration card nahin banta hai aapke Jahan yadi Banta Ho to banva le bhai me galat information kyo Dunga mera koi labh ho raha h kya

    • @picsart7577
      @picsart7577 2 года назад

      @@Dharvendrapartner To Bhai Aisa Pura Details Me Batana Chahiye Ki Har Ek Jagah Alag alag Tareeke Se Kiya jata Hai Man Lijiye Kisi Ke Yaha Ek Hi Parivar Hai To Wo Bechara ya Bechari Ration Card Se Wanchit Hamare Yahaa Nahi Rahta Hai

  • @ManojYadav-vt8vo
    @ManojYadav-vt8vo 2 года назад

    Thank you sir बहुत-बहुत dhanyvad aapka Mera solution aapane Kiya

  • @vipintiwari2005
    @vipintiwari2005 2 года назад

    Sir edistrict id nhi h mere pass aap online hta dijiy m online payment kr duga.... Ya fir koi solution btaiy

  • @rahullodhi3750
    @rahullodhi3750 9 месяцев назад

    Thankyou sir for givin good information

  • @dharmveernfl9357
    @dharmveernfl9357 2 года назад

    Sir online karwakar tahsil m jama kar diya hai but nam nhi kata hai 2mahina ho gya but net se nhi hata nam

  • @krishanlal1314
    @krishanlal1314 2 года назад

    Agar ration card m mukhiya ke mam ki jagah m dusra nam ho huwa h to kaise thik Karen.

  • @armanshah9488
    @armanshah9488 Год назад

    Sir Hamare pass Id nahi Hai uske alawah kya karsakte hain please help me

    • @Dharvendrapartner
      @Dharvendrapartner  Год назад

      Bhai eske alava aap Naya apply kar sakte h but unit delete NAHI kar sakte h

  • @sumitshiva07
    @sumitshiva07 3 года назад

    Sir hamare 2 units ka naam kahi aur chala raha hai usme se bhi delete ho jayega kya?

    • @Dharvendrapartner
      @Dharvendrapartner  3 года назад

      Bhai pehle ye pata Karo Ki kis ration card me naam chal Raha hai

    • @sumitshiva07
      @sumitshiva07 3 года назад

      Pata hai Sir, maine aadhar seeding se pata lagaya

  • @rathourziddyboy7416
    @rathourziddyboy7416 2 года назад

    Kitne dino me unit Kat jayga sir ji

  • @khatudhaam6228
    @khatudhaam6228 2 года назад

    Kitne days me delete hojayega

  • @BabluSingh-x7o8g
    @BabluSingh-x7o8g 7 месяцев назад

    Pura rashan card kaise kate sir edistrict se

  • @MR___PAL......
    @MR___PAL...... 3 года назад +1

    Sir meri job lag gyi ha kya mera rashan card se name hataya जा सकता ha

  • @Neeleshpal7409
    @Neeleshpal7409 Год назад

    Bhai agar e_district id nhi h to dusra tarika batao

  • @sameerraaj2649
    @sameerraaj2649 Год назад

    Adhikari ko agresit karne ke baad adhikari ko print jama bhi karna hoga

  • @beerandarkumar4733
    @beerandarkumar4733 Год назад

    राशन कार्ड से यूनिट तो कट गया लेकिन दूसरे राशन कार्ड में ऐड करा रहे हैं तो अभी उसी नंबर को दिखा रहा है

  • @SAHINDISTORY842
    @SAHINDISTORY842 2 года назад

    Last wala parwati rasid kaha jama hoga..

  • @udayjha8255
    @udayjha8255 Год назад

    मैं बिहार से हु मेरा राशन कार्ड बिहार में मिलता था लेकिन अब बंद कर दिया गया है क्योंकि up में नाम सो कर रहा है कैसे हटाएं

  • @learneducationwithavi8931
    @learneducationwithavi8931 3 года назад

    Final print kahi jama karna hai kya pls reply

  • @rahulrajbhar900
    @rahulrajbhar900 2 года назад

    Sir maine to final lock kar diye hai wo kitne din me aa jayega

  • @AmitKumar-sw8dr
    @AmitKumar-sw8dr 3 года назад

    Sir kya new unit add karne ke bad secretary ke pass verify karana padta hai aur uske bad kacheri me jama karna padta hai .sir please pure process ke bare mai bataai.

    • @Dharvendrapartner
      @Dharvendrapartner  3 года назад

      Bhai new unit add karne ke Bad reciept aur adhaar ki copy Ko Keval aapko apni tehseel me supply office me JAMA Karna hota h iske alava aapko kuch bhi nahi Karna

    • @Asif12318
      @Asif12318 3 года назад

      Unit removed k bhi yhi process h kya sir ji

    • @Dharvendrapartner
      @Dharvendrapartner  3 года назад

      Yes

  • @RatanSingh-rx8tp
    @RatanSingh-rx8tp 2 года назад

    Rashin kard yunet ko doosre Tarika kya hai Bina E Distict portal se

  • @riyajkhan1396
    @riyajkhan1396 2 года назад

    Sir meme adikari ko forward nhi kiya use pehle final Lock kar diya tha

    • @Dharvendrapartner
      @Dharvendrapartner  2 года назад

      BHAI final lock hi adhikari ko agreshit Karna HOTA hai

  • @anilkumarpatel485
    @anilkumarpatel485 2 года назад

    sir hamare paas upe district portal nh h
    hme rashon card se kisi ka naam hatana h

  • @lokaatv5206
    @lokaatv5206 2 года назад

    Sir ration card kat gya h or dubara nhi ban Raha h Naya kaise honga

  • @brajeshkumar-ww1hw
    @brajeshkumar-ww1hw 3 года назад

    Sir kitne din bad name ration card s delete ho jayega

  • @pardeepshishodia2831
    @pardeepshishodia2831 3 года назад

    apne pass csc ka portal nhi h to koi or kise parkar se kr shakte h

    • @Dharvendrapartner
      @Dharvendrapartner  3 года назад

      Bhai Abhi eska koi dusra Tarika available nahi hai jab eska doosra Tarika available hoga hum aapko jaroor inform karenge

  • @kamleshkumarnishad2824
    @kamleshkumarnishad2824 Год назад

    सर मेरे पास यूपी ई-डिस्ट्रिक्ट आईडी नहीं है
    कोई आईडिया बताइए जो मैं खुद से घर बैठे कर सके बिना जन सेवा केंद्र पर जाए

    • @Dharvendrapartner
      @Dharvendrapartner  Год назад

      Bhai unit delete nahi kar sakte h naya ration card online apply kar sakte h

    • @kamleshkumarnishad2824
      @kamleshkumarnishad2824 Год назад

      @@Dharvendrapartner correction me jakar karenge to oha se nhi hoga kya bolo delete

  • @AMAZINGALAM786
    @AMAZINGALAM786 3 года назад +1

    Kitne din mein delete ho jata hai
    Ye karne ke baad customer ko receipt bhi jama karni hoti hai kya
    Ya Apne aap delete ho jayega

    • @Dharvendrapartner
      @Dharvendrapartner  3 года назад

      Apne aap delete ho jata h 6-7 din lagta h yadi Jyada ⌚ lage to Reciept ko jama karvaden

    • @Jaheer_ali_2000
      @Jaheer_ali_2000 3 года назад

      @@Dharvendrapartner kaha jma karva de bhai

    • @Dharvendrapartner
      @Dharvendrapartner  3 года назад

      Bhai apni tehseel me supply office me jama karvaden

  • @riyajkhan1396
    @riyajkhan1396 2 года назад

    Kya unit delete ho jaye ga

  • @SaifAnsari-ho4ft
    @SaifAnsari-ho4ft 2 года назад

    पावती रसीद ले के जमा करना पड़े गा बतैय सर

  • @kaishali8241
    @kaishali8241 2 года назад

    Kya isko JAMA Karne hota hai

  • @gopalji5545
    @gopalji5545 3 года назад

    Kitne din m name removed ho jayga.
    Mene 14 August ko kia tha abhi tak ni hua

    • @Dharvendrapartner
      @Dharvendrapartner  3 года назад

      Bhai aapne final print Ko supply office me JAMA kiya

  • @SatendraKumar-wf8ff
    @SatendraKumar-wf8ff 2 года назад

    Sir ration card se name kitane din me delete ho jata he plz bataye

  • @shyamsundarvishwakarma2167
    @shyamsundarvishwakarma2167 2 года назад

    Fir is receipt ki gram ke ration card ke liye kha jma krna hoga

  • @professionalblogger4985
    @professionalblogger4985 2 года назад

    sir final printout kaha jama kare
    please

    • @Dharvendrapartner
      @Dharvendrapartner  2 года назад

      BHAI apni tehseel me ration card office me JAMA Karen

  • @Mahfhgjhahmed963
    @Mahfhgjhahmed963 Год назад

    Bhai ration card mein se Naam Ka Chehra Hamara Kya Karen bataiye aap

  • @Juli_village_222
    @Juli_village_222 2 года назад

    Sir me Firozabad se ho
    Mera name and adhar card kisine Allahabad ke ration card me add kar rakha hai

  • @akashdaksh1680
    @akashdaksh1680 3 года назад

    New rasan card apply kiya fir final lock se pahle correction krna हैं kuch galat ho gya hain correction kr rhe hain pr wo final lock pr वो wrong hi diya rha hain

    • @Dharvendrapartner
      @Dharvendrapartner  3 года назад

      Bhai ab correction nahi hoga

    • @akashdaksh1680
      @akashdaksh1680 3 года назад

      @@Dharvendrapartner final lock nhi kiya hain abhi bhai

    • @Dharvendrapartner
      @Dharvendrapartner  3 года назад

      Bhai ab kuch nahi hoga AAP correction karenge to jab AAP final lock karenge to vahan par correction nahi hoga

  • @husainsaddam4619
    @husainsaddam4619 2 года назад

    Waha se naam katega to riship milegi tab jake yaha mai kuch kar shakta hu sir

  • @vasantvarma6406
    @vasantvarma6406 Год назад

    aahar seeding kaise delete karein naam hatane k baad?

  • @raviprakash7030
    @raviprakash7030 2 года назад

    Sir kitne din me delete ho jayega ekdam

  • @Vlog_nainsipal858
    @Vlog_nainsipal858 2 года назад

    Pura kese delete kare unit kese kare

  • @husainsaddam4619
    @husainsaddam4619 2 года назад

    Mere pas uska aadhar hai pencard hai voter id hai bank ka occund hai hp gash ka pass book hai.kya kya prop lage ga bolo watsap no pe

  • @sailora.y9227
    @sailora.y9227 3 года назад +8

    Bhai e-district portal nahi hai mere pass

  • @kabersahebbhajan9644
    @kabersahebbhajan9644 2 года назад

    E district portal nahi hai mere pass koi option batao

  • @mr.absaarkhan4905
    @mr.absaarkhan4905 3 года назад

    Bhai labour card kaise bnawe badi dikkat ho rahi hai csc id nahi bani hai e-district hai

    • @Dharvendrapartner
      @Dharvendrapartner  3 года назад

      CSC id se aasani se ban jata h AAP iski official site se dekh len ban Jaye to

  • @anupamkushwaha6766
    @anupamkushwaha6766 3 года назад

    Ration card me mukhiya ke pita ka naam ki jagah kya dalna hai. Pati ka naam ya pita ka naam?
    Pls clarify

  • @asharam4824
    @asharam4824 Год назад

    E district portal nahi hai main ration card me se naam kaise delete karu

  • @husainsaddam4619
    @husainsaddam4619 2 года назад

    sir kar do kaise bhi ye kaam mera waise bhi mai waha kisi ko jaanta nahi hu aur na waha mai rehta hu.isi liye bolra hu sir aap ko kaam kar doera

  • @rashmirani1663
    @rashmirani1663 Год назад

    Very nice video sir 👍

  • @DharmendraKumar-pe2yp
    @DharmendraKumar-pe2yp 2 года назад

    Aapka channel subscribe kar liya om sir ji

    • @Dharvendrapartner
      @Dharvendrapartner  2 года назад +1

      🙏🙏🙏🙏🙏🙏

    • @DharmendraKumar-pe2yp
      @DharmendraKumar-pe2yp 2 года назад

      @@Dharvendrapartner hum aapke sath hain aap humare liye achhi achhi video laate rahiye thank you

  • @sarveshdiwana7398
    @sarveshdiwana7398 3 года назад

    Sir hamare paas upedistric portal nhi hai kya kre

  • @lxgaming1471
    @lxgaming1471 Год назад

    Bhai mere pas edistic I'd nhi hai

  • @mr.ziyaan1487
    @mr.ziyaan1487 2 года назад

    Sir form zma bhi krna pdega

    • @Dharvendrapartner
      @Dharvendrapartner  2 года назад

      Yes jama karne se jaldi unit delete kar diye jate hai

    • @PramodKumar-cv2hs
      @PramodKumar-cv2hs 2 года назад

      Ration card ke liye SSC registration kaise karna hoga

  • @pramodkashayap3073
    @pramodkashayap3073 2 года назад

    Kya Sara aap mera unit delete nahin kar sakte vahan se

  • @arpitsharma5420
    @arpitsharma5420 2 года назад

    Sir rasan card ka number ha only

  • @ssstudyuttarpradesh7534
    @ssstudyuttarpradesh7534 3 года назад

    Sir mera aadhar card dusre ke ration card me jude gaya hai kya karu

  • @upendradas9162
    @upendradas9162 3 года назад

    Up e Distic nahi hai btao fir kese jh are

    • @Dharvendrapartner
      @Dharvendrapartner  3 года назад

      Bhai Abhi eska koi dusra Tarika available nahi hai wait Karo

  • @jiteshsingh7172
    @jiteshsingh7172 3 года назад +1

    सर हमारी एक समस्या दूर कीजिए।हमें ये पता करना है कि यदि घर से लड़की की शादी यदि हो गई है तो नाम तत्काल ही कटवाना होता है या कुछ समय बाद भी कटवा सकते हैं और इसे कौन काट सकता है क्या राशन कार्ड डीलर ही काट सकता है या कोई साइबर कैफे वाला या कामन सर्विस सेंटर वाला भी हटा सकता है।कभी कभी ऐसा भी होता है कि राशन कार्ड में से तो नाम कट जाता है लेकिन कम्प्यूटर राशन कार्ड आफिस में नाम चलता रहता है जिसकी वजह से ससुराल में नाम लड़की का नहीं जुड़ पाता है ऐसे में न तो लड़की के घर वाले उस राशन को ले पाते हैं और न ही लड़की ससुराल में।ऐसे में क्या किया जाना चाहिए कृपया समस्या पर आपनी बहुमूल्य राय दीजिए।

    • @Dharvendrapartner
      @Dharvendrapartner  3 года назад

      Bhai ye aapki Marji hai AAP us Naam Ko kabhi bhi katva sakte h.us Naam Ko aapko kisi Jan seva Kendra se katva sakte hai.lekin Jan seva Kendra se karvane ke Baad Aapko tab tak wait Karna hai jab tak aapke ration card me Naam update na ho Jaye ek bar update hone ke Baad AAP kahin bhi usko judva sakte h

    • @praveendhiman5118
      @praveendhiman5118 Год назад

      Sir update approximately kitne time me ho jata hai?

    • @पूरनलालयादव-म2भ
      @पूरनलालयादव-म2भ 9 месяцев назад

      Sar ration card se unit delete karana hai

    • @पूरनलालयादव-म2भ
      @पूरनलालयादव-म2भ 9 месяцев назад

      Ismein kitna samay lagega

  • @SachinKumar-df4hr
    @SachinKumar-df4hr 3 года назад +1

    Sir district vitor nahi ha to kaise kare

  • @allvideo2051
    @allvideo2051 3 года назад

    सर में न्यू राशन कार्ड के लिए आवेदन किया तो उसमें इनकम दो बार डाल गयी जिस वजहाँ से मैन प्रविष्ठी पे जाके मेंबर को डिलीट किया लेकिन वहां से डिलीट होने के बाद जब में चेक फ्रॉम में जाके देखता हूं तो वो नाम डिलीट ही नही होता और दूसरा नाम जुड़ गया

    • @Dharvendrapartner
      @Dharvendrapartner  3 года назад

      Bhai ab delete nahi hoga

    • @allvideo2051
      @allvideo2051 3 года назад

      Sir lekin maine final submit nhi kiya from abhi to ho jana chahiye....

    • @allvideo2051
      @allvideo2051 3 года назад

      Aiisa kyun

    • @allvideo2051
      @allvideo2051 3 года назад

      Koi option ho to bataye please

    • @allvideo2051
      @allvideo2051 3 года назад

      App ne video me bataya tha ki from ko check kar ke sansodhan kar sakte agr final naa kiya jaaye to

  • @VivekKumar-qw9ot
    @VivekKumar-qw9ot 2 года назад

    Sir, mere phone me up e-distric portal nahi open ho raha hai, to kaise karu ?