Video Se Related Koi Sawal Ya Masla Ho To Call Karen +91-80-5545-5545. Hamare Is Kaam Me Madad Kare Apni Zakat Sadqaat Aur Donation Ke Zariye UPI ID : IRCEWT@SBI
Kiya aap mufti taqi usmani sahab ki baat ko taal sakt hy!? Unhon ne kaha 17sahaba sy sabit hy unme sy baad dayif ho sakty hy per sabka nahy,or dayif hadis ko ap kabhi bhi rad nahy kar sakty,,mufti sahab neyh bhi kaha ki sobebirat hy, per uska koi khas namaz ya khas amal ya roja nahy hy jo bhi amal hy vo hoga infiradi,ijtemayi nahy hoga yh bidat hoga,,,,,aap cahy to mufti sahab ki boyan sunlijiyega in sha allah
JazakAllahu khair aur jo yaha par jumme ke aur shab e meraj aur shab e barat ke musalman hai agar neki kare to roz karo ek raat apni marzi se nikal lete or us din ibadat karte pura saal namaz nai padhte or ek raat ko qazae umri padhte or jo insan biddat karne se roke usko galian dete dusro ko lanati or jahannumi bolre farishto ne akar bole kya zuban sudhar lo apni galian dene se koi jannat me nai jata apne aap ko sudhar lo nai sudhare to dusro ko mat roko jo bhi insan hadees aur Quran ka hawala dera uwku galat kaisa bolte Allah sabko aqal de aur roz namaz padhne aur roz nek kaam karne ki hidayat de ameen
Bht bht shkriya faiz bhai. Dua krta hu aap isi trh sahi riwayatein logo tk phchaein aur unki jahiliyat ko durr kare. Allah hum sabko hidayat ata farmaein.
u r speeches stand on quran and sahi hadeeth...may allah bless u fr dis...keep on doing d right job...allah is wid u..Inshallah talking about abusers , if a person stands fr right den der will 100s against him..so wenever u see people against u consider it as a blessing, bcoz u r alhamdulillah on d right track...
Assalamualaykum aap hazrat ki bat suni aap baraa at ko tafser se. Nafrat tasbi de hey or aap ne kaha k 15 Shaban ka hadis men ko e zikar nahin lekin fazael aamal Jo molana zakarya sahab rahmatullaaho ne 15 Shaban ke fazilat. Bayan ki hey. K aap sallaho alayhe wasllam ne farmayaa Jo hadis ka mafhum. K. Is raat. Men. Nama e aamal ke. Rajestar badlate. Hey to. Mere. Nama e aamal. Badlate hey to men. Rozese. Rahun. Or. Mera. Nam rozdar. Se. Shuru. Ho. Ab. Ummat. Kya kre. Kise. Follow. Kare
@@sallahauddin5168 : Beimaano ki speech sun sun kar khush mat honaa. Sachchaai ke paimaane mein taulo iss beimaan ki speech ko...??? Allah Azzawajal 15 Shaban ko Banu Kalb ki Bhaidon per jitne Baal hote hain utne logon ko baksh detaa hai (Hadith e paaq Jo is shaksh ne bayaan ki) aur yeh fermaaya rahe hain ki isse kahaan saabit hotaa hai ki iss raat ko mannaya jaaye. Matlab Jab Allah Azzawajal lakhon Croron ki tadaad mein apbe Bandon ki magfirat kar de us waqt uske bandon ko sote rehnaa chaiye, hainaa..?? Ab Yazeed Paleed ko Apnaa Imaam Aur Peshwa kehne waale Musalmaano ko Islam sikhaayenge..!!!
jo log inko gaaliyan dy rahay wo darasal jahalat k us darjay pr hen jahan un jhaheelon sy kuch bhi kaha jaye na wo smjhengay na manegen un k liye bs Allah sy hiddayatt ki dua ki jaye or ye tou btado k gaaliyan dena konsay deen mai hai or islam ki baaten krtay hen mun sy ganday alfaz nikalna tou bndh kro or sach tou wesay bhi karwa he lgta hai sbko. keep it up faiz bhai
15th Shaban ko 'Bakshish ki raat' (Shab-e-Baraat) ko, 'Dua ki raat' (Shab-e-Dua), 'Dua ki Qabooliyat ki raat' (Shab-e-Qabooliat) aur 'Barkat ki raat' (Shab-e-Barakah) bhi kehte hain, jinhe Hadiso se istadalal karke liya gaya hai... Shabe Baraat ki raat ko Allah ki Ibadat karke Ussey Maghfirat, Rizk, aur Deegar Hajaat poori karne ke liye Dua ki jati hai aur Uske Din ko Roza rakha jata hai. Agar koi inn amal ko Shabe Baraat ka manana kahe to Alhamdulillah, Shabe Baraat har kisi ko manana chahiye.
U r doing very good job faiz bhai, Allah apko is ka jazaye khair de, India, Pakistan aur Bangladesh me hi ye do raten means shabe meraj aur shabe barrat manaye jate aur jo asal raat hai jiska tazkirah quran me hai (lailatulqader) jise ramzan ke akhri ashre me dhoondna hai uski in countries me koi ahmiat hi nahi, me in se puchti hoon ke aap ne kabhi majid e haram makkah mei in do raton ko jagna aur special namaze padhna imaam ke sath dekha hai?,,, Allah inhe sahi deen ki samajh de ameen
Meine apni ek dost ko bahot samjhaya videos bhi dikhaye ..meine ek muslim ki hasiyat se socha ke usey videos snd krke usey biddat se rok sakon .lekin usne na suni meri na video dekha woh shab e miraj mein saari raat ibadat krti rahi iss niyat se ke yeh raat ibadat krne ki raat hai.aur ab shabbe baraat mein bhi jaagne ka irada hai uska .khairr
Great Faiz syed. Pata nahi log sahi ahadees chor k zaeef k peechay kyun paray hain. Jab k Islam khuli kitab ki tarah hai. Allah hum sab ko hidayat de or hamaray ahle sunnat ko aqal o shaoor ata farmaye. ameen.
حَدَّثَنَا قَبِيصَةُ بْنُ عُقْبَةَ، قَالَ حَدَّثَنَا سُفْيَانُ، عَنِ الأَعْمَشِ، عَنْ عَبْدِ اللَّهِ بْنِ مُرَّةَ، عَنْ مَسْرُوقٍ، عَنْ عَبْدِ اللَّهِ بْنِ عَمْرٍو، أَنَّ النَّبِيَّ صلى الله عليه وسلم قَالَ أَرْبَعٌ مَنْ كُنَّ فِيهِ كَانَ مُنَافِقًا خَالِصًا، وَمَنْ كَانَتْ فِيهِ خَصْلَةٌ مِنْهُنَّ كَانَتْ فِيهِ خَصْلَةٌ مِنَ النِّفَاقِ حَتَّى يَدَعَهَا إِذَا اؤْتُمِنَ خَانَ وَإِذَا حَدَّثَ كَذَبَ وَإِذَا عَاهَدَ غَدَرَ، وَإِذَا خَاصَمَ فَجَرَ "Narrated 'Abdullah bin 'Amr: The Prophet (pbuh) said, "Whoever has the following four (characteristics) will be a pure hypocrite and whoever has one of the following four characteristics will have one characteristic of hypocrisy unless and until he gives it up. 1. Whenever he is entrusted, he betrays. 2. Whenever he speaks, he tells a lie. 3. Whenever he makes a covenant, he proves treacherous. 4. Whenever he quarrels, he behaves in a very imprudent, evil and insulting manner." Reference : Sahih al-Bukhari 34 In-book reference : Book 2, Hadith 27 USC-MSA web (English) reference : Vol. 1, Book 2, Hadith 34 (deprecated numbering scheme)
Agr hum logo se hr Raat ibadat Nahi horahi h r koi particular Raat ibadaat ki jarahi h to kya galat h ibadaat to ibadaat h Allah ki ibadaat to kr rahe h I m not getting k why it will be wrong
@ dan271283, Muhammad Waseem.. Thanks a lot Brothers , for fighting with these Ghair Muqallids, Ahle Hadith... You will get a lot of Sawaab in Aakhirat for this . Because this is a very big Neki.... Aap jo kar rahe hain ye bahot badi neki hai...
Kya iss hadees yeh sabit hain ke hume iss din ko manana chahiye ? Kya rasool Allah SAWS ki iss hadees mein Hukm aata hain ke hum iss din ko Raat bhar jaag kar makhsoos ibadat kare ?
The excellency regarding the 15th of Shabaan is an area of dispute between the Scholars, some of them say that there is no significance of this night, but Imam Ahmed recognises the excellency of this night, our other Hanbli Scholars also agree with Imam Ahmed. There are Ahadith on this night being significant, some of them are from Sunnan (Tirmizy, Ibn Majah) and the other Ahdeeth books as well [Iqtidah Siratul Mustaqeem page 203 by Hafidhh Ibn Taymiyah]
Aslkm allah ap ki baat sab tak pahunchaye ap har baat ko quran aur hadees se batarai to isme kisi ku koi shaq nahi hona chahiye...aur bhi kai ulma se bhi suna mai even from gulf..even in gulf mein aysi koi raat nahi manate sirf lailatul qadar ke siwa...allah bless people who educated but does not study but just blindly believe the imam...which is no use...think read and follow as we are educated people and there is a hadees also ilm ka hasil karna har musalman mard aur aurat par farz hai....baat
koi insan kisi alim ko gali deta ho to sabse bura insan hai (matlab allha ka against) kyn ki ek Sota huwa alim (koi v alim kisi maslak ka ho) or ek aam insan ibadat karte huwe v kisi alim ka barabri nahi kar sakta jo insan ko ye bat pata na ho to wo quran and hadis ke bich me na aye, mera manna hai ki ager unki baat quran or hadis se milta hai to manlo or na chhor do but dont abuse my islimic bhai
Mera ek sawaal hai hazrat Kia Allah paak ki magfirat aisi cheez hai ki aap apni bistar me sote rahain aur aap ki magfirat ho jaaye Aap ki magfirat jab hogi jab aap magfirat ke talabgaar honge Jab aap 15shabaan ki raat ko Allah paak se magfirat maangainge tab aap ki magfirat hogi Dusri baat jo hazrat ye hai ki jab ALLAH paak ke piyare Nabi sallallahu alaihi wasallam ne jab har raat ke baare main hadees bayaan kar hi di thi To fir is ko alag se kiyo bayaan farmaaya Hamaare nabi ne Aap iski wajah bhi batladain Ramzaan main Allah paak ke magfirat ki baarish hoti hai to kia aise logoun ki magfirat ho sakti hai jo apni zindagi baqi dinoun ki tarah guzare wo roze na rakhe baaqi dinoun ki tarah apni zindagi guzaare namaaz ki pabandi na ho quraan ke tilaawat ki pabandi na ho To kia aise logoun ki bhi magfirat hogi Jab talab karega tabhi uski magfirat hogi Allah paak is main bhi 15shabaan ko bhi magfirat karte hain jaisa ke aap ne kaha ki sahi hadees hai To kia raat bhar sone se magfirat milegi Ye magfirat ke talabgaar honge Allah paak ke saamne rowenge gidgidaayenge to magfirat hogi?
Attention!! Jab bi kisi ny rasoolallah ka naam lena ha tou sath salallahu alihi wahlayhi wassalam likhay kuch log saw likhty jo sai ni ha yeh jis tarhan mainay likha yeh sai tareeka isko agata forward karay
Termizi ki 15 Shabaan ki Zaieef Hadees mai Ata hai k Allah Apne Itene bando ki Makhgferat karta hai jitne k banu Kalb k Bakerio ka baal hoo aur Sahee Muslim ki hadees hai k Hazrat Muhammad Saleallah Alhe o Salam ne Janat-ul- baki ma dafan logo ki Magferat ki dua ki. Yeh dono batae alaag alaag hai. Termizi ki zaieef hadees khete hai Allah apne itne bando ki maghferat karata jitne k banu kalb ki bakrio k baal ho jab k Sahee Muslim ki hadees kheti hai ki sirf Allah k Rasool ne Jantul Baki me dafan logo ki hi magferat ki thi. Yani dono hadees se 15 shaaban ki baat sabit nahi hoti hai kio k Termizi ki hadees zaieef hai aur Sahee Muslim ki hadees kheti hai ki Allah k Rasool ne sirf Janat-ul-baki me dafan log ki hi magferat ki dua ki thi.
mujhe herani nahi huti un lugu par ju hazoor ki sonnatu ku nahi mante assal men ju kam bachpan ke karte aarahe hun wahi lugu ku sahi lagte h aur sahi sunnat se bhatak jate h jese sanm1427 arshad sab supandi 1000 allah in sab ku aur hum sab ku deen ki sahi samajh ata farmaye aameen
Indeed Shab is a Farsi word for night... Muhammad(pbuh) telling people to celebrate a shab instead of Layl makes no sense.. Hence the term Shab-e-Barat a Farsi word was not coined by Hazrat Muhammad(pbah) who was spoke only Arabic..
as Salam Alikum.. Faiz is giving complete details .. so I request all viewers to do the counter check and decide by our self with a good aleem weather to celebrate shub e baarat or not.. aysa na hokay Allah kee pakad may ajaye hum
Syed Zaheer It is narrated by Ali (Radi allahu unho) that the Prophet [May Allah bless Him and grant Him peace] stated; “ when it is the 15th night of Shabaan, do Qiyaam in the night, and fast in the morning, and ask for forgiveness. Because on that night Allah calls: ‘Is there anyone who is asking for forgiveness so that I can forgive them, who is in distress that I may relieve his distress, is there anyone who needs (rizq) food that I may give it to him.’ And this continues till the morning.” [Ibn Majah chapter Salaah]
Muhaddiseen ke nazdeek Fazilat wale Amal (Baab-e-Fazail) mein Daif Hadise kubul ki jati hai. Hawale :- [Imam Hakim, Al Madkhal, Tradition No. 11 & 13] [Imam Suyuti, Tadreeb Ar Rawi, Vol. 1, Page No.s 350 & 351] [Imam Ibn e Salaah, Muqaddamah, Vol. 1, Page No. 103] [Imam Ibn e Mulaqqan, Al Muqn'a Fi Uloom ul Hadith, Vol.1, Page No. 104] [Imam Jaujaani, Mukhtasar Fi Usul Ul Hadith, Vol. 1, Page No. 77] [Imam Ibn Taymiyyah, Mamjmu al Fatawa, Vol. 18, Page No. 52]
Assalamualaikum wa rahmatullah wa barakatuh Mera ek dost h Jo haris sultan ki ek bayan sunkar namaz chhor Diya jisme haris sultan ne bataya ki surah Mohammed me ek jagah Allah ne kaha ki kafir ko chhup kar Maro aur. Uske sar ko kuchlo isi ko sunkar wo namaz chhor Diya mujhe iske bare me batayen
Jumped up people like this use people like Al-Bani to claims Hadith are weak. However: It is narrated by Ali (Radi allahu unho) that the Prophet [May Allah bless Him and grant Him peace] stated; “ when it is the 15th night of Shabaan, do Qiyaam in the night, and fast in the morning, and ask for forgiveness. Because on that night Allah calls: ‘Is there anyone who is asking for forgiveness so that I can forgive them, who is in distress that I may relieve his distress, is there anyone who needs (rizq) food that I may give it to him.’ And this continues till the morning.” [Ibn Majah chapter Salaah] This is NOT a weak hadith.
yeh Muhaddiseen kaun hain bhai , Kin ke Saamne kya Qubool hota hain usse hume kya , Musalman hone ke naate , hamara kaam hain ki hum Sahi hadees ki talaash kare aur uspar amal kare , Jab Sahi hadees saamne hain to Daif Hadees ki Zaroorat hi kya hain ? , Thodi to Aqal ladao ....Jab Sahi cheez samne hain to aisi cheez jispe hume shak o shuba hain use kyun istemaal kare ?, ISLAM is a simple and an easy religion , pls let it remain like that ...
Assalamoalikum Bhai please mujhe bataye shabe barat kyun manate h 15 Shaban ko kya hua tha kya iski koi hadeez h ye quran Mai aaya h sbebarat Ka manana 15 Shaban ko kya hua tha
Mai aapke bayaan sunti rahti hu, per is bayaan ko mai samajh nhi paaye,islaam me sir dhak ke sone ka hukum hai to hazrat aayesha kaise kam kapdo me so sakti hai??? Ye baat dil manzoor nhi kar raha,
Muadh bin Jabal (R.A) riwayat karte hain, Nabi (Sallalahu Alaihi Wassalam) ne farmaya : "Allah Nisf-Shaban (Middle Shaban - 15th Shaban) ko apni makhlook ki taraf khaas tawajjoh farmata hai aur Woh sabhi ki Maghfirat karta hai siwaye jo Mushrik hai aur jo Dusro se keena (Bughz) rakhta hai." (Sahih) [Imam Ibn Hajr Haythmi, Majma Az Zawaid, # 12860] [Ibn Hibban, Sahih Ibn Hibban, 12/481, # 5665.] [Al Bayhaqi, Shubul Iman, 2/288] [Nasiruddin Al-Albani, Silsilah Al-Ahadith Al-Sahihah, 3135, # 1144]
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu Agar koi sawal ya masla hai to hamare niche diye gaye land line nos. par contact kare Tel Nos. +912402336984, +912402330655, +91240 2359040 jo log india se call karna chahte hai who +91 ke badle 0 lagai. (Friday Closed) Was-Salam
Assalamualaikum warahmatuallahi wabarkatahu .ap log itna categories banate ho musalmano ki pehle quran par to amal karlo .....quran me laylatul qadr ka zikr hai par barat ki ni ...Allah par or quran par yakeen hona chahiye fir hadeeth par
Assalamu alaykum... Manna bolnese ibadat karna hai....Kya ek raat ko kash ibadat karle...To galat kya hai bhai... har raat ko sab todi ibadat karte hai...
Video Se Related Koi Sawal Ya Masla Ho To Call Karen +91-80-5545-5545.
Hamare Is Kaam Me Madad Kare Apni Zakat Sadqaat Aur Donation Ke Zariye UPI ID : IRCEWT@SBI
Baraye meharbani hadesh number bataye
Kiya aap mufti taqi usmani sahab ki baat ko taal sakt hy!?
Unhon ne kaha 17sahaba sy sabit hy unme sy baad dayif ho sakty hy per sabka nahy,or dayif hadis ko ap kabhi bhi rad nahy kar sakty,,mufti sahab neyh bhi kaha ki sobebirat hy, per uska koi khas namaz ya khas amal ya roja nahy hy jo bhi amal hy vo hoga infiradi,ijtemayi nahy hoga yh bidat hoga,,,,,aap cahy to mufti sahab ki boyan sunlijiyega in sha allah
kaash aap ki baat hamare tamam muslim tak pahunche ameen
subhanallah! nice speech. may Allah swt grant hidayath to all Muslims (Ameen)
Masha Allah Masha Allah Masha Allah Masha Allah Masha Allah Masha Allah Masha Allah Masha Allah Masha Allah Masha Allah
HAQ HAQ HE HOTA HE GALI GALOCH KARNY SE ISLAAM TABDEL NAHI HOTA ...JAHELO QURAN AUR SUNNAT KO PEHCHANO ...ALLAH HUM SAB KO HEDAYAT DE AMEEN
Faiz Syed I love you so much really spreading true Islam Allah bless you
JazakAllahu khair aur jo yaha par jumme ke aur shab e meraj aur shab e barat ke musalman hai agar neki kare to roz karo ek raat apni marzi se nikal lete or us din ibadat karte pura saal namaz nai padhte or ek raat ko qazae umri padhte or jo insan biddat karne se roke usko galian dete dusro ko lanati or jahannumi bolre farishto ne akar bole kya zuban sudhar lo apni galian dene se koi jannat me nai jata apne aap ko sudhar lo nai sudhare to dusro ko mat roko jo bhi insan hadees aur Quran ka hawala dera uwku galat kaisa bolte Allah sabko aqal de aur roz namaz padhne aur roz nek kaam karne ki hidayat de ameen
Assalamu alaikum Apne meri bht badi mushkil Ko hal kr di jazakALLAH
Hii,nida khan
Assalamualaikum alaikum NIDA Baji
nida khan mashalllah u get ur doubt clear. Stay blessed
Bht bht shkriya faiz bhai. Dua krta hu aap isi trh sahi riwayatein logo tk phchaein aur unki jahiliyat ko durr kare. Allah hum sabko hidayat ata farmaein.
u r speeches stand on quran and sahi hadeeth...may allah bless u fr dis...keep on doing d right job...allah is wid u..Inshallah
talking about abusers , if a person stands fr right den der will 100s against him..so wenever u see people against u consider it as a blessing, bcoz u r alhamdulillah on d right track...
👍agree
Assalamualaykum aap hazrat ki bat suni aap baraa at ko tafser se. Nafrat tasbi de hey or aap ne kaha k 15 Shaban ka hadis men ko e zikar nahin lekin fazael aamal Jo molana zakarya sahab rahmatullaaho ne 15 Shaban ke fazilat. Bayan ki hey. K aap sallaho alayhe wasllam ne farmayaa Jo hadis ka mafhum. K. Is raat. Men. Nama e aamal ke. Rajestar badlate. Hey to. Mere. Nama e aamal. Badlate hey to men. Rozese. Rahun. Or. Mera. Nam rozdar. Se. Shuru. Ho. Ab. Ummat. Kya kre. Kise. Follow. Kare
n
aasiya chaudhary mashalllah so great to hear his speech may Allah bless you and your family stay blessed.
@@sallahauddin5168 : Beimaano ki speech sun sun kar khush mat honaa. Sachchaai ke paimaane mein taulo iss beimaan ki speech ko...??? Allah Azzawajal 15 Shaban ko Banu Kalb ki Bhaidon per jitne Baal hote hain utne logon ko baksh detaa hai (Hadith e paaq Jo is shaksh ne bayaan ki) aur yeh fermaaya rahe hain ki isse kahaan saabit hotaa hai ki iss raat ko mannaya jaaye. Matlab Jab Allah Azzawajal lakhon Croron ki tadaad mein apbe Bandon ki magfirat kar de us waqt uske bandon ko sote rehnaa chaiye, hainaa..??
Ab Yazeed Paleed ko Apnaa Imaam Aur Peshwa kehne waale Musalmaano ko Islam sikhaayenge..!!!
jo log inko gaaliyan dy rahay wo darasal jahalat k us darjay pr hen jahan un jhaheelon sy kuch bhi kaha jaye na wo smjhengay na manegen un k liye bs Allah sy hiddayatt ki dua ki jaye or ye tou btado k gaaliyan dena konsay deen mai hai or islam ki baaten krtay hen mun sy ganday alfaz nikalna tou bndh kro or sach tou wesay bhi karwa he lgta hai sbko. keep it up faiz bhai
15th Shaban ko 'Bakshish ki raat' (Shab-e-Baraat) ko, 'Dua ki raat' (Shab-e-Dua), 'Dua ki Qabooliyat ki raat' (Shab-e-Qabooliat) aur 'Barkat ki raat' (Shab-e-Barakah) bhi kehte hain, jinhe Hadiso se istadalal karke liya gaya hai...
Shabe Baraat ki raat ko Allah ki Ibadat karke Ussey Maghfirat, Rizk, aur Deegar Hajaat poori karne ke liye Dua ki jati hai aur Uske Din ko Roza rakha jata hai. Agar koi inn amal ko Shabe Baraat ka manana kahe to Alhamdulillah, Shabe Baraat har kisi ko manana chahiye.
U r doing very good job faiz bhai, Allah apko is ka jazaye khair de, India, Pakistan aur Bangladesh me hi ye do raten means shabe meraj aur shabe barrat manaye jate aur jo asal raat hai jiska tazkirah quran me hai (lailatulqader) jise ramzan ke akhri ashre me dhoondna hai uski in countries me koi ahmiat hi nahi, me in se puchti hoon ke aap ne kabhi majid e haram makkah mei in do raton ko jagna aur special namaze padhna imaam ke sath dekha hai?,,, Allah inhe sahi deen ki samajh de ameen
BOHT SHUKRIYA SIR ALLAH AAP KO KAMAYABI AUR SEHAT ATA FARMAI
Meine apni ek dost ko bahot samjhaya videos bhi dikhaye ..meine ek muslim ki hasiyat se socha ke usey videos snd krke usey biddat se rok sakon .lekin usne na suni meri na video dekha woh shab e miraj mein saari raat ibadat krti rahi iss niyat se ke yeh raat ibadat krne ki raat hai.aur ab shabbe baraat mein bhi jaagne ka irada hai uska .khairr
Great Faiz syed. Pata nahi log sahi ahadees chor k zaeef k peechay kyun paray hain. Jab k Islam khuli kitab ki tarah hai. Allah hum sab ko hidayat de or hamaray ahle sunnat ko aqal o shaoor ata farmaye. ameen.
Kya Sahi bole kuch ...b Nhi... Aadha dikha rahe hai
Masha ALLAH n JAZAKALLAH
Excellent speaker mashaallah
Masha'ALLAH...good job...Allah apko jazaye khair atta famaye...may Allah bless all of thm wt correct deen...aameen
Subahanallah Allah aapku har cheez mein taraqi de din aur akhirat mein....
Sahi kaha Allah har Musalman Ko taufeeq de ispr Amal krne ki
Masha Allah
simple thing .. just pray :) life is to impress Allah Talla
:)
Hashibur Sadika kia baat hai subhaanAllah beautiful words
masaha allah ..faiz bhai...
Faiz bhai allah ap k liye or tmam muslims k liye asaniya paeda fermaye ...ameen
حَدَّثَنَا قَبِيصَةُ بْنُ عُقْبَةَ، قَالَ حَدَّثَنَا سُفْيَانُ، عَنِ الأَعْمَشِ، عَنْ عَبْدِ اللَّهِ بْنِ مُرَّةَ، عَنْ مَسْرُوقٍ، عَنْ عَبْدِ اللَّهِ بْنِ عَمْرٍو، أَنَّ النَّبِيَّ صلى الله عليه وسلم قَالَ
أَرْبَعٌ مَنْ كُنَّ فِيهِ كَانَ مُنَافِقًا خَالِصًا، وَمَنْ كَانَتْ فِيهِ خَصْلَةٌ مِنْهُنَّ كَانَتْ فِيهِ خَصْلَةٌ مِنَ النِّفَاقِ حَتَّى يَدَعَهَا إِذَا اؤْتُمِنَ خَانَ وَإِذَا حَدَّثَ كَذَبَ وَإِذَا عَاهَدَ غَدَرَ، وَإِذَا خَاصَمَ فَجَرَ "Narrated 'Abdullah bin 'Amr:
The Prophet (pbuh) said, "Whoever has the following four (characteristics) will be a pure hypocrite and whoever has one of the following four characteristics will have one characteristic of hypocrisy unless and until he gives it up.
1. Whenever he is entrusted, he betrays.
2. Whenever he speaks, he tells a lie.
3. Whenever he makes a covenant, he proves treacherous.
4. Whenever he quarrels, he behaves in a very imprudent, evil and insulting manner."
Reference : Sahih al-Bukhari 34
In-book reference : Book 2, Hadith 27
USC-MSA web (English) reference : Vol. 1, Book 2, Hadith 34 (deprecated numbering scheme)
Mashaaallah, may allah bless you, my best wishes with you my brother.
Masha allah sukriya
Subhanallah ❤️
Agr hum logo se hr Raat ibadat Nahi horahi h r koi particular Raat ibadaat ki jarahi h to kya galat h ibadaat to ibadaat h Allah ki ibadaat to kr rahe h I m not getting k why it will be wrong
@ dan271283, Muhammad Waseem..
Thanks a lot Brothers , for fighting with these Ghair Muqallids, Ahle Hadith...
You will get a lot of Sawaab in Aakhirat for this . Because this is a very big Neki....
Aap jo kar rahe hain ye bahot badi neki hai...
Kya iss hadees yeh sabit hain ke hume iss din ko manana chahiye ? Kya rasool Allah SAWS ki iss hadees mein Hukm aata hain ke hum iss din ko Raat bhar jaag kar makhsoos ibadat kare ?
jazakallahu khair fi dunya Wa aakhirah
The excellency regarding the 15th of Shabaan is an area of dispute between the Scholars, some of them say that there is no significance of this night, but Imam Ahmed recognises the excellency of this night, our other Hanbli Scholars also agree with Imam Ahmed. There are Ahadith on this night being significant, some of them are from Sunnan (Tirmizy, Ibn Majah) and the other Ahdeeth books as well
[Iqtidah Siratul Mustaqeem page 203 by Hafidhh Ibn Taymiyah]
Aslkm allah ap ki baat sab tak pahunchaye ap har baat ko quran aur hadees se batarai to isme kisi ku koi shaq nahi hona chahiye...aur bhi kai ulma se bhi suna mai even from gulf..even in gulf mein aysi koi raat nahi manate sirf lailatul qadar ke siwa...allah bless people who educated but does not study but just blindly believe the imam...which is no use...think read and follow as we are educated people and there is a hadees also ilm ka hasil karna har musalman mard aur aurat par farz hai....baat
great explain
koi insan kisi alim ko gali deta ho to sabse bura insan hai (matlab allha ka against) kyn ki ek Sota huwa alim (koi v alim kisi maslak ka ho) or ek aam insan ibadat karte huwe v kisi alim ka barabri nahi kar sakta
jo insan ko ye bat pata na ho to wo quran and hadis ke bich me na aye, mera manna hai ki ager unki baat quran or hadis se milta hai to manlo or na chhor do but dont abuse my islimic bhai
Mera ek sawaal hai hazrat
Kia Allah paak ki magfirat aisi cheez hai ki aap apni bistar me sote rahain aur aap ki magfirat ho jaaye
Aap ki magfirat jab hogi jab aap magfirat ke talabgaar honge
Jab aap 15shabaan ki raat ko Allah paak se magfirat maangainge tab aap ki magfirat hogi
Dusri baat jo hazrat ye hai ki jab ALLAH paak ke piyare Nabi sallallahu alaihi wasallam ne jab har raat ke baare main hadees bayaan kar hi di thi
To fir is ko alag se kiyo bayaan farmaaya Hamaare nabi ne
Aap iski wajah bhi batladain
Ramzaan main Allah paak ke magfirat ki baarish hoti hai to kia aise logoun ki magfirat ho sakti hai jo apni zindagi baqi dinoun ki tarah guzare wo roze na rakhe baaqi dinoun ki tarah apni zindagi guzaare namaaz ki pabandi na ho quraan ke tilaawat ki pabandi na ho
To kia aise logoun ki bhi magfirat hogi
Jab talab karega tabhi uski magfirat hogi
Allah paak is main bhi 15shabaan ko bhi magfirat karte hain jaisa ke aap ne kaha ki sahi hadees hai
To kia raat bhar sone se magfirat milegi
Ye magfirat ke talabgaar honge Allah paak ke saamne rowenge gidgidaayenge to magfirat hogi?
Attention!! Jab bi kisi ny rasoolallah ka naam lena ha tou sath salallahu alihi wahlayhi wassalam likhay kuch log saw likhty jo sai ni ha yeh jis tarhan mainay likha yeh sai tareeka isko agata forward karay
Termizi ki 15 Shabaan ki Zaieef Hadees mai Ata hai k Allah Apne Itene bando ki Makhgferat karta hai jitne k banu Kalb k Bakerio ka baal hoo aur Sahee Muslim ki hadees hai k Hazrat Muhammad Saleallah Alhe o Salam ne Janat-ul- baki ma dafan logo ki Magferat ki dua ki. Yeh dono batae alaag alaag hai. Termizi ki zaieef hadees khete hai Allah apne itne bando ki maghferat karata jitne k banu kalb ki bakrio k baal ho jab k Sahee Muslim ki hadees kheti hai ki sirf Allah k Rasool ne Jantul Baki me dafan logo ki hi magferat ki thi. Yani dono hadees se 15 shaaban ki baat sabit nahi hoti hai kio k Termizi ki hadees zaieef hai aur Sahee Muslim ki hadees kheti hai ki Allah k Rasool ne sirf Janat-ul-baki me dafan log ki hi magferat ki dua ki thi.
reader writer2015 bhai jab bi rasoolallah ka naam lena ho tou sath salallahu alihi wahlayhi wassalam kehty hain or kuch log saw likhty woh galat ha
masha allah
Bahoit zabrdast byian hai
thank you bhai for the right information
jazakallah khair 👍
Nilkul sahi kaha JizakAllah.👍👌👍👌
Mashallah!
Ali Mahood
Puri bt suno bhai wo keh rahe hn. Kisi ko lanat dene se pehle socho ap kitna ilm rakhte ho Allah ap ko puri bt sunne ki tofeeq de ameen.
Kia
Jazakallah
mujhe herani nahi huti un lugu par ju hazoor ki sonnatu ku nahi mante assal men ju kam bachpan ke karte aarahe hun wahi lugu ku sahi lagte h aur sahi sunnat se bhatak jate h jese sanm1427 arshad sab supandi 1000 allah in sab ku aur hum sab ku deen ki sahi samajh ata farmaye aameen
Indeed Shab is a Farsi word for night...
Muhammad(pbuh) telling people to celebrate a shab instead of Layl makes no sense..
Hence the term Shab-e-Barat a Farsi word was not coined by Hazrat Muhammad(pbah) who was spoke only Arabic..
as Salam Alikum.. Faiz is giving complete details .. so I request all viewers to do the counter check and decide by our self with a good aleem weather to celebrate shub e baarat or not.. aysa na hokay Allah kee pakad may ajaye hum
Syed Zaheer It is narrated by Ali (Radi allahu unho) that the Prophet
[May Allah bless Him and grant Him peace] stated; “ when it is the 15th
night of Shabaan, do Qiyaam in the night, and fast in the morning, and
ask for forgiveness. Because on that night Allah calls: ‘Is there anyone
who is asking for forgiveness so that I can forgive them, who is in
distress that I may relieve his distress, is there anyone who needs
(rizq) food that I may give it to him.’ And this continues till the
morning.” [Ibn Majah chapter Salaah]
Mashallah
masaAllah
Muhaddiseen ke nazdeek Fazilat wale Amal (Baab-e-Fazail) mein Daif Hadise kubul ki jati hai.
Hawale :-
[Imam Hakim, Al Madkhal, Tradition No. 11 & 13]
[Imam Suyuti, Tadreeb Ar Rawi, Vol. 1, Page No.s 350 & 351]
[Imam Ibn e Salaah, Muqaddamah, Vol. 1, Page No. 103]
[Imam Ibn e Mulaqqan, Al Muqn'a Fi Uloom ul Hadith, Vol.1, Page No. 104]
[Imam Jaujaani, Mukhtasar Fi Usul Ul Hadith, Vol. 1, Page No. 77]
[Imam Ibn Taymiyyah, Mamjmu al Fatawa, Vol. 18, Page No. 52]
May Allah bless you Fa
Survivor Raat Ki Dua Aur Namaz ko kam karne ke liye Masjid Jaana Jaroori hai ya FIR ghar par bhi adar kar sakta hai iska jawab Mujhe abhi urgent chahi
allah tumhe sahi baaton per amal karne ki tofique aata fermaye aameen...
Please Bhai is par vedio banaye 15 Shaban ko kya hua tha please hadeez bataye shabe barat kyun manate hai
Assalamualaikum wa rahmatullah wa barakatuh Mera ek dost h Jo haris sultan ki ek bayan sunkar namaz chhor Diya jisme haris sultan ne bataya ki surah Mohammed me ek jagah Allah ne kaha ki kafir ko chhup kar Maro aur. Uske sar ko kuchlo isi ko sunkar wo namaz chhor Diya mujhe iske bare me batayen
Mashallah ....
Jumped up people like this use people like Al-Bani to claims Hadith are weak. However:
It is narrated by Ali (Radi allahu unho) that the Prophet [May Allah bless Him and grant Him peace] stated; “ when it is the 15th night of Shabaan, do Qiyaam in the night, and fast in the morning, and ask for forgiveness. Because on that night Allah calls: ‘Is there anyone who is asking for forgiveness so that I can forgive them, who is in distress that I may relieve his distress, is there anyone who needs (rizq) food that I may give it to him.’ And this continues till the morning.” [Ibn Majah chapter Salaah]
This is NOT a weak hadith.
Assalamualykum wrwb. JazakAllahu khair
Mashaallaah Faiz Sir Thanqqq
Agar mana lein tw masla kya hai
assalamualaikum admin plz upload videos with audio in stereo mode , unable to hear audio
yeh Muhaddiseen kaun hain bhai , Kin ke Saamne kya Qubool hota hain usse hume kya , Musalman hone ke naate , hamara kaam hain ki hum Sahi hadees ki talaash kare aur uspar amal kare , Jab Sahi hadees saamne hain to Daif Hadees ki Zaroorat hi kya hain ? , Thodi to Aqal ladao ....Jab Sahi cheez samne hain to aisi cheez jispe hume shak o shuba hain use kyun istemaal kare ?, ISLAM is a simple and an easy religion , pls let it remain like that ...
assalamualaykum bhai,the msg u r giving is excellent.
Hy
Zaberdast
15 shaban ko 2 log ki maghfirat nahi hoti....1.mushrik,2.keena parwar
subanallah
Mashaallah
I think comment should be disabled in all videos #IRC Upload so that Bad people cud not abuse... hope this will be followed :) Jazak Allah khair
Assalamoalikum Bhai please mujhe bataye shabe barat kyun manate h 15 Shaban ko kya hua tha kya iski koi hadeez h ye quran Mai aaya h sbebarat Ka manana 15 Shaban ko kya hua tha
men apne deeni bhaiyun se guzarish karoonga ki woh pahle deen ki taleem len aur fir bolen kamyabi sirf hazoor aur sahaba ki tarze zindagi h
great job its true guidline
May Allah reward you brother!
sahih Muslim ki Hadith no kya hai,
kis kitab men mile gi
to kya shab e barat m roza rakhna chahiye??
👍🏼👍🏼
Bilkul sahi
Allah tala nay 4mahino ko q pak mahinay kaha hay....agar kuch demagh hay to sari raton ki ehmiyat ka pata chal jayae ga
Sabebarat ki roj bahir ke pata se nahana jayaj hai ya nahi
Mai aapke bayaan sunti rahti hu, per is bayaan ko mai samajh nhi paaye,islaam me sir dhak ke sone ka hukum hai to hazrat aayesha kaise kam kapdo me so sakti hai??? Ye baat dil manzoor nhi kar raha,
Allah ap Ko salamat rakhe
salute you adv faiz sayd
- via YouPak(.com)
Muadh bin Jabal (R.A) riwayat karte hain, Nabi (Sallalahu Alaihi Wassalam) ne farmaya : "Allah Nisf-Shaban (Middle Shaban - 15th Shaban) ko apni makhlook ki taraf khaas tawajjoh farmata hai aur Woh sabhi ki Maghfirat karta hai siwaye jo Mushrik hai aur jo Dusro se keena (Bughz) rakhta hai." (Sahih)
[Imam Ibn Hajr Haythmi, Majma Az Zawaid, # 12860]
[Ibn Hibban, Sahih Ibn Hibban, 12/481, # 5665.]
[Al Bayhaqi, Shubul Iman, 2/288]
[Nasiruddin Al-Albani, Silsilah Al-Ahadith Al-Sahihah, 3135, # 1144]
agree with you
great explanations but mushreekini still on has own peeri aqidah .
hahahahhaa
Bhaag Dk bos
+Ahmad Faiyaz mushrik caught yahi tum log k language aur akide hai tumhare kufr pe koi shak kare woh bhi kafir
come at me
Abe mushrik kise kahte hain pata hai tujhe...Jahil hai tu
come at me
Aa gaya aukat par bhadwe,,
Zara yea tou batyai kaun si hadees ya quran sai paint shirt aur toopi pehna sabit jis kou pehn kar tum lacture dai rahai hou.
Ap nhe pehnty pent?
+Ibn E Adam dost m apko br.imran ka btaw dyta hun uneh nae pent shirt par beyan dya haa.pent shirt musalman ki ajad ha
Bhai mere jis rt me magfirat hota us rat agr maafi touba kare ibadat karenge to glt ho jayega
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu
Agar koi sawal ya masla hai to hamare niche diye gaye land line nos. par contact kare Tel Nos. +912402336984, +912402330655, +91240 2359040 jo log india se call karna chahte hai who +91 ke badle 0 lagai. (Friday Closed)
Was-Salam
Sale ko maro ghar ghu kar
Good
ham keh sakte ye is woqt jahannmi h aage ka ni pta shayd iman le aaye
Assalamualaikum warahmatuallahi wabarkatahu .ap log itna categories banate ho musalmano ki pehle quran par to amal karlo .....quran me laylatul qadr ka zikr hai par barat ki ni ...Allah par or quran par yakeen hona chahiye fir hadeeth par
Beshaq
zaif hadees ho ya sahi hadees farmaan to nabi kareem sa ka hota h please fark kia h batae
Assalamu alaykum... Manna bolnese ibadat karna hai....Kya ek raat ko kash ibadat karle...To galat kya hai bhai... har raat ko sab todi ibadat karte hai...
Kya subrat nhi manna chahiye?
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh
Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hame Call Kare 80-5545-5545
Apne ye kyu kaha na Ramazan khas hai. Isse me kya samjhu ki Ramazan khas nhi hai.
right
koi bhi kisi muslman ko gali na de. e ALLAH ke nigah me girjayega
bohat acha faiz hhai
Fadail-e-Aamal mein Daif Hadith bhi kubul hoti hai...