पहली बार कर रहें है गणपति स्थापना तो जान ले ये जरुरी नियम । सही नियम । Ganesh Chaturthi

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 14 окт 2024
  • पहली बार कर रहें है गणपति स्थापना तो जान ले ये जरुरी नियम । सही नियम । Ganesh Chaturthi
    गणपति जी को घर लाने के सही नियम
    पूजन विधि सम्पूर्ण जानकारी
    #ganeshsthapana
    #ganpatisthapnavidhi
    #ganeshchaturthi2024
    #ganpati2024
    #गणेशस्थापना

Комментарии • 106

  • @jagdishkumar8689
    @jagdishkumar8689 Год назад +4

    Jai shree mahakaal
    Jai shree ganesh ji

  • @saritasharma9545
    @saritasharma9545 Год назад +3

    Jai shre ganeshay nmha 🙏🙏

  • @Tamannaverma_20
    @Tamannaverma_20 Год назад +4

    Thank uhh so much🥰🙏

  • @anusaraswat7519
    @anusaraswat7519 Год назад +1

    Kisi varsh yadi kisi ghar ke buzurg ka nidhan ho jaye, toh kya us saal Bappa ko ghar mein aamantrit karke virajman karna chahiye ? Kripa kar batayen 🙏

    • @khatuYatra
      @khatuYatra  Год назад

      Aap ke ghar me us insan ko.mare huy kuch 2 ya 3 month ho chuke ho to aap ganpati la sakte hai agar abhi hui hai to.nhi la sakte

    • @ankita_8635
      @ankita_8635 Год назад

      Or agr ganpati ji k dino me hi ghr me kisi ka nidhan ho jaye to fir Pooja kese hoye..
      Or ganpati ji ki murti ka visarjan kese kre? Plz reply

  • @niharikajha14
    @niharikajha14 Месяц назад +10

    Hamare ghr me peetal ki murti hai already jiski roj puja krte hain toh kya hum uski hi alag se puja kr skte hain ganesh chaturthi wale din ya alag se murti laana hi hoga? Please reply

    • @makeupmaven1332
      @makeupmaven1332 Месяц назад +2

      Visarjit krni pdti h vida krne pdte hai uske lie eco frndly mitti mud k bni hui murti ghr lao

    • @anushrivastava6507
      @anushrivastava6507 Месяц назад

      Laa sakte h

  • @dimpalshekhawat8259
    @dimpalshekhawat8259 Месяц назад

    Kya bhagwan sthapit karte samay ... vrat rakhna jaruri hai????

  • @KomalRawat-n4z
    @KomalRawat-n4z Год назад +2

    Kya ganesh ji ko visarjit karna zaruri hota hai? Aur bina visarjan wali vidhi kya hai puja karne ki

    • @khatuYatra
      @khatuYatra  Год назад

      Ha Visarjan karna jaruri hai , jab ham Ganesh chaturthi par ganpati late hai to Visarjan krna jaruri hota

  • @spandanmaindad273
    @spandanmaindad273 Год назад +2

    Humare yaha ganpati pahele se hi nahi bitathe to ab hum es sal ganpati stapit kare ya na kare
    Pls reply

    • @khatuYatra
      @khatuYatra  Год назад

      Aap ganpati la sakte hai

    • @spandanmaindad273
      @spandanmaindad273 Год назад

      @@khatuYatra fir pahel kuy nahi stapit karthe the ganshji muje batao?
      Kuch log bolte he ki nahi bithana
      Pls reply

  • @SubhashSethi-ii4ky
    @SubhashSethi-ii4ky Год назад +1

    Ek bat btayiye jse 3 din ke liye krte hai toh visarjan 3rd day ko krna h 4th day ko

    • @khatuYatra
      @khatuYatra  Год назад

      3 din ka pura kr ke 4th day ko Visarjan kare

  • @Shilpa_exo
    @Shilpa_exo Год назад +1

    Ganesha ki murti visarjan kaise karni hoti hai ?

  • @PARVESHKUMAR-rs8tn
    @PARVESHKUMAR-rs8tn Месяц назад

    Ager hum gneshji ghr laa rhe toh kya pooja mai alag chuke lagane hogi

  • @jahanvi1
    @jahanvi1 Месяц назад

    Hmare ghr Dadi ki death hui h or 10 sep ko 6 month vli Pooja h toh kl sthapna kra ya nhi ?

  • @poojatrilok2903
    @poojatrilok2903 2 года назад +2

    Mera ghr new hai abhi osme tap bathroom ki fiting nai hai vaise pura ready hai ghr kya main vha 1 din ke liye ganesh ji ko la skti hu

  • @ritavloggujrat4900
    @ritavloggujrat4900 Год назад +3

    Bai means left

  • @purvakhatri7210
    @purvakhatri7210 Месяц назад

    South side rakh sakte h mere ghar mein whi jagah khali h

  • @yatishsharma6270
    @yatishsharma6270 2 года назад +2

    Thank you so much sir

  • @kirtiaggarwal2997
    @kirtiaggarwal2997 Год назад +2

    Kya hm Ganesh chaturthi ke 2 din baad Ganesh ji ko Ghar la skte hai plz btaye

  • @funlovingsunita5045
    @funlovingsunita5045 Год назад +1

    Silver se bani ganesh ji ko ghar ke singhaasan mai rakh kar har roz puja kar sakte hai???

  • @krishmagurung4642
    @krishmagurung4642 Год назад +1

    Hlo sir . Namaste 🙏
    Can female bring Ganesh murti at home or not ?? Because i saw in video only male brought Ganesh murti at home before establishing and also can we make ganesh murti at home by female ?
    Please reply this sms

  • @acceleratetogreat7578
    @acceleratetogreat7578 Год назад +1

    Ganesh ko ganesh chaturthi wale din hi lana hota hai ya kabhi bhi la sakte or agar hum 3 din ke liye la rahe hai toh visarjan pehle hi kar denge ?

  • @bidyutmamalakshit2298
    @bidyutmamalakshit2298 Месяц назад +2

    Murti ko hum khud puja kar sakte ya brahman bulana jaruri he. Please reply

  • @starlightanyaaaaa
    @starlightanyaaaaa Месяц назад +1

    Video starts at 2:22

  • @soniyasingh122
    @soniyasingh122 Год назад +1

    jb hmne ek baar sthapna ki ho or Ager hm abki is time kisi dusre ke yaha to kya hm waha pr sthapna kr skte h

  • @annugairola6421
    @annugairola6421 Месяц назад

    Koi left side koi right side bol rha h kis trf ki sund waale laane h plz tell

  • @rubysingh2222
    @rubysingh2222 Месяц назад

    Thanks 🙏

  • @arvindkumar5418
    @arvindkumar5418 Год назад

    Mere liye order kar do Bhai Ganesh ji ki murti 😊😊😊😊😊

  • @shakuntalakhunte7005
    @shakuntalakhunte7005 Год назад +2

    Hmne ganesh 1saal hi sthapna kiya hai aur ab hm prabhu yeshu ko mante h to kya hoga

    • @khatuYatra
      @khatuYatra  Год назад +1

      To abhi bhi ganpati ki puja kar sakte ho

    • @reetarora9897
      @reetarora9897 Месяц назад +1

      Apne jb yeshu ko manna shuru kiya h to ye Darr kaisa ki kya hoga....bhagwan ji ne jb janm diya to kuch soch k hi hindu parivar me janm diya hoga ab ap unke hi karya pr question put kr rhe h ki ab apne apna religion change kr liya ...khair ye apki icha h pr sochna jrur...jise bhi mano full surrender kr do...koi baat buri lgi ho to mafi chahti hu🙏

    • @prashantgoswami1349
      @prashantgoswami1349 Месяц назад

      Aise be faltu ke comments na karein

  • @samridhi4222
    @samridhi4222 Год назад

    kya 19 sep 23 ke alawa kisi or din la sakte hai

  • @SAHILGAMER-v1v
    @SAHILGAMER-v1v Месяц назад

    Kya bhai puja mein ghar ke hi jode ko bahet na padta hai nahi to bahar ke joda ko nahi beta sakte or nahi la sakte hai kya bhai 😢😢😢

  • @SonaSingh-xc4od
    @SonaSingh-xc4od 2 года назад +1

    Mera kalash sthapana ke baad gir gya sayad Chuhe ne gira diya hoga kya kre?

  • @RanuRai-qg8yz
    @RanuRai-qg8yz Месяц назад

    Please koi mujhe bataen kya Ganesh chaturthi se ek ya do din pahle ham Ganesh ji ki Murti Ghar la sakte hain kya

  • @Akshatbhai56
    @Akshatbhai56 Месяц назад

    Ganesh ji ki sund left side joni chiye
    Achi taray sa saf safai karna hain aur ganaga jal chirak nah hain
    Mitti sa bahin Lani hain
    Kosis karen ki garesh ji ki murti bathi hi honi chiye
    Choki par lanl rang ka kapda bichaye
    Face

  • @Shubhlakshami
    @Shubhlakshami Год назад

    🙏🙇❤️Jai Shri Ganesha❤🙇🙇🙇🙏🙏🥰

  • @Nandinimeena9510
    @Nandinimeena9510 2 года назад +1

    Pahli bar ganesh sthapna ki hai hamne to kya har sal sthapna karna aniwarya hai

    • @khatuYatra
      @khatuYatra  2 года назад

      3 sal tak to karna jaruri h par koi viprit paristhiti me na ho pate to koi bat nhi

  • @Anadimishra-ej6nq
    @Anadimishra-ej6nq Месяц назад

    वीडियो स्टार्ट 2:23 सेकंड के बाद

  • @angel03062
    @angel03062 2 года назад +1

    Plz tell ki ganesh chaturthi ke baad kabhi bhi ganesh sathapana kar sakte h kya? ya firr zaroori h ki sirf ganesh chaturthi wale din hi lane hote h?? Plz jaldi batana 🙏

  • @yamackocovali3085
    @yamackocovali3085 Год назад +1

    Guruji mujhe bhi lana hai lekin log bolte hai ki jab ganpati sthapana karne din hota hai thab ghar me kuch acha hona jaruri hai Matlab ghar me kuch janam lena chaiye thab aap la sakte hai aisa bolte hai kya ye sach hai ?

    • @khatuYatra
      @khatuYatra  Год назад +1

      Aesa kuch nhi aap kabhi bhi la sakte hai bhagwan aap ka hamesha acha hi chahte hai

  • @saumyatomar3005
    @saumyatomar3005 2 года назад +15

    Agr hum is saal ganpati ji ko laye to kya hr saal lana jruri hoga??

    • @rj0790
      @rj0790 2 года назад +1

      Koi to batao kya har sal rkhna jaroori hota hai kya 🙏🙏🙏🙏

    • @poojachadha8504
      @poojachadha8504 2 года назад +3

      3yrs tk rkhna jruri hota

    • @rj0790
      @rj0790 2 года назад +1

      @@poojachadha8504 lagatar 3 saal tak ya fir beech me chhod chhod kar bhi rkh skte hai

    • @mahishukla5852
      @mahishukla5852 2 года назад +4

      @@rj0790 continue 3 saal tk lana hota hai

    • @khatuYatra
      @khatuYatra  2 года назад +1

      Ji kam se kam tin bar par jab koi ghatna ya kuch viprit paristhiti ho to koi dikat nhi h

  • @devanshgoel1407
    @devanshgoel1407 2 года назад +1

    kya hum ganpati ji ko kisi bhi din la sakte hein ya ganesh chaturthi par hi lana jaroori hota hein

    • @khatuYatra
      @khatuYatra  2 года назад +1

      Kabhi bhi la sakte h pr jab ganesh chaturthi pr late hai to visarjan krna jaruri hota h is liye agar aap ko visarjan nhi karna h to kabhi bhi la sakte hai

    • @sherlockhomes321
      @sherlockhomes321 2 года назад

      @@khatuYatra mtlb ganesh chaturthi k din 31 ko jo laya hoga wahi visarjan krega uske baad mtlb 9th September k phle nahi la sakte.??main Kal parso mein Lana chahti hun btaiye

    • @swatibajaj7394
      @swatibajaj7394 2 года назад

      I also want to know k bich k dino mein la sakte hai k nhi?

  • @thinknayihope4096
    @thinknayihope4096 2 года назад +1

    Phli baar gnesh ji laye to kya agli baar bhi lana hota h

    • @khatuYatra
      @khatuYatra  2 года назад

      Ji kam se kam tin bar par jab koi ghatna ya kuch viprit paristhiti ho to koi dikat nhi h

  • @divyakumari6922
    @divyakumari6922 2 месяца назад

    Ganesh ji ke 10 dino me kya hm koi shubh kraye kr skte h ...jaise ghr lena ya ldka ldki ki sagai krna

  • @gargi5691
    @gargi5691 2 года назад +2

    Ganesh g ki murti stapna bad hil jaye to kya jre

    • @khatuYatra
      @khatuYatra  2 года назад +1

      उसी स्थान पर है तो कोई परेशानी नहीं है

    • @gargi5691
      @gargi5691 2 года назад

      @@khatuYatra thnku

  • @khushi-vt5ox
    @khushi-vt5ox Год назад

    hamre ghr m bacha hua h kya hum ganpati ji la skte h

  • @purviprajapati21
    @purviprajapati21 Год назад +3

    Aaj 14/9/23 ko family me kisiki death ho jaye to 19/9/23 ko ganaapati ji laa skte he???
    Please please please reply 😊

    • @prachikabhati6424
      @prachikabhati6424 Год назад

      Nhi lana chahiye sutak lagta hai agar close family member hai to accha nhi hota kyuki ganpati khushi ke mahol mai ghare pe laty hai ❤

    • @purviprajapati21
      @purviprajapati21 Год назад +1

      @@prachikabhati6424 thanks for reply 🙏🙏mere mummy ke real uncle ki hi death Hui he.. means mere Nana ji ke bade bhai..to bappa ko nai Lana hi thik rhega sayad.
      Thanks for reply 🙏

    • @prachikabhati6424
      @prachikabhati6424 Год назад +1

      @@purviprajapati21 bappa agle saal jaldi aynge apke ghar bhi 😊🙏🏻

    • @purviprajapati21
      @purviprajapati21 Год назад +1

      @@prachikabhati6424 thanks a lot for best wishes 🙏🙏🙏

    • @khatuYatra
      @khatuYatra  Год назад +1

      Nhi lana

  • @mhendi_by_me
    @mhendi_by_me Год назад +1

    Visarjan krna jaruri h kya use ghar pr nhi rkh skte??

    • @khatuYatra
      @khatuYatra  Год назад +1

      Karna jaruri hai agr aap.ghr par sakhna. Chahte ho to ek alag se ganesh ji ki.murti la sakte ho wo.aap.apne mandir me sthapit kar sakte ho

  • @Ridhima-s.9
    @Ridhima-s.9 Месяц назад

    2:20 se start h 💀

  • @praveshdwarka
    @praveshdwarka Год назад

    🇲🇺🙏🇮🇳

  • @girijaarora9556
    @girijaarora9556 Год назад

    JAI mata di

  • @parishrivastava786
    @parishrivastava786 2 года назад +1

    Ganesh ji ko log 2 ya 3 din me kyu visarjan kar rahe hai Maharashtra me

    • @khatuYatra
      @khatuYatra  2 года назад +1

      Ganesh visarjan koi to ded din ki karta h koi 3 koi 5 koi 9 kor koi pure 10 din karte hai sab apni sardha bhav se karte h par ap agr 10 din karna chahate hai to pure 10 din kare