257-Lecture : Surah-e-AL-NAMAL Ayat No. 1 to 44 (15-April-2017)

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 30 окт 2024

Комментарии • 52

  • @askemampk
    @askemampk 3 года назад +23

    00:00 || Khutbah Aur Durood !!
    02:02 || Introduction !!
    06:10 || #1, Qanoon Hath mei lene ki Ijazaat !!
    08:46 || #2, Jan Buch kar Koi bhi Gustakhe Rasool ni !!
    11:18 || #3, Hakoomat na bhi Gustakh ko pakray tab Bhi Qanoon Hath mei ni Lena !!
    12:47 || #4, Jahiliyat mei har kisi ko Gustakh Kehna !!
    16:47 || #5, Musalmano ne Beghair Ilmi Dalael K Gustakhi Ka Qanoon Qubool Kar Liya !!
    27:08 || Molvio ka Jazbati Attitude !! Jahalat par Mabni !!
    39:44 || Surah An-Naml (27) Intro !!, Ayat 1-3, Iman Walo ki Khasoosiyat !!
    40:20 || Ayat 1, "Tua-Seen yeh aayaten hain quran ki (yani wazeh) aur roshan..."
    40:53 || Ayat 2, "Hidayat aur khushkhabri eman walon kay liye...."
    41:13 || Ayat 3, "Jo namaz qaeem kertay hain aur zakat ada kertay hain..."
    42:00 || Ayat 4-5, Akhirat Par Iman Na lanay Walo ka Anjaam !!
    42:00 || Ayat 4, "Jo log qayamat per eman nahi latay hum ney unhen..."
    42:48 || Ayat 5, "Yehi log hain jin kay liye bura azab hai aur..."
    43:01 || Ayat 6, Nabi صلى الله عليه وسلم Apko Quran Allah Sikha Raha Hai !!
    44:09 || Ayat 7-14, Musa عَلَيْهِ ٱلسَّلَامُ Ka Zikar !!
    44:59 || Ayat 7, "(yaad hoga) jab musa (alh-e-salam) ney apnay ghar walon say..."
    45:46 || Ayat 8, "Jab wahan phonchay to aawaz di gaee kay ba-barkat hai..."
    47:51 || Ayat 9, "Musa! Sunn baat yeh hai kay mein hi Allah hun..."
    48:18 || Ayat 10, "Tu apni laathi daal dey musa ney jab ussay hilta..."
    49:59 || Ayat 11, "Lekin jo log zulm keren phir uss kay ewaz neki..."
    50:34 || Ayat 12, "Aur apna hath apney girbaan mein daal woh safaid chamkeela..."
    51:50 || Ayat 13, "Pus jab unn kay pass aankhen khol denay walay humaray..."
    52:01 || Ayat 14, "Unhon ney inkar ker diya halankay unn kay dil yaqeen..."
    52:32 || Ayat 15-19, Hazrat Suleman عَلَيْهِ ٱلسَّلَامُ Aur Hazrat Dawood عَلَيْهِ ٱلسَّلَامُ Ka Zikr !! Chuntio ki Guftagu !!
    52:54 || Ayat 15, "Aur hum ney yaqeenan dawood aur suleman ko ilm dey..."
    53:31 || Ayat 16, "Aur dawood kay waris suleman huye aur kehney lagay logo!..."
    55:20 || Ayat 17, "Suleman kay samney unn kay tamam lashkar jinnaat aur insan..."
    55:54 || Ayat 18, "Jab woh chewuntiyon kay maidan mein phonchay to aik chewunti..."
    57:01 || Ayat 19, "Uss ki iss baat per suleman muskura ker hans diye..."
    1:00:18 || Ayat 20-44 !! Hazrat Suleman عَلَيْهِ ٱلسَّلَامُ Aur HudHud !!
    1:00:18 || Ayat 20, "Aap ney paerindon ka jaeeza liya aur farmaney lagay yeh..."
    1:00:47 || Ayat 21, "Yaqeenan mein ussay sakht saza doon ga ya ussay zibah..."
    1:01:22 || Ayat 22, "Kuch ziyada dare na guzri thi kay aaker uss ney..."
    1:02:19 || Ayat 23, "Mein ney dekha kay unn ki badshaat aik aurat ker..."
    1:03:10 || Ayat 24, "Mein ney ussay aur uss ki qom ko Allah Taalaa..."
    1:03:57 || Ayat 25, "Kay ussi Allah kay liye sajday keren jo aasmano aur..."
    1:05:01 || Ayat 26, "Uss kay siwa koi mabood bar-haq nahi wohi azmat walay..."
    1:05:10 || Ayat 27, "Suleman ney kaha abb hum dekhen gay kay tu ney..."
    1:05:51 || Ayat 28, "Meray iss khat ko ley ja ker unhen dey dey..."
    1:07:04 || Ayat 29, "Woh kehney lagi aey sardaro! Meri taraf aik ba-wuqa’at khat..."
    1:07:39 || Ayat 30, "Jo suleman ki taraf say hai aur jo bakhsish kerney..."
    1:08:10 || Ayat 31, "Yeh kay tum meray samney sirkashi na kero aur musalman..."
    1:08:47 || Ayat 32, "Uss ney kaha aey meray sardaro! Tum meray iss moamlay..."
    1:09:10 || Ayat 33, "Inn sab ney jawab diya kay hum taqat aur qooat..."
    1:09:41 || Ayat 34, "Uss ney kaha badshah jab kissi basti mein ghustay hain..."
    1:10:29 || Ayat 35, "Mein unhen aik hadiya bhejney wali hun phir dekh loon..."
    1:11:07 || Ayat 36, "Pus jab qasid hazrat suleman kay pass phoncha to aap..."
    1:12:12 || Ayat 37, "Jaa unn ki taraf wapis lot jaa hum unn (kay..."
    1:12:47 || Ayat 38, "Aap ney farmaya aey sardaro! Tum mein koi hai jo..."
    1:13:30 || Ayat 39, "Aik qavi hekal jinn kehney laga aap apni majlis say..."
    1:14:17 || Ayat 40, "Jiss kay pass kitab ka ilm tha woh bol utha..."
    1:17:21 || Ayat 41, "Hukum diya kay iss kay takht mein kuch pher badal..."
    1:17:46 || Ayat 42, "Phir jab woh aagaee to uss say kaha (daryaft kiya)..."
    1:18:46 || Ayat 43, "Ussay unhon ney rok rakha tha jin ki woh Allah..."
    1:19:23 || Ayat 44, "Uss say kaha gaya kay mehal mein chali jao jissay..."

  • @asifmasallhagmasallha9921
    @asifmasallhagmasallha9921 5 дней назад

    Má.shaa.ALLAH Ali bhai ALLAH PAK APKO Slammt rakhy Ameen Somm ❤❤❤❤❤

  • @faridyousaf2377
    @faridyousaf2377 7 лет назад +5

    zenda abad ALI BAHI DIL say dowa hai ALLAH pak aap ko sehat wali lambi zendagi day our HAQ biyan kartay raho((zenda abad))

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 3 года назад +1

    Allah pak humy deen e haaq py chaly...amieen....🌹❣

  • @parvezkhan-pp5xv
    @parvezkhan-pp5xv 7 лет назад +3

    ali bhai allah pak aapko sab ki islah karne wala banaye ameeeeeen

  • @mohammadmanir9722
    @mohammadmanir9722 2 месяца назад +1

    Subhan Allah

  • @mukhtiarahmedmukhtiarahmed8807
    @mukhtiarahmedmukhtiarahmed8807 4 года назад +1

    Masha Allah subhan Allah Allah Pak Ali Bhai ko or Ali Bhai ki poori team or viewar ko apni hefzo aaman m rakhye aameen ya rabuollalameen jaazak Allah kheir

  • @muhammadsagheer3375
    @muhammadsagheer3375 2 года назад +1

    My best teacher Ali Bhai

  • @naveedahmed1696
    @naveedahmed1696 7 лет назад +7

    ma sha Allah..!!!! جزاك الله
    Ali bhai Allah ap sehat o tandrusti de lmbi zindgi de (Aameen)
    main or meri family ap k ley hmesha duago hon. inshaAllah
    aaj ka lecture boht acha ha...
    Ali bhai ap ko milny or ap ka live lecture sonenay ko boht dil krta ha inshaAllah jald holiday pa pak ao ga ap hm kafi dur hain lekin zaroor ao ga ap se ijazat le k or time le ki InshaAllah..!!!

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 3 года назад +1

    Jazak Allah ali bahi...🌹❣

  • @mufeedahmed
    @mufeedahmed 9 месяцев назад +1

    AMEEN YA RABBALALMIN
    🌍🤲🌍

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 3 года назад

    Allah pak ali bhai ko lambi umar day....amieen...🌹❣

  • @sidratariq7574
    @sidratariq7574 3 года назад +1

    Astaghfirullah . Allah ap ko hidayat day.

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 3 года назад +1

    Haaq goo Aalim....🌹❣

  • @ptilover5946
    @ptilover5946 7 лет назад +3

    jazakAllah

  • @shaguftanazz9286
    @shaguftanazz9286 3 года назад +2

    MashAllh

  • @easygetproperty
    @easygetproperty 3 года назад +4

    Please concentrate on topic during tafseer of Quran...

  • @amirpasha8584
    @amirpasha8584 7 лет назад +2

    Mashallah

  • @karwasachalimirza2621
    @karwasachalimirza2621 4 года назад +2

    100% sach

  • @jstorepremiumofficial
    @jstorepremiumofficial 7 лет назад +2

    And also plz give some lecture about sultan ayubi and nooruddin zangi thanks

  • @GTRender
    @GTRender 3 месяца назад

    Mashallah,,, Ali bhai

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 3 года назад

    Na maien wahbi....🙏
    Na maien babbi....🙏
    Maien hoon Muslim ilme kitabi...📚🌹❣

  • @masudrehman810
    @masudrehman810 3 года назад +1

    I really like you my brother but where is the tafseer please? You are requested to be specific please to save precious time! Thanks so much

  • @rimsharaheem4460
    @rimsharaheem4460 4 месяца назад

    MashAllah

  • @najamansari5794
    @najamansari5794 4 года назад +1

    Masah allah

  • @Wla.Tafarraqu
    @Wla.Tafarraqu 2 года назад +1

    Baray chatty bhatty kholtay hain...
    ALLAH KHAIR farmaiye...

  • @muhammadsagheer3375
    @muhammadsagheer3375 2 года назад +1

    Love 💕💕💕💕💕💕 you 💕💕💕💕💕 Ali Bhai

  • @MuhammadAshraf-gi2zh
    @MuhammadAshraf-gi2zh Год назад

    M Ashraf from lhr may Allah bless you

  • @faridyousaf2377
    @faridyousaf2377 7 лет назад +3

    NICEEEEEE

  • @aaqibaltafmir5778
    @aaqibaltafmir5778 3 года назад +2

    39:44

  • @TrueIslam-dw7xp
    @TrueIslam-dw7xp 4 месяца назад

    Assalam-u-alaikum
    Aik Alim Naml Ke Tafseer Me Kehtha Hein K Ye Namal Se Murad Chwinti Nahi Hein Balke Insan Hein Jo K Namal Elaqe Ki Sardar Hein.

  • @jstorepremiumofficial
    @jstorepremiumofficial 7 лет назад +2

    I always listen u and i m also only a muslim but mera yahan aap say ikhtelaaf hay k agar aaen or qanoon say insaaf na miley to phir khamosh hojana chai hay ,,bcz kuch log agar abdullah bin omer hayn to kuch log hussain ra or hazrat khalid jesay mizaaj k bhi hayn k haq k lye lartay hyn

    • @kratosthedude
      @kratosthedude 7 лет назад

      Mikl jaes yaar haq k liye larna masla nahi hai, kisi aur ko qatal karna aur jawz haq ki larai banana jurm hai...khalid ibn waleed (ra) aur hussain ibn ali (ra) ne bhi kabhi nahaq kisi ko qatal nahi kia...qanoon ka nifaaz hakoomat ka kaam hai, haq k liye larna hai tou qanoon k dairay mai reh kr hakoomat se laro...awam ka gala mat kato

    • @kratosthedude
      @kratosthedude 7 лет назад

      Mikl jaes aur mehrbaani kr k mujrimon ko khalid ibn waleed (ra) aur hussain ibn alib (ra) se mila kr, itnay baray sahabion k sath zulm ns kro
      Allah hum sab ko hidayat de

    • @ajmaliqbal1
      @ajmaliqbal1 7 лет назад

      mashaAllah bohat acha jawab dia.. per agar aap insaaf per hain e.g. kisi barai unchai mukaam kai shakhas ne kisi B kai walid ko qatal kar dya, to qanoon mai gareeb insaaf lai kar dikhai.. police aur qanoon aap ka wo haal karai ga kai aap ki agai aanai wali nasalai tak yaad rakhai gi.. aisi halat mai bhi agar log insaaf kai lia kiya karain is ka jawab di jea ga bilal bhai...

    • @kratosthedude
      @kratosthedude 7 лет назад +1

      Ajmal Iqbal​​ Allah aap ki walida ko har azmaish se mahfooz rakhay, Ameen.
      Mera kehne k matlab ye hargiz nahi hai k hath pe hath dharay bethay raho. Hum apnay mashray mai zulm dekhte hain, jab tak apnay sath kuch nahi hota kisi ko dard nahi hoti. Phr kuch jazbati bhai jama hotay hain aur kisi ghareeb se mu se galti se kuch nikl jaye tou ose samjahane k bajaye ose maar dete hain. Hakumat hum par thora zulm krti hai jo hum ek doosray ko bhi maaf nahi kr sakte. Jab tk itehaad nahi ho ga, hum log iss tarha ek doosray k galay katain ge jo bhi hakumat kr raha hai vo apnay ghalay bharay ga. Ek doosray par rehm krna chahiye aur insaaf hakumat se talab karna chahiye. Abi tk iss 'awam ka qatal, awam k haton' ne humain kia dia hai? Joshilay nojawan? Jin k josh kamzoron pe chalta hai?
      Apas mai awam ka itehaad bohat zururi hai. Jab tk hum apas ki larai khatam nahi karain ge hum kia kisi aur ko seedha karain ge. Musalman hain hum, ek doosray pe rehm ka haq humara aur zyada hai.
      Allah hum sab ko hidayat de, Ameen.

    • @ajmaliqbal1
      @ajmaliqbal1 7 лет назад

      Bilal Raja bhai mai bhi yahi kahta hu kai.. insaaf hona chahiya.. aap ali bro se kahna kai islaam mai siyasat ko waziha kar dai bz jamhooriyat bhi aik shirk hai...

  • @Husnain-Ali45
    @Husnain-Ali45 2 года назад +1

    Tumy kon kehta ha tum lanti Aalim ho us ka b naam btao....tumy to Quran ki telawat tk nai ati.

  • @Gamerzclub99
    @Gamerzclub99 Год назад

    Koi shrm kro