Final frint kahi par bhi jama nahi karana hai bas aapko stetus me ye sow hone ka intezar karna hai ki DWO ne reverification kab Kiya hai iska date latest hona chahiye jab pention aayegi
Ek bar dono pention, pention portal par login karke teesara step aadhar card satyapit hai ya nahi esaki janch Karo agar aadhar satyapit nahi hai to es video ko dhyan se dekhkar pahale aadhar card satyapit karo ruki hue pention bhi aa jayegi
Tumhara gaon jis jile me aata hai us jile me samaj kalan vibhag ki office hoti hai apne jile me samaj kalyan vibhag ki office ko khoje vaha apna aadhar satyapit karao
Sir divyang pensions me application pending for aadhaar verification nahi ho raha hai
Apne vikas bhavane jaakar aadhar Satyapit karao or apna Bank khata NPCI par active Karao tabhi pention aayegi
Thnxx
सर मेरी विधवा पेंशन नहीं आ रही है अशोक नगर चंदौसी देवरा खेड़ा संभल जिला भारतीय स्टेट बैंक
Bank me NPCI karao
or Pension portal par login karke aadhar card satyapit karo
Pension States me cheek karne me opt nhi aa rhi hai kya kare bataye
Pension portal ka sarver bizi hai 2- 4 din bad dobara check kare
@@dskcybercafe ok thanks
Mobile se kyc krne ke baad phir final print vikash bhawan me jama krna hai ya nhi
Final frint kahi par bhi jama nahi karana hai bas aapko stetus me ye sow hone ka intezar karna hai ki DWO ne reverification kab Kiya hai iska date latest hona chahiye jab pention aayegi
Sir vidwa pension me kyc kaha aur kaise hoga
Sir mere ghar mai 2 painsion hai 9 july ko beneficiary bani hai
Or 24 August ko beneficiary bani hai to ye painsion kab ayegi
Ek bar dono pention, pention portal par login karke teesara step aadhar card satyapit hai ya nahi esaki janch Karo agar aadhar satyapit nahi hai to es video ko dhyan se dekhkar pahale aadhar card satyapit karo ruki hue pention bhi aa jayegi
bhai main lucknow se hoon to lucknow ka pension head office kahn par hoga plz batya mere mein bhi yahi issue hai
Tumhara gaon jis jile me aata hai us jile me samaj kalan vibhag ki office hoti hai apne jile me samaj kalyan vibhag ki office ko khoje vaha apna aadhar satyapit karao
Adhar verification ho gya h pr DWo or pfms status blank dikha rha h apne ap reverified dikha dega ya khi jana pdega
Dwo or pfms par latest month ki reverified date dikhai de rahi hai to pention 💯 percent chalu ho jayegi
भाई डिवीयांग का नहीं ले रहा
Vidhva nirashrit mahila pension
Sir mere me dwo date 12/6/2024 dikha rha h or reverified bhi 😢 but pension nhi aa rhi h
Wait karo 3 quartar ki pension ek sath aayengi
Aadhar satyapan wali jagah per Naam nahin likhe ja raha hai aur na hi gender likhe ja raha hai
Name and gender to automatic form ke anusaar bhara hua aata hai aap kewal aadhar card number Dale D O B or capcha code or submit kar de
@@dskcybercafe ho na raha
Same problem
Phir to Vikas bhavan me jakar Aadhar card satyapit karao pension dharak ko sath le jao
Registeration no kaise nikale bhai
Hamare RUclips channel par sabse jyada view bali video dekho usme bataya hai rajistetion number nikalna
Nahi ho raha adhar verifcation
Vikash bhavan me jakar Aadhar card satyapit karao
Sir naam nhi aa rha h or aadhar dalne ka option khul rha h bs , ho nhi rha h
Agar bhai esi problem hai to aap apne vikash bhavan me jakar Aadhar card satyapit karay or apni KYC ko complete kare
Lekin jiska pension hai use sath le jaye
Same problem
Teri yar guys sune ya fir kam ki bat her bat per guys gyus agli vedio upload karo to guys her bat bat per mat bolna ok bhai
भाई वीडियो तो बहुत ही अच्छी जानकारी दी है
पर आपकी एक दिक्कत है आप नाक का सहारा ले के बोलते हो
OTP nahin a raha hai
Phir to vikash bhavan me jakar Aadhar card satyapit karao
Or new mobail number update karane ke liye request karo vikash bhavan me
Bhaiya ji nahi ho rahi hai kya
@@yashpal1869 vikash bhavan me jakar Aadhar card satyapit karao
मोबाइल नो कैसे चेंज kre
Pension me mobile number change karne ke liye jaldi video leke aayenge
agr mo.no.kho gy ho tou kese kre
Phir to vikash bhavan me jakar Aadhar card satyapit karao
Or new mobail number update karane ke liye request karo vikash bhavan me