Sir aaap bahut badiya knowledge shere krte ho hum aapke sub video dekte he aapke video me kub sikneko milta he sir aap scanner konsa use krte ho plese us per ek video banao
sir ek baat baatao raditor fan kitna degree pe chalega or kitna degree pe band hoga temperature to 89 degree ya 90 degree pe thermostat valve khulta hai ya use jayda plz explain big fan
Sir mau apni pollo car ko 60 km run kr rha uske bdh thoda sa level kam ho ja rha 200 km ke bdh max se min pr pounch gya mujhe samjh ni arha kya yeh gase kit problem h ki kya plz help me put
Hlo bhai meri vw vento car ka boost sensor garm ho raha hai aisa kyu ho raha hai or glow plug light flashing ho rahi hai meter main sath hi glow plug ki wiring main current nhi aa raha hai aisa kyu ho raha hai
Bhaijaan assalamualaikum Volkswagen Polo TDI 2013 model usmein problem gadi hunting kar rahi hai babu black smoke a rahi hai aur gadi starting sahi hai pickup thoda aur idling mein pura hunting kar rahi hai gadi kya uska had mein problem ho sakta hai sar please sir iska jawab jarur dijiyega sar jii
@@RAJMOTORS0734 bhaijaan assalamualaikum injector char bar ban chuka hai aur pump wale bhai batate hain jagata mein koi problem nahin hai admin per hunting karti hai aur black smoke chhod chhod kar deti hai aur pickup bhi thoda kam hai
Oh bhaai mmain tumhari video dekhna chahta tha par beech mmain hi band kar raha hoon kyonke tumhari awaaz tau sunn hi nahin rahi hai apni videos ki sound quilty par dhiaan do
Acha mene socha 204 degree . Or ek sawal ek gaadi hai uska raditor fan hamesha chalata raheta haiii band nehi hota gaadi start karo to wo chalu hota haiii aisa kyun kya kahaniii hai baatao
Skoda Rapid 1.6 diesel me AC on krne par fan chalta hai, lekin engine temperature 204.8° hone par bhi fan start nahi hota hai to kya problem ho sakta hai?
Bahut sandar video banate hai bhai 1 bar me smaj agya timing
Bahut acchha laga aapka video:) bahut dhanyavaad
Aur ekk bar dekha tha good job exllent work thank you
सर आप बहुत अच्छे से समझाते है
Sir aaap bahut badiya knowledge shere krte ho hum aapke sub video dekte he aapke video me kub sikneko milta he sir aap scanner konsa use krte ho plese us per ek video banao
excellent job.
Agr coolant or paani kamm ho rha h 3-4 din baad
To iska mtlb water pump thik h?
Good video and very informative, thanks
अरे..... यार like करने ही वाला था कि collant लाल रंग की जगह हरे रंग का देख लिया 😢😢😢😢
Excellent work 👍
Good work and informative videos
sir ek baat baatao raditor fan kitna degree pe chalega or kitna degree pe band hoga temperature to 89 degree ya 90 degree pe thermostat valve khulta hai ya use jayda plz explain big fan
90 celcius hota hai aur is video mein Fahrenheit me dikha raha hai
Nice work 👌🏻👌🏻👌🏻
Badhiya kaam,
Good information 👍 👌
Weldon job janab.
Shukriya bhai jaan
Sir mau apni pollo car ko 60 km run kr rha uske bdh thoda sa level kam ho ja rha 200 km ke bdh max se min pr pounch gya mujhe samjh ni arha kya yeh gase kit problem h ki kya plz help me put
Great information
price of water pump
Show thermostat location
Good job 👏
nice information
G12+ pink coolant dalte toh life badh jata radiator, oil cooler aur water line ka
Har German cars k inhibitor technology Glycerin based hota hai (Pink Coolant). Isme fir galat coolant dala hai, fir heating issues aayga pakka!
Hlo bhai meri vw vento car ka boost sensor garm ho raha hai aisa kyu ho raha hai or glow plug light flashing ho rahi hai meter main sath hi glow plug ki wiring main current nhi aa raha hai aisa kyu ho raha hai
Good job
Video rukogeg me avaj nahi ah raha hai ajjhe bhiya ji😊
Bhaijaan assalamualaikum Volkswagen Polo TDI 2013 model usmein problem gadi hunting kar rahi hai babu black smoke a rahi hai aur gadi starting sahi hai pickup thoda aur idling mein pura hunting kar rahi hai gadi kya uska had mein problem ho sakta hai sar please sir iska jawab jarur dijiyega sar jii
Walekum assalam bhai injector ki problem ho sakti h
@@RAJMOTORS0734 bhaijaan assalamualaikum injector char bar ban chuka hai aur pump wale bhai batate hain jagata mein koi problem nahin hai admin per hunting karti hai aur black smoke chhod chhod kar deti hai aur pickup bhi thoda kam hai
Vento rrquires glycerine based coolent and not ethlyne glycol based green coolents. Its a cardinal sin to use such coolents in VW cars.
Nice❤❤❤
Oh bhaai mmain tumhari video dekhna chahta tha par beech mmain hi band kar raha hoon kyonke tumhari awaaz tau sunn hi nahin rahi hai apni videos ki sound quilty par dhiaan do
Super👏👏
Good
Sar kam sikhna hai
Sir mujhe kaam pe rakh ligye
👌👌👌👌👌👌
Mic use kro bhai awaz thik nai aati
Volkswagen never uses green coolant only red colour coolant should be used
👍
Red coolent use vw
You are correct. It should be Glycerin based - Red Cooperant. Never use green / blue
Use original coolant g13.......kaise mechanic ho yaar khud ke pass nahi he to regular coolant daal diya,eska engine galne wala he ander se
Coolant hamesha 1:1 dalo ya aur zyada dal do par pani kabhi zyada mat milao ...kuchh nahi bigadega
1liter coolent 3liter pani thik h
Mashallaha
Meri gaddi me yehi problem he
coolant q green dala. is mein pink hota h
Pink cooler chahi ye
204 to 205 degree Fahrenheit matlab ye ki 95 to 96 degree Celsius
Acha mene socha 204 degree . Or ek sawal ek gaadi hai uska raditor fan hamesha chalata raheta haiii band nehi hota gaadi start karo to wo chalu hota haiii aisa kyun kya kahaniii hai baatao
👏👏🔧🔧
Coolant galat dal diya hai
Skoda Rapid 1.6 diesel me AC on krne par fan chalta hai, lekin engine temperature 204.8° hone par bhi fan start nahi hota hai to kya problem ho sakta hai?
Apka garage kidhar he
Ujjain
Nice information sir 👍
Nice
👍🏻