Jo banda yeh video dekh rha hai unkay loye hai Reason 1: Bhai kehrhy hain green line aajati hain inmay. Line sirf abhi tak Mark 2 m btai gyi hai even aap reddit p forums dekhlen Mark 2 ka mostly aarha hai line issue. Sirf Sony nae Oneplus and Samsung m b yehi issue nazr aaya hai. Reason 2: Bhai ny kaha signals issue. Wo aap apna APN set kren. Best hal yeh hai k jo aap sim use krrhy apnay kisi or dost k paas jain jo same network use krtay hon bus company phone k diff hon. Aap unka apn copy kren apnay phone p lgyen bilkul okay work krega. Reason 3: Bhai kehrhy phone heatup hrhy. Inki baat 50% durust hai. Mark 1, 2 yeh dono okay hain Mark 3 hota hai lekin iss waja sy k Snapdragon 888 m yeh beemari ayi thi. Yeh chip or 8Gen1 dono Samsung k process p bani thin or uss waja sy heatup htin hain. Sirf Sony nae baaki devices with 888 dekhlen unmay issues hain heating k. Reason 4: Bhai ny bola cameras achy nae hain. Esa bilkul nae hai. Sony apni Alpha camera team k saath work krky yeh software isska cam ka develop kiya or sab aap pr hota hai. Iska camera proper manual hai. Jo DSLR use krta usky liye issue nae hai. LEkin jis trah kehrhy k acha nae hai esa bilkul b nae hai sab aapko pata hona chahiye k lighting ka istemaal or angle kesa hona chahiye. PHir aapkay paas beshk infinix ho aap achi pics leskty hain. Lekin aapkay paas basic skill nae hai toh Xperia kya iPhone ya Google Pixel dediya wo b nae chalega aapsay. Reason 5: Bhai kehrhy bht heatup hota. Wahi baat again repeat jese mene upr bataya. Agar aapnay gaming krni mashwara yehi hai cooler lelen. Lekin mene btaya jese k yeh processor m pedaishi issue hai mob ka issue nae. Yeh bhai kuch jaghon p ghlt bayani krrhy hain baaki aap mera comment prhlen. Yaha p b aap question puch skty hain. Mai khud Mark 3 use krrha hun or yeh mera 3rd sony phone hai. Jisko iss chez ka pata hai usko phir pata hai.
@@Imkhanx Bhai line har mobile k different situation hai. OnePlus m update p, Sony agar aapnay rough use kiya usmay, Samsung phir update p. Xperia 1III or 5III m difference size, screen resolution aur RAM ka hai. Or ek chota camera 0.3mp ka jisko ToF sensor kehtay. Wo ab aap p depend krta hai chota phone chahiye ya barra. 5G abhi Pakistan m nae hai. Agar jab aaya same bands wali devices use huin toh chalega. 5G m b types hain C-band, mmWave wagera. Ab jo Pakistan m aaya dekhtay hain.
@@Imkhanx cameras same Hain siwai ToF sensor ek extra hai 1 mai. Screen resolution different hai aur size b barra hai. RAM 1 k thori zyada hai. Aap p depend krta hai konsa chahiye
@@Knotop brother me b cover utar dia hy but cooling fan use ni kia abi tk ap mjhe bta skty hain kya experience rha after cooling fan or konsa fan use kia?
bhai me same phone use kr rha green line to ni alhmdulillah lekin heating or camera vali bat saxhi hy mjhe abi tk isky camera proper use krna ni aye or heating 35-40min ke gaming k bad shuru hojati hy
👇Sony Xperia 5 Mark 3 PUBG/BGMI 👇
ruclips.net/video/h5HqanZ4l60/видео.html
Jo banda yeh video dekh rha hai unkay loye hai
Reason 1: Bhai kehrhy hain green line aajati hain inmay. Line sirf abhi tak Mark 2 m btai gyi hai even aap reddit p forums dekhlen Mark 2 ka mostly aarha hai line issue. Sirf Sony nae Oneplus and Samsung m b yehi issue nazr aaya hai.
Reason 2: Bhai ny kaha signals issue. Wo aap apna APN set kren. Best hal yeh hai k jo aap sim use krrhy apnay kisi or dost k paas jain jo same network use krtay hon bus company phone k diff hon. Aap unka apn copy kren apnay phone p lgyen bilkul okay work krega.
Reason 3: Bhai kehrhy phone heatup hrhy. Inki baat 50% durust hai. Mark 1, 2 yeh dono okay hain Mark 3 hota hai lekin iss waja sy k Snapdragon 888 m yeh beemari ayi thi. Yeh chip or 8Gen1 dono Samsung k process p bani thin or uss waja sy heatup htin hain. Sirf Sony nae baaki devices with 888 dekhlen unmay issues hain heating k.
Reason 4: Bhai ny bola cameras achy nae hain. Esa bilkul nae hai. Sony apni Alpha camera team k saath work krky yeh software isska cam ka develop kiya or sab aap pr hota hai. Iska camera proper manual hai. Jo DSLR use krta usky liye issue nae hai. LEkin jis trah kehrhy k acha nae hai esa bilkul b nae hai sab aapko pata hona chahiye k lighting ka istemaal or angle kesa hona chahiye. PHir aapkay paas beshk infinix ho aap achi pics leskty hain. Lekin aapkay paas basic skill nae hai toh Xperia kya iPhone ya Google Pixel dediya wo b nae chalega aapsay.
Reason 5: Bhai kehrhy bht heatup hota. Wahi baat again repeat jese mene upr bataya. Agar aapnay gaming krni mashwara yehi hai cooler lelen. Lekin mene btaya jese k yeh processor m pedaishi issue hai mob ka issue nae.
Yeh bhai kuch jaghon p ghlt bayani krrhy hain baaki aap mera comment prhlen. Yaha p b aap question puch skty hain. Mai khud Mark 3 use krrha hun or yeh mera 3rd sony phone hai. Jisko iss chez ka pata hai usko phir pata hai.
Bhai line kis waja se aty hai
Sony xperia 1 mark 3 vs sony e
xperia 5 mark 3 me konsa better hai
5G work karti hai..?
@@Imkhanx Bhai line har mobile k different situation hai. OnePlus m update p, Sony agar aapnay rough use kiya usmay, Samsung phir update p.
Xperia 1III or 5III m difference size, screen resolution aur RAM ka hai. Or ek chota camera 0.3mp ka jisko ToF sensor kehtay. Wo ab aap p depend krta hai chota phone chahiye ya barra.
5G abhi Pakistan m nae hai. Agar jab aaya same bands wali devices use huin toh chalega. 5G m b types hain C-band, mmWave wagera. Ab jo Pakistan m aaya dekhtay hain.
Ma kal Mark 2 buy karny wala hu Asy kon se mistakes ha jin se green line issue ata ha tan k ma wo mistakes na karu
Bro ap Oneplus 9 pro recommend kro gy ? Please reply
Only Heating and Little Bit battery timing issue .... Rest is Good
I'm thinking about buying Sony Xperia 1 mark 3
Should i consider buying this?
I am using this device, I am facing heating issue😢
Sony xperia 1 mark 3 vs Sony xperia 5 mark 3 konsa accha hai
@@Imkhanx cameras same Hain siwai ToF sensor ek extra hai 1 mai.
Screen resolution different hai aur size b barra hai. RAM 1 k thori zyada hai. Aap p depend krta hai konsa chahiye
1 mark 3
Without cover Colling fan lgao best h Mera h yh ab iss Range ma koi or device bhi tuu ni
@@Knotop brother me b cover utar dia hy but cooling fan use ni kia abi tk ap mjhe bta skty hain kya experience rha after cooling fan or konsa fan use kia?
@@user6354hs bahi with Colling fan sai Baki without ni sai Baki ab iss rage ma koi or device bhi ni h
LG V60 ha na
bhai me same phone use kr rha green line to ni alhmdulillah lekin heating or camera vali bat saxhi hy mjhe abi tk isky camera proper use krna ni aye or heating 35-40min ke gaming k bad shuru hojati hy
Bs Dua Kryn na Ay
@@TechXplorerPK ameen ❤️
That profile name is genius, fell for it.
Nice video by the way
this is bcz of youtube algorithims but i am trying my best to provide you guyz the best content😊❣
Ma 12 year sy sony use kar raha hun ye set girney sy kharab hoty wesy nahi
Bhai research nae krtay seedha vid bana k upload krtay hain. Yeh hta wo hta
Green line kis waja se ati ha?
Bro Aquos r6 gaming review please
Green line girny sy ati hai or hating agr hota bi hai to osky koi side effects nahi hain
No girny sy nhi marzi sy
Bro you are device Sony Xperia 5 Mark 3 green and issue ho gaya hai
Ni only 5ii
@@Adeel_Ashfaq. okay with thank you bro 😃
Good work bro 👍
😊❣️
❤
Sony heater